Hello friend! yeh video abhi toh nahi bana sakta kyunki Bike regular chal rahi hai aur Bike mein Rear wheel se related koi problem nahi hai. Mai jab iska Chain sprocket set change karunga, Tab ispe complete video upload karunga. Thanks for watching this video!
Sir aapne kaha ki air screw nahi chedna hai iss video me sahi hai. Par agar air screw agar na nikale aur carborater cleaner se clean kare to jo air passage me spray karne par air screw ki O-ring bhi damage ho sakti hai. Kyu ki Air passage, Air screw aur slow jet ki line ek he hoti hai. Aur aapne he kaha hai ki carborater cleaner strong hota hai.
Dekhiye Maine yeh video ek User ke hisab se banaya hai. iss wajah se maine Air screw ko open karne ki advice nahi di. kyunki ek User jise jyada experience nahi hai woh Tuning disturb kar sakta hai aur performance aur mileage ka issue aa sakta hai. Phir baad mein Carburetor replace karna padta hai. Ek experienced mechanic mera video kyun dekhega?? Rahi baat Air screw ki O-ring ki toh woh bahut high quality silicon ki hoti hai. Carburetor cleaner se jaldi kharab nahi hoti. Carburetor cleaner iss hisab se design kiya gaya hai ki woh bahut jaldi dry ho jata hai aur O rings ko nuksan nahi karta hai. Jabki Diaphragm ki rubber kafi soft hoti hai waha par carburetor cleaner ka use nahi hona chahiye.
Bro pulsar 135 bs3 ki head aur bs4 ki head same hota hai kya brother please reply 😌 Aur ek bat mera clutch 10 to 15 days mein lose ho jata hai fir se tight korne hota hai kya problem hai jada chalti v nahi hai din mian 7 to 8 km he chalti hai kya problem hai please reply brother 😊
Dono ka head different hota hai. Clutch plate ghis rahi hai isi wajah se clutch loose ho raha hai. Iske liye aap Clutch ka Hub, Center, Springs ko check kijiye. Clutch cable ko bhi check kijiye, agar weak ho gaya hai toh bhi Freeplay increase ho jaata hai.
Hello bhai...mera Honda aviator ka same problem ho raha hai....thand me 4 hrs khadi kar du toh start nahi hota fir chock laga k start karke accelerat karne se bandh ho jata hai aur air leke miss kar jata hai....problem kya hai isme kuch help kijiye
Aap ek baar spark plug check kijiye. Gap agar jyada hai toh use 0.8~0.9 set kijiye. Baar baar choke ka use na kare, Isse engine over ho jaata hai. Thanks for watching this video.
Very nice video sir 👍
Then please like this video. Share this video to others.
Thanks for watching this video sir!
Hello bro pulsar 135 ls ki coupling rubber part number please sir
Ok bro thanks
Welcome... :)
Hello bro pulsar 135 ls rear wheel ki complete ek video side play up down play bearing problem coupling rubber play etc etc please brother
Hello friend! yeh video abhi toh nahi bana sakta kyunki Bike regular chal rahi hai aur Bike mein Rear wheel se related koi problem nahi hai.
Mai jab iska Chain sprocket set change karunga, Tab ispe complete video upload karunga.
Thanks for watching this video!
Sir aapne kaha ki air screw nahi chedna hai iss video me sahi hai. Par agar air screw agar na nikale aur carborater cleaner se clean kare to jo air passage me spray karne par air screw ki O-ring bhi damage ho sakti hai. Kyu ki Air passage, Air screw aur slow jet ki line ek he hoti hai. Aur aapne he kaha hai ki carborater cleaner strong hota hai.
Dekhiye Maine yeh video ek User ke hisab se banaya hai. iss wajah se maine Air screw ko open karne ki advice nahi di. kyunki ek User jise jyada experience nahi hai woh Tuning disturb kar sakta hai aur performance aur mileage ka issue aa sakta hai. Phir baad mein Carburetor replace karna padta hai. Ek experienced mechanic mera video kyun dekhega??
Rahi baat Air screw ki O-ring ki toh woh bahut high quality silicon ki hoti hai. Carburetor cleaner se jaldi kharab nahi hoti. Carburetor cleaner iss hisab se design kiya gaya hai ki woh bahut jaldi dry ho jata hai aur O rings ko nuksan nahi karta hai. Jabki Diaphragm ki rubber kafi soft hoti hai waha par carburetor cleaner ka use nahi hona chahiye.
Pulser135 ka carburetor part no bantayen sir thank you 🙏
Kaun sa model hai aapka? BS3 or BS4?
@chandraguptforyou bs3
@chandraguptforyou BS3
@AnandKumar-ri3sh JE581200
Bro pulsar 135 bs3 ki head aur bs4 ki head same hota hai kya brother please reply 😌
Aur ek bat mera clutch 10 to 15 days mein lose ho jata hai fir se tight korne hota hai kya problem hai jada chalti v nahi hai din mian 7 to 8 km he chalti hai kya problem hai please reply brother 😊
Dono ka head different hota hai.
Clutch plate ghis rahi hai isi wajah se clutch loose ho raha hai.
Iske liye aap Clutch ka Hub, Center, Springs ko check kijiye. Clutch cable ko bhi check kijiye, agar weak ho gaya hai toh bhi Freeplay increase ho jaata hai.
Hello bro pulsar 135 ls ki coupling rubber part number please sir
Part no of Coupling rubber is: DJ151088
Thanks for watching this video!
Hello bhai...mera Honda aviator ka same problem ho raha hai....thand me 4 hrs khadi kar du toh start nahi hota fir chock laga k start karke accelerat karne se bandh ho jata hai aur air leke miss kar jata hai....problem kya hai isme kuch help kijiye
Aap ek baar spark plug check kijiye. Gap agar jyada hai toh use 0.8~0.9 set kijiye. Baar baar choke ka use na kare, Isse engine over ho jaata hai.
Thanks for watching this video.