Honda Activa 5G Pickup & Vibration Problem || How to solve!!

แชร์
ฝัง
  • เผยแพร่เมื่อ 12 ต.ค. 2023
  • Honda Activa 5G Pickup & Vibration Problem || How to solve!! #honda #scooty #hondaactiva
    if you have any bike related problems come to us we will fixed your problem
    Subham Auto Service Center
    Our adress
    Near by mitthu tikki wala
    BW block
    Shalimar Bagh Delhi 110088
    9910953823
  • แนวปฏิบัติและการใช้ชีวิต

ความคิดเห็น • 16

  • @ankitgupta-kz6oo
    @ankitgupta-kz6oo 2 หลายเดือนก่อน

    Perfectly done clutch service with detailed information... good work.👍👍

  • @deeprajdesai9126
    @deeprajdesai9126 5 หลายเดือนก่อน

    Very professional clean work and Good explanation. Nice video

  • @VickySingh-pm1bl
    @VickySingh-pm1bl 6 หลายเดือนก่อน

    1 no video banaya h 👍

  • @anwarshaikh865
    @anwarshaikh865 4 หลายเดือนก่อน

    very nice work 👍👍

  • @SR.2613
    @SR.2613 หลายเดือนก่อน

    Meri activa me same problem hai machanic ye sab kholkar clutch shoe or bell ko paper marta hai fir fit karta hai week chalti hai fir same problem ata jump me or nikalne k time scooty jhatka leti hai

  • @Assames_Boy
    @Assames_Boy 22 วันที่ผ่านมา

    Bhai mera new activa bs6. Front break dabane se khatak sa sound hota aur Accelerator dene se shamne se krik krik sound hone lagta hai . Aur kabhi kabhi gadi slow hone ke bad job accelerator deta hu tab jhatka marke acceleration leta hai. Yeh Kya problem ho sakta bhai

  • @subashbose7575
    @subashbose7575 2 หลายเดือนก่อน

    Applying grease on variator balls is not justified

  • @nongpoknganpameetei1875
    @nongpoknganpameetei1875 4 หลายเดือนก่อน

    Variator roller main grease mat use karna

  • @VickySingh-pm1bl
    @VickySingh-pm1bl 6 หลายเดือนก่อน

    Bhaiya 1 aur question hai mera meri gadi ,jab mai 30-40 ki speed par handle hilata hu to piche se pura hilne lagta hai saap ki tarta left right hone lagta hai kya dikat ho sakta hai maine handle ka alignment bhi kra liya hai

    • @UtpalBikeService
      @UtpalBikeService  4 หลายเดือนก่อน

      Bht problem ho skti h dekhna pdega

  • @VickySingh-pm1bl
    @VickySingh-pm1bl 6 หลายเดือนก่อน

    Meri Activa 5g me suru se ye hi problem h vibration ka morning me jada hota h fir kam ho jata h batao kya problem ho sakta, maine kafi jgha dikhaya b wo log cluch shoo saaf kr dete hai but 2 din me fir vibration hone lagta hai

    • @UtpalBikeService
      @UtpalBikeService  6 หลายเดือนก่อน +1

      Cluch pulli seal cut jane se ye problem ho skta h

  • @praveenyalagi4566
    @praveenyalagi4566 4 หลายเดือนก่อน +1

    Apko kaise contact kare?

  • @nirmaldas7553
    @nirmaldas7553 6 หลายเดือนก่อน

    Bhai mera new activa BS6, 2 month hi huwa hai. Me 40/50 speed me chalati hu lekin jab 20/30 speed me lati hu tab gadi bilkul slow ho jata hai. Aur race kam karne se shamne ki taraf se krik krik sound hota hai aisa lagta ki shamne ka wheel kahi pe touch ho rha hai Fir accelerator dene se kabhi kabhi jhatka marke Acceleration leta hai. Aur race thoda jyada 50 ka upor dene se battery ka side se bher bher sound nikal jata hai. & Speed breaker pe jump hone se bhi kuch time shamne se krik krik sound hone lagta . Accelerator bhi kabi kabhi tight jaisa lagta hai. yeh kya problem ho sakta bhai plz rply dena

    • @UtpalBikeService
      @UtpalBikeService  6 หลายเดือนก่อน

      Han bhai bilkul problem ho skta hai