Very Very Nice Sir You Are Very Humble Person Bohot Achy Se Samjhaty Hain Bohot Sahi Tareeqa Aur Sahi Andaaz Se Yehi Achy Ustaad Aur Achy Insaan Ki Pehchaan Hoti Hy God Bless You Sir From Pakistan
Aap sar sabhi silig fain14+14 aur12+12 ka sabhi fain ka ek video bnaye jisme jisme sbhi silig ka data ho hath se aur mchin se bhi dono ka data chaiye mujhe
Sir Maine winding kiya hain starting 325 running 330 speed thik hain lekin kuch din bad Maine fan open kiya tha coil ka colour change hua hain koi problem to nahi hoga na please reply..
Sir 14+14slot usha Ka 14mm ka stater hai mene use 35 coper se 330 or 350 turn deker winding Kiya lekin 1 din chalne ke baad fuk geya sir sahi data bateye
Usha 14 slot 14 mm me 35 no 370 aur 390 dalta hai aur achhe taar se hi banta local taar hard aata hai taar ka od bhi mota hota hai to dalne bhi bahut taklif hota hai to jab kabhi achha taar ho to uase karo. Aur kai baar taar kabhi achha niklt narm aata hai hard aata to jab bhi taar achha nikle to use aaise hi bacha ke rakhe usha fan winding karna ho to ok
12slot 12mm me long life ke liye 36 no. Tar se s.400aur raning 425 Aur kai baar taar hard aata dal nahi raha to 390 aur 415 dalte hai aur bhi hard taar hai to 380 aur 400 bhi dal sakte hai isme bhi nahi jalta pankha mai hamesh 390. 415. 36.no taar dalta hu parfact hai ye aur 12 slot me 15 mm hai to 35 no taar me 350 aur 370 lagata hai
Winding ki direction wrong.fake video.ye nahi chalega.first coil clock wise lapedna mankthe. Anti clock wise nahi chalega.kyom bai galath samjathe? Me aasmaya.coil nuksaan huwa.poora dhuwara rewind kiyu
Kya baat hai sir apne ne to hat se bhi bohot safai se fan wainding kiya hai good sir 👍
Sir isme 35 number aluminium wire laga sakte hai
Very Very Nice Sir You Are Very Humble Person Bohot Achy Se Samjhaty Hain Bohot Sahi Tareeqa Aur Sahi Andaaz Se Yehi Achy Ustaad Aur Achy Insaan Ki Pehchaan Hoti Hy God Bless You Sir From Pakistan
2sara kab banaoge jaldi bano
Nice bhai
bahut achha guru ji aap ki di hui jaankari unke liye bahut zaroori h jinhe electric me ruchi hai . kooti kooti dhanyavaad aur pranaam..
B hut be terin video hai, v good
Aap sar sabhi silig fain14+14 aur12+12 ka sabhi fain ka ek video bnaye jisme jisme sbhi silig ka data ho hath se aur mchin se bhi dono ka data chaiye mujhe
Jada speed karne ke liye winding data kya dena hai... Sir, winding data kya sir stator ka size anuser hota hai....
Good Videos hai per Jaldi se agla video dijiye usaka connection kaise hota hai capacitor ke sath
Nice
Sir Maine winding kiya hain starting 325 running 330 speed thik hain lekin kuch din bad Maine fan open kiya tha coil ka colour change hua hain koi problem to nahi hoga na please reply..
No
Or kuch din bad coil jol jayaga,,sob sa accha ho 360-380 or 340-360 turn
sir hmare ghar ke cilling fen jab switch on krte hai to chalta nahi lekin jam nahi hua hai chalu krte hi moter se compan hoti hai lekin chalti nahi
Bahut acha video super
Kithana kg copper chahiye winding ko
340 gram approx
250 g
@@ajaydewangan8383 primary and secondary 35 swg
Ham to 60 minutes se pahle full binding kar dete the pahle ab to macheen se karte h
बहतरीन है
Nice demonstration sir ji. Thanks
nice video very very nice video sir
Sir 14+14slot usha Ka 14mm ka stater hai mene use 35 coper se 330 or 350 turn deker winding Kiya lekin 1 din chalne ke baad fuk geya sir sahi data bateye
Usha 14 slot 14 mm me 35 no 370 aur 390 dalta hai aur achhe taar se hi banta local taar hard aata hai taar ka od bhi mota hota hai to dalne bhi bahut taklif hota hai to jab kabhi achha taar ho to uase karo. Aur kai baar taar kabhi achha niklt narm aata hai hard aata to jab bhi taar achha nikle to use aaise hi bacha ke rakhe usha fan winding karna ho to ok
Ak bat aur sr silig fain ka kowal hm suru ulta se kare ya sidha se btaye sr
dono me koi bhi kar sakty hai....thanks brother
Konse Fan me tan dalana ho ga usaka FARAMULA batao sar
Super idea Boas
Nice sir
Nice video
Thanks sir ji
Bohut hi achi video ha.
Aap nay running winding main ak jaga 250 turn liya tha wo kis liye ???
winding turn note kiya tha yaad rakhny ke liye(beech me koi dusra kaam tha)...thanks
Ceiling Motor Winding data kaise calculation karen uska bhi video banayen .
Sir 15mm ketha selling fan stator ka winding data Bata dijiye please 35 copper wire me
12+12 slot सिलिंग फ़ैन में 35 नम्बर का वायर भर सकते है अगर भर सकते हैं तो उसका कितना राउंड टर्न होता है plz reply
12 slot agar 15 mm ho to 35
350 aur 370
Aur patla stetar ho 12mm 13 mm to 36 lagega 400 Aur 425 long life 2.5 mfd ka cap. Lagega ok
Silig fain me kon sa farma me kitne namber ka kowayl lagega sr hm kaise samghe
Jsb electric nice performance
Thank you very much brother
Sir is paper ka name kya hai
Tar Kitana hona chahiye
good
12 + 12 Ka Aisa data bataiye jo ki 12 mm se 18 mm Tak kam Aaye
12slot 12mm me long life ke liye 36 no. Tar se s.400aur raning 425
Aur kai baar taar hard aata dal nahi raha to 390 aur 415 dalte hai aur bhi hard taar hai to 380 aur 400 bhi dal sakte hai isme bhi nahi jalta pankha mai hamesh 390. 415. 36.no taar dalta hu parfact hai ye aur 12 slot me 15 mm hai to 35 no taar me 350 aur 370 lagata hai
Kaafi mehnat lagti hai
Winding ki direction wrong.fake video.ye nahi chalega.first coil clock wise lapedna mankthe. Anti clock wise nahi chalega.kyom bai galath samjathe? Me aasmaya.coil nuksaan huwa.poora dhuwara rewind kiyu
सर जी एक विडिओ ओवर बानादिजीए
10 KVB .IUP 90V TO 280
Hi agor koyal new he to kiu speed nehi aaaa raha he
Bhai ek help chahiye
kya help chahiye
Apki voice bahut slow aati hai
Welding machine তৈরী করুন না sir.
Ek coil kam se kam 10 12 minut me banta hai
Is data Mein machine se band Kar to sar
Sir i can do it more fast by hand..i will upload a video
400va transformer winding
galat hai ye data siling fan ka
Jo turns bata raha ho mother jaldi jal jaygi
bilkul nahi aap try kijiye
Sir is paper ka name kya hai