Thanks Suraj bhaiya mai Jaunpur se hu apka har video dekhta hu Agar ek channel par 650 ahuja 18 inch ka teen speaker aur dusre par 500 ahuja 4 speaker chalaye to koi problem hogi please reply
Sir isme ahuja L15MB 650 wattage ka 4" voice coil Wala speakr per Chennel 1 top Chala sakte ha na sir. Please reply. 4 ohm me run hoga per Chennel me.. thanks.
ms btz1000 pr per channl 1500 1500 waat k 2 2 speaker chalat hu or bass me jordad aati hai..... to kya 1500 1500 wat k 4 speaker lxa4500 pr bhi chal jayga kya over load
Sir Ahuja spx 450 ke 4 top ahuja lxa 2400 main 4 ohm main chala sakte h kya 900w + 900w hf lekar....lekin company to 850w deta h per channel..kya koi problem hoga...speaker rms 200w+200w+hf=450.....2 speaker (450w+450w)=900....plz reply sir
Sair ,meri leye ek video bana na pliss,, Ahuja Lxa 4500 amplifier he,,me padio ka,chelnger srish model no, c18 650 el 1200+1200 wat aes pawer 4 inch voice coil he,2 din bat mane 4omh me lod deya tha,or 10 menit bat Fenn chalu hone laga or 5 sec bat of ho gaya ,, panch to bohot acha tha,, lod Jada hua ya kamm pliss ek sir ek video
Bhai... Wo speaker lxa 4500 ke liye best hai... Aur fan isliye on / off ho raha hai kyunki isse amplifier ko koi load hi nahi hai... Amplifier me sensor laga hua hai jab heat hoga tab fan chalega nahi to koi dikkat wali bat nahi... Bindass chalaiye
Thanks Suraj bhaiya mai Jaunpur se hu apka har video dekhta hu Agar ek channel par 650 ahuja 18 inch ka teen speaker aur dusre par 500 ahuja 4 speaker chalaye to koi problem hogi
Bhai main lxa 4500 par p audio 2226 ka 4 speaker, 2 p audio ke 760 tweeter ek channel par And 2 bass 1000 watt ka ek channel par long time Tak chala sakte hai kya please reply bhaiya please 🙏🙏🙏🙏
Sir mere paas 4/15 hai jo ki speaker laga hai 2pis 600 watt aur 2pis 400 watt total 2000 hazar lod to lxa 4500 me calega best ya isse v aacha stranger ka 4k best rahega ya ahuja ka lxa 4500 plz reply me
@@DJSURAJSP 2 Om pe calate hai to kon sa amplifier best rahega starnger ka ya 4k ya ahuja lxa 4500 so aur speaker kon company ka 400 ya 450 watt best rahega studio master ka 1545 best rahega Jo ki 450watt ka hai ya koi aur brand
Amplifier heat hota hoga bhai bahut... But app sahi chala rahe hai agar speaker ka rms power 700 watt hai to...kya appke speakers ka voice coil 4 inch hai..
Bhaiya aapne kafi achha tarika se samjhaya lekin mai 2 ohm me 2300 watt ka load pr chainal dalunga to amp hit hoga kya Aur 550+550+100 ka ak peyar ho gaya studio master tmb1555hai 4 inch voice coiel me And 500+500+100 ka ak peyar rahega Ahuja l15mb 500 4 inch voice coiel me Pr chainal Kaisa chalega plzz ans me
Fantasti...Products...No any doubt..☝️☝️☝️isme punch or bass ka koy comprmise nahi...Jabadast sound quality ata h...Thanks for vediio
Thanks for support bhai...🌷
Hamare pass hain bahut tagra Amp hain
Thanks bhai.
Thanks for sharing your experience.🌷
Thanks Suraj bhaiya mai Jaunpur se hu apka har video dekhta hu
Agar ek channel par 650 ahuja 18 inch ka teen speaker aur dusre par 500 ahuja 4 speaker chalaye to koi problem hogi please reply
Bhaiya aapne bahut hi sunder samjhya lxa4500ke bhare me
Thanks for support.
Maan gaye Guru bahut achha samjhaya brother thanks
Thanks for support.
Thanks for market price 👍🏻👍🏻
Always welcome
Bhai aapka sabhi test bahut badhiya hota h
Thank u
Bahut bahut dhanyvad Suraj bhai
Good video super hit 👌👌👌👌💗💗
🌷
@@DJSURAJSP 🌻🌻🌻🌻💐💐💐💐 l love you bro
😊😊🙏
@@DJSURAJSP 👌👌👌👌
Sir isme ahuja L15MB 650 wattage ka 4" voice coil Wala speakr per Chennel 1 top Chala sakte ha na sir. Please reply. 4 ohm me run hoga per Chennel me.. thanks.
Yes.. Full recommended
Sir Lxa4500 1chenel me 300w total 1200 2ohm me bajegato speaker katega kya?
Very good Boss 👌👌👌👌👊👊👊👊👊
Thank you
Guru ji Lxa 4500 par swx 1000 watt ke 2 bass par chanal 1 chalega 5inch voice quyal wale singal wala box
Sahi hai
Bahut bahut badhiya sir ji
👍
Sir Ahuja lxa 4500 ghr ki bijli 220_240 volt me acche se chalega kya accha sound output de pyga
Isme ati pro pd1850 plitinam 2speker chalega please reply
Yes
Sir lxa 4500 ya koi v lxa amplifier se output nikaalne wala system hota hai ki nahin koi or amplifier me lain Dene k ly
Pilish sar bataiye 5 kevi jarnetae se chalega chale ga keya
Yes..
Atipro 600watt ka 4 speaker ek channel par esi taRah 600watt ka 4 speakers ek channel par chala sakte hai lxa 4500 me
No...ek bar dxa3502 hota to chalta...lekin lxa4500 me dikkat ho sakti hai
600+600 100 total 1300 bana AK Chenal pe chalaye to kaisa rhega
ms btz1000 pr per channl 1500 1500 waat k 2 2 speaker chalat hu or bass me jordad aati hai.....
to kya 1500 1500 wat k 4 speaker lxa4500 pr bhi chal jayga kya over load
Lxa4500 Ha chalega....aur btz me utna load mat dijiye
Lxa 4500 me audiotone ka 1800 bass 4.5inch voice coil ka chalega kya
Yes
SAR kiya ham isme 400 wat ispikar 8 ispikar chlale ga
Yes.... Aram se
Ispikar udne ka shmbhawna to nai hoga sar
Sir 1top 300wat.. ka ha to chan B me 8ohm me chala shakte h volume cam kar ke
4 inch voice qual wale 4 top chalefa kya isme
Yes
Nice sir 👍👍👍👍👍
Thank you
Sir Ahuja spx 450 ke 4 top ahuja lxa 2400 main 4 ohm main chala sakte h kya 900w + 900w hf lekar....lekin company to 850w deta h per channel..kya koi problem hoga...speaker rms 200w+200w+hf=450.....2 speaker (450w+450w)=900....plz reply sir
Bhai lxa 4500 aur 3500 me se kwan sa le dj ke liye
Nice bhai......good information..👌
Thanks for support.
Sair ,meri leye ek video bana na pliss,, Ahuja Lxa 4500 amplifier he,,me padio ka,chelnger srish model no, c18 650 el 1200+1200 wat aes pawer 4 inch voice coil he,2 din bat mane 4omh me lod deya tha,or 10 menit bat Fenn chalu hone laga or 5 sec bat of ho gaya ,, panch to bohot acha tha,, lod Jada hua ya kamm pliss ek sir ek video
Bhai... Wo speaker lxa 4500 ke liye best hai... Aur fan isliye on / off ho raha hai kyunki isse amplifier ko koi load hi nahi hai... Amplifier me sensor laga hua hai jab heat hoga tab fan chalega nahi to koi dikkat wali bat nahi... Bindass chalaiye
Daro mat bhai sahi bol rahe hai bhai
Super Bass Amplifier Using PAM8403 Board With MP3 Bluetooth----MORE DETAIL SEE THIS
Main is amplefire kharidunga❤️
Good information भईया,,
🥰🥰🥰🥰
आप किस राज्य से हो???
Chhattisgarh
Bhai dono channel per top chalate hai to low pass filter kitna set kare
Ahuja 500 watt 4inch voice coil wala 8speaker chala sakte hai please reply me 4500e
Aaram se no problem 👍👍👍
Thanks Suraj bhaiya mai Jaunpur se hu apka har video dekhta hu
Agar ek channel par 650 ahuja 18 inch ka teen speaker aur dusre par 500 ahuja 4 speaker chalaye to koi problem hogi
Sir Ahuja spx 810 4 top kiya ham lxa 4500 me chala saktehe
Yes
Dono chenl me do do top
Connection kesa rahega
Please sir
Yes...clip signal not recommended.
Sar lxa 4500 1chainnal 2 home 1 chainal 4 use karta hu sound badhane par parak parak karta hai kiq
Kitne watt ka speaker hai
Sir hum kaise sanjhe ki speaker apna full watt me run ho Raha hai aur proper sensitivity de raha hai
Bhai 1jon pe 1000wt ka2bess or 2jon pe srx 1210 ka 2top chalasaktain hain ki ni nahi
Bass chalega top nahi
bhai apne kabhi uba 500 mein 1000w load diya kya ? uska sound aur running time overheat kesa raha ?
Maine...uba 500 me 1400w load diya tha...pura 9 hours ke liye...heat nahi hua tha..bhai
@@DJSURAJSP bad mein koi problem nahi aya na bhai
No..problems...but app usme 1000w se jyada load mat dijiye..
@@DJSURAJSP
👍
To kya 1000 watt load full sound pe chala hai 24 hours. Kyu ke gaon mein full sound pe log chalate hai.
P audio c18- 650el 4 pies speaker kaisa chalega
Sir ek aur baat 600 watt aur 400 me aacha punch nahi ban pa raha hai to kya karna chahiye 400 watt sab laga du ya 600 watt sab laga du plz help me
Bhai aap kon sa top use karte ho aur kitne watts ka hai
Drx525 (500w)
Great video
Thanks bhai
bhaiya ispe 350 watt ke 4 top chala sakte hai kya
Haa
5 in wala nh chal sakta he ky 1000watt ka bass 4 spiker
Chalega bhai...but thoda sa quality kam dega..
Chhattisgarh me aap kaha se ho sir ji
Charpara 495559
Lxa 4500me 4top chala sakte hain ki nahi
Yes
Auhja ka 1210model ka achha sound miligaa
1210 me amplifier heat hoga.. Not recommend ed
Good sir ji
Thanks
Iska fan automatic on hota hai kya
Yes
Ahuja he to kuch sawalhi nahi best quality.
Thanks for support.
Bhai main lxa 4500 par p audio
2226 ka 4 speaker, 2 p audio ke 760 tweeter ek channel par
And 2 bass 1000 watt ka ek channel par long time Tak chala sakte hai kya please reply bhaiya please 🙏🙏🙏🙏
Dj suraj bhai 😂
1000 watt ka low 2 box aur 1000 watt ka top 2 box sath mai chala sakta hai kya sir
Yes
Good
Thanks
Lxa 4500 me 1 chenal me 650w ke 3 singal bass chala sakte hai ya nahi our dusere chenal me 15 enchi ke 350w ke 6 spikar chalege ya nahi
Lxa 4500 se 1210 ke 3 top 1channel pe chala sakte hai kitne time tak batio + ohms bhi
Nahi chalega
Amplifier jal jayega
@@DJSURAJSP kyu 2250 watt 1 Ch deta hai total 12×3 3600 hi hua
Lxa 4500 me p audio p150-2226 ka 2 top 1 jon par aur Ahuja ka 1000w ka 2 bass aur 1 jon par chala sakta hu keya?
2 top 2226 ke ek channel pe nahi chalega..
@@DJSURAJSP thnkq vaiya
2ohm me 2400watt ka box chala sakte hai
Lxa6000 lijiye.
Lax 4500 par nahi chalega
Lxa 4500 par nhi chala sakte hai
Nahi...risk hai
Bhai Mai Ahuja 4500 Watt ka mashin pe 600 Watt ka char top chalata hu bhai lekin Mera stereo par setting hai bhai sahi ki nahi
Yes .no problem
App stereo ya mono kisi bhi me chala sakte hai
Ok bhai
Sir dj plus ka 700 watt ka 4 speaker 🔊 chala sakte h ??
Lxa 4500 में दोनो चैनल पर 2300 वॉट का लोड देकर बजा सकते है क्या
Aaram se 2700w load le lega
Apka mixur kon sa hi
Dj plus 800 watt ke 4 Box one channel use kar skte h Kya ?
No... Only 2 top
@@DJSURAJSP Main 3 top lagata hu 850 watt ke bahut tagda bajta h koi problem ni aati
3 top 850 ,850 ke one channel pe aur 2nd channel pe 1000,1000watt ke 2 bass bhi bahut tagda bajta h
Bhai.. 1 channel pe 3 top amplifier ko damage kar dega... 2 top hi chalaiye
Sir isme maine Ahuja 1000 watt ka bass 2 use karta hu volume 60 se uper dene se klip atta hai kyo
Mixer se gain kam kijiye
@@DJSURAJSP sir jaisa aap batate us hisab se gain kam karne se fir punch bhaibretion awer sound tino kam ho jata hai
To bhai... Clipping ka matlab yahi hota hai ki amplifier ko app usse jyada volume me mat chalaiye...
@@DJSURAJSP ok I try again
Sir studio master pa 3.0 p audio 15bm-400bv3 and mt1601 me ahuja swx 2100 kaisha chalega generator kitne kv ka lagega plz
Best chalega...generator 10 kva (minimum )
@@DJSURAJSP thanks sir
Sir 4/15 me sabse best speaker kon sa rahega aur con company ka aur kitna watt ka best rahega jo ki takda pajne chahiye ok sir reply me and help me
Bhai...top ke 400 ya fir 450w speakers best hai...usse jyada watt ke speaker me mid bass kam aata hai
Bhai, plz make review of LSD speaker. Plz jaldi. Because seller tells that LSD is best. So want to know your advice.
Ok....jaldi upload kar dunga...pahle LSD speaker ke bare investigation karta hu...
@@DJSURAJSP Thanks Brother. Expose this. Because its products price is very high.
Always welcome🌷
Sir isme ahuja ka 1000 watt top chala skte h
4 top k liye
Yes 3.5" voice coil
Bhai LXA 4500 ek hi amplifier mai spx 810 ka 2 top or swx 810 ka 2 bass bajega kiya .... Plz reply karna
Yes... Full Recommended
Bhai plz ek video bana k wearing samja k do .... Q k muje ohm's leke thora confusion hai
Ek hi amplifier mai charo box bajana hai ....
Bhai... Aaram se chalega no problem... Mai chalta hu
Thank bhai ...
Nice
8Homs me कम baje ga na sar
Kon sa speaker lagoge
Dj pal's 400 wat
Achha bajega
Thanks for u SAR
Lxa 4500 se ahuja 500 what top chalne par pat pat ki awaj ati hai
Bhai mujhe 200watts ka ahuja 8 speaker chalana hai aur 8 speaker 400 watts k plus ka chalana ho to kaise chalaye
Ahuja L15 500ka 8 spikar chalega ki nhi 4spikar + 4spikar
Ha
4 speaker A chainal par and B chainal par 4 speaker 🔊 use kar sakte hai
Good sound quality
Bhai top kitna waats hai
250w spkr
Bhai lxa 4500 m 1000 watt k do bass ek chanal m or drx 625 DJ plus k 4 to ek chanal m kaise chalayenge plz video banaye
Bhai. ..2 bass 1channel pe aur 2 top dusre channel pe chlega
Sir lx 6000 my Kitna bass Calyga or price Kitna hi
1000w ka 4 bass
Price abhi increase hua hai... 52000rs approx
Swx1300dx 4omh m chalega ???
Yes
Sir mere paas 4/15 hai jo ki speaker laga hai 2pis 600 watt aur 2pis 400 watt total 2000 hazar lod to lxa 4500 me calega best ya isse v aacha stranger ka 4k best rahega ya ahuja ka lxa 4500 plz reply me
Bhai agar 2 ohms me chalana hai to all speakers ke watt same same hona chahiye.
@@DJSURAJSP 2 Om pe calate hai to kon sa amplifier best rahega starnger ka ya 4k ya ahuja lxa 4500 so aur speaker kon company ka 400 ya 450 watt best rahega studio master ka 1545 best rahega Jo ki 450watt ka hai ya koi aur brand
Studioramaster bhi best hai...
Aur 450w me 4 speaker ke liye lxa4500 bhi best hai..
@@DJSURAJSP sir ji 8 speaker ke liye best hai Ahuja lxa 4500
@@DJSURAJSP bhai aapna wattsap number send karo na plz
Sir lax 45 00 me 1000+1000 ke 5 inch voic coil ke 2 bass chale gaya nahin
Chalega...bhai.
App 4 bass bhi chala sakte hai...but punch kam ayega...lekin chalega..jarur
Es mai 2 bass chalan hai bus to kise chalaye bato bhai plz 1000w ka chalana hai bro
1 channel pe 1 bass chalaiye.
2 top 300w and 2 bes 600w connection kare ge Am4500ahuja
Yes
DJ plus Drx 2150 6 top price Kitna padh sakta hai bhai
2 top price 58000ts
Mera lxa 6000 hain, main ek chnnel me 4- 1000 watt ka bass chalata hu or ek channel main 2 - 2000 ka top chalata hu, kiya ye sahi hain?
Galat hai bhai...app 4 bass hi chalaiye..best results milega...
Aur 1 channel pe 4 bass kitne time tak chalta hai..bataiye.
3-4 hours , rms power 700 hain sab speaker ke , to milkar ek channel main 2800 load de raha hu 2 ohms main
Amplifier heat hota hoga bhai bahut...
But app sahi chala rahe hai agar speaker ka rms power 700 watt hai to...kya appke speakers ka voice coil 4 inch hai..
3.9 inch hain, top main p.audio ka 2226 hain and bass main 2242
Okk bhai
Sir ji Mai ispar 1 chanal par 3 box dj plus 725 + chanal 2 par dj plus 725 3 box chalta hoo dil hil jata hai sase ruk jati hai
But aisa mai chalaiye...amplifier kharab ho jayega
Sir ahuja lxa 4500,6000
Ahuja 1000watt top m konsa Amplifier best rahega plz reply me....
4 top k liye
Lxa6000
@@DJSURAJSP tq so much bhaiya ji
सर LXA 4500 सक्सेज फुल है की नहीं
Full successful
2 ohms kya hai setting karke batio
2 top lagao 2 ohms me automatically on ho jayega
Studiomaster dja 4000 ka video banao
Bes 2 टॉप 2 चलने से कोई प्रॉब्लम तो नहीं
Bhaiya lxa 4500 or 650 Ahuja ka 4 bass chalega
Yes
Sir 400watt rms power 8 speaker and 4 HF 💯 Watt ka chala sakte and kitna ohm me chalana hai
Chala sakte hai...per channel 4 speaker with HF. 2ohms me chalega.👍
सर पंद्रह पंद्रह सौ स्पीकर दो चल सकते हैं studio master 18 inch LAX 4500
Please sar video banaen
Yes chalega...bhai
4 bhi chala sakte ho..but 4 me thoda sa kam quality dega..
Bhai ek channel 2 om me top aur dusre channel me 4om me bass chalega ki nhi aur lagataar kitne samay Tak Chala sakte hai
Chalega...long time
2top ha 600wat ho jayga 8ohm se 2 poin cam volume car ke bja shakte ha
Ha
Bhai ahuja lxa 4500 stenger 4k dono kasa hai
Dono achhe hai...
Thanks
Bhai...agar appko bass chalana hai..to lxa4500 best hai...spb4k me bass ki quality achhi nahi...but top ke liye best hai
Bhai may pope ld215 top use kartahu
Kitna top use karte ho bhai ?
Super bro
Thanks bhai
Bhaiya aapne kafi achha tarika se samjhaya lekin mai 2 ohm me 2300 watt ka load pr chainal dalunga to amp hit hoga kya
Aur 550+550+100 ka ak peyar ho gaya studio master tmb1555hai 4 inch voice coiel me
And
500+500+100 ka ak peyar rahega
Ahuja l15mb 500 4 inch voice coiel me
Pr chainal
Kaisa chalega plzz ans me
Chalega..
But full Heat hoga amplifier...app lxa6000 use kijiye.
LAX 4500 me drx 2150 2 Home me chalana chahiye ki nahi
Chal jayega bhaiya ji
Sir lxa 4500 me 1 zone me swx 800 watt ka 2 bass aur 2 zone me srx 500 ahuja ka 4 top chala sakte hain kya
Yes
1.650×4=2600. 2.650×4=2600 chalega sir 5200 Watt ka speaker Ahuja lxa 4500 watt amplifier load lega sir 🙏
Not recommended
Please use lxa6000.