Shivaji Maharaj's Battles Pawankhind & Umbarkhind | शिवाजी महाराज के युद्ध | पावनखिंड और उम्बरखिंड
ฝัง
- เผยแพร่เมื่อ 10 ก.พ. 2025
- पावनखिंड (1660) और उम्बरखिंड (1661) शिवाजी महाराज के जीवन के दो प्रमुख युद्ध थे.
पावनखिंड का युद्ध पन्हाला की घेराबंदी के तुरंत बाद हुआ था जिसमें शिवाजी महाराज बाल-बल बचे थे.
उम्बरखिंड का युद्ध शिवाजी महाराज का मुग़लों से पहला विधिवत युद्ध था.
बाक़ी की जानकारी आपको इस वीडियो में मिलेगी.
#historyguru #shivajimaharaj #marathahistory
🙏🏼chatrapati Shivaaji mahaaraaj. Har Har Mahaadev🙏🏼🕉.
Please make a video on battle of purandar
okay...sure 👍👍
👌👌
Dhanyawad Ankush ji 🙂🙏👍
Great demonstration as always. I hope you'll continue this Maratha series after Shivaji's death as well. That is the 27 years war between Mughals and Marathas. It's one of the significant military campaigns in Indian history .
Thanks Muazzam ji. Yes we will be continuing this series after Shivaji also. 👍👍
आपका इतिहास बताने का तरीका निष्पक्ष है | carry on 😊
Bahut shaandar video tha sirji....👌🙏
History baba for world history history guru for Indian history
आपके इस अद्भुत कार्य के लिए आभार🙏
dhanyawad Ashutosh ji 🙂🙏👍
As usual nice 👍 video Guruji. Waiting for your next video
Thanks Sandeep ji...We won't disappoint you.👍
I never knew the Ranas of Mewar were so pragmatic, and that the Europeans got involved into Indian politics that early. Thanks sir.
That's why we deliberately mentioned Rana Raj Singh I. Thanks to you also :)
After battle of panhala Ch.Shivaji maharaj punished britishers & Destroyed british trending center at Rajapur . Britishers always feared shivaji maharaj.
@@aniketdhane1014 yes, in forthcoming segment you will witness that...
@@HistoryGuru Nice 👍
@@HistoryGuru Muze aapko yehi kehna tha ki Shivaji maharaj ka european logose jo bartav tha usse aap jaroor mention karo .
Maharaj ne european logoka fayda bhi uthaya our unhe rajneetise dur bhi rakhha .
Maharaj ne Tredding start ki thi jisme marathas ki special Salt fleet thi , jo salt export karti thi . pr maharaj ne kisi bhi european ko samandar ke pass koi jagah gift nahi di , sare european trading stations ko samandar se dur jagah di .
Ye sab bahut uchit kadam the , isme maharaj ki durdristi dikhai deti hai.
I am waiting
Thanks Gautam ji. The video is live. You can enjoy it :)
Mza aa gya ❤
Thanks Mishra ji :)
Waiting
Thanks bro. The video is live. You can enjoy it :)
Kuch log bolte he marathone sirf chape mare un logoko ye ladai jarur dekhani chahiye , asli veerta ka pradarshan hai ye ladai.
Ankit ji kewal moorkh log hi us tarah ki baatein kar sakte hain. Yuddh ka uddeshya dushman ko harana hota hai ya bahaduri dikhana? Ye koi sports thode hi hai.
Chhapa marna asan hai kya ye bhi sucide se kam nahi hota aur majboori bhi jaise Vlad ki sena Mehmad the 2 se lad rahi thi.
Sahi kaha...or ye chape marne wali kala (guerrilla warfare) Deccan me sab se pehle Malik Amber ne apnaye the, or yahi kala Maratho ne baad me apnayee
@@muazzamshaikh2049yeh dhoka karna bhi to tum hi logo se sikha hai humne. Jaisi karni waisi bharni. Jai Shri Ram Har Har Mahadev 🚩🚩🚩🚩.
@@PiyushMeena-jk6ep mujhse se sikha hai matlab, main kab mila tujhe
Another very well made video👏🎉
Thanks very much bro 🙂🙏👍
GREAT VIDEO SIR, MAJA AA GAYA🧡🔥🔥
Dhanyawad Vedanta ji 🙂🙏👍
Waiting eagerly 😊
Thanks Vikram ji. The video is live. You can enjoy it :)
युद्ध केवल जीतने के लिये किया जाता है वीरता दिखाने के लिये नही
वीरता को युद्ध का by product समझ सकते है
shatru vishaal sena dal-bal ke saath ho aur usne aapko poori tarah se gher liya ho aur aapki haar poori tarah se nischit ho tab uss viparit parsthiti mein bhi apne atma samman ki raksha karte hue apni mrutyu ka chunav yudh mein mili jeet se kum nahi hai.
Great content sir
Good video very detailed !
As always very reliable informative video 🙏💕
Maza aa gaya
Dhanyawad Savita ji :)
👏👏👏
Thanks 🙂🙏👍
अतिसुंदरप्रस्तुति ।
Bahut bahut dhanyawad Bhatt sahab :)
@@HistoryGuru Sahab to aap hain bhai ...
@@kanhaibhatt913 aapka badappan hai 🙂🙏
3:36 वह औरंगाबाद नहीं छत्रपति संभाजी नगर है गुरू जी
Haan magar us zamane ke context mein baat ho rhi hai na. Kayde se humein Bombay bhi likhna chahiye tha kyonki us zamane ke hisab se baat kar rahe hain.
Aapne agar dhyan Diya ho to Tughlaq se pehle ke videos me humne Devgiri likha hai Daulatabad nahi. Aur bhi bahut se examples hain...
@@HistoryGuru ठीक है गुरू जी
we are waiting
Thanks Amit ji. The video is live. You can enjoy it :)
Excellent work. Thank you
Thanks Rajesh ji 🙂🙏👍
Good video
Thanks Gautam ji :)
@@HistoryGuruक्या आप छत्रसाल जी पर भी विडीओ बनाओगे
@@gautamsaini1466 ji zarur 👍👍
Can you please make a detailed video on Maharana Raj Singh of Mewar
Certainly Harsh ji :)
Next Episode wetting sir kab thak ayega reply please 🙏
Sunday ko...
Humesh ki tarah jabardast video mera ek sawal 0:44 Ye modern day Jharkhand, Chattisgarh,Orrisa states ke ilake humesha khali kyon pade rehte hai iss par Mughals ka control kyon nahi show karte app? Kya yanha par unhe safalta nahi mili. Ye ilake uss time kiske under the.
Ye area gond tribe ke under the . Yahan mughlon ke invasion hue hai par safalta kuch khas nahi mil paayi.
sir what about shiva kashid
He resembled Shivaji Maharaj with whose help the latter managed to escape the siege of Panhala.
Waiting for next.This vedio was awsome and made clear British were in a chance to conquer Indian subcontinent
Thank you 👍🙂🙏
औरंगज़ेब के मुघल साम्राज्य से हम ये सिख सकते है कि किसि एसे को जो आपको हरा सकता है उसे आप इतना भि मत दबा दिजिये कि वे लोग आपके खिलाफ़ हो जाए
जय छत्रपति शिवाजी महाराज
वीडियो अच्छी थी
Sir please make a video on Rana Raj Singh soon please.
Ji Aarit ji :)
@@HistoryGuru By the way Sir Great Video.
@@aaritsharma4459 Thanks Aarit ji 🙂🙏👍
Sir just like American revolutionary wars , nepolic wars, Russian revolution, war 1812 & red indians par video banaye.
Make video on chhatrasal
Yes Nitish ji. Sure :)
5 दिन में सिर्फ 2600 व्यूज।😔😔😔😔😭😭😭😭😭😭
Kya karein...kabhi kabhi aise din bhi dekhne padte hain 😅
@@HistoryGuru😢❤
Rajput Maratha wars pr bhi video banaye sir
Is series mein aage sab aayega. Please stay tuned :)
@@HistoryGuru aur sir agar possible ho toh ek video Durgadas Rathore ji par aur ek Maharaja Surajmal Ji pr bhi zarror bana de
@@suryansh.1 ji haan zarur 🙂🙏👍
पावनखिंड हमारे घर के पास ही है |😊
Agar shivaji maharaj shaista Khan ko mar dete to arungzeb keya karta?
agle bhaag mein dekhiyega...
Maharana raj singh Aurangzeb ke liye sabse khatarnak dushan the unhone Aurangzeb ko kAid bhi kiya
Raj Singh ek bhi yudh Aurangzeb se nahi hare
Jabki shivaji Maharaj
1657 me Ahmednagar ki ladai Aurangzeb se har gaye purandar shandhi karni padi
Kyoki sanjy bal aur shakti adhik thi
Aur 1679 me pemgiri ki ladai bhi hargaye
Shivaji Maharaj ne 8 bar janjira ko jinte ka prayatna kiya par vah asafal ahe
Jabki Maharana raj singh aur durgadas ne
Aurangzeb ko amne samne
udaipur ki ladai 1680 me haraya tha.
Aur unhone kabhi bhi sandhi nahi ki shivaji Maharaj ka samrajy mevad se bada tha.
Magar maharana rajsingh ne kabhi sanshi nahi ki
Atah dono ke sabhav koi antar nahi tha magar shivaji Maharaj
Ki nitiya swarajya ka vistar pure bharat me thi aur
Rajpsingh ki keval rajaputana ki swatantra thi kaas ye Dono ek ho jate
Bilkul bhai aap rajput mahan the aur shivaji maharaj darpok the... Ab to khoosh ho na..😂😂
1657 ka Ahmadnagar ka koi yuddh nahi tha, kewal Marathon ne ek raid maari thi. Ye Wikipedia ke zariye faltu ka prachar hai.
Lekin Rana Raj Singh ke paas doordrishti agar hoti to unka naam bhi Shivaji Maharaj jitna hi amar hota.
waise unpar bhi hum jald hi video bana rahe hain.
@@HistoryGuru shanka nivaran dhanyawad
@@HistoryGuru wah sir kya jawab diya short mein..😂😂
aapki awaz shandaar hai aur presentation ka tarika bhi lajawab hai. Meri dili khwaish hai sir aap European coloniesation aur world history par video banaye.
Dhanyawad Prabhat ji 🙂🙏👍
Hamare 2016-17 ke videos mein humne bataya hai Europeans ke baare mein.
@@HistoryGuru haan sir wo video meine dekhe hai. Kaafi badhiya tarike se aapne explain kiya hai. But ouse continue kijiye. Sir aisa nahi kar sakte aap maratha series bhi continue rakhiye aur american revolutionary wars par bhi video banaye?
@@ThePrabhat111 ji try kar sakte hain...
@@HistoryGuru thanks sir. Please carry-on.
@@HistoryGuru sir agar aap Ye series banyenge to kitne parts mein rakhenge?