Sir ji :- p audio c18 1000 v3 front bass me kaisa response dega . Ya, 20k ke price me 1000 v3 se achha koi Speaker ho to bata dijie front bass me lie For hard punch 4.5vc me 1500 watt tak Please reply
Bhut hi achi video, Sir muzhe bataye ki mere Ahuja 400+400 k column hai , iske 2 speaker k sath me sw1000 +sw100 bass chla sakta hun or is base k liye konsa amp sahi rahega.
@@DJSURAJSP thanx sir reply karne k liye, Sir me apne 12 inch wale column stranger 501pbt amp se chla rha filhaal bus muzhe 2 swx1000 k liye best amp konsa sahi rahega.
sir maine to srx510 two top liya .to maine abhi socha ki swx1310 bass double speaker single pice lena sahta hu .kya mera setup achaa hoga .sir plz try reply quicly
@@DJSURAJSP sir amplifier to maine liya stranger ka 710 aur top ke liye .to swx1310 ke liye konsi aur kitne watt ka amplifier le lo sir bata dijiye plz
Suraj bhaiya mena spx810 kal he purchase kiya tha dealer se jab box open kiya toh मेरा spx810 ply wood with paint finish tha yehi same jo expo... mein dekha reha but Mera wale par ahuja ki branding nhi hai jis side handle hota hai. Dono mein nhi hai ahuja ki branding baki sab kuch same hai. Kya mena duplicate /copy toh nhi le liya.
@@DJSURAJSP seriously 😲😱? Aa test krke dekho ho yea sune ho khe pe Actually mera dost sound (dj) business krna chata hai islea bola ke tu dekh konsa wala a66a hoga 🙂
बहुत सुंदर लाभदायक जानकारी और ये सभी। आहुजा का ब्रांड बहुत शानदार बज रहा है एक से बढ़कर एक है सभी नाइस वीडियो 👍👍👌👌👍👍👌👌👍👍👌👌👍👍
Thank you
Ahuja no 1king powerfull speaker ahuja heavy bass
Thank you
Gajab ka video hai bhaiya ji nice 😊 all bass top ka machinge bahut achha lga mujhe
Thanks for support
1010/बेस और टॉप1210/ अच्छा लगा यह कौन सा एमपी में चल रहा है आहूजा 4500 चल सकता है जरूर बताइए
AHUJA 13 Chal se Dj me use karta best performance long time chalne vala system hai AHUJA Indian no 1 brand 👌
Super sound center Ahuja.🎉🎉🎉🎉🎉🎉🎉🎉
Love you sound Ahuja....🎉🎉🎉🎉🎉🎉🎉🎉
Thank you
Ek dm kadak bass
Thank you
Auja ka to sab setap achha hai my to headphone nahi lagya tha my tower dj me connect kiya tha AUJA bass badi achha tha
Sabse axa 12 inch 300 watt or 800 watt bas ka sound axa lega 💖💖 ahuja old is gold 👌
♥️♥️♥️
Nice qwalty bhaiya i love ahuja my indian compni
Thank you
Jankari dene ke liye❤❤❤ thanks guru ji
Most welcome
Srx 510 top ur swx 650 ka bass kesa tha
Sabse achcha sound mujhe SWX 810 KA BASS LAGA AUR 1300DX, TOP MEIN SRX 500 TOP
Gajab ka video hai suraj bhaiyya ❤❤
Thank you
Maja aaya sir,hamre pass spx800 hai 🙋🏻♂️
Thanks for support
Mere pass bhi hai ussme bass Konsa chal rhe ho or kis amplifier se operate kr rhe ho
आने वाले समय में अहुजा नंबर वन पर होगा
Abhi bhi 01 hai bhai I love ❤ Ahuja ❤
Abhi Bhi Nomber One Hai
Ahuja Nam Hi Kafi Hai
Ap kaha jee rahe ho bhai Ahuja already number one
Kuch nehi hone wala
Bass main ahuja zero hai 😂😂😂
Bhot pyari video hai..😘😘😘❤️❤️❤️❤️
Thank you bhai
Bahut gajab test tha sir apka
Thank you bhai
India 🇮🇳 number (1) ahuja setup ❤❤❤
Bhai 8 dual base aur 12 top ka amplifier sab lekar kya amount aayega top me 15 ka chaiye 1000w speaker aur base 2000 watt me chahiye
Super 👌
2600/1510
Bahut sunder ❤
Ahuja dj finenec ho jaayega keya
Ahuja 650 vs audiotone 1000 me kaon best hai dj liye
Ahuja no 1 a class quality
Wow super bro
Ahuja❤ 🔥.. .. Mai bhi use kr rahu hu... 500, 1300..wtt ka .. 🔥🔥🔥
bhai swx 810 ,swx1010 dono ka sound sam sam laga 😊😊
But 1010 ka throw thoda sa achha tha according to 810
Thanks for support and sharing your experience
Right mujhe b aisa hi laga
1010me Vibretion frequency Jyada hota hai
Punch ke liye 810 best hsi😘@@DJSURAJSP
12inch ka best hai or jhankar ❤❤
🥰
Xda 70002 ka open review available karwaye component dekhna hai kya sab h
Bhai mere to abhi nahi hai...
Spx-810 mai usne 400w ke speaker kyun kaha?
Best quality
Thank you
Maja aa gaya ❤😊😊
Thank you
Bhaiya ji ADIOTONE ad9900 video bnay🥰🥰🥰🥰🥰
Good video super👍
Thank you
Danger danger guru ji
Thank you
Quality best aap ke mehant ko bhi shalam❤🎉
Thanks
Thank you so much
Kitne ka hoga 4 top 2 bsse and amplifier
Sir ji :- p audio c18 1000 v3 front bass me kaisa response dega .
Ya, 20k ke price me 1000 v3 se achha koi Speaker ho to bata dijie
front bass me lie
For hard punch
4.5vc me 1500 watt tak
Please reply
Ahuja 1000w
@@DJSURAJSP front bass ke lie 4.5'' VC se kam hone se achha rahega na
@@DJSURAJSP only for hard punch
Ahuja company ne ak kmi rdi 650 watt ka bass paint body Mein Nahin kab tak ayega please reply
Beautiful video very nice, very best
Thank you
Bhaiya sabse achha souns swx 2600 and spx 510 ka thaa
😊
Ahuja is best Chhattisgarh
Awesome....❤
Thank you
Sir only spx810 2 top ke liye Amplifier konsa ke Rent ke prpuas se lena h
Local rent ke liye Ahuja spa5000 le lo
Sir mera eak jaankari puch na tha,, pbt501 amplifire mai 8ohm mai chala sakta hai kya, 500watt ka 1 speaker??
Yes
@@DJSURAJSP sir pbt 501 mai toh 8ohm nhi hai?
Bahut Achcha video Suraj bhai
Thank you bhai
I want to buy can anyone tell me which speaker is good for me 2:52
JBL or bt3 ki bat alag hai
Price me vi 😂
बहुत बढ़िया भईया ❤
very nice testing
Thank you
Ahuja ❤️ only
Bhiya bass cabinet main front bass ya cerve bass best quality dega reply plz
Mujhe to personally front achha lagta hai
Kya bat karta hai bhai open field me thoda v nahi bajta .... Pope ko lelo phad dega😂😂😂😂
Bro appne original quality suna nahi hai Ahuja ka
Bajta toh hai aur ha ek baat ahuja front loaded hota hai aur pope horn loaded
Ahuja company ka 2 top SPX 1210 single Bass SWX 2100 Inka Kitna price hai
Too good 👍 👌
Thanks a lot 😊
Ahuja nahi brand hai❤❤❤❤❤
Good sawed ❤❤❤❤❤
Thank you
Ahuja valon bolo yaar cabinet ke looking par dhyaan de jaise jbl rcf ka hota hai❤
JBL se cabinet achhi hai
Bhut hi achi video,
Sir muzhe bataye ki mere Ahuja 400+400 k column hai , iske 2 speaker k sath me sw1000 +sw100 bass chla sakta hun or is base k liye konsa amp sahi rahega.
Yes...best chalega ...aap lxa6000 le lo...1 channel me bass aur 1 channel me top mast bajega
@@DJSURAJSP thanx sir reply karne k liye, Sir me apne 12 inch wale column stranger 501pbt amp se chla rha filhaal bus muzhe 2 swx1000 k liye best amp konsa sahi rahega.
Ahuja Swx1300x testing video banaiye
Already included in this video
Muja 1000 waat bas or 400 waat toop ka satap kitna ka padga
Super sir
Thank you
Spx 810 or bass chalne ke liye amp konsa tha reply
10inch or 8inch me kya price hai speakar ka
Mst
sir maine to srx510 two top liya .to maine abhi socha ki swx1310 bass double speaker single pice lena sahta hu .kya mera setup achaa hoga .sir plz try reply quicly
Yes
@@DJSURAJSP sir amplifier to maine liya stranger ka 710 aur top ke liye .to swx1310 ke liye konsi aur kitne watt ka amplifier le lo sir bata dijiye plz
Ahuja sw 650 watt speaker bass punch long throw kaisa hoga
Soft bass & good punch....but 1000w se kam tha
@@DJSURAJSPaur swx 2600 kaisa tha bhaiya
650 watt speakar price kitna hoga bataiye
भाई srx 510 लाइव प्रोग्राम के लिए है या dj के लिये मुझे लेना है इसलिए प्लीज रिप्लाई सर
Bhaiya ahuja 500watt speaker ke liye best cabinet bataiye na
725 model
Last tebal wala kya praej hai
Bhaiya daynatech pd 5000 ke liye best spekar best rahega bhaiay
Swx810
Ham Bihar se hi
Ahuja Srx 1210 top se kon sa amplifier lagana chaiye Bhaiya
Lxa 3200
Bhai 2 duel base 2 srx tops with amps kitna price padega
Please check my old video
Mujhe small dj setup chahiye ghar me sunane ke liye , ahuja small dj setup kitne me mil jaayega
Bhai ahhuja ka sabse high watt top or acha quality konsa best hoga
1510
Sir mujhe Ahuja ka new setup lena hai aapka address
Suraj bhai kis kis box me konsa Amplifier chal raha Sara ditals bata sakte hne❤❤
model ka details
Ahuja ka sabhi box ka
Suraj Bhai apko swx2100 ya swx2600 dono me kiska testing best lga ❤❤❤❤
2100 best also
Super bass
Swx 1010 ke do pic ke liye kon sa amp use kiya h
Lxa6000 1 channel
Or spx 810 ka top kispe?
Suraj bhaiya mena spx810 kal he purchase kiya tha dealer se jab box open kiya toh मेरा spx810 ply wood with paint finish tha yehi same jo expo... mein dekha reha but Mera wale par ahuja ki branding nhi hai jis side handle hota hai. Dono mein nhi hai ahuja ki branding baki sab kuch same hai. Kya mena duplicate /copy toh nhi le liya.
Appka original hai bhai ... plywood me side me branding nahi hota hai
@@DJSURAJSP thank you Suraj bhaiya.. merko toh double hone laga tha kahin duplicate toh nhi mil geya muje..
July me exhibitions kidhar b
Sir kam price me ahuja ka setup kitane ka aayega.
3,50,000₹
Sir kus jankari ke liye apse kaise contact kre???
2 top 1 bes ka ret kitnaa h
Meerut me store kha pe hai ahuja ka
Sir single 1300 bass ahuja kab lunch huga
Nai hoga
Ahuja dual & single me kaun achha baj raha tha
Singal jyada achha laga mujhe
Swx 1010 or Spx 810 dono konse amplifier se chal Raha hai sir
Lxa 4500 & 2400
Sir rate kya 1510 top ka or 2600 wat bass ka btaye
Please check description
Sir aap ek baat bataiye bass Ahuja ka thik deta hai ya or koi company me jaye please suggestions
Ahuja me punch aur vibration dono milega other me vibration jyada milega
@@DJSURAJSP thnq sir
Dev Audio Pro Blue Bass Ke Aage Kuch Nhi Hai Ye 😂😂😂😂@@DJSURAJSP
2000watt Bess ke sath kitne? Watt ka top lagana chahiye
800w - 1000w top
लगता है हमें आहूजा के साथ साथ जाना चाहिए
Spx 800 and 710 k tone awaj quality loud me frk kita h sir
Yes..800/810 best
Sar ji mujhe swx2600 one pair chahiye tha
Up Varanasi se hai
Sir ahuja ka 1300 watt ka bass dusre cmpny ka 1500 watt bass ko takkar de sakta hai?
Wo to Ahuja ka 1000w hi takkar de sakta hai bhai
@@DJSURAJSP seriously 😲😱?
Aa test krke dekho ho yea sune ho khe pe
Actually mera dost sound (dj) business krna chata hai islea bola ke tu dekh konsa wala a66a hoga 🙂
Bro trust me... I'm using L18SW1000 .
maine kai speaker se comparison kiya .. finally winner is 1000w Ahuja.
Kon sa amplifier se bajate hai @@DJSURAJSP
@@DJSURAJSPbhiya ji main apna experience btau to Ahuja 1300 se better mujhe sw 1000 lga apko kya lagta hai bhiya
1) 👉Swx2600=2
1300dx=4
Or
2)👉1300dx=8
Wich best sat up 1 or 2 ?
Wait reply
1300dx 8 is winner
@@DJSURAJSP tnx suggest