13 Rajab Manqabat 2023 | Lajpaal Ali Mola | Karbalai Brothers | Mola Ali New Qasida 2023

แชร์
ฝัง
  • เผยแพร่เมื่อ 1 ต.ค. 2024
  • Lapal Ali Mola | 13 Rajab New Manqabat 2023 | Karbalai Brothers | Mola Ali New Qasida 2023 | 13 Rajab Mola Ali Qasida 2023
    VIDEO DETAILS
    𝗠𝗮𝗻𝗾𝗮𝗯𝗮𝘁 𝗧𝗶𝘁𝗹𝗲 | LAJPAAL ALI MOLA (as)
    𝗥𝗲𝗰𝗶𝘁𝗲𝗱 𝗕𝘆 | Karbalai Brothers (Ali Naqi Karbalai, Ali Asghar Karbalai, Zamin Abbas Karbalai
    𝗣𝗼𝗲𝘁𝗿𝘆 | Ali Naqi Karbalai
    𝗖𝗼𝗺𝗽𝗼𝘀𝗶𝘁𝗶𝗼𝗻 | Janab Arshad Bismil
    𝗩𝗼𝗰𝗮𝗹𝘀 𝗥𝗲𝗰𝗼𝗿𝗱𝗲𝗱 𝗕𝘆 | Premiere Studio (Khurram Murtuza)
    𝗔𝘂𝗱𝗶𝗼 𝗠𝗶𝘅𝗲𝗱 & 𝗠𝗮𝘀𝘁𝗲𝗿𝗲𝗱 𝗕𝘆 | Lawa Studio
    𝗠𝘂𝘀𝗶𝗰 𝗔𝗿𝗿𝗮𝗻𝗴𝗲𝗺𝗲𝗻𝘁𝘀 | Mesum Zaidi
    𝗩𝗶𝗱𝗲𝗼 𝗦𝗵𝗼𝗼𝘁 | Safdar Kaleem
    𝗩𝗶𝗱𝗲𝗼 𝗘𝗱𝗶𝘁𝗶𝗻𝗴 | The Focus Studio
    𝗖𝗿𝗲𝗮𝘁𝗶𝘃𝗲𝘀 | MA Creations
    𝗖𝗮𝗹𝗹𝗶𝗴𝗿𝗮𝗽𝗵𝘆 | Sana Tamraiz
    𝗦𝗽𝗲𝗰𝗶𝗮𝗹 𝗧𝗵𝗮𝗻𝗸𝘀 |
    Safdar Kaleem
    Ijaz Ahmed
    Pervaiz Hussain
    Tanveer Shah
    -----------------------------------------------------------
    Exclusive Kalam on the Arrival of 13th Rajab Birthday Of First Imam Ali ibne Abi Talib (as), Many congratulations to Prophet Muhammad (SAWW) and Specially to Imam e Zamana (as) - Gift for All Momeneen
    #karbalaibrothers #LajpalAliMola #newmanqabat2023 #newmanqabat #13rajabmanqabat
    ==============================
    Karbalai Brothers Social Media Channels:-
    Facebook: / karbalaibrothersofficial
    Sound Cloud: / karbalai-brothers
    Official Website: www.KarbalaiBr...
    Instagram: / karbalaibrothersofficial
    Ali Naqi Karbalai’s Instagram :
    / alinaqikarbalaiofficial
    Ali Asghar Karbalai’s Instagram :
    / aliasgharkarbalaiofficial
    MANQABAT LYRICS -
    Ali Mola as
    Mola as Mola as Mola as
    Ali Ali Ali as
    Lajpaal Ali as Mola
    Lajpaal Sakhi as Mola
    Hai sab sy judaa Mola as
    Hum raaz e Khuda Mola as
    Khaliq ka pata Mola as
    ●Lab e Mustafa saws pay dua jou thi
    Wou kuch aisay puri khuda nay ki
    Jou falaq sy utri thee roshni
    Wou khuda kay ghar mei pohnch gayi
    Din teraa rajab ka tha
    Kahta tha yahi kaaba Maalik mera aa pohnchaa
    ●Kayi roz guzre gazab hua koi jaa kay Marhab sy na lara
    Tou Rasool e pak saws kay hath say ye sharaf bhi tujh ko ataa hua
    Jab tu nay alam paya salman yahi bola khyber ko ukharega
    ●Thi khuda say milnay ki arzoo magar unko wou nahi mil saka
    Meri baat jis say hui bohat zara dekhun kesa hai kibriyaa
    Jab toor pay wou pohnchay aur noor nazar aya kahty thay yahi Moosa as
    WIRD E ALI AS
    ALI ALI DAM AS
    ALI ALI DAM AS
    ALI ALI MOLA AS
    DIL MEI ALI AS HAI
    JAAN MEI ALI AS HAI
    SAANSON MEI MOLA AS
    LEHJAY MEI
    MERI DHARKAN MEI
    MERI BAATON MEI MOLA AS
    KALMA BHI ALI AS
    ROZA BHI ALI AS
    QIBLAA BHI ALI AS
    KABAA BHI ALI AS
    MASJID BHI ALI AS
    MIMBAR BHI ALI AS
    RASTA BHI ALI AS
    KAUSAR BHI ALI AS
    MOLA E QAMBAR
    SHAFA E MEHSHAR
    FATAH E KHYBER
    YA HAIDER
    ISHQ KA MEHWAR
    ZAHRA SA KA SHOHAR
    BAALA O BARTAR YA HAIDER AS
    FAROOQ E AZAM HAIDER AS HAIN
    SIDEEQ E AKBAR HAIDER AS HAIN
    DUNYA MANAY YA NA MANAY NABIYON SY BARTAR HAIDER HAIN
    ●Bari dushmani thee Rasool saws say chalay aye unko jou marnay
    Unhay ghar mei jab na nabi milay tou wou hath maltay hi rah gaye
    Hijrat ki ajab shab thee bistar tha Muhammad saws ka logon nay magar dekha
    ●Ye kisnay kah diya tumsay kay chup chupaa kay piyou
    Sharab e ishq e Ali as hai dikha dikha kay piyou
    Jou jal rahy hain mawadat kay jaam peenay say
    Hai tum pay farz kay unko jala jala kay piyou
    Jaam e wilaye Ali e Murtaza as
    Aa kay meray khoon mei mila saqiya
    Jis nay maye ishq e Ali as pee liya
    Roo baruu dikhnay laga usko khudaa
    ●Sar e arsh e rab nay talab kiya tou Rasool saws sidraa pay agaye
    Nazar aya parda para hua tou sadaa wou sun kay thehar gaye
    Lehjay ko jou pehchanay heran Muhammad saws thay parday mei khuda tha yaa
    ●Koi bazm hou koi jashn hou wahan rang madha ki yun bharou
    Yun Mustafa saws say daad lou kay kalam apna yahi chunou
    Zamin(reciter) ya Naqi (poet) Asghar (reciter) kuch aisay krou midhat har lab pay rahay Naraa
    WIRD
    13 RAJAB KI RAAT HOU HAMD E KHUDA NA HOU
    MUMKIN NAHI KAY AJ ALI AS KI SANA NA HOU
    KHAALIQ RAHEEM KIBRIYA MAALIK WALI KAREEM
    KOI LAQAB NAHI JOU ALI AS PAR JACHAA NA HOU
    MOLA ALI AS MOLA
    MOLA ALI AS MOLA
    MAN KUNTOU MOLA AS
    FAHAZA ALI MOLA AS
    All Rights Reserved By | KB Records

ความคิดเห็น • 125