Aapko waha pahle water filter TDS controler lagwana padega Jo ki machine ki TDS ko 600 se 700 Tak leke aaye kyuki machine ki maximum TDS support 600 Tak hai
Thanks bro, hame kaun sa water softner lagwana chahiye aur pani atanka me lagwana padega ki jha dishwaher me pani suply ho rha hai us tap me lagwaye please btaye bhai
brother maine IFB vX2 16 plus liya hai aur 1week se roj bartan mashine me try kr rhi hu pr pani k dhabbe aur powder jaisa sabhi bartan me rahte hai aur bartan bilkul bhi saf nhi hote kya kru please btaye brother kya return kr du mai pareshan ho gai hu
Water Hardness k anusar salt aur Rise ki setting karne k bad bhi bartan me pani ke dag aur pawder powder aa rha hai aur bartan bilkul bhi saf nhi ho rha ulta aur bahut ganda ho jata hai jisko hath se saf karne ke bad bhi powder aur pani k dag nhi saf ho rha. bhai aur kuch issue ho to btaye please
Power cut ke baad resume hota gai kya?? Humara ifb neptune vx2 plus model hai.. vo resume nahi ho raha. Koi setting hoti hai resume feature on karne ke liye?
Power cut hone ke baad koi bhi changes aap mat kijiye...aap khud se machine chalu karke thodi der baad agar board se switch off kar de to or uske baad on kare to aapko pata chal Jayega ki aapki machine me fault hai ya nahi
Itna detail explanation to hamare yaha aaya bande ne bhi nahi diya. He explained in very detail. God bless him and give him good success in his life.
Thanks
Hamare yha ka water ka TDS 1200 hai bhai Hamne TDS check karwaya to hame kya krna chaye please btaye bro
Aapko waha pahle water filter TDS controler lagwana padega Jo ki machine ki TDS ko 600 se 700 Tak leke aaye kyuki machine ki maximum TDS support 600 Tak hai
Itne TDS me washing quality nahi mil sakti
Thanks bro, hame kaun sa water softner lagwana chahiye aur pani atanka me lagwana padega ki jha dishwaher me pani suply ho rha hai us tap me lagwaye please btaye bhai
Thank you so much to the family for shooting the video. And Thank you to the lady who asked all the questions which were in my mind. 😇
Bahot achchha se samjhaya tumne. Very good.
Very nicely explained
explaination is very good nice guy
Aapney bahut badeya samghya thnks
Super
👌
ApkA bataney ka tareka tarefey kabil hey
Bahut2 thanks
How's the performance of this machine ?
nice intro by the guy
I just purchased installation is yet to take place but IFB guys are saying stablizer is mandatory? Please suggest
Kya tablet ke badley deterjent use nahi kar saktey ple
Jarur kar sakte hai
brother maine IFB vX2 16 plus liya hai aur 1week se roj bartan mashine me try kr rhi hu pr pani k dhabbe aur powder jaisa sabhi bartan me rahte hai aur bartan bilkul bhi saf nhi hote kya kru please btaye brother kya return kr du mai pareshan ho gai hu
Aap apne Ghar ke water hardness ke anusar salt or rinse aid ki setting karwaye technician ko bol ke Jo TDS meter se check karke set kar dega
Thank you brother kal hi kr wate hai
Water Hardness k anusar salt aur Rise ki setting karne k bad bhi bartan me pani ke dag aur pawder powder aa rha hai aur bartan bilkul bhi saf nhi ho rha ulta aur bahut ganda ho jata hai jisko hath se saf karne ke bad bhi powder aur pani k dag nhi saf ho rha. bhai aur kuch issue ho to btaye please
Power cut ke baad resume hota gai kya?? Humara ifb neptune vx2 plus model hai.. vo resume nahi ho raha. Koi setting hoti hai resume feature on karne ke liye?
Nahi
Power cut hone ke baad koi bhi changes aap mat kijiye...aap khud se machine chalu karke thodi der baad agar board se switch off kar de to or uske baad on kare to aapko pata chal Jayega ki aapki machine me fault hai ya nahi
Humey tow kaha tabley use karo deterjent old ho gaya tablet use nahi karogey tow barten wheit he rahengy
10 minute ke kaam ko 2 ghante me karta hai , this is the major drawback 😅😅😅
Hamarey question ka anser nahi deyA kitablet ki jagh deterjentnahi dal saktey ifb ka
Daal sakte hai
Useless machine don't buy.poor service and poor wash quality. Buy some other brand.
Kis duniya se aaye ho bhai , lagta hai kisi doosri company me kaam karte ho 😂😂😂😂
Very nicely explained