Tamilnadu mein vaithisvaran Kovil ya vaideesvaran Kovil namak mandir sthit hai. Yahan shiv ji ko shivling ke rup me Puja jata hai. Yahan Mangal dosh ke liye vishesh Puja karai jati hai. Angarak yog ke liye bhi. Tamil nad me nav grahon ke alag nau mandir hai, jinhe shivling ke roop mein Puja jata hai. Vaitheesvaran Kovil, Nadi astrology ke liye bhi janajata hai. Mangal dosh mein anban ka karan shukra ki sthithi se kafi andaja deta hai. Agar mangal Chandra ke hora me sthith hai to utna ugrata nahi dikhata... Lekin agar mangal par Surya ki drishti hai ya sath hai, rahu ka sath hai, Shani ka sath hai, ketu ka sath hai, budh ka sath hai toh situation aur kathin ho jata hai. Chandra par rahu ka prabhav hai, shukra par Shani ya Surya ka prabhav hai. Shukra asta hai, ya guru asta hai to bhi Mangal dosh jyada kathin banta hai. 🙏🏻 Shiv ji ki aradhana karein. Baton ko samajhna ek baat hai aur anubhavon ko bhogna alag. Stree jatakon mein 5ve ka ketu aur Mangal dosh 7ve aur 8ve ka kasht deta hai. 12ve mein mangal ke sath Shani ya rahu mil jaye toh bhi kathin hota hai.
You are very good teacher. Why you are not making more videos.
2-12 bhakut dosh may explained Thank you
Hello sir ...mujhe kisi ne bola hai ki mere hone Wale husband ki kundali me managal dosh hai plz aap btaye
17-9-1990
10.25 Am
Or meri
13-3-1994
9 pm
Purnam guru ji
Dhanyavad sir
Chan sangitet
Agar Mangal,budh,rahu,surya in 12 th house to kya hota hai??
Tamilnadu mein vaithisvaran Kovil ya vaideesvaran Kovil namak mandir sthit hai. Yahan shiv ji ko shivling ke rup me Puja jata hai. Yahan Mangal dosh ke liye vishesh Puja karai jati hai. Angarak yog ke liye bhi. Tamil nad me nav grahon ke alag nau mandir hai, jinhe shivling ke roop mein Puja jata hai. Vaitheesvaran Kovil, Nadi astrology ke liye bhi janajata hai. Mangal dosh mein anban ka karan shukra ki sthithi se kafi andaja deta hai. Agar mangal Chandra ke hora me sthith hai to utna ugrata nahi dikhata... Lekin agar mangal par Surya ki drishti hai ya sath hai, rahu ka sath hai, Shani ka sath hai, ketu ka sath hai, budh ka sath hai toh situation aur kathin ho jata hai. Chandra par rahu ka prabhav hai, shukra par Shani ya Surya ka prabhav hai. Shukra asta hai, ya guru asta hai to bhi Mangal dosh jyada kathin banta hai. 🙏🏻 Shiv ji ki aradhana karein. Baton ko samajhna ek baat hai aur anubhavon ko bhogna alag. Stree jatakon mein 5ve ka ketu aur Mangal dosh 7ve aur 8ve ka kasht deta hai. 12ve mein mangal ke sath Shani ya rahu mil jaye toh bhi kathin hota hai.
sir🙏
Agar makar lagna 12house me mangal ke sath surya,budh or guru ho to manglik dost banta h?
plz btaye🙏
Lovely dob 02/08/1993 9:30 pm meerut shadi kb tk hoge aur marriage life kese rehage aur mujhe govt job milge ya nhi , job kb tk milge
Meri beti ke astam ghar me mangal hai guruji 👏
Mere kundli bhi btye guru ji
Magal dosh kabhi nahi katta hai guru ji ....
Confusion badha diya