Centrifugal Jet Pump Air Problems & Solutions.

แชร์
ฝัง
  • เผยแพร่เมื่อ 11 ก.ย. 2024
  • Dear friends, please see the complete video and the link. Jet Pump small Solution
    • Centrifugal Jet Pump s...

ความคิดเห็น • 57

  • @babusahu7945
    @babusahu7945 3 ปีที่แล้ว +1

    Thank you for your guidance🥰🥰🥰
    Aap free me hin mera etna help kardiye jitna ki wo plumber pesa le ke nehi kiya..... thank you again sir.....u r great 🤩🤩🤩
    Deep knowledge jindabad🤘

  • @MrSanjeebdash
    @MrSanjeebdash ปีที่แล้ว +1

    Mera 1 hp ka CRI Pump he jisko chalu karne se outlet pipe bht jor re vibrate kar raha he...jab me pressure valve ko pura dhila kar deta hu aur outlet valve ko adha band karta hu tab jak vibration band hota he...bht sare plumber isko thik nahi kar pa rahe.. please help

    • @DeeplyAnalysis
      @DeeplyAnalysis  ปีที่แล้ว

      Bhai aap mujhe WhatsApp Karen 8763733659

  • @mallikkamal4578
    @mallikkamal4578 ปีที่แล้ว +1

    Sir mera ek jet pump pani nahi de raha hai usme nechese cheke valve accha hai, motor gumraha hai,pura section pipe and ampller pani se vara huha hai,jab motor start karega pani nahi de raha hai kya problems

  • @babusahu7945
    @babusahu7945 3 ปีที่แล้ว +1

    Sir......jab pressure valve lock karta hun to pressure achha aata hai....but jab pressure valve loose karta hun, 5s pani aata hai aur fir dhire dhire pani aana band ho jata he......
    I mean air le jata he jab pressure valve release karta hun to....
    4 plumber ko dikhachuka......3 kuchh bata nehi paye aur ek bolta he ki compressor motor lagao.....jabki motor me koi problem nehi he system me problem he....

    • @babusahu7945
      @babusahu7945 3 ปีที่แล้ว

      Aur me foot valve, pressure valve,pipe change kuya hun ....fir v problem hai

    • @DeeplyAnalysis
      @DeeplyAnalysis  3 ปีที่แล้ว +1

      Bhai pressure nut ko mat nikalo , jaise company ne bydefult fit kia he, aise hi fit karo, pani ka pressure dekh k nut bolt tight kardo

    • @DeeplyAnalysis
      @DeeplyAnalysis  3 ปีที่แล้ว +1

      Kya problem he , pani pipe se chod raha he kya, boom type ka awaj hota he kya. Aise hone se jet assly jo pani me dub k rehta he usme se spring or waser new daldo

    • @babusahu7945
      @babusahu7945 3 ปีที่แล้ว +1

      @@DeeplyAnalysis pressure valve jesa nut normal rehene se pani utha ta hi nehi,pani ke pressure se valve thoda sa pani release karte hi bapas air le jata he......jab tak pressure valve ki nut ko tight rakhta hun tab tak pani dono pipe me achhe se circulate hota he.....jese hi thoda loose karta hun pressure valve ki nut ko pani aata he tap se 5-10s fir air le jata he aur nehi uthata pani

    • @babusahu7945
      @babusahu7945 3 ปีที่แล้ว +1

      Hum to esse etna parisan ho chuke hen ki new motor setup lagane ka soche hen kal.......but new lagane ka bilkul man nehi kyu ki motor new hai pura......bar hum problem nehi find out kar pa rahe hen
      Aur hume koi professional plumber v nehi mil raha jo dekh k problem find out kar sake....
      Parso se lockdown he....to kal ya to jese kar k v pani ka byabasta karna hoga....pichhle 12 din se motor kharab hai....

  • @rakesh5913p
    @rakesh5913p 2 ปีที่แล้ว +1

    1 hp ka texmo ka jet pump hai . Kai baar apne aap pani chid deta hai aur air le leta hai. New motor lagaya hai abhi tabhi yehe problem hai. Kya reson ho sakta hai

    • @DeeplyAnalysis
      @DeeplyAnalysis  2 ปีที่แล้ว

      Joint me thread tap ya patla rasi use karke tight karna he, aise me air leakage nahi hota he. Ye joint par hi air le leta he. Or ek baat foot valve me jo waser or spring loga he usko bhi testing k baad fit karna chahiye. Testing matlab footvalave me pani dalke dekhna he, pani girne se waser damage. Isme se ek bhi bund nahi tapkna he, tabhi footvalave thik mana jayega. Aise test karo, tavi pota cholega kya problem hua hoga.

    • @rakesh5913p
      @rakesh5913p 2 ปีที่แล้ว +1

      @@DeeplyAnalysis ok thank you for speed reply.

  • @mandarnewase4306
    @mandarnewase4306 3 ปีที่แล้ว +1

    Sir mere paas 1991 se 1HP ka jet pump hai.
    Lekin uska foot volve kharab ho gaya hai or woh mujhe nahi mil raha hai kya app kuch guidelines kroge/ kaha mil sakta hai?

    • @DeeplyAnalysis
      @DeeplyAnalysis  3 ปีที่แล้ว

      Ok, kya kharap hua he, hole ho gayA he kya usme. Wo pital me hota he, aap whatsapp 8763733659 par pic vejona. Or pital ka welding karne se sahi ho sakta he.

  • @pradeepkumar-ps2bw
    @pradeepkumar-ps2bw 4 ปีที่แล้ว +1

    Kitene fit niche se nikal sekti hai boos

    • @DeeplyAnalysis
      @DeeplyAnalysis  4 ปีที่แล้ว

      30feet niche se, 70 feet tak upar le sakte ho Delivery pipe ko.

  • @gurbhejsinghchahal3315
    @gurbhejsinghchahal3315 4 ปีที่แล้ว +1

    Sir ji o.5 hp का जेट पंप कितने फुट नीचे से पानी खिच सकता है ?

    • @DeeplyAnalysis
      @DeeplyAnalysis  4 ปีที่แล้ว

      Hamare yahan 30feet me fit hua he, thik he, isse jada hone se pump bar bar heat hoga, or ye pump k liye acha nahi he

  • @MN-ih3pr
    @MN-ih3pr 2 ปีที่แล้ว +1

    MCB switch kitna logona sahiye Jet pump me ?

  • @RameshKumar-om5un
    @RameshKumar-om5un 2 ปีที่แล้ว +1

    525 feet tube well se 2 inch pani ke liye kitne hp ka jet pump konsi company ka istemal kare

    • @DeeplyAnalysis
      @DeeplyAnalysis  2 ปีที่แล้ว

      Chahe jitna bhi deep ho Pani ka level ta upar hi rehta he. Kirloskar, Crompton isme se sahi rahega

  • @ritikraj2629
    @ritikraj2629 3 ปีที่แล้ว +1

    Sir ji mera motor s srf awz aa rha pani nii aa rha kya kru jldi btao sir.....

    • @DeeplyAnalysis
      @DeeplyAnalysis  3 ปีที่แล้ว

      Air le raha he, joint pe , union joint pe air le raha he,
      Nahi ta niche jo jet asembly he wohi pe waser damage hone se pani nahi rehta hoga pipe me

  • @kiranpatil3262
    @kiranpatil3262 4 ปีที่แล้ว +1

    Sir meine 1.5 ho centrifugal jet pump liya hai kal hi, lekin paani nahi utaa raha.. pls help me kya fault hoga motor brand new hai

    • @DeeplyAnalysis
      @DeeplyAnalysis  4 ปีที่แล้ว

      Konsi company ka

    • @DeeplyAnalysis
      @DeeplyAnalysis  4 ปีที่แล้ว

      Pipe joint thik se karna air le raha hoga, pressure adjustment not ko adjust kardo

    • @kiranpatil3262
      @kiranpatil3262 4 ปีที่แล้ว +1

      @@DeeplyAnalysis Sir, maine "Suguna" company ka motor liya hai

    • @kiranpatil3262
      @kiranpatil3262 4 ปีที่แล้ว +1

      @@DeeplyAnalysis sir motor leke aaj doosra din hogaya tabse humara plumber try kar raha hai. Ek baar poora pipe nikalke clean karke daal, phir bhi motor paani nahi utaraha. Ab bolraha hai aur ek baar ABCD se start karna chahiye. Ab doosri baar pipe nikalke clean karna padega aisa bolraha hai aur motor bhi clean karna padega aisa bola

    • @DeeplyAnalysis
      @DeeplyAnalysis  4 ปีที่แล้ว

      8144199104 par call kijiyega

  • @mprasantakumar706
    @mprasantakumar706 3 ปีที่แล้ว +1

    Jab motor chalu karta hun...pani uthata nehi he...Jab AIR LOCK ko loose karta hun to pani thata ta he....iska problem kya he krupaye bataye..bahut parisan ho ra ha hun..Per Dono pipe pe pani reserve rahata he...kanha se AIR lick jo ta he malum nehi pad rehihe...

    • @DeeplyAnalysis
      @DeeplyAnalysis  3 ปีที่แล้ว

      Konsa moter jet he kya, aap whatsapp kijiyega about section me he no

    • @mprasantakumar706
      @mprasantakumar706 3 ปีที่แล้ว +1

      @@DeeplyAnalysis Jet 1 Hp ka

    • @mprasantakumar706
      @mprasantakumar706 3 ปีที่แล้ว +1

      @@DeeplyAnalysis Centrifugal Jet Pump

    • @DeeplyAnalysis
      @DeeplyAnalysis  3 ปีที่แล้ว

      Bhai aap whatsapp karo , tabhi sahi se botapaunga

    • @mprasantakumar706
      @mprasantakumar706 3 ปีที่แล้ว +1

      @@DeeplyAnalysis Mail Send kiya hun...kindly check it.

  • @mohammadshahid263
    @mohammadshahid263 3 ปีที่แล้ว +1

    Pressure kam ho to bhadaye kaise????

    • @DeeplyAnalysis
      @DeeplyAnalysis  3 ปีที่แล้ว +1

      Foot valve stainer ko cleaning, pressure control nut ko maximum tak set karna he, ek bar moter ka normal servicing karne par . Pressure automatically increase hoga naya jaisa .

  • @rs200pulsar4
    @rs200pulsar4 4 ปีที่แล้ว +1

    Good

  • @deepakrathor1703
    @deepakrathor1703 4 ปีที่แล้ว +1

    Ye btao ki pipe sahi laga par air kaha se le Raha hai

    • @DeeplyAnalysis
      @DeeplyAnalysis  4 ปีที่แล้ว

      Jet assly se sayad, jo pani ke niche duba he, waser or spring change kar do.
      Nahi ta union joint thoda tight karna he.

  • @salmanzafar9817
    @salmanzafar9817 ปีที่แล้ว +1

    Sir ji,
    Aap se baat karni thi ,
    Plz. Apna no. send kijiye na.

  • @apatra9887
    @apatra9887 3 ปีที่แล้ว

    Jet pump me 2 kanesan ogiike khaki saplaki

    • @DeeplyAnalysis
      @DeeplyAnalysis  3 ปีที่แล้ว

      I don't understand your language bro

  • @anuraggautam6405
    @anuraggautam6405 3 ปีที่แล้ว +1

    मेरे जेट पंप के पाइप बोर में गिर गए है

    • @DeeplyAnalysis
      @DeeplyAnalysis  3 ปีที่แล้ว

      Yes, bhai ye keise hua, aap mere whatsapp par contact karo

    • @anuraggautam6405
      @anuraggautam6405 3 ปีที่แล้ว +1

      @@DeeplyAnalysis पाइप तो नही निकलेंगे शायद क्योंकि 2 पाइप है एक तो जगह नही है दूसरा अगर एक पाइप पकड़ में आ जाता है तो उसे खीचने पे दूसरा पाइप बोर की दीवार में अड़ जाता है।

    • @DeeplyAnalysis
      @DeeplyAnalysis  3 ปีที่แล้ว

      Ok ,fir bhi whatsapp pe msg kAro ,sayad kuch technique kam kar sakta he

    • @anuraggautam6405
      @anuraggautam6405 3 ปีที่แล้ว +1

      @@DeeplyAnalysis नम्बर

    • @DeeplyAnalysis
      @DeeplyAnalysis  3 ปีที่แล้ว

      Please see the about section, 8763733659