Mere paas 2018 model hai 60,000 chall chuki hai mmaine sirf pehle saal vaali jo first engine oil change vaali service hi dealer k yahaan se karvaai thi ooske baad abb takk khudd hi karta aa raha hoon car pehle se bhi badia chall rahi hai ye jo original oil ka lebal vaala oil tumm daal rahe ho asal mmain ye vahi jo 2_4 main companies mmain se ek ka hi oil hota hai tata oil thodi banaati hai
Vo to CNG ki pipe or wiring ko protection ke liye lagaya hai,, engine ki vibration se pipe or wire kahi touch kar ke damage na ho jaye isliye pipe kahi par bhi touch ho rha hai to waha pe mene foam sheet laga diya hai taki vo pipe or wire sidha kahi touch nahi ho foam ke touch ho jayega or katega nahi safe rahega
Nicely explained 👍🏾

Gadi ki warranty lapse hoti hai
Sir tata recommended 0w20 grade engine oil aap 5w30 use kar rhey ho
No ,, user manual padho usme 5w30 diya hua hai petrol engine ke liye
BS4 5w30 and BS6 0W20. Read manual and decide.
0W20 for good mileage and 5W30 for long running vehicle
bhai service video bahut acha hai.pr apne engine me kahi kahi sponge kiu laga rakha hai 😊
Vo to CNG ki pipe or wiring ko protection ke liye lagaya hai,, engine ki vibration se pipe or wire kahi touch kar ke damage na ho jaye isliye pipe kahi par bhi touch ho rha hai to waha pe mene foam sheet laga diya hai taki vo pipe or wire sidha kahi touch nahi ho foam ke touch ho jayega or katega nahi safe rahega
❤👍✌🙏
Filter ke pass coupler kyu nikl rakha hai bhai
Bahar se cng wali gadiyo me ye coupler nikalne se jhatke nahi khati hai gadi,,
@@RamrakhChoudhary meri gadi me bhi yehi remove kar diya h cng wale ne
Par ab gadi start nahi hoti h sahi se
@@dev9212 kisi aachhe CNG ka kaam karne wale mechanic ke paas jao or iski tuning fir se karwao,, or ek advancer aata hai vo bhi lagva lo farak padega,