Tareekh k panno ko awaz me bayan kar Molana ne shaiqeen jo tareekh ko janna chahte hai k liye asani peda ki hai Ye millat k liye islami tareekh janne ka behtreen moqa hai jazak-Allah
I am blind and professor of history so special thanks by me for you. this audio book of history will be very helpful to the people specially blind people so very very thanks once again
jazahqallahu bhai.apka bahut bahut shukriya. maine alhamdulillah tarikhe islam jo 3 jildo me hai. usme ka 1 jild alhamdulillah pura padha. wah bhi behtareen hai. jab apka audio book dekha to bahut khushi huyi
Aap ka kaam achcha mere bhai. Lekin quran ki aksar aayaten aap ne galat padhi hen ya shayad kitab me hi galat likhi gen. Jaise لیسَ النسانَ کے بجائے لیس الانسانُ الا ما سعی اسی طرح و قتل دوودَ کے بجائے و قتل دؤودُ جالوتَ ہے اور بھی اکثر آیات غلط ❌ پڑھی گئی ہیں۔
bhai mere paas urdu ki kitaaab hai , page no 33 par jo baat audio mein hai wohi kitab me hai, apni email id de do main aapko screen shot deta hoon, ya poori kitab hi email kar deta hoon.
Yar thora explain karo main khud bhe historian hn par apki es baat mein mujhe wazan nae lgta. Democracy aik system hae jo Khilafat e rashmida mein bhe tha. USka deen kharab ya na kharab honay se koy taaluq nae. Shakhs hukoomat humesha dictator, amir aur malokiat ki taraf akhir chali jati hae. Democracy aik system hae, institutions ke zarya ikhtiarat taqseem hotay hen aur aik jaga jama nae hotay. Aur yahy behtareen nizam hae. Shakhsi hukoomat kabhi kamayab ho bhe jaati hae to har banda Umar aur Abu bakar nae hota R.A.. Islya democracy he best option he.
Bhai democracy me sbse badi problem hai k ye Majority k government hoti hai hamesha...or ye kbhi bhi pure logo k zimmedari nhi leti. Or dusri ye cheez k, ye law logo k hisab se e bnati hai, Allah k raza se nhi. Or bhi bhut conflict hai saari baate comments me nhi likhi jaa skti..aap mahrum israr ahmad sahab ka bayan sune..aapko madad milegi.
@@leyaquethaider7026 Bhai pehli baat to yeh hae ke Mulk Awam se hae aur majority bhe. Ab awam he apna hukmaran muntakhab krygi. America se to hukmaran muntakahab nae krwa skty. Dosri baat idaro ke zarya ikhtiarat taqseem hotay hn aur sub ko faeda phnchta hae. Pakistan mein democracy sahi tarha se nae he. Yha Army bhe politics mein he. Aur last baat, Allah asmaan se hukmaran to muntakhab krkay nae deskta. Ajeeb baat krhe hoe. Hum par hukoomat krnay wala humari marzi se he ana chya aur yahy jayaz baat he. Allah kha se muntakhab krskta he koy aqal wali baat kro. Dunya ka kamyaab tareen nizam he democracy he. Sub se ameer, parhay likhay, khushaal mulk saaray jamhoori he hen. Apki knowledge kam he. Pehlay ilam mein izafa kro phr koy ray aur mauqaf qayam kro bhai.
Aapne mera comment open discussion k hisab se nhi padha...maine kahaa Law(kanoon) Islamic hone chahiye na k insaan. Allah h bheje hai sb insaan ko. Baaqi bhai ilm ka meyaar km hai, aap dua kare Insha'Allah wo bhi achi ho jaegi. Or aap agr western countries ko developed or acha maante hai to ye aapka nazarriya hai...Aap unke society system pr kya kahenge phr...or phle zamane me bhi Rome or Faras developed the jaise aaj west hai... Pr Allah k shariat se to sbse zyada dur hai...ye bs meri ek rae hai...aap chahe to ikhtelaaf kr skte hai... Or democracy me hamesha power me rahne wali government non supporter people ko pareshaan krte hai...chaahe wo West ho ya East. Or ye ikhteyarat taqseem bhi khilafat se h sikha hai democracy ne...phli baar Hazrat Umar r.a ne ye kaam kiya tha..
@@leyaquethaider7026 pehlai baat law constitution mein hota he uska democracy se taaluq nae aap law quran se dalo par democracy democracy he rehti he. Qanoon sazi koy si bhe kro aur law bana do. Par democracy aik system he technical us mein Islam ya kisi cheez ka kya lena dena system hae road, sarak, sewerage aur management es sub ka Islam se kya wasta ya mazhab se? Developed he kamayab hotay hn. Faras aur Rome developed nae thy, zulm aur barbariat aur badshahat thi. Islam mein badshahat haram he. Shuru mein Islam anay ke 30 saal tk Islam Democratic tha aur developed bhe hwa aur dunya pechy reh gye aur Muslims agy nekal gye.
@@leyaquethaider7026 phr Muslims pechy hn aur west aur Europe agy nekal gye kyun ke Muslims badshahat aur malookiat, khandani system par chalay gye aur merit ko chor dya. West ke log he Allah ke qanoon par chalrhe hn. Shariat yahy he jisko woh follow krhe hn. Sirf sharab aur zina na ho to woh Musalmano se hazar gunah ache hn. Dunya ki saari burai humary muashro mein he. Doodh mein paani, rishwat, milawat, corruption ke bad aap konsi shariat ki baat krhe ho bhai. Yahy to asli Islam he. Sirf aik darzan hajj umrah aur namaz ki warzish krny se koy Muslim nae hojata. Iman aur Islam dono alag alag cheez he. Jis mein imaan he wohy jannati he. Phr woh ehl e kitab ho ya Muslim warna dono kafir hn. Ap dunya dekho to pta lagy. Bahar nekly nae ho. Dunya asmaan par phnch gye he.
Tareekh k panno ko awaz me bayan kar
Molana ne shaiqeen jo tareekh ko janna chahte hai k liye asani peda ki hai
Ye millat k liye islami tareekh janne ka behtreen moqa hai jazak-Allah
I am blind and professor of history so special thanks by me for you. this audio book of history will be very helpful to the people specially blind people so very very thanks once again
jazahqallahu bhai.apka bahut bahut shukriya.
maine alhamdulillah tarikhe islam jo 3 jildo me hai.
usme ka 1 jild alhamdulillah pura padha.
wah bhi behtareen hai.
jab apka audio book dekha to bahut khushi huyi
Asslam o Alaikum. Moohatra bahut ahi kavish. Thanks
اللہ اپ کو اجر عظیم عطا کرے۔۔۔امین
بہت ہی زیادہ خوشی ہو رہی ہے اس کتاب کے شروع ہونے پر اللہ تعالی آپ کو جزائے خیر عطا فرمائے
I was searching since long to listen Tareekh e Islam instead of reading.... Jazakallah... Allah Aapko iska behtar badla dega inshallah..
Aameen
Bahut ehshan hai apka humpar
बहतरीन तारीखी एपिसोड
Jzak allah
माशाअल्लाह
جزاكم الله خيرا
Mashallah .. nek kaam..
Allah aapko maqsad mein kaamyaab kare..
Buhut behtreen malomati history. Thanks bhaie
Mashallah
Subhan allah👌👌
ما لیس للانسان الا ما سعا
Very nice
Shukriya Bhaijan love from India
جزاک اللہ♡♡♥
bahut bahut shukrya mai inka mohalledar sanaullah najibabadi
Masha Allah masha Allah
Thanks bhai jan for this hard work
Subhan allah
Masha Allah
Jajak Allah 👍
Jajak Allah
Jazakallah
ماشاء الله
❤❤❤❤
Excellent work...
بھت عمدہ لیکن جس صاحب کی آواز ہیں انکو چاھیے کہ قرآنی آیات پڑھنے میں نظر ثانی کریں
Jaza Kalla Allah aapko Nikki Ka Badla
As salam alaikam mashallah allah ap ko hamesha khush rakhe
🧡🧡
Enqlab jindabad
Humble correction:
Baaz aayaat ke padne mein ghalti hui hai, jaise
(یَـٰۤأَیُّهَا ٱلَّذِینَ ءَامَنُوۤا۟ أَطِیعُوا۟ ٱللَّهَ وَأَطِیعُوا۟ ٱلرَّسُولَ *وَأُو۟لِی ٱلۡأَمۡرِ مِنكُمۡۖ* فَإِن تَنَـٰزَعۡتُمۡ فِی شَیۡءࣲ فَرُدُّوهُ إِلَى ٱللَّهِ وَٱلرَّسُولِ إِن كُنتُمۡ تُؤۡمِنُونَ بِٱللَّهِ وَٱلۡیَوۡمِ ٱلۡـَٔاخِرِۚ ذَ ٰلِكَ خَیۡرࣱ وَأَحۡسَنُ تَأۡوِیلًا)
[Surah An-Nisa' 59]
(فَهَزَمُوهُم بِإِذۡنِ ٱللَّهِ *وَقَتَلَ دَاوُۥدُ جَالُوتَ وَءَاتَىٰهُ ٱللَّهُ ٱلۡمُلۡكَ وَٱلۡحِكۡمَةَ وَعَلَّمَهُۥ مِمَّا یَشَاۤءُۗ* وَلَوۡلَا دَفۡعُ ٱللَّهِ ٱلنَّاسَ بَعۡضَهُم بِبَعۡضࣲ لَّفَسَدَتِ ٱلۡأَرۡضُ وَلَـٰكِنَّ ٱللَّهَ ذُو فَضۡلٍ عَلَى ٱلۡعَـٰلَمِینَ)
[Surah Al-Baqarah 251]
یہ کتاب کہاں ختم ہوتی ہے؟
میرا مطلب ہے کہ خلافت عباسی پہ؟ یا اس سے بھی آگے تک ہے؟
آیت کے اعراب پڑھنے میں زبر زیر پیش کا خیال رکھا کریں آپ نے آیت صحیح نہیں پڑھی ہے( فاذا عزمت فتوکل علی اللہ )
achi kavish hy magar urdu lughat ke bohot zyada ghaltiyan kr rhy hain r ayat kreema ky araab k khayal b nahi kr rhy is r b twju dein shukria
Sir ye kitab mere pass he but uski hard he Hindi me mil skti he kya ye kitab
Next episode aploade kiejiy Jajakllah khair
Bhai ahmed shah abdali ke serat ko apload karwai jazakallah
👌👌👌👌👌
nice
bhai quran pak ki ayat shi trah parhne ki koshish kren . thanks
Fas alu hai fa as fa lu nhi
فاسئلوا اہل الذکر
Ya bani hai ya baniyya nhi
یا بنی اسرائیل
دعا کی درخواست🙏😊
Aurangzeb Alamgir ke bare me aplod kro
Hogya upload
Bhai kuch samaj nahi aaraha hai
Aap ka kaam achcha mere bhai.
Lekin quran ki aksar aayaten aap ne galat padhi hen ya shayad kitab me hi galat likhi gen. Jaise
لیسَ النسانَ کے بجائے لیس الانسانُ الا ما سعی
اسی طرح
و قتل دوودَ کے بجائے و قتل دؤودُ جالوتَ ہے
اور بھی اکثر آیات غلط ❌ پڑھی گئی ہیں۔
Bhai sadion ka beta apload karo
شوریٰ کا ذکر نہیں ہوا
@37:47 pir aur murid ki jo baat kahi gayi he woh kitab ki hard copy me nahi likhi gayi. Kitab ki asal ka audio hi pesh kare.
Maine Jo PDF version download Kiya hai, usme ye alfaz Hain, aur hu ba hu bayan kiya gaya hai. Jazakallaah.
bhai mere paas urdu ki kitaaab hai , page no 33 par jo baat audio mein hai wohi kitab me hai, apni email id de do main aapko screen shot deta hoon, ya poori kitab hi email kar deta hoon.
Yar thora explain karo main khud bhe historian hn par apki es baat mein mujhe wazan nae lgta. Democracy aik system hae jo Khilafat e rashmida mein bhe tha. USka deen kharab ya na kharab honay se koy taaluq nae. Shakhs hukoomat humesha dictator, amir aur malokiat ki taraf akhir chali jati hae. Democracy aik system hae, institutions ke zarya ikhtiarat taqseem hotay hen aur aik jaga jama nae hotay. Aur yahy behtareen nizam hae. Shakhsi hukoomat kabhi kamayab ho bhe jaati hae to har banda Umar aur Abu bakar nae hota R.A.. Islya democracy he best option he.
Bhai democracy me sbse badi problem hai k ye Majority k government hoti hai hamesha...or ye kbhi bhi pure logo k zimmedari nhi leti. Or dusri ye cheez k, ye law logo k hisab se e bnati hai, Allah k raza se nhi. Or bhi bhut conflict hai saari baate comments me nhi likhi jaa skti..aap mahrum israr ahmad sahab ka bayan sune..aapko madad milegi.
@@leyaquethaider7026 Bhai pehli baat to yeh hae ke Mulk Awam se hae aur majority bhe. Ab awam he apna hukmaran muntakhab krygi. America se to hukmaran muntakahab nae krwa skty. Dosri baat idaro ke zarya ikhtiarat taqseem hotay hn aur sub ko faeda phnchta hae. Pakistan mein democracy sahi tarha se nae he. Yha Army bhe politics mein he. Aur last baat, Allah asmaan se hukmaran to muntakhab krkay nae deskta. Ajeeb baat krhe hoe. Hum par hukoomat krnay wala humari marzi se he ana chya aur yahy jayaz baat he. Allah kha se muntakhab krskta he koy aqal wali baat kro. Dunya ka kamyaab tareen nizam he democracy he. Sub se ameer, parhay likhay, khushaal mulk saaray jamhoori he hen. Apki knowledge kam he. Pehlay ilam mein izafa kro phr koy ray aur mauqaf qayam kro bhai.
Aapne mera comment open discussion k hisab se nhi padha...maine kahaa Law(kanoon) Islamic hone chahiye na k insaan. Allah h bheje hai sb insaan ko. Baaqi bhai ilm ka meyaar km hai, aap dua kare Insha'Allah wo bhi achi ho jaegi.
Or aap agr western countries ko developed or acha maante hai to ye aapka nazarriya hai...Aap unke society system pr kya kahenge phr...or phle zamane me bhi Rome or Faras developed the jaise aaj west hai... Pr Allah k shariat se to sbse zyada dur hai...ye bs meri ek rae hai...aap chahe to ikhtelaaf kr skte hai...
Or democracy me hamesha power me rahne wali government non supporter people ko pareshaan krte hai...chaahe wo West ho ya East. Or ye ikhteyarat taqseem bhi khilafat se h sikha hai democracy ne...phli baar Hazrat Umar r.a ne ye kaam kiya tha..
@@leyaquethaider7026 pehlai baat law constitution mein hota he uska democracy se taaluq nae aap law quran se dalo par democracy democracy he rehti he. Qanoon sazi koy si bhe kro aur law bana do. Par democracy aik system he technical us mein Islam ya kisi cheez ka kya lena dena system hae road, sarak, sewerage aur management es sub ka Islam se kya wasta ya mazhab se? Developed he kamayab hotay hn. Faras aur Rome developed nae thy, zulm aur barbariat aur badshahat thi. Islam mein badshahat haram he. Shuru mein Islam anay ke 30 saal tk Islam Democratic tha aur developed bhe hwa aur dunya pechy reh gye aur Muslims agy nekal gye.
@@leyaquethaider7026 phr Muslims pechy hn aur west aur Europe agy nekal gye kyun ke Muslims badshahat aur malookiat, khandani system par chalay gye aur merit ko chor dya. West ke log he Allah ke qanoon par chalrhe hn. Shariat yahy he jisko woh follow krhe hn. Sirf sharab aur zina na ho to woh Musalmano se hazar gunah ache hn. Dunya ki saari burai humary muashro mein he. Doodh mein paani, rishwat, milawat, corruption ke bad aap konsi shariat ki baat krhe ho bhai. Yahy to asli Islam he. Sirf aik darzan hajj umrah aur namaz ki warzish krny se koy Muslim nae hojata. Iman aur Islam dono alag alag cheez he. Jis mein imaan he wohy jannati he. Phr woh ehl e kitab ho ya Muslim warna dono kafir hn. Ap dunya dekho to pta lagy. Bahar nekly nae ho. Dunya asmaan par phnch gye he.
52:00 فاذا عزمتَ ھے ( فتحه / زبر ) کے ساتھ ! فاذا عزمتُ ( پیش ُ۔ کے ساتھ نھیں ھے-