@@SatadalBasu88 20000 hi hai, powerbank ke base me bhi details likhi hui hai Maine khud charge kiya hai samsung s21 fe 4500 mah battery hai uski toh 4 baar charge Kiya hai usne
bhai bahut saare reason ho sakte hai kharab hone ke but major reason hai.. 1) Over charge karna 2) Garm wali jagah me rakhna 3) manufacturing defect 4) galat watt ke charger se charge karna mere main abhi as such koi problem nhi aayi hai, but hamesha dhayan rakhna ki full charge karna aur phir discharge poora karna .
25 watt ki samsung charger se koyi problem toh nhi hoga na?? Aur yeh Samsung galaxy m31s mobile charging support karta hain??
@@PSpsps12345 Nahi koi problem nahi aa rha hai
maine abhi tak approximately 40 times charge kiya hai , koi issue nahi aaya abhi tak
Mera mobile 45watt support karta he kya isse mera mobile jaldi charge hoga or mere mobile ke charger se power bank jaldi charge hoga
@@shivamsahu569 ha ye dono support karta hai
phone se powerbank aur wapas se same charger se kar sakte hai
Sav ki complaint bahot aati he ki ye jaldi khrab ho jata he to kya karu kharidu ya na lu
Vsii 13500 mah ka battery mentioned in the box not 20000
@@SatadalBasu88 20000 hi hai, powerbank ke base me bhi details likhi hui hai
Maine khud charge kiya hai samsung s21 fe 4500 mah battery hai uski toh 4 baar charge Kiya hai usne
@@bohothardcreationsbhai aapka power bank kitne mahine che thik chal raha he
Mere pass 45 watt ka charger he kya mujhe iske liye alag se charger lena pdega ya nhi or kya isse power bank jaldi charge hoga
nahi, aap usi se charge kar sakte h
Kya ye 22.5W fast mobail Ko charg karta he
yes , mere paas samsung s21 mobile hai woh 25w support karta hai
maine ek video bhi upload koya hai is se related
Wo garm hota hai magar aluminum body ke waza se thnda bhi ho jata hai
10w ke charger se kitna time lag jayega?
@@freefireayushgamer 1 - 1.5 ghanta extra time lag sakta hai
Udaya🔋🔋🔋🔋🔋🔋🔋🔋
Bhai kaisa powerbank hai log bolte hai bahut bekar hai 1 month me hi kharab ho jaa rha hai btaao na plz😢😢
bhai bahut saare reason ho sakte hai kharab hone ke but major reason hai..
1) Over charge karna
2) Garm wali jagah me rakhna
3) manufacturing defect
4) galat watt ke charger se charge karna
mere main abhi as such koi problem nhi aayi hai, but hamesha dhayan rakhna ki full charge karna aur phir discharge poora karna .
❤❤❤
Ho sake to what is inside video bao powerbank ke
main samjha nahi , kya likhe aap
@bohothardcreations teardown video andar ka mall masala dikhao wahi se to sachai Pata chalti hai
Mera power Bank garam nhi hota charge karte waqt
ha bhut minimal garam hota hai
Mera power Bank garam nahi hota boat power Bank ko ye log badnam kare hai
Main 33 watt par charge karta hu jaldi charge ho jata hai boat power Bank
Badhiya hai, kaafi time save ho jata hai
Thanks for watching ♥️