Bhai maine har baar aktu semester exam mai highlighter ka use kiya aur acche marks bhi aaye pr is baar mera center dusre college mai gya hai baha pr jo sir hai bo mna kt rehe hai highlighter ke lia
@@sktechnovation Thank you bhai, ek aur question hai 2 mark ka answer kitne page mein likhe? aur 10 marks ke answer kitne page mein likhe? Aur Kya Aktu copy ka size A4 hota hai?
Padhte time short notes bnao bhai, sirf heading or main points ke .. uske bad sare headings ke phle words leke koi 1 single word bnao aur usko yad rakho usse yad rakhna asan hota hai
Main headings to bilkul correct yad kro, and thodi bahut English bhi sahi kro...pura sentence to ni pdha jayega lekin starting to atleast shi honi chahiye
bhai aaj mera exam tha aur mena kuch nahi padha aur paper bhi unexpected aa gya tha mena sirf 16 page likha hai aur bo bhi bahut sara bana ke likha hai mea last semester ka hu kya last semester mea bhi lagti hai back
Highlighter ka use mat kro, skech pen ka kro badhiya rhta hai... highlighter se moisture se copy khrab ho skti hai isliye usko kosis kro ki mat hi use kro
Bhai pr allow to hota hai are mai aktu se b pharma kr reha yeh mera 7th semester hai aur is baar mere center dusre college mai gya pehle dusre mai jata tha to maine baha highlighter ka use kiya to baha ke sir ne mna kiya ki meri backs aa jayegi jo ki bhai maine apne har semester mai kiya aur hm apne college ka topper bhi rehta hoo to mujhe tension ho gai tabhi pooch bhai agr allow na hota to pahle bhi to number mai kuch ho sakta hai meri har baar % 80 se above aati hai bhai reply de dena
@@yasheenali6597 Use kro Bhai ...kuch ni hoga use krne se ..wo to muje thoda laga ki moisture se kahi copy khrab na ho..baki agar 7 semester se kr rhe ho to kro...centre se kuch ni hota
Sir Skage Pen scan ho jata hai ?
Haa ho jata hai...bas headings me use Krna hai
@@sktechnovation Thankyou sir🙏
@@sktechnovation Sir figure bnane ke liye Pencil use krna hai ya Pen ?
V❤😂🎉
Bhai sach btau tumhare kehne se lag rha h. Ki kuch acchi copy nikal kar ayegi saare steps follow krne ke baad. ❤ I will do it tomorrow.
Thank you for the appreciation 🙂 Must try bro, copy achi ho jati hai thode changes se
32 ke 32 page likho aur quantity +quality dono do pakka pass hone ka chance hota haii 😕
Thank you so much sir for information 😊
Bhai logo sk ek jagah rakhiye focus udhar hi chal jata hai 😢
Bhai maine har baar aktu semester exam mai highlighter ka use kiya aur acche marks bhi aaye pr is baar mera center dusre college mai gya hai baha pr jo sir hai bo mna kt rehe hai highlighter ke lia
Nice
To pen ka hi use kr.
Aapne green colour vala highlighter use Kiya tha?
Thanks bro.
Thank you 🙏🙏🙏🙏🙏 sir
Diagram pencil se bnaye ya pen se hi?? Please Reply
Pen
Sir agar mein pen se heading likhe question ke andar Phir
Ushe black sketch pen se underline kar Diya toh achi number aayegi??
@@Upwaale2003 blue sketch pen ka use kro underline ke liye ..jada acha rhega
@@sktechnovation sir Ek doubt Aur tha agar (section-a) first attempt kar liya toh marks decrease hoti??
3:20
total kitne page hote h copy m??
32
Diagrams k lie kya use kare like pencil sketch or pen?
Dot pen sahi rhta hai...pencil bas graph chart pe use Krna ..baki general diagrams pen se
Thanks bhaiya 😊
❤
Thanku sir
Bhai kiya copy ke piche rough work kar sakte hai koi problem toh nhi
Answer book ke sabse last page pe Krna aur Rough Work page ke sbse upar likh dena ..
Thank you sir ❤
Copy kaisi hoti h blank page ya lining wali
Lining wali
Particular answer samapt ho jane pr kux nisan bna skte hain
Haa answer khtm hone ke bad niche blue sketch se sidhi line bna Dena ...aur acha presentation ho jayega
Hi bhai agar 10 marks ka question hai toh kitne page likhna chahiye, please reply 😭😭
2, se 2.5
3
@@sktechnovation han 3 pages or bhi ziyada better hai.
@@Drx_Aalam143dono side?
@@sktechnovation paper hoga kaise fir poora bhai 😂
Blue sketch se repeat karna hai ya black pen ke neech double line aur banai hai?
Blue pen se double lines heading ke niche or main answers ke pas
Thanks for aktu acknowlegement
Sir BA ki exame me kon kon se color ki pen le jaae
Aktu mba answer copy total kitne pages ki hoti hai? Kya extra sheet milti hai?
Extra sheet ni milti hai... 32 pages ki hoti hai
@@sktechnovation Thank you bhai, ek aur question hai 2 mark ka answer kitne page mein likhe? aur 10 marks ke answer kitne page mein likhe? Aur Kya Aktu copy ka size A4 hota hai?
Please answer my question
2 marks ke maximum 1 page, A4 nhi hota
Previous year question puchta hai aktu
Haan
Copy kitne page ka hota hai
32
Sir chemistry ke liye koi tips . Bahut tough lag raha 😢
Sir kya b pharm ki micro ya engenring ki copy mein coloured pen use kr skte hain plz answer me
Bro only blue and black pen use Kar sakte hu aktu ki copy me likha bhi hota h eske alava dusra use karogy to number cut hu jayengy
Mere back aagya 1 sem mai pta ni kuu aya likh k aayi thi vo bi 2 sub mai 2 sem mai bi bhot dar lg rha h ki 3 mai asa na hi 😢😢😢
Sahi se pdhai kro aap, numericals wale subjects me jada pdho, or theory me atleast headings Puri yad krne ki kosis kro, all the best
Kitne pages bhre the aap ne
Course ?
@@ashutoshsharma8096 22
sir aap ko heding se phle star bna rhe h to ye hum log bhe bna skte smester copy me
Bole aapki backs aa jayegi pr bhai maine apne sabhi sem ke exam mai highlighter ka use kiya aur marks bhi acche aaye sabhi mai
Bhai tum kitne pez likhte ho
Our tumhare kitne percentage aaye h
Bhai exam sab yaad rhe kuch tips do 🙂
Padhte time short notes bnao bhai, sirf heading or main points ke .. uske bad sare headings ke phle words leke koi 1 single word bnao aur usko yad rakho usse yad rakhna asan hota hai
Bhai meri theory me 5 back hai meri madad karo pls 😭😭😭😭😭😭😭😭
Kon se year ke ho bhai
@@Aditya-tw9jy थर्ड स्मेस्टर हैंभाई 1 st semester me 2 back aayi thi 2 nd me 3 aa gyi 😭😭😭😭😭😭
@@siddharthyashvardhanchaube6618 💔💔💔 AKTU se ho na bhai😭😭 aur aap b pharm kar rhe ho kya
Sir 7/2 marks question m kitne page likhne honge? Btech first yr.
1 page likhne ka koshis kro, but time dekhte huye Krna... Last me Krna, agar time ho to 1 page nhi to 1 me 2 answer
@@sktechnovation Okay sir
Sir b pharma mai hinglish mai likh skte hai
Nhi Bhai, Only English me answer Krna
Sir agar english week ho to kaise likhe copy
Main headings to bilkul correct yad kro, and thodi bahut English bhi sahi kro...pura sentence to ni pdha jayega lekin starting to atleast shi honi chahiye
Bhaiya kya engineering physics ka exam tough aata hai kya??
Na yar...wahi previous year jaisa hota hai... previous year krlo sare usi jaise ayega
bhai aaj mera exam tha aur mena kuch nahi padha aur paper bhi unexpected aa gya tha mena sirf 16 page likha hai aur bo bhi bahut sara bana ke likha hai mea last semester ka hu kya last semester mea bhi lagti hai back
Theory subject h to ni lgegi... Content thoda or likh dena tha...
Aap bahut accha trick bataye thx Sir ❤❤
Koi bhi subject ka teacher kisi bhi subject ka paper check karta hai ya us teacher ko wo subject padhana chahiye??
Jis subject ko Jo pdhata h wahi subject check krne ko dete hain
B pharm me aise likh skte hai na aktu
Haa chalega
Bhai aktu me nasib chalta h pass fail
Haa but pdhai krne wale fail nhi hote bhai.. lekin naseeb wali bat bhi sahi hai
Bro in which company you got placement.
Working in Infosys 😅
Mba ke liye
Same
Sir ease hi number nahi mil jayege
Haa copy me answers to theek thak likhne honge
Bhai aktu main paper se ek din pahle padhkar pass kaise ho batao please 🥺😢
😂😂😂
Video bnaya hai ispe bhi
Ach bhai
Blue scetch se dubara double line kheechne se achha answer ke end me line kheech do
Sir maine aktu mai ek program mai jo pucha tha uski jagah dusra program likh diya kya number kategaye kya
Agar specifically bola tha ki konsa program likhna hai to dusra likhne par obviously number katenge
15min. To sirf copy fill karne mai nikal jate hai
Copy 15 minute phle dete hain...usko use kro ...bas paper code bad me Krna hota h
Bhai meine har page me middle me section b and uske niche question number likha hai sahi hai na???
Haa usse koi issue ni hai..bas separate alag se section and question number dikhna chahiye
4 se 5 page fila karna rahta hai
4 se 4.5
Bhai Hindi mai bhi likh sakte hai kya
No bro, only English
जय हो
❤️😌😌
Can we use gel pen or dot pen
Either of them u can use...but prefer dot pen
Maine Math 2 ke exam me pencil se diagram draw kiya tha maine 70 marks ka attempt kiya tha par 21 marks aaye mujhe samajh hi nahi aaya galti kaha thi
bhhaaiiii copy scan hoti h pencil scan me dikhti nahi h agli baar se pen use krna bro
Kya hum highlighter ka use kr skte hai
Ni highlighter ka maine kabhi use ni Kia hai so I will not suggest that ..
Bhai isme quantity par dhyan de ya fir quality par
Agar bilkul theory paper hai then quality+ quantity.. at least headings to correct honi chahiye
AKTU Mai content ke marks h ya quality ke matlab copy bhar kar aaye to acche marks milenge
Copy bhrne se pass ho sakoge, but quantity+quality se ache marks
Bhai highlighter ka use kr sakte hai
Highlighter ka use mat kro, skech pen ka kro badhiya rhta hai... highlighter se moisture se copy khrab ho skti hai isliye usko kosis kro ki mat hi use kro
Bhai pr allow to hota hai are mai aktu se b pharma kr reha yeh mera 7th semester hai aur is baar mere center dusre college mai gya pehle dusre mai jata tha to maine baha highlighter ka use kiya to baha ke sir ne mna kiya ki meri backs aa jayegi jo ki bhai maine apne har semester mai kiya aur hm apne college ka topper bhi rehta hoo to mujhe tension ho gai tabhi pooch bhai agr allow na hota to pahle bhi to number mai kuch ho sakta hai meri har baar % 80 se above aati hai bhai reply de dena
@@yasheenali6597 Use kro Bhai ...kuch ni hoga use krne se ..wo to muje thoda laga ki moisture se kahi copy khrab na ho..baki agar 7 semester se kr rhe ho to kro...centre se kuch ni hota
@@yasheenali6597yar apne highlighter kha kha use Kiya copy me thoda btaoge please
Agar theoretical h toh veern chemistry ka alg hota h
Nice Bhai
Scholarship kab aiygi koi btado
Agar Bank me mobile number registered hai to sms aa jayega
❤
Aap bahut ache ho aap ki okz aap apna contect number de dihea aap ka requested
Thank you sir❤
Most welcome
32 ke 32 page likho aur quantity +quality dono do pakka pass hone ka chance hota haii 😕