Sultan Ul Faqr Kon Hain Un Ki Nishaniyan Aur Kitne Hain
ฝัง
- เผยแพร่เมื่อ 20 ม.ค. 2025
- Sultan Ul Faqr Kon Hain Un Ki Nishaniyan Aur Kitne Hain? What Is Sultan ul Faqr? Sultan means "King" or "Badshah" And Faqr (literally, "poverty") is a term that refers to the different patterns and stages of physical, psychological, and spiritual need and needs that a traveler on the mystical path may adopt as a means of progressing in gaining God's love, mercy, and purity. and purity. Sufi knowledge. And Sultan ul Farq Means mystical knowledge, God-loving, Friends of God.
-Sultan ul Ashiqeen Sultan ul Arfeen Hazrat Sakhi Sultan Bahoo (RA) Ne 5th Tak Sultan ul Faqr Ka Bataya Hai Ke Kon Kon Hain, 6th Aur 7th Sultan ul Faqr Ne Ana Hai 7th Sultan ul Faqr Imam Mahdi (as) Ne Hona Hai, Aur Imam Mahdi (as) Ne Hi 6th Sultan ul Faqr Ka Raaz Kholen Gay. Yani Ke 6th Sultan ul Faqr Jo Hai Wo Raaz Mein Hi Rahe Ga, Aur 6th Sultan ul Faqr Ka Jo Raaz Khole Ga Wo Imam Mahdi Hoga. Sultan ul Faqr Jo Hota Hai Us Ki Nishiyan Kya Hain? Zikr e Qalbi Jo Hai Ne Ye To Milta Hai Tazkiya e Nafs Ke Bad, Koi 12 Saal Tak Tazkiya e Nafs Karne Ke Bad Je Ke Zikr e Qalbi Milta Hai, Aur Sultan ul Faqr Jo Hai Na Wo Pehle Din Hi Zikr e Qalbi Deta Hai Sultan ul Faqr Ki Pehli Nishani Ye Hai.
-Sultan ul Faqr Kabhi Bhi Paas n Faas Ka Zikr Nahi Deta, Paas n Faas Ka Zikr Kya Hai? Sans Ke Sath Zikr Karna, Sultan ul Faqr Kabhi Bhi Sans Ka Zikr Nahi Deta. Paas n Faas Ka Zikr Jo Karte Hain Wo Jinnat Aur Farishte Karte Hain, Kyun Ke Un Ke Andar Qalb Nahi Hota, Aur Paas n Faas Ke Zikr Ke Liye Ijazat Ki Zarorat Nahi Hoti, Zikr Ki Ijazat Ki Zarorat Jo Hoti Hai Wo Qalb Se Start Hoti Hai Aur Sultan ul Farq Pehle Din Hi Qalbi Zikr Deta Hai. Kyun Ke Qalbi Zikr Baghair Manzori Ke Nahi Hota.
-Sultan ul Faqr Ki Dosri Nishani Ye Hai Us Ki Mehfil Mein Baithne Wale Zakir e Qalbi Hote Hain, Aur Kam Se Kam Un Mein Se 4 Afrad Aise Hon Jo Hazoor Pak (saw) Ki Mehfil Mein Tasdeeq Kar Saken Ke Ye Sultan ul Faqr Hai, Aur Jo Sultan ul Faqr Ka Murshid Hota Hai Wo Sultan ul Faqr Nahi Ho Sakta, Kyun Ke Sultan ul Faqr Ka Jo Murshid Hai Wo Aaqa e Do Jahan Hazrat Muhammad (saw) Hain.
-Sultan ul Faqr Ka Matlab Hai God-loving, Friends of God, To Jo Sultan ul Faqr Hain Wo Allah Ke Deedar Mein Bhi Hote Hain, Aur Sultan ul Faqr, Hoo Ka Zikr Bhi De Sakta Hai, Lataif Ka Zikr Bhi De Sakta Hai, Aur Sultan ul Faqr Kam Se Kam Sawa Lakh Logon Ko Wasilbillah Karta Hai. I will share the true Sufism Bayan Of Sultan Ul Faqr Kon Hain Un Ki Nishaniyan Aur Kitne Hain. #SultanUlFaqr #ZikrEQalbi #FikarEIqbal
More Related Videos Vist For
/ fikar_iqbal
/ advocate-zuhaib-hafeez...
www.fikareiqba...