main samajta hun ustad (FaK)Gwalior sahab ny jo mehnat or seekha hai ye orignal Male classicle hai or astaii ki jarrat bhi purany riwaaj ki hai ye jo taan lagaty hain ye bahot qadeem gawaiyon ki siffat bayan kar rahi hai aesi taan phirna maot hai gawaiye k liye ye khara or pkka gana hai kia durut gaii hai(5:45)se sunie or sochen ye buzurg hain aesi taan bata rahe hain ye ha aa haa aa ki tan hai ye sab se mushkil hai ,,,DOSTO main ustad hone ki waja se nahi kehh raha KHUDA mujhy barbad kary agar main jhoot kahun aaj mera comment yad kar lain or khalis gany waly sirf in logo ko manty hain or maine ankho se daikha hai jab ye mojod hun dusry gawion ko bat karny ki taqat nahi rehti khan sahab apki hazar saal zindgi ho
Qabil e ehtram khan sab agar antra bata dia tu kia hogaya 50sal se sab ye hi dohrarhe hain bare ghulam ali khan ki ye aala zarfi thy jo unhon ne mubarak ali khan ko apna bara samjh ke antra pocha un se .
+jlcuffia No this is Fateh Ali Khan of the gwalior gharana, sometimes referred to as Fateh Ali Kan hyderabadi (he is from hyderabad, the Pakistani one, if it wasnt clear enough ^_^)
ustad fateh ali khan of patyala gharana brother of amanat ali Khan sahab has always been reffered as ustad BARE fateh ali khan sahab.... nd khansahab ustad fateh ali khan sahab of gawlior gharana as ustad fateh ali khan gawaliori.....
Just because of age difference fateh ali khan patialawale referred as bade fateh ali khan but if you come to the gayeki point of view so this man ustad fateh ali khan gawaliori is far batter no one is near to him in gayeki may Allah pak bless him thx for sharing
@@zaheerzam3323 Your claim about Fateh Ali Khan Hyderabadi being better than everyone is totally unsubstantiated and not shared by the musical fraternity. Bade Fateh Ali Khan saheb aur Bade Ghulam Ali Khan Saheb jo kar gaye hain unki khairat ka log aaj bhi kha rahe hain. Tezdhar taane toh bahot gayak laga gaye hain par gayaki ko aage badhana, usme ruhaniyat laana, alag alag tarah ki gayaki karna aur sunne waalo se judkar gaana har kisi ke haath ka khel nai hain. Your comparison is totally flawed.
واہ استاد جی خداوند آپ کو برکت دے آمین

One and only Asli Ustadon k Ustad , Ustad Fateh Ali Khan Mola Aap ko lambi Zindagi ata Farmaye Aameen Sum Aameen
Khuada lambi or sehat wali zingdi atta farmaye ameen ustad g hmara bht bht bara assasa hen
Qabil e ehtram khan sab agar antra bata dia tu kia hogaya 50sal se sab ye hi dohrarhe hain bare ghulam ali khan ki ye aala zarfi thy jo unhon ne mubarak ali khan ko apna bara samjh ke antra pocha un se .
واہ جی واہ
Please raga parichaiye (راگ پرِیچَے)
Introduction of raga bhopali
And other ragas
Love from indian punjab😊
what wonderful control Khansaheb. amazing!!!!
Such a beautiful rendition..
Great controlling. Really I am listening for first-time to ustad..where ustad do live please?
Hyderabad
the king of gawaliyars
Love you the king of Gwalior love you ustad baba great post sir
Amazing
Subhanallah
Gwalior is city in india.
Kya gayki he Vv good
Sir can you post Raag Bhairav in ustad's voice
Khansahib
Ahahaha kia kahny
Confused ना हों. ये बडे फतेह अली खान साब नही है. जो कि महानतम गायकों में एक थे.
he is belongs to taansen
he belongs to tansen
@@safdarali1415 how ?
Taking digs at UBGAK won't make you great.
Are there 2 Ustad Fateh Ali khan? He is not the brother of Ustad Amanat Ali, right?
Thanks for sharng
+jlcuffia No this is Fateh Ali Khan of the gwalior gharana, sometimes referred to as Fateh Ali Kan hyderabadi (he is from hyderabad, the Pakistani one, if it wasnt clear enough ^_^)
ustad fateh ali khan of patyala gharana brother of amanat ali Khan sahab has always been reffered as ustad BARE fateh ali khan sahab.... nd khansahab ustad fateh ali khan sahab of gawlior gharana as ustad fateh ali khan gawaliori.....
jlcuffia yeh ustad amanat ali khan kay cousin han from sindh hydarabad say ( gawaliar gharana) say.
Just because of age difference fateh ali khan patialawale referred as bade fateh ali khan but if you come to the gayeki point of view so this man ustad fateh ali khan gawaliori is far batter no one is near to him in gayeki may Allah pak bless him thx for sharing
@@zaheerzam3323 Your claim about Fateh Ali Khan Hyderabadi being better than everyone is totally unsubstantiated and not shared by the musical fraternity. Bade Fateh Ali Khan saheb aur Bade Ghulam Ali Khan Saheb jo kar gaye hain unki khairat ka log aaj bhi kha rahe hain. Tezdhar taane toh bahot gayak laga gaye hain par gayaki ko aage badhana, usme ruhaniyat laana, alag alag tarah ki gayaki karna aur sunne waalo se judkar gaana har kisi ke haath ka khel nai hain. Your comparison is totally flawed.
Bhai gawaiyye ke jitney DOSH (defects) bataye gaye hain ....uss mein se 10 mein se 9 1/2 in hazrat mein dikhai diye .
😂😂 he is the nephew of Umeed Ali Khan sb and first cousin of Amanat Ali, Fateh Ali
Aamad Ka gana kaisay ho ga agar aap khud apni taan nahi banatay.