13 Rajab Manqabat 2024 | Faqat Haider Haider | Karbalai Brothers Manqabat | Mola Ali New Qasida 2024

แชร์
ฝัง
  • เผยแพร่เมื่อ 10 ก.พ. 2025
  • Mola Ali Manqabat 2024 | Faqat Haider Haider | 13 Rajab Manqabat 2024 | Karbalai Brothers Manqabat | Mola Ali New Qasida 2024 | 13 Rajab Wiladat Moula Ali (As)
    -----------------------------------------------------------------------------
    Kalam Title | Faqat Haider Haider
    Recited By | Karbalai Brothers
    Poetry By | Ali Naqi Karbalai
    Composition | Safdar Kaleem
    Segmentation | Ustad AKbar Abbas
    Audio Mixed & Master | Lawa Studio (Mesum Zaidi)
    Video | The Focus Studio
    Cover Design By | Minhaj Ahmed
    Digital Optimization l Samar Jafri (Digital Edge)
    Album | 2024 / 1445H
    Islamic Date | 13 Rajab Wiladat Imam Ali Ibne Abi Talib (As)
    -------------------------------------------------------
    #faqathaiderhaider #karbalaibrothers #13rajab #imamali #molaali #yaali #newmanqabat #13rajabmanqabat #molaalimanqabat #molaaliqasida #newqaseeda #newmanqabat2024 #newqasida2024 #manqabatmolaali #qasidamolaali #hazratali #13rajabqasida
    ==============================
    Karbalai Brothers Social Media Channels :-
    Facebook: / officialkarbalaibrothers
    Sound Cloud: / karbalai-brothers
    Instagram : / karbalai.brothers.offi...
    Official Website: www.KarbalaiBr...
    ==============================
    Ali Naqi Karbalai’s Instagram :
    / alinaqikarbalaiofficial
    Ali Asghar Karbalai’s Instagram :
    / aliasgharkarbalaiofficial
    LYRICS -
    Ya Ali as Ya Ali as
    Haider as Haider as
    Hai Tu Muhammad ki dua Haider as
    Dusra kou na hua Haider as
    Hum ko muqadar sy milaa Haider as
    Haider Haider Faqat Haider Haider as
    1.Manaty hain khushiyan sab Ahle wilaa
    Chali hai wilayat ki taza hawa
    Naya dar jidaar e haram mei bana
    Ye kahta raha sab say bait e khuda
    Hum bhi manayengy sadaa haider as
    13 rajab jashne wilaa haider as
    Jhoomtay hain arz o saman haider as
    2.Hua jou ishq e sanaye Abu turab mujhy
    Khuda nay kardia zaray say aftaab mujhy
    Zameen e hind mei mitti meri kharab na hou
    Karou najaf mei talab Ya abu turab mujhy
    WIRD E ALI AS
    Saqiye kausar Haider as
    Faatahe khyber Haider as
    Nafs e payambar Haider as
    Waris e mimber Haider as
    Ishq e manam, Rooh e manam, Jana e manam Haider as
    Ism e khuda, Rab ki raza Shah e wilaa Haider as
    Mola e kul shaafa e Mehshar bhi Ali Haider as
    Malik e kun Ishq ka Mehwar bhi Ali haider as
    Deen Ali, Duniya Ali, Ilm Ali, Rozaa Ali
    Din bhi Ali, Raat Ali, Maalik e Barsat Ali
    Izzat o toqeer Ali, Quwate shamsheer Ali
    Aayat e tatheer Ali, Naraye taqbeer Ali
    Maut pay qadir bhi Ali haider as
    Baatin o zahir bhi Ali haider as
    Hazir o Nazir bhi Ali haider as
    3.Kayi roz chalta raha Maarka
    Koi fathaa khyber ko kar na saka
    Musalmano pay waqt mushkil para
    Muhammad saws nay di us ghari ye sadaa
    Kar dou madad Sher e khuda Haider as
    Taig tu apni chalaa Haider as
    Marhab o Antar ki qazaa haider as
    FARSI PART
    5.Likha hai yun Mairaaj ka waqiya
    Khuda nay nabi ko talab jab kiya
    Pas e parda bola yunhi kibriya
    Wou lehjaa suna jis say thay ashnaa
    Bolay Nabi kya hai mera haider as
    Mujh say zara hath milaa haider as
    Waqif e Asrar e khuda haider as
    6.Taaron nay abhi ankh na kholi thi Ali as tha
    Na aman ka paigam na holi thi Ali as tha
    Dataa na duaein thi na jholi thi Ali as tha
    Khaliq ki zabaan kun bhi na boli thi Ali as tha
    Mabood ko sajday thy na sajdon mei ye sar thay
    Tauheed kay muqbar na risalat kay safar thay
    Na ankh na pardaa na wou parday mei khafi tha
    Us waqt bhi Mojood mera Mola Ali as tha
    Khilqat e alam ka sabab Haider as
    Maalik e kun tera laqab haider as
    Janay tu kis kis ka hai Rab haider as
    7.Najaf chor kar hum agar jayengy
    Naqi aur Asghar kidhar jyengy
    Muqadar hamary sawar jyengy
    Agar teray dar pay hi mar jayengy
    Tujh say yahi wada raha haider as
    Chorengy daman na tera haider as
    Hum ko qalandar sa bana haider as
    All Rights Reserved By | KB Records

ความคิดเห็น • 228