- 163
- 622 820
Lalit Yadav Ki Pathshala
India
เข้าร่วมเมื่อ 27 เม.ย. 2024
Lalit Yadav Ki Pathshala is providing Quality Education for UPSC CSE Aspirants.
Admission ke liye Direct Lalit Yadav Sir se baat kijiye - 8968288848
Admission ke liye Direct Lalit Yadav Sir se baat kijiye - 8968288848
Complete 11th & 12th Sociology NCERT Summary In Hindi | संपूर्ण समाजशास्त्र Oneshot NCERT 11 & 12
Complete 11th & 12th Sociology NCERT Summary In Hindi | संपूर्ण समाजशास्त्र Oneshot NCERT 11 & 12
มุมมอง: 2 634
วีดีโอ
Complete 6th to 10th Polity NCERT Summary in Hindi | संपूर्ण पॉलिटी Oneshot NCERT कक्षा 6,7,8,9,10 |
มุมมอง 36Kหลายเดือนก่อน
Complete 6th to 10th Polity NCERT Summary in Hindi | संपूर्ण पॉलिटी Oneshot NCERT कक्षा 6,7,8,9,10 |
भारत की राजव्यवस्था - 4 | Complete Indian Polity (Bharat ki Rajvyavastha) by Lalit Yadav in Hindi |
มุมมอง 4K2 หลายเดือนก่อน
भारत की राजव्यवस्था - 4 | Complete Indian Polity (Bharat ki Rajvyavastha) by Lalit Yadav in Hindi |
संपूर्ण अंतर्राष्ट्रीय संबंध | Complete International Relations In Hindi | IR by Lalit Yadav | GS2IR
มุมมอง 10K2 หลายเดือนก่อน
संपूर्ण अंतर्राष्ट्रीय संबंध | Complete International Relations In Hindi | IR by Lalit Yadav | GS2IR
Complete Stratagy And Best Guidence For UPSC CSE 2025, 2026 & 2027 in Hindi Medium | Lalit Yadav Sir
มุมมอง 6K4 หลายเดือนก่อน
Complete Stratagy And Best Guidence For UPSC CSE 2025, 2026 & 2027 in Hindi Medium | Lalit Yadav Sir
भारत की राजव्यवस्था - 3 | Complete Indian Polity (Bharat ki Rajvyavastha) by Lalit Yadav in Hindi |
มุมมอง 8K4 หลายเดือนก่อน
भारत की राजव्यवस्था - 3 | Complete Indian Polity (Bharat ki Rajvyavastha) by Lalit Yadav in Hindi |
भारत की राजव्यवस्था - 2 | Complete Indian Polity (Bharat ki Rajvyavastha) by Lalit Yadav in Hindi |
มุมมอง 16K5 หลายเดือนก่อน
भारत की राजव्यवस्था - 2 | Complete Indian Polity (Bharat ki Rajvyavastha) by Lalit Yadav in Hindi |
भारत की राजव्यवस्था - 1 | Complete Indian Polity (Bharat ki Rajvyavastha) by Lalit Yadav in Hindi |
มุมมอง 39K5 หลายเดือนก่อน
भारत की राजव्यवस्था - 1 | Complete Indian Polity (Bharat ki Rajvyavastha) by Lalit Yadav in Hindi |
Complete 6th Class Geography NCERT for Hindi Medium UPSC CSE | संपूर्ण भूगोल छठवीं कक्षा NCERT
มุมมอง 6K6 หลายเดือนก่อน
Complete 6th Class Geography NCERT for Hindi Medium UPSC CSE | संपूर्ण भूगोल छठवीं कक्षा NCERT
Prelims fact - bhedbhaav ke mukhya karno mein se ek Rudibadhh dharnayein hain. Jaise ki videsho mein Bharat ko gareeb samajhne ki dharna hai jiski wajah se bhedbhav utpann hota hai.
Logo ne rudivadharda bana rakhi hai jati ,dharm,desh ,samuho ke ling ke liye ki ye ese hain America mai rudivadharda bharat desh ke liye ki bharat bahut gareeb rashtr hai us ke pirti ham bhi rudivadharda bana lete hain or bhedbhav karne lagte hain
विदेशी देशों ने भारत के लिए रूढ़िबद्ध धारणा बना ली , कि भारत एक गरीब राष्ट्र है।
Vyakti kuchh logo ko dekhkar apne man me us pure samuday ke prati ek dharna bna lete h jiske karan vh us samuday se bhedbhav karne lagte h jaise videshiyo ke mn me yh roodhibaddh dharna h ki bharat me bhut gareebi h
Aapne jis trah se guidance ke bare me video samjhye hai, ussi trah aapki guidance humlogo ke liye bahut jaruri hai.
Job ke sath kis trah पढ़ाई krni chaiye , ye video unlogo ke liye kafi must hai jo job krre, mai chahungi ki vo sabbhi jo job ke sath upsc preparation kr rhe h vo is video ko jarur dekhe,
Aapki sari video bahut hi important hai sir , har vo students ke liye jo upsc preparation kr raha /rahi , aapka sath rha to hum ek din jarur upsc clear krenge , hume aap par pura varosa hai , ki hum jaise students ko success dilayenge, bhagwaan aapko duniya ki har khushi de. Thanku sir
Upsc ki dauraan jo aapne important chizo ko bata hai, vo sabbhi ,vo sabhi students ke liye very important hai, sabse important 10 habits, thank u sir
Self study ke bare me v aapne , aache se bataya, jo students कोचिंग afford nhi kr sakte unke liye bahut helpful rahegi,
Upsc preparation or clear krne ki sabse acchi jankari mili, ki preparation ke dauraan , revise bahut jayda jaruri hai, bhale hi kam padho par revision bahut jaruri hai,yahi hume success tak help kregi, thanku sir yesi video banane ke liye, or apne students ka future sawarne ke liye, thanku so much sir
Iss video se hume yahi samjh aaya ki hume. Hume language ka v dhyan rakhna chahiye, sirf ek language humre liye kafi nhi hai, kam se kam us language ki itni jankari ho ki koi v kuch puche to samjh aa jani chahiye
Mai aaj tak sochi thi ki upsc ke liye current affairs hi sb kuch h , isliye sbse jyda current affairs padhne koi kosis krti , par lagta tha kaha se current affairs ki preparation kru, mai har roj naya naya channel se padhti or chor deti thi , par aaj aache samjh aagya, sabse badi tension meri aaj khtm hun vo v aapki wajh se thank u sir, mai aapki bahut badi avari hun
Sir mai 3 saal se bahut jyda presaan thi ki notes kaise banaye , short notes kaise banta hai, lekin aaj aapne detail me batata v , or kis tarh se banaya jata h bana kr v dikhya, aaj mai bahut khush hu , kynki sabbse badi tension meri jindgi ki khtm ho gai, thanku so much sir
Jis trah se aapne har baat ko dhyan me rakh kr video bani. Humlogo ke bare me itna socha, bhagwaan aapko life me humesa khush or healthy rakhe. Aapko har success mile jo aap chahte h kynki itna koi teacher ki students ko kin kin baato baton dhyan me rakh kr upsc ki preparation krni chahiye ki future me takleef na ho, àaj itna koi v nhi krta ,thanku sir
Aapka bahut bahut dhanyvad sir , ki aapne iss Trah ki v video dali, jise dekhne ke badh ki kis trah se upsc ki preparation krni chahiye kin kin baaton ka dhyan dena chahiye , jisme aapne sabse important nirantarta ke bare me samjhya, iss video se kafi kuch sikhne ko mila thank u sir
Mam aapne aaj optional ko kis Trah se preparation krni chahiye iske liye v aapne deeply bataya h kynki , kynki bahut students ko optional subjects choice krne me kafi paresaani hoti hai, khash kr hindi medium wale, iss video ke badh kisi ko v optional subjects choice krne me paresaani nhi hogi, thank u mam
Mam aapne aaj optional ko kis Trah se preparation krni chahiye iske liye v aapne deeply bataya h kynki , kynki bahut students ko optional subjects choice krne me kafi paresaani hoti hai, khash kr hindi medium wale, iss video ke badh kisi ko v optional subjects choice krne me paresaani nhi hogi, thank u mam
Mai aapne mains syllabus ko deeply samjhya h , har subjects ke bare me aapne ache se ध्यान me rakh kr samjhya hai, isse dekhne ke badh kisi v video ko dekhne ki jarurat nhi padegi kisi ko v ,
👉 कार्यपालिका का भंग होना (अर्थ) - जब किसी भी दल की लोकसभा में बहुमत होती है तो वह दल अकेले दम पर सरकार नहीं बना पाती है तो अन्य दल या राज्य-स्तरीय दल या क्षेत्रीय दल के सहायता से सरकार बनती है और जब कुछ समय बाद सहयोगी दल अपना समर्थन वापस ले लेते हैं तो उस स्थिति को हम कार्यपालिका का भंग होना कहते हैं।
Mam is lecture se samjh aaya ki hume prelims or mains ki taiyari alg alg nhi krni hai , baliki hume dono ko sath lekr chalni hai .kuch yese subjects hai jisse hum skip kr sakte h prelims ke time, baki har subjects ko sath lekr chalni hai jisse ki prelims or mains ki taiyari sath me ho jaye , thank u mam
Sir u are the best teacher for upsc , aapki upsc cse information se mujhe aaj bahut jaankari mili jo aaj tak pata nhi thi, thank u so much sir
Mam mai booklist ko lekar bahut paresaan rahti thi, iske liye maine bahut video dekhi,aaj meri sari paresaani खतम ho gai, thanku so much mam
Thank u mam , mai aapki bahut abhari hun, jo aapne itne Aache se exam ke pattern ko samjhya, mai pahle v bahut exam pattern ki video dekhi par aaj मुझे bahut acche se samjh aa gai, u are best teacher for upsc, thank u mam
Britishers ne bharat me shasan karne ke liye Bharat vidhyaman vividhta ko apna marg bnaya tatha Bharat ke rajao ke bich fut dalte rahe. 1757 me palasi ka yudh Britishers ki jit tatha bharat me unka purn roop se shasan prarambh. 💜💜
Prelims fact:- sansadiya vyavastha me karyapalika vidhayika ka ek hissa hai. Vidhayika me sakar bnane ke liye purn bahumat ki avashyakta hoti hai jis party ka bahumat hota hai uski ki sarkar banti hai. Bharat me gathbandhan ki vevstha hai. Jb kisi party ke pass purn bahumat nhi hota to vah gathbandhan ke dvara apni sarkar bna skta lekin gathbandhan ki Sarak me agr koi party apna samrtha vapas le leti hai to sarkar gir jati hai 💜💜
Sansadiy vyavasthta me karyapalika vidhayika ka hissa h. agr vidhayika me purn bahumt nhi hoga to sarkaar girne k adhik chance hote h , jissse karyapalika bhang ho jayegi. thank u sir g 🙏💐😊
Jo rastr dharm ko hamesha aage rakhta hai vaha per any dharm ke logo per dharmik va any rupo se behdbav dekhne ko milega example - Pak , Gulf countries etc ..Secularism kisi rastr ki antrik shanti aur vikas mai ati mahatvpurn hissa hai ❤❤
Ajadi ke phle Bhartiyo ko british sarkar ke samaksh bolne ki swatantra nahi thi...britishsh ne bhartiyo ke adhikaro ka atyadhik damn kiya ..ajdi ke baad bharat ne loktantrik gadrajy ki sthapna ki aur logo ko unke mauilk adhikar diye ...YAH RAJNITI KA SAKARATMAK PHLU HOTA H❤❤
Prelims fact .. सरकार का बहुमत अगर कर्यपालिका में नहीं रहा To सरकार भंग हो जाएगी इसे बोलते हैं कर्यपालिका भंग हो जाना
Pre fact - angrejo ne bharat ki vividhta ko dekh ker iska labh uthaya unhone fut dalo shasn kro ki niti apnayi aur bhart ko upnivesh bana liya ....❤❤
Sansadiy Vyavstha mai karypalika vidhyika ka hissa bhi hota aur skarkar ko banaye rkhne ke liye vidhyika mai bahumat ki avashyakta hoti hai yadi vidhaika se bahumat gya to sarkar gir jati hai aur karypalika bhi bhang ho jati hai ❤❤
❤
अंग्रेजो को ये समझ आ गया था कि भारत पर अपना परचम लहराना और व्यापार करना थोड़ा आसान है इनके हाथों में राजाओं की कमजोरी आ गई थी राजा महाराजाओं को अपना अहम बहुत महत्वपूर्ण है इसलिए अंग्रेजों ने फुट डालो शासन करो कि नीति अपनाई ऐसे में एक महत्वपूर्ण युद्ध होता है पलासी का युद्ध इसमें अंग्रेज जीत जाते है और अंग्रेजी शासन की नींव भारत में रखी जाती है
Prelims fact _ Britishers ne divide and rule ki policy apnai india me apna dominance banaye rakhne ke liye
Prelims fact _ vidhayika me bahumat nhi hua to sarkar gir jati h karypalika me sarkar banane ke liye vidhayika me bahumat chahiye hota
Prelims fact :- अंग्रेजों ने अपने शासन के विस्तार के लिए फूट डालो राज्य करो की नीति का अनुसरण किया। प्लासी के युद्ध में विजय के बाद अंग्रेजी साम्राज्य की नीव भारत में पड़ी।
संसदीय शासन व्यवस्था में कार्यपालिका विधायिका का अंग होती हैं जो पूर्ण बहुमत से सरकार का निर्माण करती हैं यदि विधायिका में कार्यपालिका की बहुमत समाप्त हो जाए तो सरकार भंग हो जाती हैं
भारत> संसदीय व्यवस्था= कार्यपालिका विधायिका के प्रति उत्तरदायी सरकार को बहुमत प्राप्त न होने पर कार्यपालिका भंग हो जाती है>सरकार गिर जाती है
Prelims fact=अंग्रेजों को भारत में शासन वयवस्था को स्थापित करना जायदा मुस्किल नही लगा क्योंकि वे भारत के राजाओं की शासन प्रणाली को अच्छी तरह समझ गए थे जिस का फायदा उठाते हुए उन्होंने फुट डालो और राज करो की नीति अपनाई और राजाओं के साथ युद्ध लड़े और अपना शासन स्थापित किया प्लासी का युद्ध 1757 के बाद अंग्रेजी शासन मजबूत होता चला गया 🙏😊
Prilems fact- अंग्रेजों ने भारत में शासन करने के लिए फूट डालो और शासन करो की नीति अपनाई प्लासी के युद्ध के बाद अंग्रेजी शासन की न्यू भारत में पड़ी।
अंग्रेजों को भारत में शासन करने के लिए: राजाओं के अहंकार द्वारा फूट डाले शासन करो से अंग्रेज शक्तिमान बनते गए और महाराजा कमजोर बने => प्लासी का युद्ध जिसमें अंग्रेज जीत गए और भारत में शासन की नींव रखी
😊𝐏𝐑𝐈𝐋𝐈𝐌𝐒 𝐂𝐎𝐍𝐂𝐄𝐏𝐓𝐒😊<𝐏𝐎𝐋𝐈𝐓𝐘> :-भारतीयो राजाओ मे अहंकार बहुत होता था :- ये बात अंग्रेजो को मालूम हो गई और इन्होने राजाओ के बीच फूट डालो और राज करो कि नीती अपनाई..इसे राजाओ मे युद्ध करते थे... :-प्लासी का युद्ध-इसे मे अंग्रेज जीत जाते है...
🎉(92) 3 riyasto me sutantra rehne ko chuna ❤jammu& kasmir ❤ junagadh ❤hedrabad
🎉(91) riyasto ko 3 vikalp diye gye ❤ Pakistan me shamil ho jao ❤bharat me shamil ho jao ❤ suatamtrata raho
🎉(90) sardar Patel ( addyadesh ) or BP menan( sachiv) ye dono pramukh the desho reyasto ko bharat me shamil karane hetu inhone carrot & stick ka rule apnaya tha
🎉 (89) suatamtrata se pehle total 565 riyashate thi Suatamtrata ke bad 552 bharat ki Seema ke andar thi jisme se 549 to bharat me shamil ho gyi lekin 3 sutantra rehna chahiye rhi thi
Prilems facts- अंग्रेज लोग यह जान चुके थे कि भारत के अंदर अपना शासन जमाना और व्यापार चालू करना आसान है क्योंकि भारत के राजा बहुत अहंकारी थे। अंग्रेजी समझ गये कि इनको लड़ना आसान है। और अंग्रेज़ो ने फूट डालो शासन करो की नीति अपनाई।
🎉(88)bharat ko do bhago me bata gya tha ❤British bharat ❤deshi riyasate
🎉🎉🎉🎉🎉🎉🎉
Angrezo ne bharat mai diversity ko dekhte hue bharat mai shashan karane ke liye foot dalo shashan Karo ki niti apnai is niti ke tehet bharat ke rajao ko apas mai ladate rahe 1757 mai filasi ke yudh ke doran angrezi samrajjyer ki neev padi or angrez is yudh mai Jeet jate hain