Thank you so much appi itni achi recipe batane ke liye maine ajj khichda banai bahot Acha bana mai hamesha sab yellow daal se banati thi par aapke kehne se sab khadi daal use ki taste bahot Acha tha bilkul bawarchi jaysa
Aap jaise knowledgeable host se sikhne ka maza hi kuch aur hai. Aaj ittefaq we aap ka channel dekha. Tried ur mung masoor daal recipe today itself. Came out nice.Once again JazakAllah khair
Very very very very very very very very very very very very very very very very very very nice 👌👍👌👍❣️❣️👍👌❣️❣️👍👌 Masha Allah nice recipe Noor alam kanpur se
Is stove ke alag bartan lena hota hai wo market me aasani se mil jate hai Nonstick me bhi aur normal jo aluminium ke aate hai wo bhi cooker aur bhagona wagairah...
Shayad aap sabut gosht aur urad daal yani maash daal ke bare me puch rahi hai,, ji gosht aise hi sabut raha hai aur khadhi urad yani sabut maash ki daal ko kahte hai
Dekhe maine 100 logo ke liye kabhi banaya to nahi but isi recipe ko jo maine upload ki hai wo kareeb 10-12 logo ko hai to isi recipe ko aap 10 Guna sabi cheezo masalo ko le kar bana sakte hai aur bartan bhi usi hisab se badha Lena hoga
Walekum asslam,, Beta ji aapka massage massage box me show kr rha thaa pr video ke niche nahi show kar rha thaa jaha se jawab dena mumkin hota h,🤔 maime socha shayad aap se hi delete ho gya ho jabhi massage so nhi kr rha ab aap aise Bol rhi h to shayad kuch technical problem rhi hogi, Aap aisa hargiz na soche, abhi to bahut thode se Mere sabhi viewers Jo mujhe comments karte h mujhe mujhe bade hi Azeez h sabhi ka jawab dene me badi khushi hoti h..😘😘😘🌹🌹🌹🌹
Chilkon wali daalen kabhi nahi milayi jaateen, sub daalen chilke utare huye hona chahiye, jo pakana nahi aata uski video mat banaya karo, aapne gehun aur jow ko 4-6 hours bhigo kar kiyun nahi rakha??
Jsi chiz ke bare me knowledge na ho us ke bare ma bola Karo aap jao lucknowi me ya aap ka koi relatives ho to un se puche ki Khichdi me kaisi Dale padhti hai maloom pad jayega ..aur jaw gehu ko bhiga de to achcha hai na bhigaye to bhi cooker ke pak jata hai khule pot me pakaye to bhigana zaroori hota hai.. Aur aap ek nukes nikal kar comment karte hai pahle puri knowledge pta kare pir comment ki zahmat kiya kare apna aur mera time befuzul me zaya karte hai
Aap poorvi uttar pradesh ki rahne wali hain shayed aur Bareilly ka but abhi America mei rahta hun bahut saalon de, maine apni life mei kabhi nahi dekha ke chilkon wali daalen khichde mei padti hon, hamesha dhuli huyi yani chilka utri huyi daalen he padte dekheen. Anyway, aap haaren aur mai jeeta aur baat khatam! Kiya aapko gangaphal yani gol kaddu ki sabzi banana aati ho tou please TH-cam par post karen. Thanks
Thank you so much appi itni achi recipe batane ke liye maine ajj khichda banai bahot Acha bana mai hamesha sab yellow daal se banati thi par aapke kehne se sab khadi daal use ki taste bahot Acha tha bilkul bawarchi jaysa
My pleasure dear 🌹❤️ jazakAllah Khair 🙂❤️
Mashallah bht khoob
Aap jaise knowledgeable host se sikhne ka maza hi kuch aur hai. Aaj ittefaq we aap ka channel dekha. Tried ur mung masoor daal recipe today itself. Came out nice.Once again JazakAllah khair
Bahut shukriya..is tarah Appreciate ke liye... JazakAllah Khair 🌹🌹🌹
mashallah apne boho testy or original khichda banaya h or boho achchi tarah se samjhaya h
Shukriya ❤️😊
Very good recipe .JazakAllah khair
❤️❤️❤️❤️
Very nice khichda.bachpan ki yaad aa gaye.
Shukriya dear ❤️
Banaye zaroor 👍
@@ZaikaeLucknow InshaAllah
nice video and good recipe
Aj me try krne jari hu ye authentic khichda
JazakAllah khair ❤️
Mashallah bahut khoob
JazakAllah khair ❤️
Yammy mashaallah hamesha ki tarah🌹🌹
Thanks 😊
Original recipe. Mere yahan sabhi isi ko pasand karte hain.
😃❤️
Bht achhe se samjh m aagya aunty thank you you are fabulous
Very very very very very very very very very very very very very very very very very very nice 👌👍👌👍❣️❣️👍👌❣️❣️👍👌 Masha Allah nice recipe Noor alam kanpur se
😁😁😍Ji aap ka bhut, bahut, bahut, bahut shukriya,, 😄😄JazakAllah khair dear brother ❤️❤️try zarur kijiyega 😀
Authentic recipe
JazakAllah khair ❤️
nice video. l have subscribed to your channel 👌👌💯💯😍😋
Aap Ka Samjahny ka tarika bahut acha hai good recipe
JazakAllah.....
Authentic food
Thanks ❤️❤️
Ma sha Allah. Bahot khoob. JazakAllah khair.
Fa antum jazakum Allahu Khairan🌹🌹
Auntie Aap kya electric stove use kar rahe hain . Non inductikn bartan electeic hob par koi problem toh nahi hota
Is stove ke alag bartan lena hota hai wo market me aasani se mil jate hai
Nonstick me bhi aur normal jo aluminium ke aate hai wo bhi cooker aur bhagona wagairah...
Mam very nice i like it.Allah bless u.
Thank you so much ❤️🌹 Aameen..
Mai bhi try keroun gi, is mai ghote hui ghosht ko bhi poora resha kerna hota hai ya sabt hi rakhna hota hai? Urat daal means sabit maash??
Wo reshe wale halim hota hai,, Aur ye alag hai ye wala aise hi banta hai
Shayad aap sabut gosht aur urad daal yani maash daal ke bare me puch rahi hai,, ji gosht aise hi sabut raha hai aur khadhi urad yani sabut maash ki daal ko kahte hai
Salaam yeh kitney logon ke liye enough hoga?
Waise to khane walo ki khurak par depend karta hai but fir bhi normally khurak wale karib 15 se 16 tak kha sakte hai
JazakAllah
Slam
Ye kitne logo ke ley hoga jitna ap ne bataya h jaldi bataye ga 10 moharram ke ley banana h
Waise to khane walo pr depend karta hai 😁❤️Pr fir bhi takriban 12 se 15 log to aaram hojayega,,, inshaAllah....
@@ZaikaeLucknow bhot shukriya ap ka
@@kaneezsayada1473
You'll find your answer here
th-cam.com/video/pSYQX7DDH3c/w-d-xo.html
Koi to hai aese khano ko bachake rakhne ke liye
JazakAllah khair
Kitna kilo bana ha khichda
Nd kitne log kha skte ha ye nah bataya apne
Banne baad kilo nahi bataya ja sakta hai aur ise 10-12 log kha sakte hai
Bahut shukriya
Daale,chawal,gehu,agar sab milage 5kg gosht. , 10kg banaye to 150 log kha skte ha plz reply
Apne reply nah kiya plz reply krye 100 logo k lye Kitna kilo chahye plz reply
Dekhe maine 100 logo ke liye kabhi banaya to nahi but isi recipe ko jo maine upload ki hai wo kareeb 10-12 logo ko hai to isi recipe ko aap 10 Guna sabi cheezo masalo ko le kar bana sakte hai aur bartan bhi usi hisab se badha Lena hoga
Asslamualaikum aunty aap kaisi hain aapne mere comment ka reply nhi Kiya Qun?
Walekum asslam,, Beta ji aapka massage massage box me show kr rha thaa pr video ke niche nahi show kar rha thaa jaha se jawab dena mumkin hota h,🤔 maime socha shayad aap se hi delete ho gya ho jabhi massage so nhi kr rha ab aap aise Bol rhi h to shayad kuch technical problem rhi hogi, Aap aisa hargiz na soche, abhi to bahut thode se Mere sabhi viewers Jo mujhe comments karte h mujhe mujhe bade hi Azeez h sabhi ka jawab dene me badi khushi hoti h..😘😘😘🌹🌹🌹🌹
@@ZaikaeLucknow,thank you ans Dene ke leye👍apna bohot ziyada khayal rakhiye a,Allah Hafiz
@@sheenahasan9201 My pleasure so sweet 😍😍🌹🌹😘😘😘
Chilka wali daalen! Do you really know how to cook Khichda!!!
گوشت میں گرم۔مصالحہ ثابت کیسے ڈالیں بچے برداشت نہی کرتے کچھ منہ میں آجائے
پوٹلی بنا کر بھی ڈالے جسکتے ہیں...
Chilkon wali daalen kabhi nahi milayi jaateen, sub daalen chilke utare huye hona chahiye, jo pakana nahi aata uski video mat banaya karo, aapne gehun aur jow ko 4-6 hours bhigo kar kiyun nahi rakha??
Jsi chiz ke bare me knowledge na ho us ke bare ma bola Karo aap jao lucknowi me ya aap ka koi relatives ho to un se puche ki Khichdi me kaisi Dale padhti hai maloom pad jayega ..aur jaw gehu ko bhiga de to achcha hai na bhigaye to bhi cooker ke pak jata hai khule pot me pakaye to bhigana zaroori hota hai..
Aur aap ek nukes nikal kar comment karte hai pahle puri knowledge pta kare pir comment ki zahmat kiya kare apna aur mera time befuzul me zaya karte hai
Daalen padti hain, magar chilka utri huyi, yani dhuli huyi, aapki tarah sabut with chilka nahi
Fir wahi bat sabut Yani (whole lentils) padhti hai lucknow me khichde me
Aap poorvi uttar pradesh ki rahne wali hain shayed aur Bareilly ka but abhi America mei rahta hun bahut saalon de, maine apni life mei kabhi nahi dekha ke chilkon wali daalen khichde mei padti hon, hamesha dhuli huyi yani chilka utri huyi daalen he padte dekheen. Anyway, aap haaren aur mai jeeta aur baat khatam!
Kiya aapko gangaphal yani gol kaddu ki sabzi banana aati ho tou please TH-cam par post karen.
Thanks
Recipe link:-
th-cam.com/video/BQZXsAEVLfs/w-d-xo.html