⚰️ Azaab-e-Qabar Ki HAQEEQAT ‼️عذاب قبر کی حقیقت || JAVED AHMAD GHAMIDI

แชร์
ฝัง
  • เผยแพร่เมื่อ 17 ต.ค. 2024

ความคิดเห็น • 8

  • @qurantafseerbymrsadnan2837
    @qurantafseerbymrsadnan2837 2 หลายเดือนก่อน +1

    👌👌👌👌👌

  • @Ponderofdepth
    @Ponderofdepth 2 หลายเดือนก่อน +2

    Quraan se azabe kaber sabit nahi.

  • @ibrahimrasheed992
    @ibrahimrasheed992 2 หลายเดือนก่อน

    Mohtrem Ghamdi Sahib, Surah Al,Momin kee Ayaat 14 ta 18 tak mulahizah fermaen ,yeh Ayaat bhy ISS BAAT per dalalet Kerty hen keh Qiamet hee Yomul hissab hay Aor Yomul Waeed hay .USSy din Jaza Aor saza Kay feslay hon gay .Ayet 15 Kay Aakhiree Alfaaz hen( le,yunzera yomut tallaq) Aor Ayet 16 Yoma hum baarezona, La Yakhfa Alallahay minhum SHAEY, Lemanil mulkul yom,Lilla hil Wahidil qahhaar. Ayet 17,AlYoma tujza Kullo nafsin bimaa kasabut,La zulmal yom,Innallaha sareul hissab.Ayet 18,WA unzirhum yomul Aazefatay ----)Quran men ISS Mozoh per Tamaam Ayaat Qiamet ko hee Jaza Aor saza Ka din qarrar dety hen .

  • @nasirmulla8332
    @nasirmulla8332 2 หลายเดือนก่อน

    🌹Assalamualaikum 🌹🕋🌹🇮🇳🌹🇲🇷🌹👍👍👍👍💝Mulla Nasir Ismail Maharashtra Indian MuMbra

  • @ibrahimrasheed992
    @ibrahimrasheed992 2 หลายเดือนก่อน

    Mohtrem
    Ghamdi Sahib,Aal E Firaon ko subeh Shaam aag per pesh kea Jana Aor Illeyeen Aor Sijjeen kay derjaat say Azaab E Qaber sabit nahen hota. Woh Ahwaal E Berzekh hen . Jin ka Ilam SIRF Allah Kareem ko hay.Qaber say kuchh Aor Murad nahen lee ja sakty ,siwaey USS gerrhay Kay jiss men murdah dafen kea Jata hay.Ahwal E Berzekh ko aek intezaar gah Kaha ja sakta hay ,Jahan Nek O bad Kay lieay waiting Rooms Kay derjaat hon gay. Aor all Firaon ko aag per pesh zaror Kia Jata hay lekan USS men dala nahen Jata . Aag men dala Jana kahen say sabit nahen .

  • @ibrahimrasheed992
    @ibrahimrasheed992 2 หลายเดือนก่อน +1

    Mohtrem Ghamdy sahib ,Surah Kaaf kee Ayaat 15 ta 29 aap Kay istadlal kee mutabiqet men nahen hen .khass toar per Ayaat 18,19,20 qabil E ghor hen .Aor Ayet 20 ,(WA nofekha fis soor,Zaalika yomul waeed.) wahday ka din to Qiamet ka hay .jab soor phonka jaey Ga. Aor mezan E adel Qaaim ho gy .To tubhy jannet Aor Jahannem Kay feslay hon gay . Aap SIRF rawayaat per inhisaar ker rahay hen.

  • @fahmad7194
    @fahmad7194 2 หลายเดือนก่อน +1

    Instead of wasting time discussing peripheral and controversial issues, why don't you Islamic scholars sit together and at least agree on a single definition of basic concepts like Riba (interest)?

  • @arifartist12
    @arifartist12 2 หลายเดือนก่อน +1

    Mujhe lagta hai Azaab e Qabr ek yahoodi fitna hai .Kyuke Quraan me ek bhi aayet itne bade mauzu par nahi hai. Chote chote mauzu oat Quraan me wazeh aayaat hai magar aisi koi aayet nahi hai hai jis me me kaha gaya ho ke jab tum kabar me Murda halat me honge to tum par azaab hoga . Doosri baat ye ke Quran ye kahta hai Ke Murde na hi sunte hai aur hai na hi bol sakte hai.. Isliye aqar ligic ki baat ki jaye to phir kabar me sawaal aur jawaab bhi ek manghadat baat nazar aati hai.. ek Aur baat Sabse bada islan ka dushman firaun ki mimi aaj bhi dekhi ja sakti hai kyaa aisa lagta hai ke us par azaab ho raha hai ..??? ho sakta hai ke aalam e barzaj me ho raha ho. laikin Rooh par azaab kaise hoga habke rooh Allah ne phhonki hai.
    Isliye yahudiyo ki phailayee gand se achha hai ke Quraan ki us baat par hatmi imaan laya jaye jis me saaf saaf kaha gaya hai ke ham Ankreeb tum se apne Aamaal ka hsaab lenge Aur zarra barabar neki aur badi ka bala fiya jayega. Quraan ki is wazeh Aayet ke baad saari baate jo Rasool s.a. se mansiob karke kahi gayed wo un lslam dushmano ka karnama lagta hai jinhone Allah ki kitabi me oher badal karne se bhi dareegh nahi kiya.. ye meri samajh hai aap ki alaga ho sakti hai. maaf karna.