mam main char saal se betnovate n use kar rahi hun aur ab main jab use lagana band kar rahi hoon to mere pure face par Dane nikal a rahe hain to fir se mujhe lagana padta hai use main use kaise chhodogi mere face par daane Na aaye please mam Koi upay Koi dawai bataiye ki mein betnovate n lagana band kar sakun dusra kaun cream or gel lagaen ki daane khatm ho jaaye
mam mere face pr tiny tiny little bump ho gye h meri skin oily h or mujhe dandruff b boht hai hairs me..... mujhe fungal pimples ho gye h mam eske liye ek video bna dijiye plz any cream face wash suggest kr dijiye
Mujhe bhi Acne pimples Ki problem thi but Mein Regularly Dermatologist Doctor pe Gaya... 7 months Mein problem Sloved Ho Gai.... Acne pimples Patient Ki Problem Kya Hoti K Unko Results jaldi Chahiye jis se Woh Patience Kho detey Hai..... Dermatologist doctor K pass jao.... Regularly... Meri Mano Toh... Morning Afternoon Night 3 Time daily 2 Min Achhi Tarah se Face Wash Karo.... Kahi bhi bhi bahar jao Scarf Laga K jao Logo Ki Comments Ki prawah Mat Karo... Scarf LagaNE se Pollution or Bacteria Se Face Ko safety Milengi... Jis se Acne pimples Ki 70 % problem Sloved Hogi.... Face Ko Touch Ya pop it Mat KariYe..... ApNa Alag personal pillow (TakiYa) rakhiYe... Fach K LiYe Alag Napkin (Handkerchief) rakhiYe... SabuN Ka Use Na Kare.... NaaheNa Ka (bathing Napkin) Napkin Face pr Use Na Kare.... Oily KhaNa Bandh Kare... Jb Skin Problems Slow Ni HoTi Tab Tak.. Jyada Se jyada paNi piji Ye (3 litter) Minimum.. Pani PiNe Ka Schedule banaye ... Fridge Mein 3 se 4 litter Ki bottle rakhiYe Or use raat tak pura KarNe ki Try Kare.... (jabardasti) Or Faltu TH-cam videos Mat Dekhe.. Patience RakhiYe..... Regularly dermatologist doctor K pass jao.... 100% Results Milenga.... Kuch paNe K Liye Kuch KhoNa Padta Hai...... Patience rakhiYe.... Dusro Ka Clean Face dekhkar Nervous Mat Ho... Dusro K Comments pe Dhyan Na do... Ignore Karo.. Regularly Ek Hi products use Karo.... Or Apki problem Lasor Treatment /peeling se Hogi.... But Is Mein Paisa Bhi jyada Jata Hai... Or patience Ki jarurat sabse jyada Hai....
@@Psychetrekjourney Yes bro..... Dermatologist doctor pe jao.... 6 Month Lagenge ...... Patience Ki jarurat Hai...... Tum Mano Ya Na Mano Tumpe depending Karta Hai bro........
Please see. PIMPLES / ACNE AUR PIMPLES KE DAAG KA - TREATMENT - Pimples aur pimples ke daag ke poore treatment ka video mere channel par hai. th-cam.com/video/Ruw8NHtNzSE/w-d-xo.html Please see. Yadi skin jayada oily hai to aap ko Saslic Ds 2% foaming face wash se bhi morning or night ko face wash karna chahiye. Yadi skin dry hai to Cetaphil gentle cleanse ya sirf saade paani se wash kar ke medicine/ cream lagao Capsule Doxicyclin 100mg daily 1 capsule dinner khane se 1 hour pehle lena chahiye 3 months tak.
Diksha Singh face wash krk gel ko halke hath se pimples pe lagana h bht halka rub Krna h aur chor dena h, thori der me hi apane aap hi wo absorb ho jaati h wash ni krna
Don't take that shit .. i know it's really effective but it comes with side effects. Don't take it for longer period. Because it makes you depressed and suicidal.
Aap please yeh video dekho - PIMPLES / ACNE AUR PIMPLES KE DAAG KA - TREATMENT - Pimples aur pimples ke daag ke poore treatment ka video mere channel par hai. th-cam.com/video/Ruw8NHtNzSE/w-d-xo.html Please see. Yadi skin jayada oily hai to aap ko Saslic Ds 2% foaming face wash se bhi morning or night ko face wash karna chahiye. Yadi skin dry hai to Cetaphil gentle cleanse ya sirf saade paani se wash kar ke medicine/ cream lagao Capsule Doxicyclin 100mg daily 1 capsule dinner khane se 1 hour pehle lena chahiye 3 months tak.
Abhi Mai 16 sal ka hu mere chehre pe etne pimpal aaye the ki mujhe bahut irritate hota aur kisi ke samne kaisa jau Aisa lagta friend me jane ke bad koi bolta ye lagao koi bolta wo lagao sab try Kiya per kuch results nahi Mila phir maine ye ayurvedic dawai pimpocon lep ese Meesho se order Kiya aur lagana shuru kiya 3_4 mahine coutinue lagane se 1 hapte me bahut he accha results mila best dawa hai (@(#(#
Aap ki saari videos buhat achi hoti hain.aur aap ki bataee huee batain hamaray liye buhat faeeday mand hoti Hain.Dr sahiba mairi skin oily h aur har roz mairi chin per 2-3 pimple nikal atay hain koee cream recommend ker dain please.
Ma'am I saw ur all videos n i like to share my skin problems, n i know u ll help me to come out from the problem..... I have lots of acne sports, pores, acne scares... N i hv blackheads on my forehead n chin....... I hope u ll gv me some medicine's name..... Plz Dr. Laxmi
Abhi Mai 16 sal ka hu mere chehre pe etne pimpal aaye the ki mujhe bahut irritate hota aur kisi ke samne kaisa jau Aisa lagta friend me jane ke bad koi bolta ye lagao koi bolta wo lagao sab try Kiya per kuch results nahi Mila phir maine ye ayurvedic dawai pimpocon lep ese Meesho se order Kiya aur lagana shuru kiya 3_4 mahine coutinue lagane se 1 hapte me bahut he accha results mila best dawa hai )#)#($(
Abhi Mai 16 sal ka hu mere chehre pe etne pimpal aaye the ki mujhe bahut irritate hota aur kisi ke samne kaisa jau Aisa lagta friend me jane ke bad koi bolta ye lagao koi bolta wo lagao sab try Kiya per kuch results nahi Mila phir maine ye ayurvedic dawai pimpocon lep ese Meesho se order Kiya aur lagana shuru kiya 3_4 mahine coutinue lagane se 1 hapte me bahut he accha results mila best dawa hai )@(#(##(
Mam Meri age 29.9 h Muje 24 age me pimpl start hue the Or abi periods se phele pimpl ho jate h Or kafi nishan h M isotroin-20 and zincovit 1 month se le ri ti toh meri skin bhut dry ho gyi or pimpl b bdh gye.. Ab m kya kru
@@SonyExtreme aap ne sahi bataya sir. Mujhe apke solution bohat benefit hua hai ..mere homeopathy doctors ne bhi yehi medicine dia tha... Ab toh ek bhi pimple nhi hai.....
mam, mere pimple 10 years se ho rha hai dr. se maine lgatar 5 months tk treatment kraya lekin theek hote hai phir nikal aate hai meri skin me bahut redness or itching bhi hoti hai mai kafi paresan ho gi hu please koi treatment btaiye jisse meri skin ko nuksan bhi na ho or mera pimple or redness bhi theek ho jaye.
@@docVLS Dr. I am 22 yr old aur mujhe 7-8 saal se acne hai aur pichle 4 saal se acne grade 4 hai, Muje gaath jaise fode aate hai baar baar iso 20mg le raha hu 3 months se Bas mai gaath wale fode se pareshan rehta hu Dr. Reply plz help 😩
PIMPLES / ACNE AUR PIMPLES KE DAAG KA - TREATMENT - Pimples aur pimples ke daag ke poore treatment ka video mere channel par hai. th-cam.com/video/Ruw8NHtNzSE/w-d-xo.html Please see. Yadi skin jayada oily hai to aap ko Saslic Ds 2% foaming face wash se bhi morning or night ko face wash karna chahiye. Capsule Doxicyclin 100mg daily 1 capsule dinner khane se 1 hour pehle lena chahiye 3 months tak. Aziderm 20% cream is best for acne marks. Please see the above video.
Mam please suggest any good ointment for treating acne scars on lower back, inner thighs and for erasing marks on feet ,caused by straps of footwear.. please mam do suggest a remedy for this
Pimples k red spot ko clear krne k liye kya use krna chahiye.. mujhe 4-5 years se pimples ho rahe h treatment b kr rai hu bt kuch fayda ni ho rha.. Mam iske liye kuch btaye..
mere chehre per har mahine me pimple dadi par forets par ho jati chehre par khujli calti he or skin kurdari ho jati he please mujhe iska ilaaj bataen 👃👃👃👃
Aap daily morning me Apna face Pears soap se wash Karo aur fir face par Cetaphil lotion lagao. 2) Daily raat ko warm water se face wash karke Pimples aur gaddhe ke upar halke haath se, "Deriva CMS" gel lagao. Morning me pehle warm water se face wash karo fir pears soap face wash laga kar wash karo. Face ko ragadna nahi hai. 3) Yeh 1 month tak karna. Yeh karne se daag bhi theek ho jayenge. 4) Saari davai Chemist ki shop se milegi. 5) Jab tak in medicine ko laga rahe ho - Din me bahar jane ke time Sunscreen - Spectraban Ultra SPF 30 ya SPER by Wockhardt Co hamesha use karna hai.
Aap face ko sirf Cetaphil non soap cleanser se wash karo. Fir uske upar Caladryl lotion lagao. Chemist shop me milega. Koi aur sabun cream/ lotion nahi lagana hai.
Aap please yeh video dekho isme pimples ka poora treatment bataya hai. Body ko aap acne aid soap ya neem soap se wash karo. PIMPLES - TREATMENT - Pimples aur pimples ke daag ke treatment ka video mere channel par hai. th-cam.com/video/Ruw8NHtNzSE/w-d-xo.html Please see.
Mam Maire face pr pimples 7 saal ho gaye h treatment bhi kraya h achhe Dr. Se but mam kuch aaram nhi pada h bahut paise bhi kharch kr chuki hu,😢😢😢 Ab kya karu
Ruby shivam Aap daily morning me Apna face Pears soap se wash Karo aur fir face par Cetaphil lotion lagao. 2) Daily raat ko warm water se face wash karke Pimples aur gaddhe ke upar halke haath se, "Deriva CMS" gel lagao. Morning me pehle warm water se face wash karo fir pears soap face wash laga kar wash karo. Face ko ragadna nahi hai. 3) Yeh 1 month tak karna. Yeh karne se daag bhi theek ho jayenge. 4) Saari davai Chemist ki shop se milegi. 5) Jab tak in medicine ko laga rahe ho - Din me bahar jane ke time Sunscreen - Spectraban Ultra SPF 30 ya SPER by Wockhardt Co hamesha use karna hai.
Hello Dr. Vijay Laxmi I have questions the question is that my skin is oily wt can of soaps do I have to use to wash my face. I really need help with that. Pls and thank u .
Aap daily morning me Apna face Saslic foam face wash se wash Karo aur fir face par Cetaphil moisturising lotion lagao. 2) Daily raat ko warm water se face wash karke Pimples aur gaddhe ke upar halke haath se, "Deriva CMS" gel lagao. Morning me pehle warm water se face wash karo fir Saslic foam face wash laga kar wash karo. Face ko ragadna nahi hai. Daag dheere dheere chale jayenge.
Laxmi Roypur Hi ma'am mere left eye par Thoda eye bag jaisa lagta hai. Kuch cream k Jane k wajha se ,tab se waisa lagta hai, kya karna Hoga for eye bag. I'm 26 years old
There's definitely a reason to why I came across this video on TH-cam th-cam.com/video/zkrPGMKmLO0/w-d-xo.html of Jyovis Ayurveda and I was very happy to see the results for various skin infections. I even followed few of the tips explained and it actually worked. Then I finally decided to contact on ......(+918828432755) to cure my skin infection from the root cause. The team really helped me a lot. Thank you Jyovis!
Mam kya isotretinoin ke alawa koi usake jesi hi koi usase kam price wali tablet nhi hai jo pimples ko clear kr sake kyuki isotretinoin bohot jyada cost hai
Aap daily morning me Apna face Saslic foam face wash se wash Karo aur fir face par Cetaphil lotion lagao. 2) Daily raat ko warm water se face wash karke Pimples aur gaddhe ke upar halke haath se, "Deriva CMS" gel lagao. Morning me pehle warm water se face wash karo fir Saslic foam face wash laga kar wash karo. Face ko ragadna nahi hai. 3) Yeh 1 month tak karna. Yeh karne se daag bhi theek ho jayenge. 4) Saari davai Chemist ki shop se milegi. 5) Jab tak in medicine ko laga rahe ho - Din me bahar jane ke time Sunscreen - Spectraban Ultra SPF 30 hamesha use karna hai. If this does not help please consult skin specialist for treatment with Antibiotics or Isotretinoin.
Mam mere 3_4years se pimple ho re h hmesa hote rhte h docter ko b dikhaya Jb tk dava chalti h thik ho jate h dava bnd hote hi fr ho jate h Pll khuch btao
Hlw mam mera age 21M He. Mere cehere pe pimple aata reheta he to mene Home medicine ( Rose water + Lemon) mix karke daily 2 times use karta hu. Lekin esa karne se pimple thik honeka chances kitna aur kabtak he ? Even me smoking vhi karta hu. Plz... suggest me mam soon...!
Aap daily morning me Apna face Saslic Foam Se wash Karo aur fir face par Cetaphil lotion lagao. 2) Daily raat ko warm water se face wash karke Pimples ke upar Deriva CMS" gel lagao. Morning me pehle warm water se face wash karo fir Saslic foam laga kar wash karo. Face ko ragadna nahi hai. 3) Yeh 1 month tak karna. Yeh karne se daag bhi theek ho jayenge. 4) Saari davai Chemist se milegi. 5) If pimples are more consult your doctor and take a course of antibiotics.
Aap daily morning me Apna face Cetaphil non soap cleanser Se wash Karo aur fir face par Cetaphil Moisturising cream lagao. 2) Daily raat ko warm water se face wash karke Virgin coconut oil se 10 minutes massage karo. Morning me pehle warm water se face wash karo fir Cetaphil non soap cleanser se wash karo. Face ko ragadna nahi hai. Week me 3 baar Honey and Lemon Mask lagao. 3) Yeh 1 month tak karna. Yeh karne se daag bhi theek ho jayenge. 4) Saari wash aur cream Chemist se milegi. 5) Din me bahar jane ke time Sunscreen - Spectraban Ultra SPF 30 hamesha use karna hai.
Pimples jinke nikalte hain unka face oily hota hai - isliye unko oil free moisturiser use karna chahiye. Best moisturisers for all skin types ka video mere channel par hai please see th-cam.com/video/AS6M8pB0-pc/w-d-xo.html
@@docVLS but ma'am,,,phle oily skin thi,, pimples v bht tha,,avi avi pimples km hui hai,,to face ab bht dry ho gyi hai plus dark spots v bht ho gya hai..
Lgta hai pimples ke liye mne bht saari cream, dawai use kiya us wjh se hi sayad....face bht sookhti hai avi white white sa dikhta hai..cetaphil ya himalya moisturizer use krun..❓
Back, Shoulder & hand par hone wale acne KO.. Bacne bolte h.. jaha tak mujhe pata h.. Maine Bacne par TH-cam par bahut si videos bhi dekhi but koi fayeda nhi mila... mujhe Bacne ki problem 9 saal se h.. pls help kare meri
1) Back and shoulder par hone wali acne ka treatment, facial acne jaisa hi hota hai.- Antibiotics + anti acne gels. 2) Lekin yadi wahan par black heads jayada hain toh aap ko Adapalene Gel se jayada faida hoga.
Mam.. Adapalence Gel ka use din main kitni baar Karna hoga...? And one more thing mam.. someone suggest me that soap ka use Karna chhod do, aur sirf normal water shower lo.. without any shampoo & soap.. mujhe yeh remedy karte hue 15 days ho gaye h.. Aur mere acne ki problem 80% thik Hui h.. to kya aage bhi mujhe esa hi Karna chahiyeh.. Because itne din se soap Aur shampoo use nhi kiya h to.. mujhe dar h ki Hair Loss na hone lage.. din main 2 baar shower leta hu.. after shower hair oiling kar leta hu.. so yeh hi sufficient hoga kya.. ya hair wash kisi soap ya shampoo se karu..?
mam mujhe bhi docter ne isotretinoin capsule diye...SORTRET.....mam bt inse pimples to nhi ho rhe...bt mere face pe marks h....aur brown brown spot bhi ho rhe h bht....
Aap daily morning me Apna face Saslic Foam Se wash Karo aur fir face par Cetaphil Moisturising cream lagao. 2) Daily raat ko warm water se face wash karke Pores ke upar Retino A 0.025%" gel/cream lagao. Morning me pehle warm water se face wash karo fir Saslic foam laga kar wash karo. Face ko ragadna nahi hai. 3) Yeh 1 month tak karna. Yeh karne se daag bhi theek ho jayenge. 4) Saari davai Chemist se milegi. 5) Din ke time Sunscreen hamesha use karna hai.
Mam I am from Pakistan yahan sy acne star ni mil ri khi sy b kindly is ki jaga or koi gel bta dein mein adapco gel use kr ri un lkn ye pimple py itni effective ni lg ri mjy
Mere channel par pimples aur pimples ke daag ke treatment ka video hai. Sab kuch, treatment kaise karna aur dawai ke naam, detail me samjhaya hai. Please see th-cam.com/video/Ruw8NHtNzSE/w-d-xo.html Yadi pimples bahut jayada hain ya skin jayada oily hai toh aap ko face par gel lagane se pehle Saslic DS 2% foaming face wash se face wash karna chahiye.
navin vaishnav, 1) Aap daily subah apna face 4% Benzoil Peroxide face wash se wash karke uske upar Cetaphil Moisturising lotion lagao. 2) Raat ko warm water (Garam paani) se wash kar ke "Deriva CMS" Gel lagao. 3) Aur face par kuch nahi karna hai. 4) 1 month tak yeh karo. Asha hai faida hoga.
Mam mere acne ko 8sal ho gaye hai plz mam kuchh bataiye jisse yah thik ho jaye jaise kaunsi tablet kab aur baar leni hai ya kaunsi cream kab aur kitni baar lagani hai
Benzol peraxidese pimple mark cam hothi he kya... Kithne..time lethahe.. Plz tel me.. Muje next month mrg he.. Docterne suggest kiya.. Muje bezonl peroxide.. And Tone N glow face wash
Hi ma'am nice video mujhe bahut pasand hai aap bahut acchi tarah samjate hai ma'am mujhe ungliyon kalapan hai plz koi cream bataye i am 32 year old boy
Meri skin acne prone oily hai.i don't like to use more product .I use cucumber toner plz koi aisi cream bataiye jo meri skin ko suit kare aur spf bhi ho...Shall I use wow product plz guide
Very very nice mam You complete my all doubt. Mam mere face per acne ke red and black spots hai. Main housewife hu. And i can't go to doctor treatment pls suggest me any cream or gel to remove my marks. I have oily skin
Please reply mam... Benzoyl peroxide gel kis brand ki achhe he ? mere skin pe 15 Dino se chhote chhote pimple jesa hue he. Pehle koi pimple wagera nhi hote the pata nhi kuch Dino se qeun ho rhe he
*Dr. VLS Instagram -* instagram.com/doc_vijay_laxmi
*Dr. VLS Facebook -* facebook.com/skindocVLS/
Mai mere pith pr 5 saal se daane ho rkhe h ilaj krwayi sahi bhi hua pr phir se suru ho gya ab plz tell me
Mam Benzoyl Peroxide Gel 2.5 ka review dijiye plzzz mam
Dr. Vijay Laxmi mam mere Skin me Bohot pimples ke dag dhabbe hain koisa acha creim bataiye na plezzz
Khan Instagram account bolo
mam main char saal se betnovate n use kar rahi hun aur ab main jab use lagana band kar rahi hoon to mere pure face par Dane nikal a rahe hain to fir se mujhe lagana padta hai use main use kaise chhodogi mere face par daane Na aaye please mam Koi upay Koi dawai bataiye ki mein betnovate n lagana band kar sakun dusra kaun cream or gel lagaen ki daane khatm ho jaaye
Good video ma'am. Thank you for highlighting the futility of scrubs in acne.
Mam bhut etching Hoti hai face fer
mam mere face pr tiny tiny little bump ho gye h meri skin oily h or mujhe dandruff b boht hai hairs me..... mujhe fungal pimples ho gye h mam eske liye ek video bna dijiye plz any cream face wash suggest kr dijiye
@@Tantuwaypooja use salisic acid gel
O great Dr. Anchal maam . Aap ne bhi comment kiya waaow, maam maine aap ki video bhi dekhi hai.
Dr. Aanchal MD I am watching your videos from last 6 months .. It looks good ki ap in May ko b follow krte ho .
Mujhe bhi Acne pimples Ki problem thi but Mein Regularly Dermatologist Doctor pe Gaya...
7 months Mein problem Sloved Ho Gai....
Acne pimples Patient Ki Problem Kya Hoti K Unko Results jaldi Chahiye jis se Woh Patience Kho detey Hai.....
Dermatologist doctor K pass jao....
Regularly...
Meri Mano Toh...
Morning
Afternoon
Night 3 Time daily 2 Min Achhi Tarah se Face Wash Karo....
Kahi bhi bhi bahar jao Scarf Laga K jao Logo Ki Comments Ki prawah Mat Karo...
Scarf LagaNE se Pollution or Bacteria Se Face Ko safety Milengi...
Jis se Acne pimples Ki 70 % problem Sloved Hogi....
Face Ko Touch Ya pop it Mat KariYe.....
ApNa Alag personal pillow (TakiYa) rakhiYe...
Fach K LiYe Alag Napkin (Handkerchief) rakhiYe...
SabuN Ka Use Na Kare....
NaaheNa Ka (bathing Napkin) Napkin Face pr Use Na Kare....
Oily KhaNa Bandh Kare...
Jb Skin Problems Slow Ni HoTi Tab Tak..
Jyada Se jyada paNi piji Ye (3 litter) Minimum..
Pani PiNe Ka Schedule banaye ...
Fridge Mein 3 se 4 litter Ki bottle rakhiYe
Or use raat tak pura KarNe ki Try Kare.... (jabardasti)
Or Faltu TH-cam videos Mat Dekhe..
Patience RakhiYe.....
Regularly dermatologist doctor K pass jao....
100% Results Milenga....
Kuch paNe K Liye Kuch KhoNa Padta Hai......
Patience rakhiYe....
Dusro Ka Clean Face dekhkar Nervous Mat Ho...
Dusro K Comments pe Dhyan Na do... Ignore Karo..
Regularly Ek Hi products use Karo....
Or Apki problem Lasor Treatment /peeling se Hogi....
But Is Mein Paisa Bhi jyada Jata Hai...
Or patience Ki jarurat sabse jyada Hai....
Thanks ....u really speak like a doctor
Geeta Patel Right Geeta patel
No send karo mam
@Aditya Anand Ap Jaha rehTo Ho Waha bhi Dermatologist doctor Hoge....
Waha Jao.....
@@Psychetrekjourney Yes bro.....
Dermatologist doctor pe jao....
6 Month Lagenge ......
Patience Ki jarurat Hai......
Tum Mano Ya Na Mano Tumpe depending Karta Hai bro........
Thanku so much mam apke videos dekhkr or tips follow krke meri skin 90% clear ho chuki he ❤
Please see.
PIMPLES / ACNE AUR PIMPLES KE DAAG KA - TREATMENT - Pimples aur pimples ke daag ke poore treatment ka video mere channel par hai.
th-cam.com/video/Ruw8NHtNzSE/w-d-xo.html Please see. Yadi skin jayada oily hai to aap ko Saslic Ds 2% foaming face wash se bhi morning or night ko
face wash karna chahiye.
Yadi skin dry hai to Cetaphil gentle cleanse ya sirf saade paani se wash kar ke medicine/ cream lagao
Capsule Doxicyclin 100mg daily 1 capsule dinner khane se 1 hour pehle lena chahiye 3 months tak.
@@docVLS currently i have no pimples i have some dark spots and currently i am using aziderm 15% for my spots
Yes I completely agree with you
I recently used isotretinoin cap twice a day and Persol (benzoyl peroxide) gel twice a day
Its really effective
Diksha Singh 5dys
Diksha Singh face wash krk gel ko halke hath se pimples pe lagana h bht halka rub Krna h aur chor dena h, thori der me hi apane aap hi wo absorb ho jaati h wash ni krna
Don't take that shit .. i know it's really effective but it comes with side effects. Don't take it for longer period. Because it makes you depressed and suicidal.
Really its work ???
Isse mere pimples toh thik ho gye lekin spots n redness ke liye ?
Thnkuu so mch mam.... ap bohot acche s explain krte ho ☺️☺️
🙏
tume v h kya
Benzoyl peroxide gel kaun sa lagaen aur kya isase koi nuksan
Aap please yeh video dekho - PIMPLES / ACNE AUR PIMPLES KE DAAG KA - TREATMENT - Pimples aur pimples ke daag ke poore treatment ka video mere channel par hai.
th-cam.com/video/Ruw8NHtNzSE/w-d-xo.html Please see. Yadi skin jayada oily hai to aap ko Saslic Ds 2% foaming face wash se bhi morning or night ko
face wash karna chahiye.
Yadi skin dry hai to Cetaphil gentle cleanse ya sirf saade paani se wash kar ke medicine/ cream lagao
Capsule Doxicyclin 100mg daily 1 capsule dinner khane se 1 hour pehle lena chahiye 3 months tak.
Abhi Mai 16 sal ka hu mere chehre pe etne pimpal aaye the ki mujhe bahut irritate hota aur kisi ke samne kaisa jau Aisa lagta friend me jane ke bad koi bolta ye lagao koi bolta wo lagao sab try Kiya per kuch results nahi Mila phir maine ye ayurvedic dawai pimpocon lep ese Meesho se order Kiya aur lagana shuru kiya 3_4 mahine coutinue lagane se 1 hapte me bahut he accha results mila best dawa hai
(@(#(#
Aap ki saari videos buhat achi hoti hain.aur aap ki bataee huee batain hamaray liye buhat faeeday mand hoti Hain.Dr sahiba mairi skin oily h aur har roz mairi chin per 2-3 pimple nikal atay hain koee cream recommend ker dain please.
Ma'am I saw ur all videos n i like to share my skin problems, n i know u ll help me to come out from the problem..... I have lots of acne sports, pores, acne scares... N i hv blackheads on my forehead n chin....... I hope u ll gv me some medicine's name..... Plz Dr. Laxmi
Thank you ma'am, my dr has given an antibiotic Nicotinamide and omega 3 for treating acne. Are these safe ?
pimple gone or not please tell 🥺
Please suggest hair colour which is less damage on hair because I am 40 so my hair goes white I use colour but I loose my hair
Mam pimples or pimples scars k liye Demelan cream or acnestar gel kon sbse achhi h plz reply oily skin k liye
Madam good morning your video very helpful for all types person's thanks a lot madam ...jai Hind
Mam pls say the names of face Wash, moisturizer , cream and sunscreen for acne and pimples pls mam reply
Bhai kaise thik hua
Thank you so much madam
Nice
I m 32 years old... nd still have acne before period...plz ispe ek.detail video banae..period se pehle acne.kyu hote h aur.kaise unhe treat kare
Mam gallon mein pimple ke chhote chhote hole ko kaise bhar sakte hay? Plg mam reply me
Mam I'm 15 year old doctor ka pas bhot baar gye thi lakin fark nii hotiii
Abhi Mai 16 sal ka hu mere chehre pe etne pimpal aaye the ki mujhe bahut irritate hota aur kisi ke samne kaisa jau Aisa lagta friend me jane ke bad koi bolta ye lagao koi bolta wo lagao sab try Kiya per kuch results nahi Mila phir maine ye ayurvedic dawai pimpocon lep ese Meesho se order Kiya aur lagana shuru kiya 3_4 mahine coutinue lagane se 1 hapte me bahut he accha results mila best dawa hai
)#)#($(
Same
Thank you so much ma'am... I'll follow everything u said..
Mam can we bleach our face while use retino cream... Tell me mam
Ap koi cream batvoo ma 15 sal ki hu
Abhi Mai 16 sal ka hu mere chehre pe etne pimpal aaye the ki mujhe bahut irritate hota aur kisi ke samne kaisa jau Aisa lagta friend me jane ke bad koi bolta ye lagao koi bolta wo lagao sab try Kiya per kuch results nahi Mila phir maine ye ayurvedic dawai pimpocon lep ese Meesho se order Kiya aur lagana shuru kiya 3_4 mahine coutinue lagane se 1 hapte me bahut he accha results mila best dawa hai
)@(#(##(
Mam aap sirf acne jaane k baad uske reh gye dark spots/marks p b ek video banayee plzz
Dusro ke bare me sochne ke liye thanks you maim and very nice video
mjhi b pimple hai mjhi b kch bola plz docter
Mam mere face pr pimples aur blackhead and Whitehead me kounsi cream ya gel use kru plz mam rply kr dijiye
Bahot achha samjaya h
Very nice
Mam
Meri age 29.9 h
Muje 24 age me pimpl start hue the
Or abi periods se phele pimpl ho jate h
Or kafi nishan h
M isotroin-20 and zincovit 1 month se le ri ti toh meri skin bhut dry ho gyi or pimpl b bdh gye.. Ab m kya kru
Isotroin 20 1 month se le rahe ho toh pimples kam hona chahiye.
Dry skin ke liye aap mera dry skin care ka video dekho.
aap Berberis aqufolium mother tincture (homeopathic) को चेहरे पर लगाये 1 week में ठीक हो जाएगा। साथ ही 15 बूंद आधे कप पानी मे मिलककर तीन टाइम लेवे
@@SonyExtreme aap ne sahi bataya sir. Mujhe apke solution bohat benefit hua hai ..mere homeopathy doctors ne bhi yehi medicine dia tha... Ab toh ek bhi pimple nhi hai.....
1993 scorpion Thanks Dear😀
mam, mere pimple 10 years se ho rha hai dr. se maine lgatar 5 months tk treatment kraya lekin theek hote hai phir nikal aate hai meri skin me bahut redness or itching bhi hoti hai mai kafi paresan ho gi hu please koi treatment btaiye jisse meri skin ko nuksan bhi na ho or mera pimple or redness bhi theek ho jaye.
Aap doctor se consult kar ke Isotretinoin le sakte ho.
@@docVLS
Dr. I am 22 yr old aur mujhe 7-8 saal se acne hai aur pichle 4 saal se acne grade 4 hai,
Muje gaath jaise fode aate hai baar baar iso 20mg le raha hu 3 months se
Bas mai gaath wale fode se pareshan rehta hu
Dr. Reply plz help 😩
@@luxboygaming7054 Iso tretinoin will help.
which gel is best for acene mark? adapelen or retinoid
PIMPLES / ACNE AUR PIMPLES KE DAAG KA - TREATMENT - Pimples aur pimples ke daag ke poore treatment ka video mere channel par hai.
th-cam.com/video/Ruw8NHtNzSE/w-d-xo.html
Please see. Yadi skin jayada oily hai to aap ko Saslic Ds 2% foaming face wash se bhi morning or night ko
face wash karna chahiye.
Capsule Doxicyclin 100mg daily 1 capsule dinner khane se 1 hour pehle lena chahiye 3 months tak.
Aziderm 20% cream is best for acne marks. Please see the above video.
Mam please suggest any good ointment for treating acne scars on lower back, inner thighs and for erasing marks on feet ,caused by straps of footwear.. please mam do suggest a remedy for this
Pimples k red spot ko clear krne k liye kya use krna chahiye.. mujhe 4-5 years se pimples ho rahe h treatment b kr rai hu bt kuch fayda ni ho rha..
Mam iske liye kuch btaye..
Me too
I help u...contact me
Me too
Contact me...whatsapp no..9575719520
Contact me...whatsapp no..9575719520
Nice,skin tanning ke upar video banaye
Mam hum almond ya castor oil shop ya kohlo ka use karna chahiya bata dain
mere chehre per har mahine me pimple dadi par forets par ho jati chehre par khujli calti he or skin kurdari ho jati he please mujhe iska ilaaj bataen 👃👃👃👃
Mem pet per Sujan rahti hai preat time sahi nahi aata hai janghon ko patla karne ki koi dawai pet ki patla karne ki dawai ho to batao please
pimple ko theek karne ke liye koyi cream ya tube bataiye na mam....
Aap daily morning me Apna face Pears soap se wash Karo aur fir face par Cetaphil lotion lagao.
2) Daily raat ko warm water se face wash karke Pimples aur gaddhe ke upar halke haath se, "Deriva CMS" gel lagao.
Morning me pehle warm water se face wash karo fir pears soap face wash laga kar wash karo.
Face ko ragadna nahi hai.
3) Yeh 1 month tak karna.
Yeh karne se daag bhi theek ho jayenge.
4) Saari davai Chemist ki shop se milegi.
5) Jab tak in medicine ko laga rahe ho - Din me bahar jane ke time Sunscreen - Spectraban Ultra SPF 30 ya SPER by Wockhardt Co hamesha use karna hai.
@@docVLS thankq mam
@@__pranjulapko frk hua pimples m pl reply
Mam ,mere chehare par 2 saal se ek gi jagah pe barik pimples hai to uske upar video daliye. Thanks for this video.
Love u from pak
Plz tell me whiting cream for my sensitive skin
Hello mam thanks for such information
👉Muze pimple nahi hai par unke red spots hai to specially red spots ke liye kya kiya jaye 🙏
Plz
Aap face ko sirf Cetaphil non soap cleanser se wash karo.
Fir uske upar Caladryl lotion lagao.
Chemist shop me milega.
Koi aur sabun cream/ lotion nahi lagana hai.
Dr. Vijay Laxmi Thank you so much mam🙏
@@yrj22 koi faeda hua kya apko please reply
Hello mam
I m student PhD
My question oily skin hai mam mostly pimple aate rhte hai thik hote to or khi ho jate Jada nhi h but one two rhte hi hai
Hiii ma'am meri beti 15 year ki hai usko aae din muhase hote rhte hai uski skin ka glow bhi jane laga hai please koi cream bataiye
Thanku ma'am aap bhot hi ache se explain karti h @Dr. Vijay Laxmi
Ma'am mujhhe puri body par acne ke nishan h to uspe kya use karna chahiye?
Aap please yeh video dekho isme pimples ka poora treatment bataya hai.
Body ko aap acne aid soap ya neem soap se wash karo.
PIMPLES - TREATMENT - Pimples aur pimples ke daag ke treatment ka video mere channel par hai.
th-cam.com/video/Ruw8NHtNzSE/w-d-xo.html Please see.
Ok thanku soo much ma'am for the reply 😊
thanks mem
Thanks dr🤗
Mera pimpal Thik hota h fir bar bar nikal jata h mera number me call kiye 6203913010
Very nice it is really helpful for me
Mam Maire face pr pimples 7 saal ho gaye h treatment bhi kraya h achhe Dr. Se but mam kuch aaram nhi pada h bahut paise bhi kharch kr chuki hu,😢😢😢
Ab kya karu
Plz reply me
Shadi ko one month reh gaya h
Ruby shivam Aap daily morning me Apna face Pears soap se wash Karo aur fir face par Cetaphil lotion lagao.
2) Daily raat ko warm water se face wash karke Pimples aur gaddhe ke upar halke haath se, "Deriva CMS" gel lagao.
Morning me pehle warm water se face wash karo fir pears soap face wash laga kar wash karo.
Face ko ragadna nahi hai.
3) Yeh 1 month tak karna.
Yeh karne se daag bhi theek ho jayenge.
4) Saari davai Chemist ki shop se milegi.
5) Jab tak in medicine ko laga rahe ho - Din me bahar jane ke time Sunscreen - Spectraban Ultra SPF 30 ya SPER by Wockhardt Co hamesha use karna hai.
Thank you mam but mam ye aaram karega
K bhai
Hello Dr. Vijay Laxmi
I have questions the question is that my skin is oily wt can of soaps do I have to use to wash my face. I really need help with that.
Pls and thank u .
Please see my video on best face washes for all skin types
th-cam.com/video/WTdZmHOfGUg/w-d-xo.html
th-cam.com/video/olZ1XcifKXk/w-d-xo.html
I have many spots in my face due to acne. What should I do for removing those spots?
Night mey natural alovera lgayey
I have solution
@@FatimaBeautyTips then btao
Pimple or acne Ki dagg kaysa clean Kara ak video bayana plz plz
Ha pls bnao
Aap daily morning me Apna face Saslic foam face wash se wash Karo aur fir face par Cetaphil moisturising lotion lagao.
2) Daily raat ko warm water se face wash karke Pimples aur gaddhe ke upar halke haath se, "Deriva CMS" gel lagao.
Morning me pehle warm water se face wash karo fir Saslic foam face wash laga kar wash karo.
Face ko ragadna nahi hai. Daag dheere dheere chale jayenge.
Laxmi Roypur
Hi ma'am how to close Small pores and acne spots. How to get baby like skin. Kindly help ma'am
Laxmi Roypur
Hi ma'am mere left eye par Thoda eye bag jaisa lagta hai. Kuch cream k Jane k wajha se ,tab se waisa lagta hai, kya karna Hoga for eye bag.
I'm 26 years old
Dr. Vijay Laxmi kea ya face wash Pakistan ma h
Kya ham wash ke Dettol shop use kar sakte he
NO. Skin ko sukha dega.
Pears soap use karo.
Dr. Vijay Laxmi thank you ma'am
thank you mam ap achhi achhi bate btati h
Peet ke pimple pe video banao na Dr.
Madam, how dark spots can be removed from face?
How to treat acne scars and chicken pox scars?
There's definitely a reason to why I came across this video on TH-cam th-cam.com/video/zkrPGMKmLO0/w-d-xo.html of Jyovis Ayurveda and I was very happy to see the results for various skin infections. I even followed few of the tips explained and it actually worked. Then I finally decided to contact on ......(+918828432755) to cure my skin infection from the root cause. The team really helped me a lot. Thank you Jyovis!
Mam kya isotretinoin ke alawa koi usake jesi hi koi usase kam price wali tablet nhi hai jo pimples ko clear kr sake kyuki isotretinoin bohot jyada cost hai
@@rosemerry8549 thanku mam 😊
Pimple or acne k spots k bary me batyn plz
Mam dandruff k bare me suggest kre...plz
Snehal Chakate nahane se pahle sar me limbu lagao purra sar and nahao pani ok
Pimpal bar bar nikal ata hai to kya kar doctor se bi salah hi lekin kuch nahi hu Ek Hafte ke liye theek ho Jate Hain FIR nikal Aate Hain
Same problem bhai
Aap daily morning me Apna face Saslic foam face wash se wash Karo aur fir face par Cetaphil lotion lagao.
2) Daily raat ko warm water se face wash karke Pimples aur gaddhe ke upar halke haath se, "Deriva CMS" gel lagao.
Morning me pehle warm water se face wash karo fir Saslic foam face wash laga kar wash karo.
Face ko ragadna nahi hai.
3) Yeh 1 month tak karna.
Yeh karne se daag bhi theek ho jayenge.
4) Saari davai Chemist ki shop se milegi.
5) Jab tak in medicine ko laga rahe ho - Din me bahar jane ke time Sunscreen - Spectraban Ultra SPF 30 hamesha use karna hai.
If this does not help please consult skin specialist for treatment with Antibiotics or Isotretinoin.
I help u..contact me
@@docVLS mam m using deriva for active pimples and using triglow for scars but after using triglow white patches ho gaye uska koi upai bataye...plz
Same problem
Mam aziderm cream use kar rhe to uske baad alovera gel use kar sakte hai
Mam mujhe back acne hai plz help me
Mam me benzoyl soap ka bhi use karta hu
Mam mere 3_4years se pimple ho re h hmesa hote rhte h docter ko b dikhaya
Jb tk dava chalti h thik ho jate h dava bnd hote hi fr ho jate h
Pll khuch btao
Yeh monthly hormonal changes ke karan hota hai.
Same problem 😥😥😥
Mere v😖
Dr. Vijay Laxmi ferrrr mam kuch solution to btao
Pooja Choudhary hello
Oily skin ke liye best fairness face wash kaun sa hai
Hlw mam mera age 21M He. Mere cehere pe pimple aata reheta he to mene Home medicine ( Rose water + Lemon) mix karke daily 2 times use karta hu. Lekin esa karne se pimple thik honeka chances kitna aur kabtak he ?
Even me smoking vhi karta hu.
Plz... suggest me mam soon...!
Aap daily morning me Apna face Saslic Foam Se wash Karo aur fir face par Cetaphil lotion lagao.
2) Daily raat ko warm water se face wash karke Pimples ke upar Deriva CMS" gel lagao.
Morning me pehle warm water se face wash karo fir Saslic foam laga kar wash karo.
Face ko ragadna nahi hai.
3) Yeh 1 month tak karna.
Yeh karne se daag bhi theek ho jayenge.
4) Saari davai Chemist se milegi.
5) If pimples are more consult your doctor and take a course of antibiotics.
Dr. Vijay Laxmi
Cetaphil cream can be used on acne skin?
Daimand Pun wdggtfv. D fvvhgr the tttyjhhiiv h
Pigmentation kaise thik hongi mam bohot sari creams v use kiye but koi results Nahi milta pls bataiye mam ki kaise thik hongi
Aap please mera pigmentation ke treatment ka aur Naturally aur vitamins se gore hone ka video dekho.
Face Chote Chote acne andfunci konsa cream use kare
Play at 1.5speed.. Thamx me later 😁😁
I do always😂
Ya
Mam apki vedio se mujhe boht help milti h ❤️❤️❤️ mam akser facial krne k baad pimple acne daane kyun a jate h is ka ilaj bata dijiye please 😭😭
Skin pits par video banaye please
Mam clindamycin and adopline gel pimpal ke liye tk hee
Yes it is fine.
Mam meri skin bahoot acchi thi pimples wagira kuch ni prob the but abhi 1 hfta hua pimples ke daag aagae h to unhe htanekelie kya kren
Aap daily morning me Apna face Cetaphil non soap cleanser Se wash Karo aur fir face par Cetaphil Moisturising cream lagao.
2) Daily raat ko warm water se face wash karke Virgin coconut oil se 10 minutes massage karo.
Morning me pehle warm water se face wash karo fir Cetaphil non soap cleanser se wash karo.
Face ko ragadna nahi hai.
Week me 3 baar Honey and Lemon Mask lagao.
3) Yeh 1 month tak karna.
Yeh karne se daag bhi theek ho jayenge.
4) Saari wash aur cream Chemist se milegi.
5) Din me bahar jane ke time Sunscreen - Spectraban Ultra SPF 30 hamesha use karna hai.
Dr. Vijay Laxmi tnx mam
.
Hiiii
Hi
Bht acchi jaankari,,, moisturizer kon sa lgayen...❓
Pimples jinke nikalte hain unka face oily hota hai - isliye unko oil free moisturiser use karna chahiye.
Best moisturisers for all skin types ka video mere channel par hai
please see
th-cam.com/video/AS6M8pB0-pc/w-d-xo.html
@@docVLS but ma'am,,,phle oily skin thi,, pimples v bht tha,,avi avi pimples km hui hai,,to face ab bht dry ho gyi hai plus dark spots v bht ho gya hai..
Lgta hai pimples ke liye mne bht saari cream, dawai use kiya us wjh se hi sayad....face bht sookhti hai avi white white sa dikhta hai..cetaphil ya himalya moisturizer use krun..❓
Mne video dekhi aapki moisturizer wli,,,but smjh nhi aa rhi.....
Mam.. pls make a video about Bacne... pls pls pls
Let's English, What is Bacne...?
Do you mean Acne? This complete video is about the treatment of Acne/Pimples.
Back, Shoulder & hand par hone wale acne KO.. Bacne bolte h.. jaha tak mujhe pata h.. Maine Bacne par TH-cam par bahut si videos bhi dekhi but koi fayeda nhi mila... mujhe Bacne ki problem 9 saal se h.. pls help kare meri
1) Back and shoulder par hone wali acne ka treatment, facial acne jaisa hi hota hai.- Antibiotics + anti acne gels.
2) Lekin yadi wahan par black heads jayada hain toh aap ko Adapalene Gel se jayada faida hoga.
Mam.. Adapalence Gel ka use din main kitni baar Karna hoga...?
And one more thing mam.. someone suggest me that soap ka use Karna chhod do, aur sirf normal water shower lo.. without any shampoo & soap.. mujhe yeh remedy karte hue 15 days ho gaye h.. Aur mere acne ki problem 80% thik Hui h.. to kya aage bhi mujhe esa hi Karna chahiyeh.. Because itne din se soap Aur shampoo use nhi kiya h to.. mujhe dar h ki Hair Loss na hone lage.. din main 2 baar shower leta hu.. after shower hair oiling kar leta hu.. so yeh hi sufficient hoga kya.. ya hair wash kisi soap ya shampoo se karu..?
mam mujhe bhi docter ne isotretinoin capsule diye...SORTRET.....mam bt inse pimples to nhi ho rhe...bt mere face pe marks h....aur brown brown spot bhi ho rhe h bht....
Komal Tanwar
Ye me bhi use kar rahi thi
But khana chor de to phir se suru ho jata hai
may be ho jae..bt mere bilkul niklme bnd ho gye h.....bs marks hi h
Komal Tanwar
Plz mujhe ye bataiye ke Aap kitne din use kiye the
.
mujhe docter se ye med ek din skip krk lene ko kha h....mujhe ye tab dene se phle docter ne dusri tab di thi...fir ye di h....inko kreeb 20 din hue h
Our jo dag padte hai usme kya kare
Thanks mam to advice about pimples.
Mam pumpal pain krta hi
Dark inner tight remedies plz bikini line dark pe remedy btae plz
Namaste Mem daag Ko clean kaise kare plz bataye
Aap daily morning me Apna face Saslic Foam Se wash Karo aur fir face par Cetaphil Moisturising cream lagao.
2) Daily raat ko warm water se face wash karke Pores ke upar Retino A 0.025%" gel/cream lagao.
Morning me pehle warm water se face wash karo fir Saslic foam laga kar wash karo.
Face ko ragadna nahi hai.
3) Yeh 1 month tak karna.
Yeh karne se daag bhi theek ho jayenge.
4) Saari davai Chemist se milegi.
5) Din ke time Sunscreen hamesha use karna hai.
Mam mujhe aapki batai houi adwais bhaout achi lagi
Mam mujhe peat ko kamkerne ka idea bataiye mai kistharase apne peat ko karsaktha hoo pleas
Pimple or acne Ki dagg ko clean kaisa Kara AK video banaya plz
Kya oily skin par VI use kar Sakti hu ye rules
Mam I am from Pakistan yahan sy acne star ni mil ri khi sy b kindly is ki jaga or koi gel bta dein mein adapco gel use kr ri un lkn ye pimple py itni effective ni lg ri mjy
Maim mujhe 3 to 4 year se pimple hai Kya karu
Video poora dekho. Treatment bataya hai.
.
Zuman Doctor आप kaccha milk लगाए fyde जरूर होगा daily लगाए 2 times
Niraj chauhan Aditya आप kaccha milk लगाए daily 2 times जरूर fydaa hoyega
ayurvedik elaj bataeye
Mere chahere pe bahut pimples hai oili sceen hai koi gharelu upchar ho to bataye
kale dago ke liye bhtaiye mom
Pimple or black spots ko sahi krne ka koy acha sa cream btayiye please
Masoor ki dal is the best option
Mahesh music class playing
Mam solder k pimple k liya kya kru
Coconut oil me kapoor mila ke lagao
Deriva CMS gel daily raat ko lagao
Ma'am kya pimples ke liye Retino-A ka use krle???
And
How???
Mere channel par pimples aur pimples ke daag ke treatment ka video hai.
Sab kuch, treatment kaise karna aur dawai ke naam, detail me samjhaya hai.
Please see th-cam.com/video/Ruw8NHtNzSE/w-d-xo.html
Yadi pimples bahut jayada hain ya skin jayada oily hai toh aap ko face par gel lagane se pehle Saslic DS 2% foaming face wash se face wash karna chahiye.
@@docVLS thanks ma'am
Mara pimple skin ka aandar kuch Kara type ka hota ha
Beking paudar
Ham apne muhaso ko dabaye nahi to andar se jo nikalta hai vo kaise nikale
Dawai lagane se dab jata hai.
@@docVLS madam where is ur clinic I want to take treatment
Mere chare par mowase h or mera khun khrab h kiya karu please help
navin vaishnav, 1) Aap daily subah apna face 4% Benzoil Peroxide face wash se wash karke uske upar Cetaphil Moisturising lotion lagao.
2) Raat ko warm water (Garam paani) se wash kar ke "Deriva CMS" Gel lagao.
3) Aur face par kuch nahi karna hai.
4) 1 month tak yeh karo. Asha hai faida hoga.
Khun khrab h kiya karu please
Kuch btaw please
Safi pio
navin vaishnav go to bed
Mam mere acne ko 8sal ho gaye hai plz mam kuchh bataiye jisse yah thik ho jaye jaise kaunsi tablet kab aur baar leni hai ya kaunsi cream kab aur kitni baar lagani hai
Benzol peraxidese pimple mark cam hothi he kya... Kithne..time lethahe.. Plz tel me.. Muje next month mrg he.. Docterne suggest kiya.. Muje bezonl peroxide.. And Tone N glow face wash
Mam kya hum sunscreen face pe bhi laga skte hai....ise pimple jyda to nhi badhege
Good massage Dr
Ma'am kya multani mitti ko soap free cleanser ki tarah use kar sakte hain?
Or uske baad virgin coconut oil apply kar sakte hain?
Hi ma'am nice video mujhe bahut pasand hai aap bahut acchi tarah samjate hai ma'am mujhe ungliyon kalapan hai plz koi cream bataye i am 32 year old boy
Meri skin acne prone oily hai.i don't like to use more product .I use cucumber toner plz koi aisi cream bataiye jo meri skin ko suit kare aur spf bhi ho...Shall I use wow product plz guide
If you want to get the best solution of this problem then you can whatsapp me on the 9521420036.
Very very nice mam You complete my all doubt. Mam mere face per acne ke red and black spots hai. Main housewife hu. And i can't go to doctor treatment pls suggest me any cream or gel to remove my marks. I have oily skin
Mam main day time neem pack lga sakti hu agar main yeh cream use krti hu plz app rply jaroor krna
Mam ye gerl demelan cream k sath use kr skte hai kya...
Hello mam I have acne problem so suggest me a water based moisturizer for my daily use
Best moisturisers for all skin types ke video me kai water based moisturisers ke naam bataya hai
Please see th-cam.com/video/AS6M8pB0-pc/w-d-xo.html
Mam winter me combination skin ke liye best facewash kaun sa rhega
Koi cream ya facewash btao mam
Mam, how to care during pimples on face?? Can we apply any sunscreen or moisturizing cream on face during pimples ???
Mam oily skin vale coconut oil lga skte h ?
Please reply mam... Benzoyl peroxide gel kis brand ki achhe he ? mere skin pe 15 Dino se chhote chhote pimple jesa hue he. Pehle koi pimple wagera nhi hote the pata nhi kuch Dino se qeun ho rhe he
Isoritin capsules. Le sakte hai..
Mujhe pimples bahut jada hai