Sasural wale acche na ho to chlta h . Pr agar hum safar hi accha n ho to Puri jindagi brbad ho jati h . 😭💔 Ya allah hr beti ko accha Humsafar mile . 🤲🤲
@@UsmanAli-dv1fs aisa bhi hota hai , mere mama k bete k sath ho raha hai, ladki ne bina vajah talak ki mang k sath mukadama kar diya, jabki vo sasuraal me sirf 15 din rahi, or 1 crore muaavaja mang rahi hai, jabki uske sasuraal vale ghar basana chahte hai, kasam se din raat us ladki k liye bad dua nikalti hai muh se, jo kanun ka galat fayda le kar, ladke ki jindagi ko jahannum bana rahi hai
@@rajatmania5226 begum v bewafai hoti h aisa bilkul nhi h ki sirf ladka hi hr jagah galat hota .. isilye hr insan ko hmesha dua krna chahiye ki uska life partner acha mile .
I watched this drama for the first time when I was in college.... At that time i didn't take it too seriously... I thought things like this don't happen now.... Now rewatching it after marriage and this drama seems to be so relatable.... In laws can never be understanding no matter whichever decade we are in....... Just want to say that girls should focus on their career , be financially strong , only after being a person of substance sign up for marriage (and it is optional not necessary) .... Marry for companionship and not for anything else.
Agreed. And girls should be trained to work double shifts… career women by day and a homemaker by night, being a mother being the most important of all. It’s a roller coaster.
My parents never found this much flaws in me but my in laws found so much. My husband is exactly the same like Mansur. I will better when i see this serial. Things gets well with the time
Mere hisaab se Insaan ko sehna nahi chahiye. Cheeze behtar ho sakti Hain par ye beeta hua waqt kabi laut ke nahi aayega aur ye zakhm ke nishaan aapko badsurat bana dete Hain.
Jab tak Durr.e.shehwar ki saas Jesi saasen Hoti hen tab tak waqt kabhi nhi badalta.... Sirf dramo me badalta hy... Aesi saaso se to Allah hi hisab lega
Problem saas k behaviour ka nahi hi problem to tab hoti hi jab husband apni wife ki taklif ko samajhte he nahi hi jo unki maa bolti hi husband k liye bas wahi sahi hota hi
Beti ke shadi ke baad woh agar kisi ke upper jada bharosa karti hai to woh hsi husband saas sasur jitna bhi badmash ho but husband agar wife ki takleef samjh le to sab kuch thik ho jayegi
It imposes me to be self pity being a married woman despite the fact new generation is not suffering that much and my mother in law never has interfered.
Yes,things do get well with time but one does not forget the bitterness done by the inlaws...maa k haath ka khana itta hi achcha lagta hai toh phir shaadi hi nahi karni thi..maa k pass hi rehna tha..aur maa ko bhi kya zarwat thi bahu laane ki woh bhi achche ghar se..rakhti apne bete ko kunwara...i dont know why the mils want to do the same torture to their daughter in laws which was done to them...
My mom always said k agr apk sath koi zulm kre tu ap apne baad us zulm ki chain ko toor do jb power me ao.90 percent of saas say k hmari saas ne hmare sath y kia wo kia hmne tu abhi kuch kia nhi agr ap k husband ne ap k lie stand nhi lia us wakt tu iska bdla baho se kun lete he or agr beta biwi ki izzat kre ti apko fakhr hona chahie k apne itni achi trbiyat ki he k wo Rasool S A.W ki sunaat ko follow kr rha he.
Pata nahi aise log bete ki shadi hi kyu karte hai, inko asliyat me ek house helper ki jarurat hai, bete ki life partner ki nahi, kyunki privacy do dena manjur hi nahi hai
Hey everyone, im going to be married within a month. But after reading all of your comments nd this reality based drama Im so scared. Im worried about my future husbsnd nd his family. My fiance is so loving he show's his care love but what if his behaviour changed.😶
Kyuki uski ma galat tareeke se bhadka rahi hai, mansoor to apni ma ki baat hi manega na, sas chahe to tareef bhi kar sakti thi ki bahu ne Sare ghar ka kaam sambhalna shuru kar diya hai, lekin vo chahti hi nahi ki dono ko koi privacy mile, jisse unki bonding achchi ho
teekh to kuch nahin hota par shaheed waqt ke saath samjotha karna ah jatha hai women learn through a hardship they go through many will leave many will scarfice only to save there parents respect so no one raises a finger on the upbringing of there parents
Sas sabhi ki aise hi hoti hain vo log jo apne zindgi me jhela hota hai log esliye bahu ko v chain se jine nae deti.. Her waqt burai hi karta hai sab jaise ki bahu nae naukarani laya ho sab ..sab kuch perfact chahiye jaise ki bahu 5 star hotal se khana bana kar shikh kar aayi ho...bilkul hi zina haram kar rakha hai en saso ne bahuo ki zindgi ko.
Isme 1980 ki story dikhai hai kyuki shahawar shaadi k baad apne mayke me, mansoor ko gramophone dikhati hai ki muje iska shok hai, us vakt gramophone ek luxury hota tha, Tv to kisi rais k ghar bhi nhi hote they, or sahi kaha aapne, muje bhi is story ko dekh k depression sa ho gya tha, vaise meri sas aisi bilkul nhi thi, bohot naramdil or nek thi
Shayad saas sahi kah rahi hai...zindagi mei shohar Aaj hai kal nahi....baaki sab to saath mei hotaa hai.hum ko un ke saath rahne aanaa chahiye...sanam baloch aur un ki saas ko meraa salaam.ramzaan Mubarak..mei bilkul is character ki tarah hu..Jo Sanam baloch kaa hai..Jo nahi bolti...log gungaa bolte hai...farak itnaa hai ke...shaadi nahi hui...meri..lekin dekhiye binaa shaadi ke hi..saas ki kitni badi nasihat samjh gayi....aisi maa hoti hai...saas nahi...Allah aap ko salaamat rakhe...Aaj mei usi cheez ko le ke bahaut pareshaan thi..ko cheez mei Aaj samjh gayi..kiyaa Karu .koi samjhaane waalaa nahi hai ..yateem hu... samjhaane ki zaroorat nahi hoti..insaan akele bhi rah saktaa hai...Allah kaafi hai...lekin jo mushkile khadi ki jaati hai...us se takleef hoti hai ...lekin us ke liye bhi Allah hai...jaise Aaj hi ke din wahi mushkil solve hogayi..mei bahaut sochti nahi..log bahaut saaraa kaam de dete hai...is liye ek insaan aur itnaa saaraa kaam, is liye thakkan ke maare rukk jaati hu...
@@sangeetawesley6683 not really sad. Trust me this is life. Not the saas part. She's definitely insane. But working hard for house wives is the best way cuz ease of life brings a lot of health issues. Doing hard work is good if you want to live long healthy years.
😂😂 is se deen mzhb ka kya taluq ye to culture hai indo pak ka jahan joint family system hoga wahan ye hi sb hoga or is mai aik or bat bhi hai k saas aik 50 years tajarbakar aurat hoti hai jbke bahu aik nojawan larki jise abhi boht kuch seekhna hota hai jis ghr larki jati hai saas wahan ki malaka hoti hi jahan us ka nizam chlta hai or bahu se saas ko khtra hota hai k us ki jaga na lele so its natural hota hai mgr ahista ahista saas kmzor or baho taqatwer hoti chali jati hai jb us k apne bcche hote hain mai to aik mrd hon mere panch baitey hain ab to us k bachhe jawan hain mgr jb chotte they or hmari larai hoti thi to ghuse mai mujhe bolti thi k mere bachhe bare ho jayienge to mai tmhe batongi 😂😂 mgr aj bachhe jawan hain aurat ki taqat shohar k samne us k bachhe hote hain or dunya walon k sane us ka shohar or burhape mai serf mian biwi reh jate hain aik dosre k lye 😂😂
Aisi saaso k liye latest ek kahawat hai "SAAS KABHI MAA NAHI BAN SAKTI KYUKI SAAS CHAHTI HAI KI BAHU WO SAB SAHE JO UNHONE APNE TIME PE SAHA THA AUR MAA CHAHTI HAI BETI KO WO SAB NA SEHNA PADE JO UNHONE SAHA THA"
Why these motherinlaw are doing these days ??? Touchwood my in-laws are literally awesome 😂❤ My husband is more awesome 👏 ❤ Aiseeee saas ko seedha karduuuu main 😂 ho tohhh !!! My mumma used to say- Ghr banana ladki ka kaam hota hai… aur education, self independent, boldness are must ….!! Sara ghar aage piche ghumta hai 😂
Bagairt insan hoty hy asa log Allah pochy asa logo sa larki ki Zindagi brbad kr k rakh dety Hy jb brdasht nai Hota to Beto ki shadiya hi na kry bs dhool bjany k shoq hota Hy
Behtr kuch nhi hota bs khwab Mar jaty hen or pher wohi ortany jo ye sb brdasht krte hen... Apni bahuon ke sath wohi kuch kar rhi hote hen or unhy lgta he.. Keyon ke unho ne bardsht keya to ab ye krna haq he un ka.... Or asy hi chalta rehta he sb....
Itne bade ghar ki ladki la ker naukaron se badtar kaam Kara he hai zaleel log bilkul aise hi meri ek sister k saath huwa 38 years before but aajkul ye sub himmat koi nahin ker sakta ladkiyan khud hi jute laga den ma baap ki zarorat hi nahin
Pata Nahi kitni dafa Dekh chuki ho lakin har bar Naya hi Lagta ha sach m apni sari taklef yad and lag jati ha lakin waqt badalta ha ya bhi sach ha
AJ bhi wohi zamana h
It's true.. ❤
Drama name
Sasural wale acche na ho to chlta h . Pr agar hum safar hi accha n ho to Puri jindagi brbad ho jati h . 😭💔
Ya allah hr beti ko accha Humsafar mile . 🤲🤲
or jin ka sasural b acha ho shuhar b aacha ho us k bawjod jo larki aapna ka gar barabd kre uska kya kre
@@UsmanAli-dv1fs aisa bhi hota hai , mere mama k bete k sath ho raha hai, ladki ne bina vajah talak ki mang k sath mukadama kar diya, jabki vo sasuraal me sirf 15 din rahi, or 1 crore muaavaja mang rahi hai, jabki uske sasuraal vale ghar basana chahte hai, kasam se din raat us ladki k liye bad dua nikalti hai muh se, jo kanun ka galat fayda le kar, ladke ki jindagi ko jahannum bana rahi hai
Aur agar begam bevafa Nikli toh
@@rajatmania5226 begum v bewafai hoti h aisa bilkul nhi h ki sirf ladka hi hr jagah galat hota .. isilye hr insan ko hmesha dua krna chahiye ki uska life partner acha mile .
@@santoshpassi7385 ladki ki galati h
I watched this drama for the first time when I was in college.... At that time i didn't take it too seriously... I thought things like this don't happen now.... Now rewatching it after marriage and this drama seems to be so relatable.... In laws can never be understanding no matter whichever decade we are in....... Just want to say that girls should focus on their career , be financially strong , only after being a person of substance sign up for marriage (and it is optional not necessary) .... Marry for companionship and not for anything else.
Same here
Right said ❤
Same here
Agreed. And girls should be trained to work double shifts… career women by day and a homemaker by night, being a mother being the most important of all. It’s a roller coaster.
Sad to hear your story😢
Same here
I am so blessed to have such a loving , understanding and caring husband 🙏🏻 My mother in law is so naive , humble, sweet and loving. ❤
Saadi ke kitney saal hue
Same yehi cmnt krne ayi thi me bhi 😅😅😅
Kuch husband kabhi achhe nahi hote.
بلکل صحیح کچھ شوہر شوہر بننے کے قابل نہیں ہوتے بس ماں کے لال بننے کے قابل ہوتےہیں
My parents never found this much flaws in me but my in laws found so much. My husband is exactly the same like Mansur. I will better when i see this serial. Things gets well with the time
God bless u.
axe
I have also witnessed this first hand
Mere hisaab se Insaan ko sehna nahi chahiye.
Cheeze behtar ho sakti Hain par ye beeta hua waqt kabi laut ke nahi aayega aur ye zakhm ke nishaan aapko badsurat bana dete Hain.
Chize behtar hone k intezar me zindagi nikal jati hai yakeenan chize behtar hoti hai lekin wo shauk wo man sab kuch to mar jata hai jab tk
Aesi saas ko tu seedha jawab dena chyea...chup rehny s inko or shay milti hy
Mene ye drma apni shadi se pehely dekha tha tb mujhe lga bas drma hai but bad shadi k pta chala ye to realty hai zindagi ki😂
😂😂
Right 😊
Ye darma kitna Purana hai???
Jab tak Durr.e.shehwar ki saas Jesi saasen Hoti hen tab tak waqt kabhi nhi badalta.... Sirf dramo me badalta hy... Aesi saaso se to Allah hi hisab lega
Sahi hai
Bilkul sahi kaha aapne, ye apni bahuo k liye koi or rule chalati hai, or betiyon k liye, koi or, doglapan hai ye
@@santoshpassi7385 g bilkul aesa hi hy.
Mar k bi Jan ni chorti, jo zhar zandgi main bher jati hain.
Exactly gudiya ji me too
Problem saas k behaviour ka nahi hi problem to tab hoti hi jab husband apni wife ki taklif ko samajhte he nahi hi jo unki maa bolti hi husband k liye bas wahi sahi hota hi
bilkul tasalli k do bol sari taklef or thakn door kr daiti ha.
Sasural me tassali k 2 shabd bolne wala koi nae hota but bahu ko nicha dikhane k liye puri family sari hadhe paar jarur kar jati hain.
Bilkul sahi
@@sumannag3044
👍👍
Tasali dur ki bat wo galat ko galat b nhi kehty chahy biwi ko zaleel kro uski bs wo mu se ek lafzi na boly kahin kch bol dia tou qayamat
Beti ke shadi ke baad woh agar kisi ke upper jada bharosa karti hai to woh hsi husband saas sasur jitna bhi badmash ho but husband agar wife ki takleef samjh le to sab kuch thik ho jayegi
Ryt
Pata ni keun Baar Baar daikhti hu ye drama .... Or hey b drama😢itna match krta hy reality se
Boht match hota Hai almost Har larki ki life sy
Whenever I ws this drama, I rmbr my old days... of my inlws nd husband.. nvr cn frgt
Can understand the pain of the girl... if a boy doesn't respect his wife, she merely becomes a servant in the in-laws place...
Allah sub bartiyoon k naseeb achay karay
Sari sansein ek jaisi hi hoti unse jitni duriya bana lo utna accha hai
Mujhe to Mera past yaad aagaya
Mujhe bhi😟
balki abhi bhi
Kuch naam nhi hota
Sunne ko yahi milta kare hi kya h
These mother in law's will sleep with their sons if they were allowed
Exactly...m b aksar yehi sochti hon
😂kya baat boli hai true👌
Same chiz mere bhi sath hui hai allah khair kare
It imposes me to be self pity being a married woman despite the fact new generation is not suffering that much and my mother in law never has interfered.
Bilkul meri mother in law ki tarh machine nhi chalane deti bhut tourcher krti h aise hi khane ko khyi h
Mere sass ki tarha sb sass ek jisi hi hoti hai
Yes,things do get well with time but one does not forget the bitterness done by the inlaws...maa k haath ka khana itta hi achcha lagta hai toh phir shaadi hi nahi karni thi..maa k pass hi rehna tha..aur maa ko bhi kya zarwat thi bahu laane ki woh bhi achche ghar se..rakhti apne bete ko kunwara...i dont know why the mils want to do the same torture to their daughter in laws which was done to them...
Very nice n heart touching drama..
11 saal ho gaye par jaisa pehle tha ab bhi aisa hi he kuch nahi badla na waqt na insaan kuch nahi
:( how these people will safe Prophet Muhammad PBUH OB day of judgement
God bless u lots of love do one thing yeh drama Apni saas ko Dekhav
Kis bat ko yara sal hogy?
Leave. Desi people will never change. I left after 20 years. Left the country as well. Peaceful now.
My family is just like this. Same attitude.
Specially my Mother in Law and my husband and none in the family is their to support.
Leave your husband
Chor dey
Leave
It's interesting drama see all episodes
The name of this serial please
@@rsaha1796 durr e shahawar
Serial name
My mom always said k agr apk sath koi zulm kre tu ap apne baad us zulm ki chain ko toor do jb power me ao.90 percent of saas say k hmari saas ne hmare sath y kia wo kia hmne tu abhi kuch kia nhi agr ap k husband ne ap k lie stand nhi lia us wakt tu iska bdla baho se kun lete he or agr beta biwi ki izzat kre ti apko fakhr hona chahie k apne itni achi trbiyat ki he k wo Rasool S A.W ki sunaat ko follow kr rha he.
Kya name hai drame ka
Durr E Shehwar
Dur shawar
What is this series name?
A mother should let her son lead his life....agar bete ko zindagi bhar apne pallu se bandh rakhna hai to shaadi he mat karwao....
Same thoughts.
Duva karti hu sabko esa hi mohbbat karny vhala hamsafar de Allah ammin
Saas ko katai pasand nhi ki unke beta aur bahu ek ho jay aur ye mostly hr ghr ki halat hai
Pata nahi aise log bete ki shadi hi kyu karte hai, inko asliyat me ek house helper ki jarurat hai, bete ki life partner ki nahi, kyunki privacy do dena manjur hi nahi hai
Hey everyone, im going to be married within a month. But after reading all of your comments nd this reality based drama Im so scared. Im worried about my future husbsnd nd his family. My fiance is so loving he show's his care love but what if his behaviour changed.😶
Yeh serial Dekh Kar shaadi karne se dar lag raha hai mujhe to
Karna bhi mat narak ho jati hai
Name please darma
Haan ji pls daro Darna chahiye
Allah pay bharosa rakhain. Mujhay b lagta tha Alhamdolillah sab theek hai.
Pahale financial independent ho jaao...
Tab socho .. marriage ki
Do marry only for companionship
Mansoor kabhi bhi apni wife ki tariff nahi karta
Kyuki uski ma galat tareeke se bhadka rahi hai, mansoor to apni ma ki baat hi manega na, sas chahe to tareef bhi kar sakti thi ki bahu ne Sare ghar ka kaam sambhalna shuru kar diya hai, lekin vo chahti hi nahi ki dono ko koi privacy mile, jisse unki bonding achchi ho
Apka nambar de plz
Me apki help kargi
Yes its my life story
keya nam h drama ka
durr e shehwar
Aisi saas k sath to main ek din v n rahun.
Koi nhi rhe na chahta hai.. Per halat bebass kerdte hain
teekh to kuch nahin hota par shaheed waqt ke saath samjotha karna ah jatha hai women learn through a hardship they go through many will leave many will scarfice only to save there parents respect so no one raises a finger on the upbringing of there parents
Sas sabhi ki aise hi hoti hain vo log jo apne zindgi me jhela hota hai log esliye bahu ko v chain se jine nae deti..
Her waqt burai hi karta hai sab jaise ki bahu nae naukarani laya ho sab ..sab kuch perfact chahiye jaise ki bahu 5 star hotal se khana bana kar shikh kar aayi ho...bilkul hi zina haram kar rakha hai en saso ne bahuo ki zindgi ko.
Aaj kal asi bahoo kahan hoti he pta nhi konsy zamany ka drama he or depression hogya dekh ke
Isme 1980 ki story dikhai hai kyuki shahawar shaadi k baad apne mayke me, mansoor ko gramophone dikhati hai ki muje iska shok hai, us vakt gramophone ek luxury hota tha, Tv to kisi rais k ghar bhi nhi hote they, or sahi kaha aapne, muje bhi is story ko dekh k depression sa ho gya tha, vaise meri sas aisi bilkul nhi thi, bohot naramdil or nek thi
Haha agg bhi bhot se ghron me it's going on.
Sorry ladies especially....miss u mama jani, world is to difficult n different without own parents
Drama name??
Dure shwar
Shayad saas sahi kah rahi hai...zindagi mei shohar Aaj hai kal nahi....baaki sab to saath mei hotaa hai.hum ko un ke saath rahne aanaa chahiye...sanam baloch aur un ki saas ko meraa salaam.ramzaan Mubarak..mei bilkul is character ki tarah hu..Jo Sanam baloch kaa hai..Jo nahi bolti...log gungaa bolte hai...farak itnaa hai ke...shaadi nahi hui...meri..lekin dekhiye binaa shaadi ke hi..saas ki kitni badi nasihat samjh gayi....aisi maa hoti hai...saas nahi...Allah aap ko salaamat rakhe...Aaj mei usi cheez ko le ke bahaut pareshaan thi..ko cheez mei Aaj samjh gayi..kiyaa Karu .koi samjhaane waalaa nahi hai ..yateem hu... samjhaane ki zaroorat nahi hoti..insaan akele bhi rah saktaa hai...Allah kaafi hai...lekin jo mushkile khadi ki jaati hai...us se takleef hoti hai ...lekin us ke liye bhi Allah hai...jaise Aaj hi ke din wahi mushkil solve hogayi..mei bahaut sochti nahi..log bahaut saaraa kaam de dete hai...is liye ek insaan aur itnaa saaraa kaam, is liye thakkan ke maare rukk jaati hu...
True h sab aaj bhi ye
Masla shohar ka hai jo shohar biwi ko maa ko khush kernay ka saman samjhtay hain un ki biwi aise hi zindagi guzarti hain
Why is this depicting my life ?
Sad reality of Asian women
@@sangeetawesley6683 not really sad. Trust me this is life. Not the saas part. She's definitely insane. But working hard for house wives is the best way cuz ease of life brings a lot of health issues. Doing hard work is good if you want to live long healthy years.
@@petsonly4068 so men just want to die without all those work.. we are not saying about work in here..
@@Platepalate88 men already work hard for the family survival.
@@petsonly4068 misogynist views and again the story isn't about men cooking or working in house
Asey Murdon say isi waqat Tlaq layleen Chahiyeh.
Lakin sabar ka phal zaroor milta hai
Meri sas b Aisa hi behave krti h....
Bhagwaan unko akkal or sadbuddhi de, or aapko sabar de aisi sas ko bardaasht karne k liye
Hath pair jwab de dete h lekin kaam khtm ni hota h or us kaam nuks v nikal diye jate hain..
Sabka Saural aise hi hota hai same kudh ki ladki hoto bura lagta hai aur bahu hoto 😢
Ek ye h.... Mansoor....
Or ek h Nabeel..... mohabbat subh ka sitara....usme ye BV k liye ghr walo se ldta h..... character ki bat h🤣
Shahzadi ku la ke fakheerni saas
Bahu ku fakheerni bana di 😏😏😏😏
Sas aksar sabki esi hi hoti h
In laws jaise is duniya koi or nhi hota
Darm name ky hi
Durr e shahawar
@@santoshpassi7385 tqqq ☺☺
Same as mine
ESI saas ksi ko na mile na hi esa shohr zindagi barbad ho jati he or divorce hi aakhri rasta
Aese hi hote he sasuraal vale 👿
Shukar hai behan, meri sas yo bohot achchi thi, aisi bilkul bhi nhi thi
ऐसी saas ho to बग़ावत कर दो मत saho..pati b nhi सुनता to drnaa kisse.lekin तलाक से डरती हैं ladies...but जुल्म मत saho jvaab dena bhut jruri
Meri saasu mom bhi aisa hi kehti hain, tm hat jao mere bete ko mere hi hath ki Tahari pasand hai
Khud k sath kharab hua isiliye ye saas log bahu ko dukh deti hai
Nanad k kapde shehwar kyun dhoye bhai 😡 naukrani hi layi hai bahu nahi
Maaao ko chahiye ki vo apne ladko ki shadiya naa kare.....Kyo ki bahu aati h to unko badi takleef hoti....
kam se kam isme dewar to bhabhi ka side leta hai lekin her ghar me aisa nahin hota sab kehte hai maa hi theek hai
Mai toh seedha hi shaadi ke dusre din divorce le loon 😅
Hindu ya Muslim, Indian aur pakisthani.har Jajah bahuo ke aseyi bartao hoti hai.bahu kabhi beti nehi hoti.
😂😂 is se deen mzhb ka kya taluq ye to culture hai indo pak ka jahan joint family system hoga wahan ye hi sb hoga or is mai aik or bat bhi hai k saas aik 50 years tajarbakar aurat hoti hai jbke bahu aik nojawan larki jise abhi boht kuch seekhna hota hai jis ghr larki jati hai saas wahan ki malaka hoti hi jahan us ka nizam chlta hai or bahu se saas ko khtra hota hai k us ki jaga na lele so its natural hota hai mgr ahista ahista saas kmzor or baho taqatwer hoti chali jati hai jb us k apne bcche hote hain mai to aik mrd hon mere panch baitey hain ab to us k bachhe jawan hain mgr jb chotte they or hmari larai hoti thi to ghuse mai mujhe bolti thi k mere bachhe bare ho jayienge to mai tmhe batongi 😂😂 mgr aj bachhe jawan hain aurat ki taqat shohar k samne us k bachhe hote hain or dunya walon k sane us ka shohar or burhape mai serf mian biwi reh jate hain aik dosre k lye 😂😂
Sahi baat he shadi ke bad hi sab pata chalta he
Meri Kahani hai ye 😢
Aisa kyu hota h????
Mere sath bhi yasa hi hua tha
saas se koi matlb nahi hota hai ager pati acha na ho to ........life nark ban jati hai
Baat karne ke liye zabaan nahi... understanding honi chahiye..
😭😭😭😭
Yr eska devr to acha h yha to devr b nanand b Husband b sasur b sb sas k. Chmchy h jina muskil kr rkha h
Dear girl's 😌
Aisi saaso k liye latest ek kahawat hai "SAAS KABHI MAA NAHI BAN SAKTI KYUKI SAAS CHAHTI HAI KI BAHU WO SAB SAHE JO UNHONE APNE TIME PE SAHA THA AUR MAA CHAHTI HAI BETI KO WO SAB NA SEHNA PADE JO UNHONE SAHA THA"
Sahi sas kabi ma nai ban sakti😂😂😂
YaAllah esi sas kisi ko na de
Ye story kuch nahi poori meri he
Pata nhi kya insecurity rahti h saaso ko...shadi b karwati h ....door b kar deti h
Bas hum apna naam wajood sab mita bethe he yaha koi naam nahi leta maauke me pata chalta he hamara naam
Har ghar ki yhi khani h ptani q dusro ke sath ye bartaaw krti hai ye apni betiyo se to itna pyar krti ha
And this she can't tell her own daughter
Mera hasbend tho lako me ak h
Phir apne chaand ko apne paas hi rakhna chahiye hmesha...shaadi hi nh karni chahiye
One useless husband sitting and praising his mother. He should not have got married to someone else's daughter who also has a heart
Mjhy bht traumatised drama lagta hy yeh, dekha hi nh jata 😢
Why these motherinlaw are doing these days ???
Touchwood my in-laws are literally awesome 😂❤
My husband is more awesome 👏 ❤
Aiseeee saas ko seedha karduuuu main 😂 ho tohhh !!!
My mumma used to say- Ghr banana ladki ka kaam hota hai… aur education, self independent, boldness are must ….!!
Sara ghar aage piche ghumta hai 😂
Daughter in law will never become a real daughter at in-laws and mother in law will never treat him as a real daughter,
Only just show off, daughter,
Ameer ghr ki ladkiya le aate hai sari umra tarsane k liye😢
Yeh Kia azaab dekh dala mai ne!!!!?
Depressing show 😢
Samjh nhi ati aesy krna hota hai to kyun shadi kr k kisi ki beti ko takleef dety hain
Bagairt insan hoty hy asa log
Allah pochy asa logo sa larki ki Zindagi brbad kr k rakh dety Hy jb brdasht nai Hota to Beto ki shadiya hi na kry bs dhool bjany k shoq hota Hy
Behtr kuch nhi hota bs khwab Mar jaty hen or pher wohi ortany jo ye sb brdasht krte hen... Apni bahuon ke sath wohi kuch kar rhi hote hen or unhy lgta he.. Keyon ke unho ne bardsht keya to ab ye krna haq he un ka.... Or asy hi chalta rehta he sb....
Shehwar ke baap ki galti hai poori poori
😥😨🥲😱😓
Itne bade ghar ki ladki la ker naukaron se badtar kaam Kara he hai zaleel log bilkul aise hi meri ek sister k saath huwa 38 years before but aajkul ye sub himmat koi nahin ker sakta ladkiyan khud hi jute laga den ma baap ki zarorat hi nahin
Ye log sadi kyu krte h jb inke bus ki bat nhi to