Aapa aapne to gher bachane ka kam ker diya , Allah Taala aapko qubool fermae amin . Hame Khan accha banana nahi ata tha lekin aapke chainal ko kuch din pahle dekha aur follow Kiya . Alhamdulillah sari recipies aapki bahut acchi utrin , unka colour bhi bahut accha aya aur zaeqa bhi . Aapke liye bahut duaen nikalti hai aur aapse mulaqat ki khwahish bhi hai Allah Taala qubool fermae amin Sabse pahle salam kerna aur Bismilla kerke kam shuru kerna bahut zaruri hai jo aap kerti hain , bahut duaen nikalti hain aapke liye , duaon me yad rakhiyega , Assalamualaikum warahmatullahi wabarakatuh
Walekum assalam wa rahmatullahi wa barakatahu ❤️ Aameen summa Aameen ✨️ Bahut Bahut shukriya aapne itne khoobsurat itne achche tag diye mujhe Alhamdullilah..par dear mai to sirf zaria ho sakti hu asli tarif to Allah paak ki jo har ek chiz par kadir hai....usi ne mere zaria aap ki aasani farmane ka faisla kiya hoga.. Khair mai aap ki shukarguzar hu ki aap ne meri recipes ke liye great feedback diye meri Bahut hausla afzai hui Alhamdullilah... Milne ki khawahish Allah pak puri kare ..Aameen.. Waise mai delhi NCR me rahti hu aap agr yahi aas paas ki hogi to milne aasan hoga InshaAllah..aur waise jab Allah ko manzoor... Allah bless u my dear ❤️ JazakAllah Khair ✨️ ❤️❤️❤️😘😘
@@ZaikaeLucknowaapki Lucknow ki itni achhi or traditional recipes banati h k mujhe to lagta tha k aa Lucknow se hi h or chawk area k aas paas kahi rahti hongi 😊 par aap to delhi ki nikli fir bhi itni achhi recipe deti h Lucknow ki boht boht shukriya baaji main Lucknow se hi hu 😊
1 .5 litre takriban 5 to 6 Cups measuring cup jo 225 ml ka hota hai. Ek patli gravy lgayi jati hai Kyoki bad me behan aur maide ke sath gandhi ki jati hai.. OK dear...Shukriya ❤️❤️
@@zunii1088 cooker me bhi itna hi pani add hoga aur chai wala cup to alag alag tarah ke kai size ke hote hai..us ka koi hisab nahi ho sakta is liye mai Measuring cup ka hi nap batati hu jo 225 ml ka hota hai agar itne hi yani 225 ml ka koi sa bhi cup use kar sakte hai...
Dear, I couldn't share the recipe of lazat e taam, because it is made with those spices which are not easily available..like khas ki jadd, paan ki jadd, sandal powder & many more ingredients... which we can't find out in our nearby areas But you can purchase it online😊 Here's the purchase link:- amzn.eu/d/87gIk7l Love from Zaikaelucknow ❤️
Asalam alaikum baaji Jo masale ka packet bataya hai woh comments mein bataye 🙏 thoda aasan hoga recipe to mashallah mashallah bahut badhiya allah aapko tarakki ATA farmaye ameen summa ameen allah hafiz 💐💖💐💖
Walekum assalam wa Rahmatullah wa Rahmatullah 💗 Masale ka jo packet hai wo lazzte taam ka hai jise potli ka bhi kahte hai agar aap luchnow ya us ke aas pas nahi rahte hai to aap Amazon se purchase kar sakte hai purchase link mai yaha de rahi hun please click here 👇🏻 amzn.to/3mQ3xSe
Beshak yeh recipe kissi tareef ki mohtaj nahi but I must thank you Aunty for sharing such amazing recipes. Lot of people don’t share their recipes but may Allah give you ajar for sharing such awesome recipes.
Aameen JazakAllah Khair dear ❤️ Aap jaise kuch audience se mujhe kaam karte rahne ka hausla milta hai....aap duaa zaroor kijiye ga mere liye ki mujhe meri mehnat ke hisab se Allah mujhe bhi Nawaz de...aameen
Assalamu alaikum Lahore Pakistan, aap thoda sa ahista ahista baat kara. Yah ko jo khana bana rahi hai inshallah mein try karunga,, Jo baat main kahi hai aap se ise bharana banaaiye aaj aapki kya speak speed
Though it doesnt match the authentic taste of Raheem's but 110% nobody can deny that this is the best nihari recipe ever! Super tasty! Khate raho but niyat hi na bharey! 😍😍 Superb mashaAllah
Lajawab asli lucknow ki nahari
Aapne lucknow ki meri saari favourite recipes bata din. Thanks a lot. Allah aapko salamat rakhe aur khushiyan naseeb kre. Ameen.
Aameen summa Aameen ✨️ JazakAllah Khair my dear ♥️
Hum hr 15 din pe raheem ki nahari khate hain aur bahot achhi lagti hai
Han Raheem ki Nahari kise nahi achi lagti hogi😅❤️
Aapa aapne to gher bachane ka kam ker diya , Allah Taala aapko qubool fermae amin . Hame Khan accha banana nahi ata tha lekin aapke chainal ko kuch din pahle dekha aur follow Kiya . Alhamdulillah sari recipies aapki bahut acchi utrin , unka colour bhi bahut accha aya aur zaeqa bhi . Aapke liye bahut duaen nikalti hai aur aapse mulaqat ki khwahish bhi hai Allah Taala qubool fermae amin Sabse pahle salam kerna aur Bismilla kerke kam shuru kerna bahut zaruri hai jo aap kerti hain , bahut duaen nikalti hain aapke liye , duaon me yad rakhiyega , Assalamualaikum warahmatullahi wabarakatuh
Walekum assalam wa rahmatullahi wa barakatahu ❤️
Aameen summa Aameen ✨️
Bahut Bahut shukriya aapne itne khoobsurat itne achche tag diye mujhe Alhamdullilah..par dear mai to sirf zaria ho sakti hu asli tarif to Allah paak ki jo har ek chiz par kadir hai....usi ne mere zaria aap ki aasani farmane ka faisla kiya hoga..
Khair mai aap ki shukarguzar hu ki aap ne meri recipes ke liye great feedback diye meri Bahut hausla afzai hui Alhamdullilah...
Milne ki khawahish Allah pak puri kare ..Aameen..
Waise mai delhi NCR me rahti hu aap agr yahi aas paas ki hogi to milne aasan hoga InshaAllah..aur waise jab Allah ko manzoor...
Allah bless u my dear ❤️
JazakAllah Khair ✨️ ❤️❤️❤️😘😘
Same mere sath bhi yahi h 😊 thank you soo much
@@ZaikaeLucknowaapki Lucknow ki itni achhi or traditional recipes banati h k mujhe to lagta tha k aa Lucknow se hi h or chawk area k aas paas kahi rahti hongi 😊 par aap to delhi ki nikli fir bhi itni achhi recipe deti h Lucknow ki boht boht shukriya baaji main Lucknow se hi hu 😊
JazakAllah khair dear 💖❤️
Mai shadi ke baad Delhi me aai 22 salo se pahle to wahi par rahi hu
JazakAllah khair dear 💖❤️
Bahut shaandar tareeke se mutton nahari ki recipe di hai aapne ,ye bahut hi easy hai aur lazeez bhi lag rahi hai ma'am , thanks
Most welcome dear 💖
Bahut sundar aapkaa ❤️❤️
Masallaha bahut hi lajawab recepi
Thank you so much dear 💞💞
Mashallah delicious inshallah cal banungi
Shukriya dear ❤️
Aapki sari recipe bahut acchi hoti hai mujhe bahut pasand hai main Bengaluru se hun aap ki recipe hamesha follow Karti hun mashallah 😋😋
JazakAllah khair dear ❤️❤️
@@ZaikaeLucknow apny nihari m Pani kitny glass dala h
1 .5 litre takriban 5 to 6 Cups measuring cup jo 225 ml ka hota hai.
Ek patli gravy lgayi jati hai Kyoki bad me behan aur maide ke sath gandhi ki jati hai..
OK dear...Shukriya ❤️❤️
@@ZaikaeLucknow cooker m bnaye to tb b 5 to 6 cup Daly Pani or cup chay Wala Jo hota h wo Wala cup Lia tha apny
@@zunii1088 cooker me bhi itna hi pani add hoga aur chai wala cup to alag alag tarah ke kai size ke hote hai..us ka koi hisab nahi ho sakta is liye mai
Measuring cup ka hi nap batati hu jo 225 ml ka hota hai agar itne hi yani 225 ml ka koi sa bhi cup use kar sakte hai...
. MashaAllah Aunti shukriya mai bahot Miss karti hu lucknow ki nahari ab inshallah banaogi
Zaroor se banaiyega 💗
Apke feedback ka mujhe besabri se intezar rhega 🤗
Walikumsalm nice recipe
JazakAllah khair dear ❤️
Masha Allah zabardast nihari recipe 👌👌👍👍👍
Thank you so much❤️
Subhan Allah
Adab, whenever i visit India I'm inviting myself over at yours to just enjoy this. And sure I'm trying this recipe out soon too.
Sure dear...You r always welcome at my homie:
Lajawab
Wow sarap yami nice food
Thank you ❤️❤️
V nice recipe
Thank you ❤️
Mashallah amazing
Shukriya ♥️
I am very sure that it is superb recipe. I want try it at home.
Can you please share lazzat e tam recipe or where from I can buy?
Dear, I couldn't share the recipe of lazat e taam, because it is made with those spices which are not easily available..like khas ki jadd, paan ki jadd, sandal powder & many more ingredients... which we can't find out in our nearby areas
But you can purchase it online😊
Here's the purchase link:-
amzn.eu/d/87gIk7l
Love from Zaikaelucknow ❤️
Mashallah
Jazak Allah and stay connected with us.
MashAllah behtrin 👌👌👌👌
Thank you so much dear ❤️❤️❤️
Assalam walikum sister mashallah zabardast recipe💯
Thanks sister♥️😊
You are awesome!! Please give kulcha recipe too.
Sure 😊
Bohat hi zaberdast plz mujhe ye bata den k meetha etar kia hota hai i am waiting your answer
Meetha itar mughlai food essence hai, jaise kewda water and ros water hota hai
Lucknowi khano me is ka use zyada hota hai,,
nice video. l have subscribed to your channel 👌💯😋😍💕
Asak Kulchey ki recipe ka abhi tak intezaar hai
Han dear..InshaAllah wo recipe bhi jald share karungi🙃❤️
@@ZaikaeLucknow ji kyunki nihari ke saath kulchey ki kami rehti hai abhi tak kisi ne perfect lucknow style kulchey nahin post kiye. Please tag me💜
Okay dear 🥰
Zabzast best sis allha ka yeb de amin
Aameen summa ameen ❤️
JazakAllah khair dear 💕❤️❤️
Authentic nihari ki recipe please.
InshaAllah ❤️
Nice Very Nice
Thanks dear 😘
Delicious
Thank you dear❤️😊
Shokriya❤️❤️❤️🌷🌷🌷👍
JazakAllah khair ❤️
Lucknow waley Kulcha ki recipe kab share karengi, Khala?
Jald hi🙂❤️❤️❤️❤️❤️
Bheja nihari ki recipe sher kare plz
Raheem ki nahari :-
th-cam.com/video/c7vPvQDuBh0/w-d-xo.html
Lucknowi style nahari
th-cam.com/video/3uCI1aqb-cI/w-d-xo.html
Instant nahari
th-cam.com/video/TIVg6KB1Ilg/w-d-xo.html
Hara masala bheja
th-cam.com/video/sMeIdsBCT_A/w-d-xo.html
Brain fry:-
th-cam.com/video/arir32y534A/w-d-xo.html
MashaAllah MashaAllah very beautiful delicious ❤️ ❤️ ❤️ ❤️ ❤️ ❤️ ❤️ ❤️
Jazak Allah Khaira sada khush Rahin
Awesome
Thanks a lot dear ❤️❤️
dahi padti h aa i nahari mein???
Ji padhti hai is wali recipe me
Shukriya ♥️
Sonth is dry ginger powder, but aapne dry mango powder likha hai.. kya daalna hai.?
Editing mistake hai....
Dry ginger powder hi add karna hai
@@ZaikaeLucknow thankyou so much for the reply !! ♡
Tasty
Thank you ❤️
Asalam alaikum baaji Jo masale ka packet bataya hai woh comments mein bataye 🙏 thoda aasan hoga recipe to mashallah mashallah bahut badhiya allah aapko tarakki ATA farmaye ameen summa ameen allah hafiz 💐💖💐💖
Walekum assalam wa Rahmatullah wa Rahmatullah 💗
Masale ka jo packet hai wo lazzte taam ka hai jise potli ka bhi kahte hai agar aap luchnow ya us ke aas pas nahi rahte hai to aap Amazon se purchase kar sakte hai purchase link mai yaha de rahi hun please click here 👇🏻
amzn.to/3mQ3xSe
@@ZaikaeLucknow bahut bahut shukriya zazakallah zazakallah hum Delhi mein rahte hain .hum Amazon mein dekhte Hain comments ka jawab dene ke bahut bahut shukriya zazakallah zazakallah allah hafiz 💐💖💐💖
Wa antum fa jazakum Allahu Khair 💓💓
delicious 😋
Tysm ❤️
Chane ki dal kitne der bhigona h
Bhigona nahi bas ache se wash kar just low heat par fry karna hai
@@ZaikaeLucknow shukriya
Assalam o alaikum. Recipe to bohat achi hai .aap ne chane ki daal kyu dali???
Walekum assalam dear❤️Besan ki jagah ...wo log chane ki dal dalte hain oil me fry karke...isliye dala maine
Awesome 😶💯
Thanks
Beshak yeh recipe kissi tareef ki mohtaj nahi but I must thank you Aunty for sharing such amazing recipes. Lot of people don’t share their recipes but may Allah give you ajar for sharing such awesome recipes.
Aameen JazakAllah Khair dear ❤️
Aap jaise kuch audience se mujhe kaam karte rahne ka hausla milta hai....aap duaa zaroor kijiye ga mere liye ki mujhe meri mehnat ke hisab se Allah mujhe bhi Nawaz de...aameen
@@ZaikaeLucknow In sha Allah, Aameen!
@@ZaikaeLucknow Aameen
Meetha etar pakistan me khan mile ga
Amazon par search kare aur waha se aasani se purchase kar sakte hai
Jazak Allah thanx allah ap ko mazeed kamyabian de
Aameen summa ameen 🤲🏻
JazakAllah khair dear sister ❤️❤️
Thank you 💯👍👌
Most welcome dear 💕
Assalamualaikum warahmatullahi wabarakatuh
Walekum assalam wa rahmatullahi wa barakatahu dear sister Allah bless you ❤️ ❤️💕💕😘
Aunty Apki recipes bilkul alag hoti hain, apka koi restra hai lucknow mein agr ho to bataiye hum log zarur ayenge😘😘😘
JazakAllah khair dear 💖
Bahut shukriya aapke is muhabbaton ka but dear mera Lucknow me koi restaurant nahi hai aur main Delhi me rahti hu 🙂❤️😘😘😘
Kya yeh kacche chane hai
Ji👍
Assalamu alaikum Lahore Pakistan, aap thoda sa ahista ahista baat kara. Yah ko jo khana bana rahi hai inshallah mein try karunga,, Jo baat main kahi hai aap se ise bharana banaaiye aaj aapki kya speak speed
Kafi tej hai tar ke agale ko samajh shukriya
Voice ki barhi speed he
Kaya karu video ki length choti rakhani hoti hai 👍😊
Ye sari recipe lucknow ki nhi h
Lucknow ki hi hai dear🙂
Nhari me ,itrr
Na teetar na batair, it pot pourri of korma, normal salan please do not call this NIHARI.
Behavior sahi nhi rheem nahari walon ka
Looks good, but no way near to Raheem's style..
How do u know...did you try this recipe...no nah...firstly, make the recipe...after that give ur compliment 🙂
@@ZaikaeLucknow Yes have made several times.
Raheem se kam bhi nhi h ye recipe maine kam se kam 10 baar banaya h inki recipe se mere ghar wale to meri nihari k fan ho gae h 😊👌
JazakAllah khair my dear ❤️❤️😘
Though it doesnt match the authentic taste of Raheem's but 110% nobody can deny that this is the best nihari recipe ever! Super tasty! Khate raho but niyat hi na bharey! 😍😍 Superb mashaAllah