Is class me ham Panth nirpeksh aur dharam nirpeksh ko bistar se samjhi . Sakaratmak Panth nirpekshta aur nakaratmak dharam nirpekshata . Paschami aur bharat ke panth nirpeksh Thanku sir ji . Pas
1:31:39 ब्रिटेन में चर्च का प्रमुख राजा का राज्याभिषेक करता है। ब्रिटेन के उच्च सदन में 26%सीट चर्च के प्रतिनिधि की होती है। वहां संसद की कार्यवाही प्राथना से शुरू होती हैं ब्रिटेन में सेक्युलरिज्म धर्म की तरफ झुका हुआ है। अमेरिका में सकारात्मक पंथनिरपेक्षता है
धर्म के आधार पर राज्य 32:21 1) धर्म तंत्र धर्म के प्रमुख व्यक्ति राज्य के प्रमुख। जैसे तिब्बत 2) धर्म प्रभावित राज्य : किसी धर्म को राजकीय धर्म मान लिया जाए। जैसे: डेनमार्क ईराक, पाकिस्तान। 3) धर्म विरोधी राज्य मार्क्सवादी विचारधारा वाले देश । उत्तर कोरिया 4) पंथनिरपेक्ष राज्य : राज्य का कोई धर्म नहीं होगा। राज्य व धर्म का कार्य क्षेत्र अलग अलग हो। 48:13 धार्मिक भेदभाव न हो।
Iss class se aaj hamne dharmnirpekshhta aur panthnirpeskhta ke bare mai jana PANTH - panth ka sambandh vishvas , alaukik vibchar dhara , pramukh granth , va panth ko uddeshya prachar prsar krne vale pravaertk hote hai . DHARM - bharat mai dharm ka arath jivan jine ki padhati hai .....prachin pustko ke anusar dharm ko darshane ke pramukh lakchan hai jaise - dhairya dharn karna - chama karna - atm syam rakhna etc In laxchno mai kahi nhi puja pdhti , pavitr garanth etc ka varnan nahi milta isliye kaha ja skata hai bharat mai pnanth nirpeskhta ho skati hai lekin dharm nirpekchata nahi dharm se nirpeksh hone ka tatpray ese jivan ke skaratamk lakchno se nirpeksh ho jane se hai jiske bina jivan sugam rup se nahi chal skata Iske atirikt hamne sakaratmak dharm nirpskhta aur nakaratmak dharmnirpekshhta ko jana Bharat mai sakaratmak dharmnirpekshhta hai sabhi dharmo ke prati bharat tathast hai anaitik kriyakalap jo dharm ke name per kiye jate hai unme sarkar hastchap kr skati hai .. Bharat mai sabhi dharmo ka samman hota hai aur unke sanskriti ka sanrakshan art 23 24 aur art 25 dharmik swatantra as a fundamental rights diye gaye hai Thanku sir ji ❤❤😊 for this wonderful session ❤❤❤❤
आज की क्लास में हमने धर्मनिरपेक्षता बनाम पंथनिरपेक्षता को जाना जो इस प्रकार है - 8:46 👉 पंथ को समझने के लिए कई बिंदु है 1- इष्टदेव/प्रवर्तक 2- धार्मिक पुस्तक,3- विशेष पुजा पद्धति 4- सर्वोच्च धार्मिक स्थान 14:37 👉 धर्म - इसमें जीवन पद्धति को बताता है 1- स्वभाव 2- कर्तव्य 3- संप्रदाय/पंथ/मजहब 4- साधना पद्धति धन्यवाद सर ❤❤❤❤❤
1:09:02 secularism 2 Samarthak - bharat, amerika Nakaratmak frans Secularism ke darshanik dhancha Dharm ke prati tatha Ilokvad Vigyan Dharmnirpeksh naitikta
1- भारत एक धर्मनिरपेक्ष नहीं बल्कि पंथनिरपेक्ष राष्ट्र है। 2- वेटिकन सिटी में धर्म और राज्य के प्रमुख पॉप है। 3- ईरानी कैसा देश है जहां शरीयत को ही संविधान का दर्जा दिया गया है शरीयत एक धार्मिक पुस्तक है। 4- वर्ष 2005 से पहले नेपाल एक हिंदू राष्ट्र था। जो पूरे वर्ष में एकमात्र था। 5- वर्तमान में नेपाल धर्मनिरपेक्ष राज्य है। 6- मार्क्स ने कहा था- धर्म एक ऐसा अफीम है जिसे सत्ताधारी लोग जिसका प्रयोग जनता को बेवकूफ बनाने के लिए प्रयोग करते हैं। 7- हालियोक पंथनिरपेक्षता का दर्शनीक ढांचा प्रस्तुत किया। 8- 1815 में फ्रांस में तीसरा संविधान बनाया गया था जिसमें पहली बार सेकुलर को डाला गया। 9- 1905 लेईसिटी कानून बनाया गया जिसमें नकारात्मक सेकुलरिज्म को बढ़ावा दिया गया था। 10- विश्व का पहले लिखित संविधान अमेरिका में बनाया गया। 11- कमल इतातुर्क को तुर्की का राष्ट्रपिता कहा जाता है। 12- भारत के राष्ट्रपिता महात्मा गांधी है।
28:07 dharm ka dusra sidhant -: swabhav, ( Agni, jal) Kartavya ( rajdharm, mitr dharm) Sampraday/ panth ( Hindu muslim) Sadhna padhti ( alaukik manyata) Inme se sampraday, aur sadhana padhti dharmnirpeksh se sambandhit hai Lekin swabhav, aur kartavya se nirpeksh nahi ho sakte hai. Isliye ye dharmnirpeksh me shamil nahi hota hai
1:51:01 हेगिया सोफिया इस्तांबुल में पंथनिरपेक्षता का प्रतीक 6 वी शताब्दी में इसे चर्च कहा,15 वी सहताब्दी मे तुर्की की स्थापना के बाद मस्जिद बनाया गया कमाल अतातुर्क ने यूसीसी लागू करके इसे म्यूजियम बनाया
इस क्लास के माध्यम से हमने धर्मनिरपेक्ष बनाम पंथनिरपेक्ष के बारे में जाना 6:04 भारत में इसे दो तरीके से देखा जाता है एक धर्म के रूप में एक पंथ के रूप में 6:15 रिलिजन का वास्तविक अनुवाद पथ है 7:05 इष्ट देव और उनसे संबंधित एक धार्मिक पुस्तक मिलेगी पुस्तक के बताए हुए मार्ग पर जब हम चलते हैं उसे पंथनिरपेक्ष करते हैं 9:10 धर्म को लेकर दो प्रचलितसिद्धांत है भारतीय शब्द में धर्म का महत्वपूर्ण ना हो करके जीवन पद्धति से है 9:10 धर्मनिरपेक्षता प्रचलित पुस्तक में से जो 10 बातें बताई गई है उनके बिना धर्मनिरपेक्ष नहीं हो सकता 21:37 धर्म का दूसरा सिद्धांत यह वाला धर्म जीवन पद्धति और पूजा वाले पद्धति को दोनों को एक साथ लेकर चलता है 23:36 स्वभाव के बारे में अग्नि, जल बिच्छू 23:57 कर्तव्य में राज्य धर्म आते हैं, मित्र धर्म 26:55 सांप्रदायिक पेंट मजहब से लिया जाता है हिंदू, मुस्लिम, सिख ,इसाई, जैन, बौद्ध, पारसी धर्म का उदाहरण कहा जाता है जोकि यह पथ है 27:26 साधना पद्धति होती है अलौकिक मान्यता जैसे जन्नत मिलना, स्वर्ग मिलन, मोक्ष प्राप्ति होना, आत्मा अमरहो जाना इत्यादि 27:45 पूजा पद्धति को मानने वाले पंथ संप्रदाय कहलाएंगे 27:45 धर्मनिरपेक्षता इन दोनों के साथ जुड़ा है 30:45 धर्मनिरपेक्षता की जब हम बात करते हैं तो उसमें कर्तव्य स्वभाव आपके मूल्य भी शामिल हो जाते हैं तो यह धर्मनिरपेक्ष में आते हैं 31:13 पंथनिरपेक्ष के अंदर एक छोटे से पहले संप्रदाय और साधना पद्धति उसको लेकर चलते हैं उसे पंथनिरपेक्ष करते हैं।
13:51 Panth ka arth - puja padhti, Jisme sabhi dharmon ka apne pravartak, dharmik pustak , sarvoch dharmik asthan, aur vishesh puja padhti hoti hai 14:46 Dharm ( bhart) - jivan padhti Dharm ke Lakshn -- gussa n karna , sanyam rakhna, gyan arjit karna, chori n karna, indriyon par niyantran, saty bolna, swachhata, chha karna ❤ Dharm nirpekshata ka arth in sabhi lakshno se nirpeksh hona hai jo nhi ho sakta hai aisa hone se jivan padhti sahi tarike se nahi chalegi Isliye bharat men secularism arth dharmnirpekshata n ho kr panthnirpekshta hai
bharat me panthnirpeksh ki ek alag avdharna ko apnaya gya hai jisme panthnirpeksh ke sakaratmak pehlu ko shamil kiya gya hai jbki america me panthnirpeksh ke nakaraatmak pehlu ko apnaya gya hai
Iss class se hame dharmanirpeksha or panthnirpeksha ke bare me pta chala. Dharmanirpeksha ko western country me jayada mahatva diya jata hai jabki bharat me panthnirpeksha ko. Dharm:- Europe me dharam ka arth puja paddhati hota hai. Leking bharat me eska Arth puja paddhati na hokr jivan paddhati hai. Panth:- panth ka arth hai vishvas, east dev, dharmik pustak, vishesh puja paddhati, sarvochchya dharmik sthan. Bharat me jo puja paddhati hai usko panth kaha jata hai kyuki yha pr kisi ek vishesh dharm ko mahtav nhi diya gya hai or na hi bharat ek dharmik rashtra hai. Prachin pustakon kr anusar Bharat me panthnirpeksha ka palan kiya jata hai. 1. Dheryadharn Karna. 2. Kshama Krna. 3. Aatmasanyam rkhna. 4. Chori na krana. 5. Swachhata rkhana. 6. Endriya niyantrit Krna. 7. Buddhi ke anusaar karya Krna. 8. Gyan arjit Krna. 9. Satya bolna. 10. Krodh na Krna. Eske atirikt hamen nakaratmka or sakaratmka panthnirpeksha ke bare me Jana. Bhartiya or pashchim panthnirpeksha ke bare me kya kya antar hai or ek dhram prabhavit rajya kaise panthnirpeksha bn skta hai or ek panthnirpeksha rajya kaise dharmprabhavit rajya bn skta hai. Thank you sir for awesome class 💜💜
1:37:21 अमेरिका में समायोजन वाद के सिद्धांत के तहत् धर्म और राज्य के बीच पूर्ण अलगाव नहीं होगा राज्य धर्म को साथ लेकर कार्य करेगा और किसी भी धर्म से भेदभाव नहीं किया जाएगा
1:30:21 इंग्लैंड के स्कूल में 51% प्राथना चर्च की होनी चाहिए राज्य का मुखिया ही धर्म के मुखिया होता है इंग्लैंड की संसद के 26% सीट चर्च के प्रतिनिधि की होती हैं
33:10 rajya ( dharm ke adhar par) 33:54 ❤dharm tantr Dharm granth hi desh ka sanvidhan aur dharm ka pramukh rajya ka pramukh hota hai Example - tibbat, iran 36:30 ❤ dharm prabhavit rajy Ek Dharm ko desh ka samvidhan mam liya jata hai, kanun nirman me mahatv example -: pakistan, bangladesh, saudi arab, denmark, swidan, 40:48 ❤dharmvirodhi rajya Marks vadi sidhant ko apnata( dharm ke afim ki tarah hai jise satta dhari log aam logon ko sunghate hai)) example -: chin 45:52❤ secular state Rajkiye dharm nahi Rajkie astr par kisi dharm ko Samarthk aur virodh nahi karega Rajya v dharm ke kary alag alag Nagarik ko dharmik swatantrata
1:31:01 ब्रिटेन में राज्य का जो प्रमुख होता है वो ही धर्म का प्रमुख होता है 1:36:03 1952 में अमेरिका के sc ने समायोजनवाद का सिद्धांत दिया। इसके बाद धर्म और राज्य अलग नहीं होंगे दोनों को साथ लेकर सरकार काम करेगी।
49:07 सेकुलर राज्य में पॉजिटिव और निगेटिव दोनों स्वरूप देखने को मिलते निगेटिव सेकुलर राज्य को देखा जाए तो इसमें फ्रांस शामिल है क्योंकि वहां धर्म और राज्य को बिल्कुल अलग रखा गया है पॉजिटिव सेकुलर राज्य में धर्म और राज्य जुड़े होते है अर्थात यदि धर्म के आधार पर उल्लंघन हो तो राज्य हस्तक्षेप कर सकता। भारत और अमेरिका में देखने को मिलता
1:22:59 फ्रांस 1875 में तीसरी बार जब संविधान बनाया गया तब पंथनिरपेक्षता को डाला गया।(लाइसिटी कानून 1905) इस कानून में नकारात्मक पंथनिरपेक्षता को बढ़ावा दिया मतलब राज्य धर्म से दूर रहेगा कोई भी व्यक्ति धार्मिक चिन्ह को पहनकर सार्वजनिक स्थान पर नहीं जा सकते फ्रांस में 9% मुस्लिम समुदाय हैं। बुर्के को पाबंद करने को उन्होंने धर्म से जोड़ दिया।
31:56 राज्यों को हम चार हिस्सों में बताते हैं 1-धर्म तंत्र 2-धर्म प्रभावित 3-सेवकुलर 4-धर्म विरोधी 32:04 अनुच्छेद 12 में पढ़ते हैं 39:59 वर्ष 2005 से पहले का नेपाल हिंदू राष्ट्र होता था अब जाकर धर्मनिरपेक्ष है 40:35 जो भी धर्म प्रभावित राज्य रहेगा वह अल्पसंख्यक धर्म को बराबर का अधिकार नहीं देगां। 41:25 मार्क्स एक विचारक हैं उनके विचार को मानने वाले वह धर्म के विरोधी रहे हैं। 41:50 मार्क्स का स्टेटमेंट है धर्म एक अफीम की तरह है जिसको सत्ताधारी लोग आम लोगों को सुघांते हैं ताकि वह लोग गुलामबन कर रहे 43:48 उत्तर कोरिया आज भी धर्म को ना करता है
Wonderful class ❤❤. Aaj hmne dharmnirpechata aur panthanirekchata me antar samjha. Bharat ek panthanirpecha rajya h.seclarism ka sabse phele prayog 1851 me jorge jaikab horliyok ne ki thi .Horliyok ne secular state hoe ki 4 criteria bataye. 1_ dhram ke prati tatastha 2_ ehlokwad 3 _ vigyanwad4_dharmnirpecha naitikta . Ise hi negative secularism khate h. Negative secularism me dharma aur rajya ek dusre se alag h.aisa bataya gya h jabki Positive secularism k anusar rajya ,dharma ke mudde pr hastchep kr sakta h yadi ve sambidhaan me pradhatt pravdhano ke khilaph hai. Bharat me Positive secularism ka concept h.Aur ye USA aur England se alag h.
Is class mein humne dharmnirpeksh aur panthnirpeksh ko jana ki donon mein kya antar Hai kyunki hamare constitution mein preamble mein dharmnirpeksh ko hatakar panthnirpeksh kar diya gaya hai .. isliye Aaj humne is class mein iske Arth Ko vistar purvak dekha.. Jismein humne Jana Ki pant ka Arth Bharat mein jo puja padhti h usse liya gaya hai.. yatharth Kisi Dharm ke isht Dev uski Vishesh pustaken ya FIR Vishesh uski Jo Puja paddti aur sarvoch dharmik sthan Hai vibhinn vibhinn Dharm ki isase panneer paksh ka matlab hota hai ... Aur Dharm ka Bhartiya Siddhant Puja paddhati na hokar jivan paddti se hai Jaise chori Na Karna ,Gyan Arjit karna, indriyon per niyantrit, Satya bolna, dhairya, kshma, atma swayam, swachhata ,Krodh Na Karna, Isliye Bharat mein dharmnirpeksh Na hokar panthnirpeksh Hai kyunki dharmnirpeksh tyag kar vyakti anaitik ho jaega jisse vyakti ke swabhav kartavya mulyon ka vinash ho jaega.. Thankyou sir ❤
1:25:55 फ्रांस में कोई भी विद्यार्थी स्कूल में धार्मिक चिन्ह पहकर नहीं आ सकते है इन को 2015 में जितने भी सार्वजनिक जगहों पर लागू किया गया क्यों वहां पर बुरका पहनकर चोरी की गई थी फ्रांस में 9% समुदाय मुस्लिम है उनकी धार्मिक भावन आहट हुई वहां की चार्ली अब्दो पत्रिका ने मोहम्मद पैगंबर पर कार्टून बनाया
bharatiya panthnirpekshta ke anusar rajya ka koi aadhikarik dharm nhi hoga or na hi rajya kisi bhi dharm ka samarthan krega lekin ydi kisi bhi dharm ki koi bhi pratha kisi bhi vyakti ke adhikaro ka unlanghan krti hai to rajya usme hastkshep krega or uss pratha ko samapt krega
Last mein humne paschimi secularism ko bhi dekha 1851 mein George Jacob holiya mein pahli bar secularism ka vyavasthit Roop diye.. Jinhone char Aadhar bataen secularism ke. Dharm ke prati tatsthata.. Ehlokvad arthat vartman Lok per hi Dhyan De marne ke bad Swarg aur Jannat per Vishwas nahin karna.. Vigyan jismein unhone kaha hai ki rajya vigyan ke prati Vishwas v samarthan rakhen.. Last dharmnirpeksh naitikta yatharth dharmik vyakti Naitik ho ya jaruri nahin Hai naastik vyakti bhi Naitik ho sakte hain... Thank you so much sir for this wonderful session 💖 ❤
Hamne is class samjha ki ,dharmnirpeksh or panthnirpeksh ,panthnirpeksh ,puja badhti ko panth kehte hain ,panthnirpeksh mai ,eastdev,dharmik pustak ,puja padhti ,dhrmikesthan ,jese muslim dharm mai eastdev,pegamber mo. dharmik pustak quran,puja padhti namaz,esthan makka madina ,bharat dharm nirpeksh na hi karke panthnirpeksh hai log apne apne dharm ke anusar chalte hai ,dharm ke phlu ,jese suvbhav,gal agni ,kartaviye ,jese kisi chiz ko lekar apna kartavviye nibhana ,mazhab mai ata hai jese hidu,muslim ,sikh,esai,sadhna padhti puja padhti mazhab ke sath chlana ,bharat mai panthnirpeksh shasan chuna ,rajiye mai dharm tantr ,dharmnirpeksh ,dharmpirbhavit ,dharmvirodhi ,or bharat ek panthnirpeksh rajiye hai bharat ka koi rashtriye dharm nahi hai bharat ki pirstavna mai bharat ko ek pirbhutv samprabhu ,samajvadi ,panthnirpeksh savtantratmak gadrajiye banane ke liye nag riko samajik arthik rajnetik niyay diye gaye hai koi bhi sarkar bharat ko dharmnirpeksh nahi bana sakti artical 25,26,27,28,dharmik suvtantrta ka adhikar dete hai Thank you sir❤
इस कक्षा से हमें पता चला कि भारत एक धर्मनिरपेक्ष राज्य है और यहां पर सभी जाति और धर्म के लोग मिलजुल कर रहते हैं और भारत का एक बहुत बड़ी लिखित संविधान है जो कि भारत के काम काज करने के लिए इस्तेमाल किया जाता है।
1:43:29 तुर्की के राष्ट्रपति कमाल अतातुर्क थे इन्होंने वहां के सविधान संशोधन करके यूसीसी समान नागरिक संहिता लागूकर देश को एक पंथनिरपेक्ष राष्ट बनाया शरीयत समाप्त किया इनकी मृत्यु के बाद वहां वर्तमान में एक इस्लामिक पार्टी के प्रमुख एर्डोगन शासक है अब तुकी धार्मिक कट्टर देश बन गया
Fact -5 dharm ki pracheen pustak ke antrgat dharm ke 10 lakshan baye gaye hain jese giyan arjit karna,gussa or chori na karna ,apni endriyo par cantrol karna sach bolna suvachta rakhna atmsayym rakhna Budhi ke anusar kam karna ,adi
Is class me mene drmnitpeskshta or pnthnirpekshta ka difference ko jana 1:dhrmnirpekshta •• jo dhrm se juda hua hai alg alg jese hindu Muslim sikh ke apne apne kuch personal cheeze hai 2:pantnirpeshta : jo ik krtviye ke roop me hai jesa kuch logo ka dhrm hai Maas khana privaar ka acha sochna Dhrm ke 10 lkshnd ke bare me jana ::: negative positive seculirisam ko example ke sath smjha or yeh jana india is the best country for positive seculari :::( last aapki sadnees dekhi ) or pray ki Allah aapko khushiya de Thnku sk much sjr for personal guidance
Is class ham sikhe - . Panth aur dhram me kya antar h . Panth hone ke 4 gun . Dhram ke 10 gun .Sakaratmat Panth nirpeksh .Nakaratmak panth nirpeksh . PASCHMI secularizum .bharat ki secularizum . Koi desh Panth nirpeksh se Dharm me badal gaya use samjhi Janmani , France , america , Saudi arab , aur bharat ke examples se . Bharat Secularizum h aur iss koi nahi badal sakta h kyoki yaha diversity bahut jayada h Thank you sir
रिलिजन यूरोप का सिध्दांत है। और इसका अर्थ है पूजा पद्धति रिलिजन का भारतीय अनुवाद पंथ है। अपने विश्वास और दैवीय शक्ति धार्मिक किताब के बताए हुए मार्ग पर आप चलते हैं। तो उसे पथ कहते हैं।
Aaj is class me hamne dharmnirpeksheta or panthnirpeksheta ke bare me jana Dharm panth se jyada vyapay arth samete hue h panth me keval 4 criteria hote h 1.ek eesht Dev 2.ek vishesh pustak 3.ek vishash Pooja paddhati 4.ek sarvochch dharmik sthan Pr dharm vyapak h koi bhi rashtra panthnirpeksh ho sakta h pe dharm nirpeksh nhi
Good evening sir ji 🙏 आज के क्लास में हमने धर्मनिरपेक्ष और पंथनिरपेक्ष के अंदर अंतर को समझे है। भूत अच्छा क्लास था , इसको मैं दो बार और रेड करूंगी तब अच्छे से आएगा। Thank you sir ji 🙏
54:17 पश्चिमी सेक्युलरिज्म
1900 वीं सदी में पहली बार सेक्युलरिज्म को समझा गया था।
15:20 पंथ पूजा पद्धति ह धर्म जीवन पद्धति है
30:10 धर्म के 4 मानक ह।
स्वभाव , कर्तव्य, संपद्रदाय, साधना पद्धति
6:30
Panth -
Vishwas , pravartak , bhagwaan , dharmik pustak
16:40 bharat mein prachalit dharmik mulya -
Dhairya dharn krna , kshma krna , atam sanyam rakhna , krodh na krna , gyaan arjit krna , chori na Krna , indriyo par Niyantran rakhna , budhhi se kam krna , sfayi rakhna , satya bolna.
Is class me ham
Panth nirpeksh aur dharam nirpeksh ko bistar se samjhi
. Sakaratmak Panth nirpekshta aur nakaratmak dharam nirpekshata
. Paschami aur bharat ke panth nirpeksh
Thanku sir ji
. Pas
❤❤❤❤❤❤
4:50 dharm ka arth -
Europe mein iska arth hai Pooja ki paddhati
Religion ka bhartiya anuvad panth hai
1:14:34 सभ्य देश होने की गारंटी धर्मनिरपेक्षता है
दूसरा सिद्धांत
22:17 स्वभाव, कर्तव्य, संप्रदाय, साधना पद्धति ।
Tq sir
1:35:47 अमेरिका के तीसरे राष्ट्रपति थॉमस जेम्सफेर ने कहा वॉल ऑफ सेपरेशन चर्च और राज्य में
27:05 तीसरा अर्थ धर्म/पंथ या अलौकिक मान्यता को प्राप्त करने के लिए साधना पद्धति।
धर्मनिरपेक्षता दोनों पहलू के साथ जुड़ा हुआ है।
Highs sir
14:25 dharm -
Bhartiya siddhant :
Dharm ka arth pooja paddhati na hokar jivan padhhati hai
1:21:42 sc द्वारा कहा गया है कि संवैधानिक नैतिकता धार्मिक नैतिकता से बढ़ी है
6:38 panth mein nimnakit cheezen shamil hoti hai :
Vishwaas
Pravartak
Dharmik pustak
Vishesh pooja padhhti
Sarwochh dharmik sthaan
1:19:52 एस आर बॉम्बे केस में पंथनिरपेक्षता को सविधान का मूल ढांचा घोषित किया
आज की क्लास से मेने धर्मनिरपेक्षता बनाम पंथनिरपेक्षता के बारे में विस्तार से जाना।
1:17:53 अनुच्छेद 44 समान नागरिक संहिता की बात करता।
1:35:35 1791 में दस संविधान संशोधन किया गया था।
1:16:23 42 वे सविधान संशोधन से1976 के समाजवादी पंथनिरपेक्ष अखंडता जोड़ा गया
1:31:39 ब्रिटेन में चर्च का प्रमुख राजा का राज्याभिषेक करता है।
ब्रिटेन के उच्च सदन में 26%सीट चर्च के प्रतिनिधि की होती है। वहां संसद की कार्यवाही प्राथना से शुरू होती हैं ब्रिटेन में सेक्युलरिज्म धर्म की तरफ झुका हुआ है।
अमेरिका में सकारात्मक पंथनिरपेक्षता है
55:16 1858 में सर्वप्रथम सेकुलर राज्य का सुव्यवस्थित तरीके से प्रयोग जॉर्ज जैकब हॉलियोक द्वारा किया गया।
धर्म के आधार पर राज्य
32:21
1) धर्म तंत्र धर्म के प्रमुख व्यक्ति राज्य के प्रमुख।
जैसे तिब्बत
2) धर्म प्रभावित राज्य : किसी धर्म को राजकीय धर्म मान लिया जाए।
जैसे: डेनमार्क ईराक, पाकिस्तान।
3) धर्म विरोधी राज्य
मार्क्सवादी विचारधारा वाले देश ।
उत्तर कोरिया
4) पंथनिरपेक्ष राज्य : राज्य का कोई धर्म नहीं होगा।
राज्य व धर्म का कार्य क्षेत्र अलग अलग हो।
48:13 धार्मिक भेदभाव न हो।
Sir daily class liya kre chahe aap 1 hour ki hi lelo
Aap bhut se bhi bhut achha pdhate ho❤
Aapke padhane ka trika , details me bhut achaa h ❤❤❤
1:18:37 भारत में किसी भी नागरिक धर्म के आधार पर न तो वोट के अधिकार से वंचित कर सकते न ही चुनाव लड़ने के अधिकार से वंचित किया जा सकता।
19:05 bhartiya siddhant ke anusar dharm nirpeksh hone ka arth prathmik mulyo se alag hona hai jo ki sambhav nhi
57:19 हॉलियोक के अनुसार सेकुलर राज्य के पहलू
धर्म के प्रति तटस्थ होना चाहिए
यहलोकवाद होना चाहिए
विज्ञानवाद होना चाहिए
नैतिकता होनी चाहिए
1:14:48 भारत एक पंथनिरपेक्ष राज्य है ।
1976 में 42वे संशोधन द्वारा प्रस्तावना में पंथनिरपेक्ष शब्द जोड़ा गया
17: 01धर्म के अंतर्गत ज्ञान अर्जित करना , गुस्सा न करना साफ़ सफ़ाई रखना , आत्म संयम रखना, चोरी न करना आदि बातें आती हैं।
Iss class se aaj hamne dharmnirpekshhta aur panthnirpeskhta ke bare mai jana
PANTH - panth ka sambandh vishvas , alaukik vibchar dhara , pramukh granth , va panth ko uddeshya prachar prsar krne vale pravaertk hote hai .
DHARM - bharat mai dharm ka arath jivan jine ki padhati hai .....prachin pustko ke anusar dharm ko darshane ke pramukh lakchan hai jaise
- dhairya dharn karna
- chama karna
- atm syam rakhna etc
In laxchno mai kahi nhi puja pdhti , pavitr garanth etc ka varnan nahi milta isliye kaha ja skata hai bharat mai pnanth nirpeskhta ho skati hai lekin dharm nirpekchata nahi dharm se nirpeksh hone ka tatpray ese jivan ke skaratamk lakchno se nirpeksh ho jane se hai jiske bina jivan sugam rup se nahi chal skata
Iske atirikt hamne sakaratmak dharm nirpskhta aur nakaratmak dharmnirpekshhta ko jana
Bharat mai sakaratmak dharmnirpekshhta hai sabhi dharmo ke prati bharat tathast hai anaitik kriyakalap jo dharm ke name per kiye jate hai unme sarkar hastchap kr skati hai ..
Bharat mai sabhi dharmo ka samman hota hai aur unke sanskriti ka sanrakshan art 23 24 aur art 25 dharmik swatantra as a fundamental rights diye gaye hai
Thanku sir ji ❤❤😊 for this wonderful session ❤❤❤❤
Dharm prabhavit -
Desh ke samvidhan nirman aur kanoono mein dharm ko pramukhta milegi
आज की क्लास में हमने धर्मनिरपेक्षता बनाम पंथनिरपेक्षता को जाना जो इस प्रकार है -
8:46 👉 पंथ को समझने के लिए कई बिंदु है 1- इष्टदेव/प्रवर्तक 2- धार्मिक पुस्तक,3- विशेष पुजा पद्धति 4- सर्वोच्च धार्मिक स्थान
14:37 👉 धर्म - इसमें जीवन पद्धति को बताता है 1- स्वभाव 2- कर्तव्य 3- संप्रदाय/पंथ/मजहब 4- साधना पद्धति
धन्यवाद सर ❤❤❤❤❤
1:09:02 secularism 2
Samarthak - bharat, amerika
Nakaratmak frans
Secularism ke darshanik dhancha
Dharm ke prati tatha
Ilokvad
Vigyan
Dharmnirpeksh naitikta
1- भारत एक धर्मनिरपेक्ष नहीं बल्कि पंथनिरपेक्ष राष्ट्र है।
2- वेटिकन सिटी में धर्म और राज्य के प्रमुख पॉप है।
3- ईरानी कैसा देश है जहां शरीयत को ही संविधान का दर्जा दिया गया है शरीयत एक धार्मिक पुस्तक है।
4- वर्ष 2005 से पहले नेपाल एक हिंदू राष्ट्र था। जो पूरे वर्ष में एकमात्र था।
5- वर्तमान में नेपाल धर्मनिरपेक्ष राज्य है।
6- मार्क्स ने कहा था- धर्म एक ऐसा अफीम है जिसे सत्ताधारी लोग जिसका प्रयोग जनता को बेवकूफ बनाने के लिए प्रयोग करते हैं।
7- हालियोक पंथनिरपेक्षता का दर्शनीक ढांचा प्रस्तुत किया।
8- 1815 में फ्रांस में तीसरा संविधान बनाया गया था जिसमें पहली बार सेकुलर को डाला गया।
9- 1905 लेईसिटी कानून बनाया गया जिसमें नकारात्मक सेकुलरिज्म को बढ़ावा दिया गया था।
10- विश्व का पहले लिखित संविधान अमेरिका में बनाया गया।
11- कमल इतातुर्क को तुर्की का राष्ट्रपिता कहा जाता है।
12- भारत के राष्ट्रपिता महात्मा गांधी है।
THANK YOU SIR 🙇♀️
Thank uuhhh so much sir
ek prachalit pustak ke anusar dharm ke kuchh mulya hai jese dhairya dharan krna , atyadhik krodh na krna , maaf krna , aatma sanyam rkhna , gyan arjit krna , chori na krna , indriyo par niyantran rkhna jese kaam,vasna,moh se duuur rehna , biddhiaanusar karya karna , sadaiv sach bolna etc
dharmnirpeksh ka arth hai dharm ke 2 manak panth or saadhna paddhati se nirpeksha hona hai jisme kuchh alaukik manyata bhi hoti hai
1:09:29 सेक्यूलर किसी भी राज्य के सभ्य होने का प्रतीक है।
28:07 dharm ka dusra sidhant -: swabhav, ( Agni, jal)
Kartavya ( rajdharm, mitr dharm)
Sampraday/ panth ( Hindu muslim)
Sadhna padhti ( alaukik manyata)
Inme se sampraday, aur sadhana padhti dharmnirpeksh se sambandhit hai
Lekin swabhav, aur kartavya se nirpeksh nahi ho sakte hai. Isliye ye dharmnirpeksh me shamil nahi hota hai
Dharmtantar -
Rajya ka puran niyantran dharm ke hath mein hota hai. Rajya ka pramukh dharm ka pramukh hi hoga ( vatican city )
1:51:01 हेगिया सोफिया इस्तांबुल में पंथनिरपेक्षता का प्रतीक
6 वी शताब्दी में इसे चर्च कहा,15 वी सहताब्दी मे तुर्की की स्थापना के बाद मस्जिद बनाया गया
कमाल अतातुर्क ने यूसीसी लागू करके इसे म्यूजियम बनाया
Ek aam vyakti se anusar dharm ek aisa dhancha hai jisme ek alokik vishwas hona hai jaise mukti ya jannat milna
इस क्लास के माध्यम से हमने धर्मनिरपेक्ष बनाम पंथनिरपेक्ष के बारे में जाना
6:04 भारत में इसे दो तरीके से देखा जाता है एक धर्म के रूप में एक पंथ के रूप में
6:15 रिलिजन का वास्तविक अनुवाद पथ है
7:05 इष्ट देव और उनसे संबंधित एक धार्मिक पुस्तक मिलेगी पुस्तक के बताए हुए मार्ग पर जब हम चलते हैं उसे पंथनिरपेक्ष करते हैं
9:10 धर्म को लेकर दो प्रचलितसिद्धांत है
भारतीय शब्द में धर्म का महत्वपूर्ण ना हो करके जीवन पद्धति से है
9:10 धर्मनिरपेक्षता प्रचलित पुस्तक में से जो 10 बातें बताई गई है उनके बिना धर्मनिरपेक्ष नहीं हो सकता
21:37 धर्म का दूसरा सिद्धांत
यह वाला धर्म जीवन पद्धति और पूजा वाले पद्धति को दोनों को एक साथ लेकर चलता है
23:36 स्वभाव के बारे में अग्नि, जल बिच्छू
23:57 कर्तव्य में राज्य धर्म आते हैं, मित्र धर्म
26:55 सांप्रदायिक पेंट मजहब से लिया जाता है हिंदू, मुस्लिम, सिख ,इसाई, जैन, बौद्ध, पारसी धर्म का उदाहरण कहा जाता है जोकि यह पथ है
27:26 साधना पद्धति होती है अलौकिक मान्यता जैसे जन्नत मिलना, स्वर्ग मिलन, मोक्ष प्राप्ति होना, आत्मा अमरहो जाना इत्यादि
27:45 पूजा पद्धति को मानने वाले पंथ संप्रदाय कहलाएंगे
27:45 धर्मनिरपेक्षता इन दोनों के साथ जुड़ा है
30:45 धर्मनिरपेक्षता की जब हम बात करते हैं तो उसमें कर्तव्य स्वभाव आपके मूल्य भी शामिल हो जाते हैं तो यह धर्मनिरपेक्ष में आते हैं
31:13 पंथनिरपेक्ष के अंदर एक छोटे से पहले संप्रदाय और साधना पद्धति उसको लेकर चलते हैं उसे पंथनिरपेक्ष करते हैं।
Dharm ( ek bharteey shabd ) ka arth bharat me jeevan shaili se h
Holiyok ka darshnik dhancha -
Dharm ke prati tatasthta
Ihlokvaad ( vartman pe dhyaan kendrit kre )
Vigyanwaad
Dharmnirpeksh naitikta
bharat me panth ka arth hai pooja paddhati jisme pravartak , dharmik pustak , sarvoch dharmik sthal , vishesh pooja paddhati hoti hai
13:51 Panth ka arth - puja padhti,
Jisme sabhi dharmon ka apne pravartak, dharmik pustak , sarvoch dharmik asthan, aur vishesh puja padhti hoti hai
14:46 Dharm ( bhart) - jivan padhti
Dharm ke Lakshn -- gussa n karna , sanyam rakhna, gyan arjit karna, chori n karna,
indriyon par niyantran, saty bolna, swachhata, chha karna
❤ Dharm nirpekshata ka arth in sabhi lakshno se nirpeksh hona hai jo nhi ho sakta hai aisa hone se jivan padhti sahi tarike se nahi chalegi
Isliye bharat men secularism arth dharmnirpekshata n ho kr panthnirpekshta hai
1:34:59 अमेरिका में पहला संसाधन से पंथनिरपेक्षता शब्द जोड़ा गया
विश्व के पहला लिखित सविधान=अमेरिका
अमेरिका में सकारात्मक पंथनिरपेक्षता है
41:47 मार्क्स के अनुसार धर्म एक अफीम के समान है जिसका प्रयोग सत्ताधारी लोग आम लोगों को अनुयाई बनाने के लिए करते।
Fact -Panthnirpeksh mai eatdev, dharmik pustak, Puja padhati,dharmik esthan alag alag hote hain
10:59 मुस्लिम धर्म के अनुसार नमाज अदा करना मतलब ऊस धर्मके अनुसार पूजा करना ex मका मदिना
bharat me panthnirpeksh ki ek alag avdharna ko apnaya gya hai jisme panthnirpeksh ke sakaratmak pehlu ko shamil kiya gya hai jbki america me panthnirpeksh ke nakaraatmak pehlu ko apnaya gya hai
dharm ke vishay me dusra siddhant me 4 manako ko shamil kiya gya h (1) swabhav (2) kartavya (3) samprday (4) saadhna paddhati
Dharmnirpekshta ka arth sampraday aur kisi vishesh sadhna paddhati se nirpeksh hona hai
Iss class se hame dharmanirpeksha or panthnirpeksha ke bare me pta chala.
Dharmanirpeksha ko western country me jayada mahatva diya jata hai jabki bharat me panthnirpeksha ko.
Dharm:- Europe me dharam ka arth puja paddhati hota hai. Leking bharat me eska Arth puja paddhati na hokr jivan paddhati hai.
Panth:- panth ka arth hai vishvas, east dev, dharmik pustak, vishesh puja paddhati, sarvochchya dharmik sthan.
Bharat me jo puja paddhati hai usko panth kaha jata hai kyuki yha pr kisi ek vishesh dharm ko mahtav nhi diya gya hai or na hi bharat ek dharmik rashtra hai.
Prachin pustakon kr anusar Bharat me panthnirpeksha ka palan kiya jata hai.
1. Dheryadharn Karna.
2. Kshama Krna.
3. Aatmasanyam rkhna.
4. Chori na krana.
5. Swachhata rkhana.
6. Endriya niyantrit Krna.
7. Buddhi ke anusaar karya Krna.
8. Gyan arjit Krna.
9. Satya bolna.
10. Krodh na Krna.
Eske atirikt hamen nakaratmka or sakaratmka panthnirpeksha ke bare me Jana.
Bhartiya or pashchim panthnirpeksha ke bare me kya kya antar hai or ek dhram prabhavit rajya kaise panthnirpeksha bn skta hai or ek panthnirpeksha rajya kaise dharmprabhavit rajya bn skta hai.
Thank you sir for awesome class 💜💜
Pashchimi secularism -
Arambh - 19vi sadi mein vyavasthit roop se
Dusra siddhant :
Jivan tatha pooja paddhati dono hai
Char manak - swabhaav , kartavya , smparday , sadhna paddhti
1:17:40 अनुच्छेद 14,15,16,25,26,27,28 धार्मिक आधार पर भेदभाव न करने की बात करते।
1:37:21 अमेरिका में समायोजन वाद के सिद्धांत के तहत् धर्म और राज्य के बीच पूर्ण अलगाव नहीं होगा राज्य धर्म को साथ लेकर कार्य करेगा और किसी भी धर्म से भेदभाव नहीं किया जाएगा
Bhartiya siddhant
Dhairya , kshma krna , krosh na krn , gyaan lena , chori na Krna , indriya kaabu krna , budhhi se kam krna , satya bolna , atam sanyam , sfayi
Koi bhi rashtra dharmnirpeksh nhi ho sakta panthnirpeksh hi ho sakta h
Dusra sidhant,suvbhav,kartavviye, Panth,sadhna padhti
Bharat panthnirpeksh desh hai.
1:30:21 इंग्लैंड के स्कूल में 51% प्राथना चर्च की होनी चाहिए राज्य का मुखिया ही धर्म के मुखिया होता है
इंग्लैंड की संसद के 26% सीट चर्च के प्रतिनिधि की होती हैं
33:10 rajya ( dharm ke adhar par)
33:54 ❤dharm tantr
Dharm granth hi desh ka sanvidhan aur dharm ka pramukh rajya ka pramukh hota hai
Example - tibbat, iran
36:30 ❤ dharm prabhavit rajy
Ek Dharm ko desh ka samvidhan mam liya jata hai, kanun nirman me mahatv example -: pakistan, bangladesh, saudi arab, denmark, swidan,
40:48 ❤dharmvirodhi rajya
Marks vadi sidhant ko apnata( dharm ke afim ki tarah hai jise satta dhari log aam logon ko sunghate hai)) example -: chin
45:52❤ secular state
Rajkiye dharm nahi
Rajkie astr par kisi dharm ko Samarthk aur virodh nahi karega
Rajya v dharm ke kary alag alag
Nagarik ko dharmik swatantrata
dharm ke vishay me 2 prachalit siddhant hai jisme bharat ka siddhant hai jeevan paddhati. jisme ye mana jata hai k dharm ka judav mulyo se hai
Fact - Panth ,vishvas,deviye shakti ya dharmik pustak ke bataye hue marg per chalte hain us ko panth kaha jata hai
Sir app class kyu nhi le rhe h polity ka please sir
1:31:01 ब्रिटेन में राज्य का जो प्रमुख होता है वो ही धर्म का प्रमुख होता है
1:36:03 1952 में अमेरिका के sc ने समायोजनवाद का सिद्धांत दिया। इसके बाद धर्म और राज्य अलग नहीं होंगे दोनों को साथ लेकर सरकार काम करेगी।
49:07 सेकुलर राज्य में पॉजिटिव और निगेटिव दोनों स्वरूप देखने को मिलते
निगेटिव सेकुलर राज्य को देखा जाए तो इसमें फ्रांस शामिल है क्योंकि वहां धर्म और राज्य को बिल्कुल अलग रखा गया है
पॉजिटिव सेकुलर राज्य में धर्म और राज्य जुड़े होते है अर्थात यदि धर्म के आधार पर उल्लंघन हो तो राज्य हस्तक्षेप कर सकता। भारत और अमेरिका में देखने को मिलता
1:22:59 फ्रांस 1875 में तीसरी बार जब संविधान बनाया गया तब पंथनिरपेक्षता को डाला गया।(लाइसिटी कानून 1905)
इस कानून में नकारात्मक पंथनिरपेक्षता को बढ़ावा दिया मतलब राज्य धर्म से दूर रहेगा
कोई भी व्यक्ति धार्मिक चिन्ह को पहनकर सार्वजनिक स्थान पर नहीं जा सकते
फ्रांस में 9% मुस्लिम समुदाय हैं। बुर्के को पाबंद करने को उन्होंने धर्म से जोड़ दिया।
Aapki class bhut achi h or hmesha rhti h sIr or zindgi ho ya pdhai dono ka trika aapka bhut acha h god bless u sir
31:56 राज्यों को हम चार हिस्सों में बताते हैं 1-धर्म तंत्र
2-धर्म प्रभावित
3-सेवकुलर
4-धर्म विरोधी
32:04 अनुच्छेद 12 में पढ़ते हैं
39:59 वर्ष 2005 से पहले का नेपाल हिंदू राष्ट्र होता था अब जाकर धर्मनिरपेक्ष है
40:35 जो भी धर्म प्रभावित राज्य रहेगा वह अल्पसंख्यक धर्म को बराबर का अधिकार नहीं देगां।
41:25 मार्क्स एक विचारक हैं उनके विचार को मानने वाले वह धर्म के विरोधी रहे हैं।
41:50 मार्क्स का स्टेटमेंट है धर्म एक अफीम की तरह है जिसको सत्ताधारी लोग आम लोगों को सुघांते हैं ताकि वह लोग गुलामबन कर रहे
43:48 उत्तर कोरिया आज भी धर्म को ना करता है
Suvbhav,jese Aag ka dharm jalana jal ka dharm bhujana
धर्म के मानक
स्वभाव
कर्तव्य
पंथ/ मजहब
पूजा पद्धति
Fact -3 dharm , bhartiye shabd dharm ka matalab puja padhati na ho kar ke jivan padhati hai
Wonderful class ❤❤.
Aaj hmne dharmnirpechata aur panthanirekchata me antar samjha. Bharat ek panthanirpecha rajya h.seclarism ka sabse phele prayog 1851 me jorge jaikab horliyok ne ki thi .Horliyok ne secular state hoe ki 4 criteria bataye. 1_ dhram ke prati tatastha 2_ ehlokwad 3 _ vigyanwad4_dharmnirpecha naitikta . Ise hi negative secularism khate h. Negative secularism me dharma aur rajya ek dusre se alag h.aisa bataya gya h jabki Positive secularism k anusar rajya ,dharma ke mudde pr hastchep kr sakta h yadi ve sambidhaan me pradhatt pravdhano ke khilaph hai.
Bharat me Positive secularism ka concept h.Aur ye USA aur England se alag h.
Is class mein humne dharmnirpeksh aur panthnirpeksh ko jana ki donon mein kya antar Hai kyunki hamare constitution mein preamble mein dharmnirpeksh ko hatakar panthnirpeksh kar diya gaya hai .. isliye Aaj humne is class mein iske Arth Ko vistar purvak dekha..
Jismein humne Jana Ki pant ka Arth Bharat mein jo puja padhti h usse liya gaya hai.. yatharth Kisi Dharm ke isht Dev uski Vishesh pustaken ya FIR Vishesh uski Jo Puja paddti aur sarvoch dharmik sthan Hai vibhinn vibhinn Dharm ki isase panneer paksh ka matlab hota hai ...
Aur Dharm ka Bhartiya Siddhant Puja paddhati na hokar jivan paddti se hai Jaise chori Na Karna ,Gyan Arjit karna, indriyon per niyantrit, Satya bolna, dhairya, kshma, atma swayam, swachhata ,Krodh Na Karna,
Isliye Bharat mein dharmnirpeksh Na hokar panthnirpeksh Hai kyunki dharmnirpeksh tyag kar vyakti anaitik ho jaega jisse vyakti ke swabhav kartavya mulyon ka vinash ho jaega..
Thankyou sir ❤
Good afternoon sir ji 🙏 भारत में पूजा पढ़ती को पंथ कहा जाता है। 😊
1:25:55 फ्रांस में कोई भी विद्यार्थी स्कूल में धार्मिक चिन्ह पहकर नहीं आ सकते है इन को 2015 में जितने भी सार्वजनिक जगहों पर लागू किया गया क्यों वहां पर बुरका पहनकर चोरी की गई थी फ्रांस में 9% समुदाय मुस्लिम है उनकी धार्मिक भावन आहट हुई वहां की चार्ली अब्दो पत्रिका ने मोहम्मद पैगंबर पर कार्टून बनाया
bharatiya panthnirpekshta ke anusar rajya ka koi aadhikarik dharm nhi hoga or na hi rajya kisi bhi dharm ka samarthan krega lekin ydi kisi bhi dharm ki koi bhi pratha kisi bhi vyakti ke adhikaro ka unlanghan krti hai to rajya usme hastkshep krega or uss pratha ko samapt krega
Last mein humne paschimi secularism ko bhi dekha 1851 mein George Jacob holiya mein pahli bar secularism ka vyavasthit Roop diye..
Jinhone char Aadhar bataen secularism ke.
Dharm ke prati tatsthata..
Ehlokvad arthat vartman Lok per hi Dhyan De marne ke bad Swarg aur Jannat per Vishwas nahin karna..
Vigyan jismein unhone kaha hai ki rajya vigyan ke prati Vishwas v samarthan rakhen..
Last dharmnirpeksh naitikta yatharth dharmik vyakti Naitik ho ya jaruri nahin Hai naastik vyakti bhi Naitik ho sakte hain...
Thank you so much sir for this wonderful session 💖 ❤
Hamne is class samjha ki ,dharmnirpeksh or panthnirpeksh ,panthnirpeksh ,puja badhti ko panth kehte hain ,panthnirpeksh mai ,eastdev,dharmik pustak ,puja padhti ,dhrmikesthan ,jese muslim dharm mai eastdev,pegamber mo. dharmik pustak quran,puja padhti namaz,esthan makka madina ,bharat dharm nirpeksh na hi karke panthnirpeksh hai log apne apne dharm ke anusar chalte hai ,dharm ke phlu ,jese suvbhav,gal agni ,kartaviye ,jese kisi chiz ko lekar apna kartavviye nibhana ,mazhab mai ata hai jese hidu,muslim ,sikh,esai,sadhna padhti puja padhti mazhab ke sath chlana ,bharat mai panthnirpeksh shasan chuna ,rajiye mai dharm tantr ,dharmnirpeksh ,dharmpirbhavit ,dharmvirodhi ,or bharat ek panthnirpeksh rajiye hai bharat ka koi rashtriye dharm nahi hai bharat ki pirstavna mai bharat ko ek pirbhutv samprabhu ,samajvadi ,panthnirpeksh savtantratmak gadrajiye banane ke liye nag riko samajik arthik rajnetik niyay diye gaye hai koi bhi sarkar bharat ko dharmnirpeksh nahi bana sakti artical 25,26,27,28,dharmik suvtantrta ka adhikar dete hai Thank you sir❤
Holiyakh ka Secularism concept :
- Dharm ke Prati tatstha.
- hellokvaad.
- vigyan
- dharmnirpeksh naitikta.
इस कक्षा से हमें पता चला कि भारत एक धर्मनिरपेक्ष राज्य है और यहां पर सभी जाति और धर्म के लोग मिलजुल कर रहते हैं और भारत का एक बहुत बड़ी लिखित संविधान है जो कि भारत के काम काज करने के लिए इस्तेमाल किया जाता है।
48:25 Secular राज्य में राज्य का राजकीय धर्म नहीं होता और न ही किसी धर्म का विरोध और न ही समर्थन होता।
Secular राज्य में सभी धर्म को मान्यता
1:43:29 तुर्की के राष्ट्रपति कमाल अतातुर्क थे इन्होंने वहां के सविधान संशोधन करके यूसीसी समान नागरिक संहिता लागूकर देश को एक पंथनिरपेक्ष राष्ट बनाया शरीयत समाप्त किया
इनकी मृत्यु के बाद वहां वर्तमान में एक इस्लामिक पार्टी के प्रमुख एर्डोगन शासक है अब तुकी धार्मिक कट्टर देश बन गया
Fact -5 dharm ki pracheen pustak ke antrgat dharm ke 10 lakshan baye gaye hain jese giyan arjit karna,gussa or chori na karna ,apni endriyo par cantrol karna sach bolna suvachta rakhna atmsayym rakhna Budhi ke anusar kam karna ,adi
Is class me mene drmnitpeskshta or pnthnirpekshta ka difference ko jana
1:dhrmnirpekshta •• jo dhrm se juda hua hai alg alg jese hindu Muslim sikh ke apne apne kuch personal cheeze hai
2:pantnirpeshta : jo ik krtviye ke roop me hai jesa kuch logo ka dhrm hai Maas khana privaar ka acha sochna
Dhrm ke 10 lkshnd ke bare me jana
::: negative positive seculirisam ko example ke sath smjha or yeh jana india is the best country for positive seculari
:::( last aapki sadnees dekhi ) or pray ki Allah aapko khushiya de Thnku sk much sjr for personal guidance
Dharm Virodhi -: Marksvadi vichardhara manne wale desh.
Pooja paddhati ko manne wale smuh panth/majhab/sampraday kehlate hai
Kartaviye,jese raja ka kartaviye apni pirja ki seva karna kisi kaam ke pirti apna kartavviye nibhana
Is class ham sikhe -
. Panth aur dhram me kya antar h
. Panth hone ke 4 gun
. Dhram ke 10 gun
.Sakaratmat Panth nirpeksh
.Nakaratmak panth nirpeksh
. PASCHMI secularizum
.bharat ki secularizum
. Koi desh Panth nirpeksh se Dharm me badal gaya use samjhi
Janmani , France , america , Saudi arab , aur bharat ke examples se
. Bharat Secularizum h aur iss koi nahi badal sakta h kyoki yaha diversity bahut jayada h
Thank you sir
1851 mein sabse pahle George Jacob Holiyak ne Secularism ka concept diya.
रिलिजन यूरोप का सिध्दांत है। और इसका अर्थ है पूजा पद्धति
रिलिजन का भारतीय अनुवाद पंथ है।
अपने विश्वास और दैवीय शक्ति धार्मिक किताब के बताए हुए मार्ग पर आप चलते हैं। तो उसे पथ कहते हैं।
Aaj is class me hamne dharmnirpeksheta or panthnirpeksheta ke bare me jana
Dharm panth se jyada vyapay arth samete hue h panth me keval 4 criteria hote h
1.ek eesht Dev
2.ek vishesh pustak
3.ek vishash Pooja paddhati
4.ek sarvochch dharmik sthan
Pr dharm vyapak h koi bhi rashtra panthnirpeksh ho sakta h pe dharm nirpeksh nhi
Good evening sir ji 🙏 आज के क्लास में हमने धर्मनिरपेक्ष और पंथनिरपेक्ष के अंदर अंतर को समझे है। भूत अच्छा क्लास था , इसको मैं दो बार और रेड करूंगी तब अच्छे से आएगा। Thank you sir ji 🙏
Dharm ke aadhar pr rajyo ke prakar
1.dharmtantra
2.dharm prabhavit
3.secular
4 dharm virodhi