One of "THE BEST' modification jobs I have ever seen. (I don't comment on videos usually but the work is just commendable, especially from an Indian TH-camr)
@@atulicfai09 it's totally depends on bike suspension and disc setup, maybe it's possible to install one more caliper and diac plate in front wheel, but without checking the bike's front suspension and braking system, i am not sure for this modification
You have done a good job… My only feedback is to use grade 6061 or 6063 aluminium to make the hub plate…. Steel is heave and the excess weight causes handling issues
Bhai excel uske andar se lagta hai, uper se cap lag jata hai isiliye excel dikhta nahi hai, Abhi ek video aane wali hai alloy wheel paint ki usme dikh jayga kese laga hai,
@@akashseth153 bro kharcha depend karta hai ki aap new parts daloge ya second hand, baki mera last video dekhlo usme mene sari details di hai modification ki or kharche ki
Ek disc plate lagegi or kuchh lathe work hoga.. apne area ke kisi experience lathe wale se baat karo, agar use samajh na aaye to is project ka first part dikha dena
@@bplbiker but fir bhi ye dominar wala poora setup kitne tak aa jayega USD fork ke sath ?.... there is another bike where i saw same fork with dual discs.. Triumph Speed Twin.. uska setup bhot jabardast hai...par wo mila payega yaha wo pata nahi bhot mehnga aayega.. suggest me a good mod with USD
@@RavindraSoni360 dual disc me sabse affordable setup dominar ka hai, aap 99rpm website par Bajaj ki kisi b bike ke parts manga sakte ho waha apko price bhi pata chal jayga
Rashid bhai pehle wala spacer total 20 mm ka hi tha lekin wheel se lekar plate tak ka size 13 mm hi tha, kyuki aage ki taraf ek coller bani hai uske andar ja kar plate fit ho jati hai, to plate tak hame 13mm hi milta hai, or hamne left side ke caliper ko dekhte huye wo spacer banaya tha. but jab right side me hamne shocker change kiya to dusre caliper ke size me difference aa gaya, isliye us spacer me alteration karna pada, Kul milakar last wale video me jo bataya hai wo perfect hai
@@bplbiker kabhi highway pe ek constant speed pe handle bar chodkar dekho agar bike ek taraf khichne laga toh problem hai agar nhi toh bilkul sahi hai.
@@Hunter.1999 mene har tareeke se check kar liya bro, bike to 170 kmph ki speed par bhi chalaya hai hath chhor ke bhi chalai hai koi dikkat nahi hai ek dum badhiya chal rahi hai bike or braking to bohot shandar ho gai hai👍🏻
Is modification se related sare questions ke answers is video me hai👇🏻
th-cam.com/video/uE-hc74ztP4/w-d-xo.htmlsi=hMvRL1IXvHWqRGmb
Hii
Hello
@@rajukhemundu1296 hello
Hii
Finally after 4 yrs of search complete bcoz proper explain and proper working details in this video....now I will do it on my ns...❤
Best of luck 👍
Dual hole banjo bolt kaha milega ?can u tell me please
Bro insta par dcpitshop page hai usse manga lo mene b usi se mangaya tha 500rs me.. ok insta oar search karlo mere pas link nhi hai abhi
One of "THE BEST' modification jobs I have ever seen. (I don't comment on videos usually but the work is just commendable, especially from an Indian TH-camr)
Thanks bro
You earned a subscriber and you deserve much more, great work brother 🙌🏼.
@@zgear89 thanks again bro for lovely comments😊
Your comment motivate me
Please support and share
Can we install in meteor 650
@@atulicfai09 it's totally depends on bike suspension and disc setup, maybe it's possible to install one more caliper and diac plate in front wheel, but without checking the bike's front suspension and braking system, i am not sure for this modification
You have done a good job…
My only feedback is to use grade 6061 or 6063 aluminium to make the hub plate…. Steel is heave and the excess weight causes handling issues
Saludos desde Colombia, Excelente video, no hablo tu idioma, pero entiendo bien como lo hiciste, muchas gracias...
Can u help me for the same in meteor 650..i live in jabalpur..can bring the bike to bhopal also if needed..
apka video properdetail ke sath h...ab mai v apni ns200 m kraungaaa.thankyou
Best of luck
Mast 🔥
Assalamualaikum Bhaijaan apne jo right side ka fork aur caliper ka leg kaisa banaya hai ya liya hai
@@syedabubakkarsyed1482 wa alaykum assalam bhai isse pichhle video me sab details hai
Badiya bhai❤❤
Thanks bro
One best install ❤
Thanks bro 🙂
Right side me left wala hi suspension h kya?
Hi Bhai, that alloy wheel extension hub attachment lathe mein banvaya, aluminium hain kya?
Ha bhai lathe par banwaua hai, aluminium available nahi tha isliye ms ka banwaya hai
Tik hai bhai. Mein Aaj ye banwana Jaa Raha hu. Aapka video dikhake@@bplbiker
@@alecjohn979 best of luck bro
Sir John apne 2dual baanzo nolt use kia he O kis bike ka he. Or kaha se milega plz bata dete
Bhai benzo bolt double line wala konsi bike ka hai
@BPLBIKER Bhai, alloy wheel mein kitna mm facing kiya tha lathe mein
Bhai sirf use sidha kiya tha kam nahi kiya tha
Bhai mujhe brake caliper ka 2 bolts ka part number bata sakte ho pls? 99rpm se muje mila wo thoda lamba size hai. Fit nahi ho Raha hai.@@bplbiker
@@alecjohn979 bhai mene bhi wahi se mangaya tha wo bolts bhi thode lambe the, mene unhe cut kiya tha ap bhi cut karlo
@@bplbikerah ok bhai. Pata nahi Bajaj walo ne stock part bhi tik se send nahi kar rahe hai. Surprising
Thanks for clarifying
Does the break system get better from single disc
Absolutely
Bhaiya ntorq mai bhi lagao dual dics break
❤❤
Bhai ktm duke 390 me kitane mm ka hub lagega plzz reply
Dominar or ktm me same suspension hai,
Jaise dominar me Kiya hai waise hi duke me ho jayega same size
Hi Bhai. Fork protector kaise fit kiya? Wo pulsat 220 ka axle nut nikal diya right side se?
Bhai excel uske andar se lagta hai, uper se cap lag jata hai isiliye excel dikhta nahi hai,
Abhi ek video aane wali hai alloy wheel paint ki usme dikh jayga kese laga hai,
@@bplbiker tik hai bhai ✌️
Use caliper of new ktm Duke with right hand side front disk brake
Brother braking test ki timing check krona koi particular speed pe
Ok
Bro R15 v4 white me kar sakte ho kya
Yes R15 v4 me bhi ho sakta hai ye modification
@@bplbiker thank you
Is this mod possible in NS400z?
@@raaz.uk07 yes possible
❤nice
Bhai, front axle slider puchase link dedo pls..
Bro ye mene delhi karol bagh ki ek shop se purchase kiye the, isiliye iska koi link nahi hai
But
Aap Amazon par chek karo waha mil sakte hai,
Bohut shops mein search Kiya. Nahi mila. Amazon mein be unavailable hai 😢@@bplbiker
R15m dikhaw bhaiya psm ka dual dicsk ❤❤❤❤❤
Hello sir 🙏 ye dual disc brake Mt 15 me fit hoga kya
Ho jayga
@@bplbiker KTM ka usd fork and rim chahiye lag jayega na ?
@@akashseth153 ha lag jayega bro, handle T bhi change karna padega
@@bplbiker kitna kharcha hoga maximum
@@akashseth153 bro kharcha depend karta hai ki aap new parts daloge ya second hand, baki mera last video dekhlo usme mene sari details di hai modification ki or kharche ki
Its what shock?
Bro mera duke 250 gen 3 ka dual disk installation kr rha hoon ... Baki kam ho gya .. bas Front axle nhi mil rha uske size ka ... Ap Banwa shakte ho
Bhai Pulsar 220 ka lagalo
@@bplbiker try Kiya tha nhi lagega gen 3 ka. Size Bada hai
@@debasish46 tomorrow msg me on instagram
@@bplbiker already bhej shuka hoon message
Sir benjo bolt Kahan se milega dubble hole wala
Dcpitstop Instagram par contact karlo unke pas mil jayga
@@bplbiker thank you sir
KTM RC 200 me sam hojay ga bhai yaar bta dena kis trha kya hona mojeh bhi kra n Bhai
Ha bhai ho jayga ktm n dominar me same system hai
السلام عليكم ورحمة الله وبركاته.
Bhai mujhe bhi dual disk lagana hai..... mai jharkhand ke ek chote se shar se hu....
Kuch idea dijye.....
Wa alaikum assalam Bhai..
Bhai baki sab fittings to aap khud kar sakte ho, but kisi achhe lathe work wale ko dhund lo jo wheel ka hub bana sake..
@@bplbiker total kitna kharcha aayega......
@@bplbiker aap kaha rahte ho..... kiya aapke shahar me aa kar kaam karwa lu.....
Bhai me bhopal mp se hu kafi door rehte hai aap hamse..
Or kharcha mene 13 se 15k tak kiya hai
Bhai, you should start selling all items as a kit. Paisa kamao 😊❤
Agar kisi ko required hoga to zarur arrange kar dunga uske liye taki uski help ho jaye naki paiso k liye😊
@@bplbiker❤
Wow ❤i like it
Assalamu alaikum bhai aap kon si state se ho please
Wa alaikum assalam Bhai
Me M.p. bhopal se hu
Front me axle kiska h?
Bhai plz ye caliper pipe kaha milegi plz batao
@@vlog_4590 showroom par mil jaygi bhai
Bahi engine guard kha se liya hai
@@BARKU-f4z bhai company fitted hai
Braking performance how much improved ??
Almost double
hello, what is the price of bybre caliper
?
Something 3k iske 2nd part me mene har parts ki price batai hai unboxing karte huye
Bike ka breaking feedback increase hua ?
@@surendrakuila braking bohot increase ho gayi hai,
Bhayya mereko doubt hai..... 12 mm o aur 13 mm ka flange bolena bhayya woooo aluminium ka hai....nahi tho iron ka hai....?
Aluminium mujhe mila nahi tha, isliye mene Iron ka hub banwaya tha
Bhayya Iron ka acha rahega aluminium ka....?
@@Dominar9522 dono badhiya hai but aluminium best hai
Iron miljayega but aluminium ke liye bahut try karru bhayya nahi milraha....
Bhiya hub banana hai muje shop Kha hai inki
Modern ground me lathe work ki ki shop
Same process se ktm duke 250 bs6 men bhi lag jayega double disc bro
Ha lag jayega Bhai
dual hole bolt kaha se liya ? Kon sa showroom
Double banjo bolt dcpitshop se liya tha, link discription me hai insta id ki unse baat karlo
@@bplbiker showroom main nahi milta hai ?
@@ashirbadkhuntia6189 nhi bhai
Is this rto legal? Also does this voids insurance claim? Bhai aisa modification karte time yeh bhi bataya karo
RTO ko ghnta nhi pta lage ga
bhai muje apni Honda highness me double disc chaahiye .lekin dummy.... kitne me ho jaata hai kaam ?
Ek disc plate lagegi or kuchh lathe work hoga.. apne area ke kisi experience lathe wale se baat karo, agar use samajh na aaye to is project ka first part dikha dena
@@bplbiker Highness wale me plate spokes par lagi hai jaha tak maine observe kiya hai baki gadi me bich me joint hota hai iska spoke me hai
@@bplbiker but fir bhi ye dominar wala poora setup kitne tak aa jayega USD fork ke sath ?.... there is another bike where i saw same fork with dual discs.. Triumph Speed Twin.. uska setup bhot jabardast hai...par wo mila payega yaha wo pata nahi bhot mehnga aayega.. suggest me a good mod with USD
Mujhe actually double disc aur dual exaust karwana hai ! DUMMY looks heavy karne ke liye
@@RavindraSoni360 dual disc me sabse affordable setup dominar ka hai, aap 99rpm website par Bajaj ki kisi b bike ke parts manga sakte ho waha apko price bhi pata chal jayga
What about it's performance after installation of double disc bhai?
Increase braking power
Front dual disc working abs?
Abs Perfect working and Increase braking power
Bhai yr cost bta do kitna ata h mujhe b lgwana h yr
Total specer ka width 25mm lga na aur jis mai disc fit hua uska width kitna dye
13+12 total 25 mm size hai dono ka
Total amount kya aya bhai
@@Primevlogger3000 around 15k
Aap 2 spacer ki jagha 1 hi banwana 25mm ka, or usme ek collar bhi banwana bahar ki taraf jisse plate centre me fit ho us coller ka 25mm ke baad hoga
Plz ph no dijiy dominar 250 me lagayenge
Follow me on Instagram and dm
How much cost and can i install it in mt15?
@@xensze_ dual disc modification cost is around 20k in my bike, and yes you can install on mt15
Bhai pulsar rs 200 ko beth jayega kya..??
Rs 200 me lagane ke liye dominar ke dono shocker lagane honge, or complete T setup karna hoga
Stock me nahi hosakta kya
Bhai
Bs7 bike hai usko stock me bitha na hai bro
Is that aluminium hub or Mild steel?
It's Ms
@@bplbiker fabulous craftsmanship. *****
Bhai alignment to nahi rahega bike ka?
Bhai alignment me koi farak nhi pada...
Bhai double banjo bolt Kahan se purchase Kiya...
Dc pitstop
@@bplbiker Insta ya website link dena pls..
@@alecjohn979 all links in discription box
@@bplbiker Thank you so much Bhai. ❤️
Bhai NS160..brake hose part number bata sakte ho bhai.. i am confused which model ns160.
Aur right side ka break ko pakde raheta hai fork o kaha se milega
Bhai video me har ek cheez batai hai, thik se pure part dekho aap, sari information mil jaygi apko
@@bplbiker oky broh
bro plz give me your address so that i can do double disc setup for my d400 bs6
Msg me on Instagram 😊
Front axel konsa hai bhai?
Pulsar 220 ka
@@bplbiker thank you bhai❤️
Leth main jo kam chalu tha wo part ka naam kya hai ...?
Isi part me hai
Performance kaisa h?
Super
Ok
Bhai kidhar se krvaya hai location batao na
Bhai mene khud kiya hai
Please reply bro pulsar rs 200 ko
Bhiyaa aap ka mobile number baj dijayga ham ko be Asa dual disc fitting karowna hai
@@LaxmipatPingua insta par msg karo bro
Details mai price bta do har chiz ka please ❤
Bhai jitni details mene di hai shayad hi kisi or ne di ho har ek chiz ko bataya hai bhai aap video to dekho aram se
Price kitna laga
@@TrafficRider-hf5ib around 15k to 20k
Bhaiya double banjo bolt kaha mila mujhe kahi nahi mila
Instagram par dcpitshop
Sir ji kitna kharcha aya he pura karneme
Something 15k
@@bplbiker it is smoothly work ?
@@rXn_official absolutely
300 mm hai ki 320 mmbhai
320mm
Bhai tum ne batya phele wala specer ka width 20mm aur is video mai 12mm bna kr bole ki uska 13mm tha samjh nhi aya
Rashid bhai pehle wala spacer total 20 mm ka hi tha lekin wheel se lekar plate tak ka size 13 mm hi tha, kyuki aage ki taraf ek coller bani hai uske andar ja kar plate fit ho jati hai, to plate tak hame 13mm hi milta hai, or hamne left side ke caliper ko dekhte huye wo spacer banaya tha.
but jab right side me hamne shocker change kiya to dusre caliper ke size me difference aa gaya, isliye us spacer me alteration karna pada,
Kul milakar last wale video me jo bataya hai wo perfect hai
Ok thank you
Aapane pahle wala video mein 20 mm bola tha.... Is video mein aapane bola 13 mm q
Pehle only disc plate lagai thi, jab caliper lagaya to size change karna pada.. last video me jo size bataya hai wo correct hai
Banjo bolt kitna mm ka tha ?
Original size
@@bplbiker matlab dual banjo ka size original size ka ya fir use bada
Thread same size hai but bolt ki length zyada hai double pipe lagane k liye
Weight distribution sahi nhi hai ek taraf weight jyada hoga spacer aur hub ke wajah se
Apka sochna sahi hai but, humne jo hub banaya hai uska diameter zyada bada nahi hai or wo centre me laga hai, isiliye weight ek taraf nahi jayga,
@@bplbiker kabhi highway pe ek constant speed pe handle bar chodkar dekho agar bike ek taraf khichne laga toh problem hai agar nhi toh bilkul sahi hai.
@@Hunter.1999 mene har tareeke se check kar liya bro, bike to 170 kmph ki speed par bhi chalaya hai hath chhor ke bhi chalai hai koi dikkat nahi hai ek dum badhiya chal rahi hai bike or braking to bohot shandar ho gai hai👍🏻
sir inner tube price ?
Something 4100 rupees
Unboxing wale video me mene sare parts ke price bataye hai..
How price
15000
Bhai cost kitna aata hai
@@sachinsahu8770 around 20k
Bhai total kita kharcha aya?
15000
Aachi hai R15 v4 bhi kar sakta hai
Ha ho jayegi
Kitna kharcha agya total sab mila ke a to z
Sare parts new lagaye hain isliye 15000 kharcha ho gaya
Braking test video
Ok bro
Where is location
Bhopal
Bhopal me kha pr he? Kis naam se he?
What about ABS ...?
Absolutely working
Bro share me your contact details… I would also like to make my Dominar the same as your bike
Contact me on Instagram
Bhai aap ka mobile no mil sakta hai
Sorry bro, but you can contact me on Instagram, link in description
Itna saukh hain toh super bike le leta tu
don't worry Inshallah wo bhi le lenge bro, tu pareshan mat ho bus apni cycle ka khyaal rakh🤣🤣
Tu paisa dega kya 😂
Unbalanced handle
@@Swarajanand700 no way
No sense in increasing unsprung mass on a low horsepower bike it's all for looks only
Earth is flat according flying book 😂😂😂😂😂
METEOR 350
MAIN LAGA SAKTE HAIN
Ha laga sakte hai but uska method thoda different hoga
@@bplbikerkya wheel ko change karna hoga ?drill karne se kya fit hoga?
Bhai Mera bhe ktm rc 390 me dabal disk pro par working karnataka hai tum apna number doa ge Ham kotum se milne hai please
You can contact me on instagram 🙂
Company s ,,,,, disturbanse janleva ho sakta h dont do this
Ek saal hone wala hai Ise lagye huye koi problem nahi aayi abhi tak
Bhai apna number dedo
Mujhe bhi apni dominar m karana h
Contact me on Instagram
❤❤❤
Bhai wheel disbalanced to hoga n
@@A2ZHUSTLE bhai 1 saal se chala raha hu koi problem nahi hai,
@@bplbiker bhai kahi se Aprilia 457 me double disc Wala video banao n
@@A2ZHUSTLE bhai agar koi bolega lagane ko to laga denge
@@bplbiker bhai apne videos me bolo kisi ko lagane hai to