Baat to sahi hai at least website to hona hi chahiye professionally tarika se kaam karne ke liye. Lekin number mil jayega jisse aap baat kar sakte hai order karne se pahle.
Bhaiya maine v guard ka 5 kv ka stabilizer lagaya hai water motor chalane se phle 220+ volt rahta hai air jaise motor on krte hai 130-140 volt ho jata hai iska kya solution hai
Bhaiya merey yeha pe 4 led tubelight 22wat ke aur 12 wat ke led bulb aur 2bulb 30 wat aur 6fan hi aur 1.5 HP ki pani ki motor hi aur 2 bulb 12 wat ke hi aur 1 mixer aur 2 gisur hi 3 liter ke hi aur bathrum me dono ek sat exhaust fan bulb hi chalu hota hi aur ,1,led tv 43inc ki aur 2'. 4 feat ke cooler aur 1 friz hi aur 1 ro to mereko 5 kVA stabilizer chalega kya please reply aur bataye
Sir app k char main low voltage issue main?? MEra area Amin low voltage issue main...maine microbes mainline stabiliser lira the... bout fluctuate karma the.. light ,fan ka power hut hat car k bar jata phir se karma ho kata tha...microtek Bol raha hair ye normal hain...but aching Asia hogs to electric appliances Kharar ho jag!!uskeliye return Kar Diya... Aaaa ye bataiye cons lena Sahi rahega
Aapko 10KVA lena padega. Agar aap 5KVA me hi kaam chalana chahte hai tab aapko ekbar me AC aur Geyser ko use nahi karna hoga. SAME TIME me Dono me se ya to AC ON rahega ya to Geyser.
Aapka load bahut kam hai 330 watt total ho raha hai aapka. Isme 1 KVA bhi laga lenge to kaam chal jayega. Lekin future me kabhi kuch use karna ho kabhi isliye aapko 3KVA lagana chahiye.
@@TechSimple65 Matlab sir Jo Meter ka Wire Jo hota hai use stabilizer ke input me dalne ka or jo Stabilizer ka Output hota hai use inverter ke Ac input line me dalne ka Ese install karna hota hai sir ????
Bilkul kar sakte hai meter ke baad output jo jata hai stabilizer me de sakte hai, uske baad inverter me. Solar install kar rahe hai to usme ek SOLAR CONTROLLER lagana hoga.
Digivolt company se maine bhi baat Kiya.... aap Jo bol rahe ho ki spare parts bhej dega uske liye paise Dena padega.... Aur jo parts kharab ho jaega uske badle mein vah Jo parts daga uska Paisa laga... aur kharab hue parts ko company ko return karna padega .... Vah Jo parts bhejega uska courier ka Paisa humko hi Dena hoga .... Company sirf 1 sal ki warranty de raha hai aur jo 4 sal ki warranty bol Raha hai vah kisi kam ka nahin...😡😡😡😡😡😡😡😡😡😡😡😡😡😡🤬🤬🤬😡🤬
Compare to Dogivolt, Aulten is well known brand and Aulten's website is available and Warranty police of Aulten is most secure than Dogivolt. Aulten warranty police is on site service for 2 years, but Dogivolt warranty policy is to send product by courier to brand and it is free for one year. After one year, it is not free. But on Amazon, Dogivolt's reviews are positive than Aulten. So, which brand is most reliable?
3fans+1fridge+1washing machine+1 dishwasher+1 40inch tv+8 light bulbs.....how much kva inverter required?
Inverter or stabilizer?
@@TechSimple65sorry stabilizer
5KVA stabilizer
@@TechSimple65 geyser also included....5kva will be enough?
@@TechSimple65geyser and oven also included....will 5kva be enough? How about 8kva?
V guard ka kitne power hai aur copper hai ki nahi
1 AC-1. 5 ton, 1Water pump 1 hp, 4 fan, single door fridge, 3 tube, 5 led bulb, kitna KVA automatic stabilizer lagega? Please reply
5KVA me ho jayega.
@@TechSimple65850 va inverter vi hai.. Chalega ji?
Hello sir , Muje 2Hp submersible pump k liye ek stabilizer lena hai , konsa lu ???
sirf 2HP submersible?
@@TechSimple65 ji sir , only 2 HP k liye hi ???
3KVA le sakte hai
3 LED TV, 6 Fans , 1 Fridge,1 microwave and 50 bulbs. How much kva stabilizer would be enough? Pls let me know
What is the power consumption of 50W bulb.
Means 1 bulb equal to how many watts?
2 air conditioner me konsa stabilizer best support krega
Sirf stabilizer use karna hai?
@@TechSimple65 mainline stabilizer konsa best rhega jo 2 ac support kr sake
Sirf AC ise karna hai
@@TechSimple65 nahi baki saare appliance v
10kva lelo
Bhai kya digi volt steblizer dual phase me chalega
Nahi sab single phase hai
Bhai digivolt kesa brand hai ,iska na to koi website hai ,na social handle ,sirf ek product amazon par hi hai ,ab kese vishwas krle is par
Baat to sahi hai at least website to hona hi chahiye professionally tarika se kaam karne ke liye.
Lekin number mil jayega jisse aap baat kar sakte hai order karne se pahle.
@@TechSimple65 bhi kitne din ho gye aapne laye hue ,ab kesa chal.rha h hai,koi problem ?
Bhaiya maine v guard ka 5 kv ka stabilizer lagaya hai water motor chalane se phle 220+ volt rahta hai air jaise motor on krte hai 130-140 volt ho jata hai iska kya solution hai
Kitne hp ka moter hai?
Really liked ur simple explanation for everyone to understand 🤗
Keep it up 👍
Thank you ♥️
Ye mainline stabilizer lagane se electricity bill jyada aata h kya ?
Nahi
One 43 inch led tv,one fridge,5 fan and 8 led light ke liye kitna ka stabilizer lagaya
Aapka load jayada nahi hai.
Phir bhi stabilizer 3KVA ka lijiye kyuki future me load badhega to stabilizer sambhal lega.
Sir mera 2 hp motor he kitna kva lene parega
3KVA
Vguard copper hai ya aluminium coil.
Aluminium
Bhaiya merey yeha pe 4 led tubelight 22wat ke aur 12 wat ke led bulb aur 2bulb 30 wat aur 6fan hi aur 1.5 HP ki pani ki motor hi aur 2 bulb 12 wat ke hi aur 1 mixer aur 2 gisur hi 3 liter ke hi aur bathrum me dono ek sat exhaust fan bulb hi chalu hota hi aur ,1,led tv 43inc ki aur 2'. 4 feat ke cooler aur 1 friz hi aur 1 ro to mereko 5 kVA stabilizer chalega kya please reply aur bataye
5KVA me nahi chalega.
10KVA lena hoga.
Ek chij bhul gaya tha washing machine bhi hai aur thode bahut aur bulb hi isme ho jayega kya please batao reply
10KVA me ho jayega 👍
Thank u bhaiya
Best stabilizer aapki hisaab se kaun sa lu
2 ac total 3kw + motar 1.2kw+invertor1 kw+fridge,fan ,led 1kw+ mixer 0.5 kw ....how many Kv of stablizer and which one suitable
Sorry for the late reply.
10KVA ka lagana padega.
1 fredge,1 led tv ,10 led ball,1ac,,1 hp water motor, 3 cilling fan , kitna bada stabilizer lena he
5KVA agar aapka AC inverter wala hai tab.
1.5 tone Ac Chele ga ??
Chalega👍
2 AC 1.5ton, 6 fan, 20 bulb 9w , 1Hp motor , 1fridge4star rating, 1cooler how many kva needed for stabilizer
Required 10KVA.
1. Aulten 10KVA 90-300V
👉amzn.to/3vkyS7r
2. Digivolt 10kva 90V-300V
👉amzn.to/41EGsFT
3. MuscleGrid 10KVA 90-300V
👉amzn.to/48m17kz
Sir agar dono ac ko 60%cooling capacity pe run karte hai tb safe rahega 5kva stabilizer
Sir app k char main low voltage issue main?? MEra area Amin low voltage issue main...maine microbes mainline stabiliser lira the... bout fluctuate karma the.. light ,fan ka power hut hat car k bar jata phir se karma ho kata tha...microtek Bol raha hair ye normal hain...but aching Asia hogs to electric appliances Kharar ho jag!!uskeliye return Kar Diya... Aaaa ye bataiye cons lena Sahi rahega
Konsa brand ka Lena chahiye Mera ghar 1 bhk he
Aapka load kitna hai?
Matlab kya kya use karte hai?
@@TechSimple65 3 cooler or 1 ac or 5-6 bulb 4 fan
5KVA me ho jayega 👍
1.5 ton ac 1 light bulb 2fan 1 tv how many kva is required
5KVA
1 ac 1.5ton+3 cooler +5 fans +1 fridge+1Tv + 10 light bulb
Sorry for the late reply.
5KVA stabilizer
@TechSimple65 bhai kitne din ho gye aapne laye hue ,ab kesa chal.rha h hai,koi problem ?
In 2024 best 5KV 90-300 KONSA HAI BHAI PLEASE BATAU ?
Digivolt 5KVA
Pure ghr k load k liye konsa kitne kva ka lena chaiye
Yeh load h ghr ka 1.5 ton ac
1 freeze
Inverter
1 led tv
26 light 12w
5 light 18w
5 star geyser
Aapko 10KVA lena padega.
Agar aap 5KVA me hi kaam chalana chahte hai tab aapko ekbar me AC aur Geyser ko use nahi karna hoga.
SAME TIME me Dono me se ya to AC ON rahega ya to Geyser.
@@TechSimple65 hlw sir,
pura ghar me 5 lights, 4 fan chalega. isme kitna kva lena chaiye?
Aapka load bahut kam hai 330 watt total ho raha hai aapka.
Isme 1 KVA bhi laga lenge to kaam chal jayega.
Lekin future me kabhi kuch use karna ho kabhi isliye aapko 3KVA lagana chahiye.
4fan .12spop light . 1fridge .1washing machine .1microwave oven . 1 electric stove
5KVA. but do not use an electric stove along with washing machine and microwave
Kya isblizar se inverter connection kar aakte hai?
Bilkul kar sakte hai.
Mera bhi inverter stabilizer se connect hai.
Matlab pole se jo connection aaya wo stabilizer me phir inverter me
@@TechSimple65 Matlab sir Jo Meter ka Wire Jo hota hai use stabilizer ke input me dalne ka or jo Stabilizer ka Output hota hai use inverter ke Ac input line me dalne ka
Ese install karna hota hai sir ????
Yes. Bilkul sahi.
@@TechSimple65Dusra Ye Question tha Sir ki On Grid Solar System me Stabilizer laga sakte hai na????
Bilkul kar sakte hai meter ke baad output jo jata hai stabilizer me de sakte hai, uske baad inverter me.
Solar install kar rahe hai to usme ek SOLAR CONTROLLER lagana hoga.
Aulten ya bluebird me konsi company ka staabilizer better rahega (almost same specifications and price)
Aulten best hai
@@TechSimple65 thanks for the suggestion
Galti se load jyada de diya to kuch hoga ??
Kuchh nahi hoga overloaded ka error aayega.
Sir. 4kva Voltage stabilizer se fan, refrigerator, submersible motor lagaya ja sakta hai kya?
Ha bro Aram se but 5 kva ka loge to jada acha hai
3 ac 1.5 ton 1 cooler 7 fans 1 fridge 2 tv 17 bulb
15KVA
1 fredge ,1 led tv ,3 led ball , 1 water motor ,4 ciling fan , kina bada stabilizer lena he please mere ko bolo....
3KVA
V gaurd stabilizer copper hai ya aluminum?
Aluminium
Digivolt company se maine bhi baat Kiya.... aap Jo bol rahe ho ki spare parts bhej dega uske liye paise Dena padega.... Aur jo parts kharab ho jaega uske badle mein vah Jo parts daga uska Paisa laga... aur kharab hue parts ko company ko return karna padega .... Vah Jo parts bhejega uska courier ka Paisa humko hi Dena hoga .... Company sirf 1 sal ki warranty de raha hai aur jo 4 sal ki warranty bol Raha hai vah kisi kam ka nahin...😡😡😡😡😡😡😡😡😡😡😡😡😡😡🤬🤬🤬😡🤬
Bhaiya 10 kva Stabilizer k bare m btaye
th-cam.com/video/IF3McMp2so8/w-d-xo.html
Copper ka le ya aluminium ka.?
Dono sahi chalta hai.
Lekin copper best hai👍
Compare to Dogivolt, Aulten is well known brand and Aulten's website is available and Warranty police of Aulten is most secure than Dogivolt. Aulten warranty police is on site service for 2 years, but Dogivolt warranty policy is to send product by courier to brand and it is free for one year. After one year, it is not free. But on Amazon, Dogivolt's reviews are positive than Aulten. So, which brand is most reliable?
@@ashokwakh5438bro so which brand you chose? Please reply 🥺🙏
Installation ko company wale aate hai kya
3cooler .4 fan .1 mixer .1 friz. 1water moter 0.5HP. 5 LED Light .
3KVA me ho jayega.
Lekin future me kabhi load badhega to isiliye 5KVA lena sahi hoga.
2 ac,or 3 cooler, or 3-4 fan, 5-6 light
10KVA
Ye wala aap video dekh sakte hai 👍
th-cam.com/video/IF3McMp2so8/w-d-xo.html
Sir 1 ton Ac + 1.5 ton Ac + Fridge + 5 fans + washing machine + 20 led panels 9 watt each
10KVA
Paisa khaya hai kya bhai
Aulten company ka stabilizer mat lena sar gatiya he
Digivolt stabilizer nhi milraee Amazon pe
Abhi out of stock hoga.
Aa jayega kuchh din me stock me.