1) Dome seal agar acche se nahi laga hai tab bhi baar baar seal jata hai. Isko check karne k liye dome close kare aur uske upar ka expansion shotpeice ko bina lagaye conveying kar k check kare ki upar bilkul dust nahi ana chahiye agar ayega to seal proper nahi baitha hai. 2) Dome me agar kahi cavity ban gai ho tab bhi seal baar baar jata hai aap Dome change kar sakte hai. 3) Air pressure jyada high hone se bhi seal kat sakta hai 4) seal air line yane ki jisse seal me air jata hai us line me agar jamming ho proper air nahi ja payega to bhi aapka seal katega..
Thank you bhaiya...me AHP ESP me new joining huya hun thermal opgc power plat me..ye video dekh ne mujhe thoda huya....
Most welcome brother
Bottom deashing kaise karte vdo banaiye n👏
Sir dome seal baar baar puncture ho rha h to kya reason ho sakta h
1) Dome seal agar acche se nahi laga hai tab bhi baar baar seal jata hai.
Isko check karne k liye dome close kare aur uske upar ka expansion shotpeice ko bina lagaye conveying kar k check kare ki upar bilkul dust nahi ana chahiye agar ayega to seal proper nahi baitha hai.
2) Dome me agar kahi cavity ban gai ho tab bhi seal baar baar jata hai aap Dome change kar sakte hai.
3) Air pressure jyada high hone se bhi seal kat sakta hai
4) seal air line yane ki jisse seal me air jata hai us line me agar jamming ho proper air nahi ja payega to bhi aapka seal katega..