ए कथा संग्राम की विश्व के कल्याण की धर्म अधर्म आदि-अनंत सत्य -असत्य कलेश -कलंक स्वार्थ की कथा परमार्थ की शक्ती है भक्ति है जन्मों की मुक्ति है जीवन का ये संपूर्ण सार है युग युग से कन कन में शृष्टि के दर्पन में वेदों की कथा अपार है धर्मो की गाथा है देवों की भाषा है सदियों के इतिहास का प्रमाण है कृष्णा की महिमा है गीता की गरीमा है ग्रंथो का ग्रंथ ये महान है महाभारत महाभारत महाभारत महाभारत
Mahabharat is history our reality and game of thrones is a fake fictional story. Why the hell are people comparing our God religious history with a show?
I am a big fan of star plus Mahabharat Aur ye song to jaise poori Mahabharat hi nhi poore sanatan dharm ko paribhashit kar deta hai Awesome song written composed and sung by legends Goosebumps To bahut chhoti baat hai earphones pe ye song alag hi magic create karta hai Speechless for appreciation of this song❤❤❤❤❤
@@International-indic. Dear you can't compare any mahabharat with br chopra's mahabharat. If you like this one it's your liking, but you should not say anything that shows comparing. When you compare anything with other, definitely you insult both sides. PS. Br chopra is best and uncomparable.
@@RashmiKumari-xf2lf behen did you see to which comment i replied and what replied? us person ne br chopra ki mahabharat se compare kiya and maine reply me likha ki comparison sahi nahi hai.. dusro ko bura bolne se pehle ache se padh lena chahiye
This is not only flim this is history and there are many proofs hastinapur is now UP, indraprastha is now delhi and kurukshetra is now known as Haryana
Mahabharat se sikhne wali baate 1) Adhura Gyaan khatarnak hota hai - Abhimanyu Chakravyuh. 2) Buri sangat se dur rahiye - Shakuni jaise logo se. 3) Jue satte se dur rahiye - Pandav. 4) Sada Satya ka saath de aur Satya ki raah par chaliye - Bhagwan Shri Krishn aur Arjun. 5) Sada sacchi mitrata nibhaye , mitra ko sahi maarg dikhaye aur saccha mitra banaye - Bhagwan Shri Krishn aur Arjun , Bhagwan Shri Krishn aur Sudama. 6) Karn ki tarah kisi dusht vyakti ke upkaar mat lijiye kyuki musibat apman thode samay ke liye hi hota hai yaa kuch saal ke liye lekin upkaar jeevan bhar ke liye ho jaate hai. 7) Putra moh mein itna bhi na pade ki Dharm adharm hi bhul jaaye - Dronacharya , Dhrutrashtra aur Gandhari. 8) Jaruri nahi ki har Dharm ko har siddhant ka palan karna chahiye jo siddhant jo karya galat hai uska palan nahi Kiya toh chalega - Yudhishthir ko laga ki dyut khelna Mera dharm hai aur usne khela aur sab kuch haar gaya. 9) Sada Striyo ka samman kare unhe aadar de - Draupadi vastraharan. 10) Jaruri nahi ki bure logo ki zhund mein saare log bure hi ho - Vikarna teesra kaurav ek wahi tha jisne draupadi ka vastraharan rokne ka prayas Kiya tha aur uska virodh Kiya tha. Bheem bhi usse nahi maarna chahta tha lekin Bheem ne pure 100 kaurav ko maarne ki pratigya Li thi isliye Bheem ne Vikarna ko maara aur jab Vikarna mara tab Bheem aur Pandav uski mrityu par roye the. 11) Chahe aap kitne bhi acche ho lekin agar aap adharm ka saath doge tab aap adharmi kehlayoge - Bhishma, Dronacharya & Karn. 12) Apne jeevan mein apna lakshya haasil karna chahte ho toh kewal apne lakshya par dhyaan do - Arjun Pakshi ki aur Macchhli ki aakh. 13) Jaruri nahi ki har paristiti ka saamna karna jaruri hai kuch paristiti se bhaag jaane mein bhi bhalai hoti hai - Bhagwan Shri Krishn aur Kalyavan. 14) Yadi koi apna aapke putro ko galat maarg par bhatka raha hai toh hume apne putro ko sahi maarg par laana chahiye - Shakuni , Dhrutrashtra aur Gandhari. 15) Karn ki tarah Shreshth Banne se accha Arjun ki Tarah uttam baniye Shreshthata apne aap sidh ho jayegi. 16) Samaj se upar manavta se upar kewal apne vyaktigat dharm ko mahatva nahi dena chahiye - Bhishma & Dronacharya. 17) Badle ki aag mein bohot bada gunaah nahi karna chahiye aur jiska Dand aajeevan bhugatna padta hai - Ashwathhama. 18) Dhokhe se Li gayi Vidya ek din saath chhod deti hai - Karn. 19) Karn ki tarah daanveer Bane aur acche Bane lekin adharm ka saath kabhi na de aur uski tarah kisi stree ko apshabd na kahe aur uska apmaan na kare. 20) Apne guru ka samman kare unhe aadar de - Bhagwan Parshuram = Bhishma Dronacharya Karn & Dronacharya = Arjun. 21) Abhimanyu ki tarah nidarr Bane - Ek 16 saal ke yodha ne Chakravyuh mein sabko parajit Kiya tha abhimanyu itna Shaktishali tha ki kisi ek yodha ke liye usse maarna asambhav tha aur sabne milkar usse maar Diya lekin usne phir bhi haar nahi maani . Usse veer gati prapt hui lekin usne shatruo ke saamne ghutne nahi teke. 22) Kabhi bhi avsar ko apne hath se na jaane de kyuki ek baar awasar aapke hath se chala Gaya toh baad mein aapke haarne ki sambhavna jyaada ho jaati hai - Arjun ne Karn ko maara aur Duryodhan ne Bhagwan Shri Krishn ko na chunkar unki narayani Sena ko chuna. 23) Hath aaye shatru ko kabhi bhi jeevan daan nahi dena chahiye kyuki baad mein wahi shatru aapke dukh ka kaaran banta hai - Arjun ne Jaidrath ko jeevan daan diya tha aur baad mein wahi Jaidrath Arjun ke dukh ka kaaran bana Jaidrath ki vajah se Arjun ka putra abhimanyu veer gati ko prapt hua. 24) Jab Manushya apne paapo ki saari Seema paar kar deta hai tab swayam bhagwan bhi usse maaf nahi karte - Kans vadh , Shishupal vadh aur Ashwathhama aajeevan amarta ka abhishrap. 25) Koi bhi pratigya koi bhi vachan itna bada nahi hota ki usse toda na Jaa sake - Bhagwan Shri Krishn ne yudh mein shastra na uthane ka vachan diya tha lekin Bhishma ke virudh unhone shastra uthaye the. Yadi Bhishma ne apni pratigya todi hoti toh shayad Mahabharat yudh nahi hota. 26) Apno se humesha savdhaan rehna chahiye mithi mithi baate karne wala vyakti kab aastin ka saap bankar aapko das lega pata bhi nahi chalega - Dhrutrashtra ne Bheem ko gale lagna chaha aur Bheem bhi gale lagne wala tha lekin Bhagwan Shri Krishn ne Bheem ki jagah putla rakh diya aur Dhrutrashtra ne putle ko Bheem samajkar kuchal diya tha. 27) Kabhi bhi samaj ka Darr nahi hona chahiye ki log kya kahenge - Kunti ne Pandavo se chhipaya ki Karn unka bada Bhai hai. 28) Majak Majak mein koi aisa kaarya mat kijiye jisse ki aapko jeevan bhar pacchatana pade - Kunti ne majak mein suryadev ko bulaya tha aur baad mein usse pacchatana pada aur Duryodhan jaise paapi ne yudh ko majak mein liya tha usse laga ki Mai yudh aaram se jeet jaayunga lekin ulta uska nuksaan hua uske saare Bhai Mama mitra jija sab mar gaye. 29) Kabhi bhi bina dekhe bina soche samjhe aadesh nahi Dena chahiye aur nirnay nahi lena chahiye - Kunti ne draupadi ko bina dekhe hi Pandavo se keh Diya ki jo bhi laye ho pacho baat lo. 30) Kisi ke rakshan yaa dharm ke liye ki jaane wali hinsa uchit hai - Bhagwan Shri Krishn. 31) Swayam Bhagwan bhi samay ke Swami nahi ho sakte jo bhagya mein likha hai woh hokar hi rahega - Bhagwan Shri Krishn ko bhavishya ka gyaan tha phir bhi unhone Jo hona tha woh hone diya. 32) Apne karya ko apne dharm ko kabhi bhi adhura na chhode dharm ko adhura chhodne par parinaam bhayanak milta hai - Duryodhan ki mrityu ke baad Pandavo ko laga ki yudh samapt ho gaya lekin Ashwathhama jeevit tha aur ussi Ashwathhama ne Pandavo ke sabhi putro ko dhokhe se maar diya. 33) Yudh kisi bhi paristiti ka hal nahi hai yudh mein bhale hi aap Vijay prapt kar lenge lekin nuksaan aapko bhi hoga - Mahabharat ke yudh mein bhale hi Pandavo ki jeet hui lekin nuksaan unhe bhi hua unka ek bhi putra Zinda nahi raha , Uttara ka bhai pita pati koi nahi raha , Draupadi ka bhai pita putra bhi nahi rahe. 34) Yadi aapko adharm ko chhodne ka awasar mile toh ussi wakt usse chhod dena chahiye - Yuyutsu ek maatra kaurav jo Pandavo ke paksh se Lada yudh shru hone se pehle usne adharm ke paksh ko tyaaga aur dharm ke paksh se Lada. 35) Kabhi bhi ahankar nahi hona chahiye ye Swayam ko hi barbaad kar deta hai - Mahabharat ke drishtikon se dekha jaaye toh sabse lucky vyakti Duryodhan tha uske pass bada rajya tha , maata pita ka prem tha , 99 bhaiyo ka prem tha , ek behen ka bhi prem tha , Bhishma, Dronacharya, Karn, Ashwathhama aur Mahatma Vidur jaise logo ka saath tha , 5 Pandav bhaiyo ka prem tha , Swayam Gurudev ke roop mein Mahamahim Balram ji the , Bhagwan Shri Krishn ka bhi saath tha. Lekin sirf ahankar aur adharm ke chalte usne sab kuch kho diya. 36) Apne Karm se toh swayam bhagwan bhi nahi Bach paaye the toh hum kaise bachenge - Bhagwan Shri Krishn ke pair mein Zara naam ke shikari ne baan maara aur Bhagwan Shri Krishn ko apna deh tyaag karna pada Zara pichle Janam mein vaanar Raj baali tha aur Bhagwan Shri Krishn pichle Janam mein Prabhu Shri Ram the . Prabhu Shri Ram ne baali ko dhokhe se maara tha. Jo baan Prabhu Shri Ram ne tretayug mein baali ko maara wahi baan dwaparyug mein Zara ke dwara Shri Krishn ko laga. 37) Sabse important Jab jab adharm mein vridhhi hoti hai , jab jab dharm ko haani hoti hai , paap badh jaata hai tab tab acche logo ke uddhhar ke liye Shri Hari Narayan aate hai aisa har yug mein hua hai aur aage bhi Aisa hi hoga - Waiting for Kalki Avatar. Aur bhi bohot kuch hum Mahabharat se Sikh sakte hai agar koi sikhne wali baat reh gayi ho toh reply kare . Jai Shree Krishn Radhe Radhe 🥰💙🙇🚩😇
है कथा संग्राम की विश्व के कल्याण की धर्म अधर्म आदि अनंत सत्य असत्य कलेश कलंक स्वार्थ की कथा परमार्थ की... शक्ति है भक्ति है जन्मो की मुक्ति है जीवन का ये सम्पूर्ण सार है युग युग से कण कण में सृस्टी के दर्पण में वेदो की व्यथा अपार है कर्मो की गाथा है देवो की भाषा है सदियो के इतिहास का प्रमाण है क्रीष्णा की महिमा है... गीता की गरिमा है ग्रंथो का ग्रंथ ये महान है महाभारत महाभारत महाभारत महाभारत महाभारत...
Kyu .. akhir kyu krishna ke naam se mere aankho mein aaasu aagyae.. kyu kanha ne kaliyug itna ghor adharmi banaya.. kyu akhir yaha koi bhi charitrvan nahi.. koi bhi dharmatma nahi. 😢 Radhe Radhe
All being said i think this was the best portrayal of the Mahabharata in any language, it had proper VFX, good actors especially Krishna, that man was born to play that role 👌
এই গানটি আমার অশান্ত মন শান্ত করল ,,, সেই ভগবান এর উপর বিশ্বাস রইলো আমার সব ঠিক করে দেবে ,,,এটা মন থেকেই মানলাম যে আমার মতো কিছু কিছু মানুষ দরকার পরলে মনে করে ভগবান কে কিন্তু এটি ভুল ... আজ থেকে আমি সব সময়ই মনে করবো , আমি আমার বলা সব কথা মানবো এটি তার প্রমাণ । ধন্যবাদ
Om Jai HariHara HaraHara Mahadev 🙏🙏🚩🚩❤️❤️ HariHara Om Jai Namo bhaga vate Vasudevaye namaha 🙏🙏🚩🚩❤️❤️ HariHara Om Namah shivaye 🙏🙏🚩🚩❤️❤️ Jai Mata di 🙏🙏🚩🚩❤️❤️
Ami gorbito ami hindhu.😌🙏hore krishna hare krishna krishna krishna hare hare hare Ram hare Ram Ram Ram hare hare 🙏😌vogoban shree krishna r gan gulo sunle santite mon vore Jai😌🙏❤
My salute , after epic ramayan by Ramanand Sagar, this has been the epitome of historical drama. From editing to mudic to cast and cinematography and many more . Peopld who were this part of this drama really created something that can't be explained in words
ए कथा संग्राम की
विश्व के कल्याण की
धर्म अधर्म आदि-अनंत
सत्य -असत्य कलेश -कलंक
स्वार्थ की कथा परमार्थ की
शक्ती है भक्ति है
जन्मों की मुक्ति है
जीवन का ये संपूर्ण सार है
युग युग से कन कन में
शृष्टि के दर्पन में
वेदों की कथा अपार है
धर्मो की गाथा है
देवों की भाषा है
सदियों के इतिहास का प्रमाण है
कृष्णा की महिमा है
गीता की गरीमा है
ग्रंथो का ग्रंथ ये महान है
महाभारत महाभारत
महाभारत महाभारत
❤️
Send me
Kash ye poore India. Ke school ke gate prayers me
❤
Nice 😊
1.Goosebumps
2. Relxing
3. Proud to be hindu
4.strenth
5.power
And Peacefull 😌
HARE SRINIVASA ❤❤❤🙏🙏
@@triplebplaylist2575😅
Yaa that's right ✅
Yeeeh
Game of thrones is nothing before Mahabharat. The line "Krishna ki mahima hein, Geeta ki garima hein" is lit.
Is there any comparison?
Why compare two entirely different things?
Mahabharat is all about Dharma, Adhyatma..
Chee game of thrones bohot hi paap se bhari Hui cheez h usse Mahabharat se compare karna pap h
Mahabharat is history our reality and game of thrones is a fake fictional story. Why the hell are people comparing our God religious history with a show?
well this isnt a fair comparision
You don't need to bring down something to take something up. And Mahabharata is beyond any comparison
"सादियो के इतिहास का प्रमाण है" 🔥🕉️🚩
🙏
*Kis kis ne ye 100 baar se zyada suna* 🙏🙏
This is my favorite and relaxing song 😊❤
35 bar dekh chuka hu aur 36 counting mai hai just loved this mahabharat
Unlimited
Mere phone ki ring tone h😂
Mere phone ki ring tone h😂
Me
M muslim hu mujhe ye song pasand h goosebumps bhi ate h mujhe
😇
We're all Indians. Jai Hind!
Bhai tu jahanum me na chala Jaye tere Nabi ke according...may krishna bless you 😢
Kyuki sub sanatani hai bhai
Power of snatan
Feels like National Anthem 🕉️🇮🇳🇮🇳
🇮🇳❤️
😌😌😌😌😌
True, at this point i really want this to be our national anthem
If it's become India National Anthem, than I think that's is the second National Anthem I know😂
True ♥️
I don't know who write this song but he explain the whole Mahabharata's saar in just minutes ❤
Ye song chorus ki vajah se shandaar h....
Ek hi vyakti gaata tl maza nhi aata
@@vishvajeetmoyon3235correct
I am a big fan of star plus Mahabharat
Aur ye song to jaise poori Mahabharat hi nhi poore sanatan dharm ko paribhashit kar deta hai
Awesome song written composed and sung by legends
Goosebumps To bahut chhoti baat hai earphones pe ye song alag hi magic create karta hai
Speechless for appreciation of this song❤❤❤❤❤
Usually Indian television shows wahiyat hote hai but ye Morden era ki best Mahabharat hai ye ❤
This is even better than BR Chopra. If not better definitely equal.
@@International-indic. Dear you can't compare any mahabharat with br chopra's mahabharat. If you like this one it's your liking, but you should not say anything that shows comparing. When you compare anything with other, definitely you insult both sides. PS. Br chopra is best and uncomparable.
Par gevle sab nai hote
@@Shubhamm.Sharmmau yourself compared these two...how naive of you !!
@@RashmiKumari-xf2lf behen did you see to which comment i replied and what replied? us person ne br chopra ki mahabharat se compare kiya and maine reply me likha ki comparison sahi nahi hai.. dusro ko bura bolne se pehle ache se padh lena chahiye
Proudly say ...this is our History❤. This is our roots are from!
I am generally a Christian, but I learned and gained a lot from this film. What prompted me to read and study this scripture.
same here brother
This is not film this is real in past 😊
This is not only flim this is history and there are many proofs hastinapur is now UP, indraprastha is now delhi and kurukshetra is now known as Haryana
@@serena-gp7dp7ik6v You right
1:58 Krishnas expression of compassion even when he knows the destruction that will follow is epic.
Yes😌
Unnecessarily we don't call him lord
He's always in a jolly mood 😂❤ he's a very cool god
Mahabharat se sikhne wali baate
1) Adhura Gyaan khatarnak hota hai - Abhimanyu Chakravyuh.
2) Buri sangat se dur rahiye - Shakuni jaise logo se.
3) Jue satte se dur rahiye - Pandav.
4) Sada Satya ka saath de aur Satya ki raah par chaliye - Bhagwan Shri Krishn aur Arjun.
5) Sada sacchi mitrata nibhaye , mitra ko sahi maarg dikhaye aur saccha mitra banaye - Bhagwan Shri Krishn aur Arjun , Bhagwan Shri Krishn aur Sudama.
6) Karn ki tarah kisi dusht vyakti ke upkaar mat lijiye kyuki musibat apman thode samay ke liye hi hota hai yaa kuch saal ke liye lekin upkaar jeevan bhar ke liye ho jaate hai.
7) Putra moh mein itna bhi na pade ki Dharm adharm hi bhul jaaye - Dronacharya , Dhrutrashtra aur Gandhari.
8) Jaruri nahi ki har Dharm ko har siddhant ka palan karna chahiye jo siddhant jo karya galat hai uska palan nahi Kiya toh chalega - Yudhishthir ko laga ki dyut khelna Mera dharm hai aur usne khela aur sab kuch haar gaya.
9) Sada Striyo ka samman kare unhe aadar de - Draupadi vastraharan.
10) Jaruri nahi ki bure logo ki zhund mein saare log bure hi ho - Vikarna teesra kaurav ek wahi tha jisne draupadi ka vastraharan rokne ka prayas Kiya tha aur uska virodh Kiya tha. Bheem bhi usse nahi maarna chahta tha lekin Bheem ne pure 100 kaurav ko maarne ki pratigya Li thi isliye Bheem ne Vikarna ko maara aur jab Vikarna mara tab Bheem aur Pandav uski mrityu par roye the.
11) Chahe aap kitne bhi acche ho lekin agar aap adharm ka saath doge tab aap adharmi kehlayoge - Bhishma, Dronacharya & Karn.
12) Apne jeevan mein apna lakshya haasil karna chahte ho toh kewal apne lakshya par dhyaan do - Arjun Pakshi ki aur Macchhli ki aakh.
13) Jaruri nahi ki har paristiti ka saamna karna jaruri hai kuch paristiti se bhaag jaane mein bhi bhalai hoti hai - Bhagwan Shri Krishn aur Kalyavan.
14) Yadi koi apna aapke putro ko galat maarg par bhatka raha hai toh hume apne putro ko sahi maarg par laana chahiye - Shakuni , Dhrutrashtra aur Gandhari.
15) Karn ki tarah Shreshth Banne se accha Arjun ki Tarah uttam baniye Shreshthata apne aap sidh ho jayegi.
16) Samaj se upar manavta se upar kewal apne vyaktigat dharm ko mahatva nahi dena chahiye - Bhishma & Dronacharya.
17) Badle ki aag mein bohot bada gunaah nahi karna chahiye aur jiska Dand aajeevan bhugatna padta hai - Ashwathhama.
18) Dhokhe se Li gayi Vidya ek din saath chhod deti hai - Karn.
19) Karn ki tarah daanveer Bane aur acche Bane lekin adharm ka saath kabhi na de aur uski tarah kisi stree ko apshabd na kahe aur uska apmaan na kare.
20) Apne guru ka samman kare unhe aadar de - Bhagwan Parshuram = Bhishma Dronacharya Karn & Dronacharya = Arjun.
21) Abhimanyu ki tarah nidarr Bane - Ek 16 saal ke yodha ne Chakravyuh mein sabko parajit Kiya tha abhimanyu itna Shaktishali tha ki kisi ek yodha ke liye usse maarna asambhav tha aur sabne milkar usse maar Diya lekin usne phir bhi haar nahi maani . Usse veer gati prapt hui lekin usne shatruo ke saamne ghutne nahi teke.
22) Kabhi bhi avsar ko apne hath se na jaane de kyuki ek baar awasar aapke hath se chala Gaya toh baad mein aapke haarne ki sambhavna jyaada ho jaati hai - Arjun ne Karn ko maara aur Duryodhan ne Bhagwan Shri Krishn ko na chunkar unki narayani Sena ko chuna.
23) Hath aaye shatru ko kabhi bhi jeevan daan nahi dena chahiye kyuki baad mein wahi shatru aapke dukh ka kaaran banta hai - Arjun ne Jaidrath ko jeevan daan diya tha aur baad mein wahi Jaidrath Arjun ke dukh ka kaaran bana Jaidrath ki vajah se Arjun ka putra abhimanyu veer gati ko prapt hua.
24) Jab Manushya apne paapo ki saari Seema paar kar deta hai tab swayam bhagwan bhi usse maaf nahi karte - Kans vadh , Shishupal vadh aur Ashwathhama aajeevan amarta ka abhishrap.
25) Koi bhi pratigya koi bhi vachan itna bada nahi hota ki usse toda na Jaa sake - Bhagwan Shri Krishn ne yudh mein shastra na uthane ka vachan diya tha lekin Bhishma ke virudh unhone shastra uthaye the. Yadi Bhishma ne apni pratigya todi hoti toh shayad Mahabharat yudh nahi hota.
26) Apno se humesha savdhaan rehna chahiye mithi mithi baate karne wala vyakti kab aastin ka saap bankar aapko das lega pata bhi nahi chalega - Dhrutrashtra ne Bheem ko gale lagna chaha aur Bheem bhi gale lagne wala tha lekin Bhagwan Shri Krishn ne Bheem ki jagah putla rakh diya aur Dhrutrashtra ne putle ko Bheem samajkar kuchal diya tha.
27) Kabhi bhi samaj ka Darr nahi hona chahiye ki log kya kahenge - Kunti ne Pandavo se chhipaya ki Karn unka bada Bhai hai.
28) Majak Majak mein koi aisa kaarya mat kijiye jisse ki aapko jeevan bhar pacchatana pade - Kunti ne majak mein suryadev ko bulaya tha aur baad mein usse pacchatana pada aur Duryodhan jaise paapi ne yudh ko majak mein liya tha usse laga ki Mai yudh aaram se jeet jaayunga lekin ulta uska nuksaan hua uske saare Bhai Mama mitra jija sab mar gaye.
29) Kabhi bhi bina dekhe bina soche samjhe aadesh nahi Dena chahiye aur nirnay nahi lena chahiye - Kunti ne draupadi ko bina dekhe hi Pandavo se keh Diya ki jo bhi laye ho pacho baat lo.
30) Kisi ke rakshan yaa dharm ke liye ki jaane wali hinsa uchit hai - Bhagwan Shri Krishn.
31) Swayam Bhagwan bhi samay ke Swami nahi ho sakte jo bhagya mein likha hai woh hokar hi rahega - Bhagwan Shri Krishn ko bhavishya ka gyaan tha phir bhi unhone Jo hona tha woh hone diya.
32) Apne karya ko apne dharm ko kabhi bhi adhura na chhode dharm ko adhura chhodne par parinaam bhayanak milta hai - Duryodhan ki mrityu ke baad Pandavo ko laga ki yudh samapt ho gaya lekin Ashwathhama jeevit tha aur ussi Ashwathhama ne Pandavo ke sabhi putro ko dhokhe se maar diya.
33) Yudh kisi bhi paristiti ka hal nahi hai yudh mein bhale hi aap Vijay prapt kar lenge lekin nuksaan aapko bhi hoga - Mahabharat ke yudh mein bhale hi Pandavo ki jeet hui lekin nuksaan unhe bhi hua unka ek bhi putra Zinda nahi raha , Uttara ka bhai pita pati koi nahi raha , Draupadi ka bhai pita putra bhi nahi rahe.
34) Yadi aapko adharm ko chhodne ka awasar mile toh ussi wakt usse chhod dena chahiye - Yuyutsu ek maatra kaurav jo Pandavo ke paksh se Lada yudh shru hone se pehle usne adharm ke paksh ko tyaaga aur dharm ke paksh se Lada.
35) Kabhi bhi ahankar nahi hona chahiye ye Swayam ko hi barbaad kar deta hai - Mahabharat ke drishtikon se dekha jaaye toh sabse lucky vyakti Duryodhan tha uske pass bada rajya tha , maata pita ka prem tha , 99 bhaiyo ka prem tha , ek behen ka bhi prem tha , Bhishma, Dronacharya, Karn, Ashwathhama aur Mahatma Vidur jaise logo ka saath tha , 5 Pandav bhaiyo ka prem tha , Swayam Gurudev ke roop mein Mahamahim Balram ji the , Bhagwan Shri Krishn ka bhi saath tha. Lekin sirf ahankar aur adharm ke chalte usne sab kuch kho diya.
36) Apne Karm se toh swayam bhagwan bhi nahi Bach paaye the toh hum kaise bachenge - Bhagwan Shri Krishn ke pair mein Zara naam ke shikari ne baan maara aur Bhagwan Shri Krishn ko apna deh tyaag karna pada Zara pichle Janam mein vaanar Raj baali tha aur Bhagwan Shri Krishn pichle Janam mein Prabhu Shri Ram the . Prabhu Shri Ram ne baali ko dhokhe se maara tha. Jo baan Prabhu Shri Ram ne tretayug mein baali ko maara wahi baan dwaparyug mein Zara ke dwara Shri Krishn ko laga.
37) Sabse important Jab jab adharm mein vridhhi hoti hai , jab jab dharm ko haani hoti hai , paap badh jaata hai tab tab acche logo ke uddhhar ke liye Shri Hari Narayan aate hai aisa har yug mein hua hai aur aage bhi Aisa hi hoga - Waiting for Kalki Avatar.
Aur bhi bohot kuch hum Mahabharat se Sikh sakte hai agar koi sikhne wali baat reh gayi ho toh reply kare .
Jai Shree Krishn Radhe Radhe 🥰💙🙇🚩😇
Jai Shree Krishna 🙏❤️
👏👏
@@triplebplaylist2575 please Mere is comment ko pin 📌 kardo taaki har koi isse padhe aur sabko Sikh mile ☺️
Jai shree Krishna
Bhai sach m yrr bhot free h tu🥲
Krishna ki mahima hey
Geeta ki garima hey
What a line
NO MARVEL , NO DC
CAN BEAT THE LEAGENDRY MAHABHARAT
Nice
Can u pls explain what the meaning?
Why you compare mahabharat withDC n mcu. This is our history. Mind it
Unlimited goosebumps and emotions flow at the same time after listening this song हरे कृष्णा❤
Jai Shree Krishna 🙏
Listening this masterpiece every single day 🙂
Jai shree krishna
Edit- I'm listening this every day 😁
Jai Shree Krishna 🙏
Jai Shree Krishna
Bro anime
i swear you also listen blue birds 😁😁
I'm listing this everyday 😁
है कथा संग्राम की
विश्व के कल्याण की
धर्म अधर्म आदि अनंत
सत्य असत्य कलेश कलंक
स्वार्थ की कथा परमार्थ की...
शक्ति है भक्ति है
जन्मो की मुक्ति है
जीवन का ये सम्पूर्ण सार है
युग युग से कण कण में
सृस्टी के दर्पण में
वेदो की व्यथा अपार है
कर्मो की गाथा है
देवो की भाषा है
सदियो के इतिहास का प्रमाण है
क्रीष्णा की महिमा है...
गीता की गरिमा है
ग्रंथो का ग्रंथ ये महान है
महाभारत महाभारत
महाभारत महाभारत महाभारत...
सनातन ही सत्य है 🚩🥺🙇🏼
Lord Krishna every where it is important to exist in our heart
😇🙏
That shot of Krishna playing flute during the lines "Krishna ki mahima hain." ♥️♥️♥️♥️
I feel so proud to be sanatani ❤😩 i want to be born as sanantani each and every single life...❤
Krishna ki mahima he geeta ki garima hee what la line❤️🥰☺️😊
Google me Disney hostar Mahabharat full episode karke karna . Aata hai Mai waise dekhti huu
Song esa banao ki Goosebumps aa Jaye Jai shree krishna 🙏😊
Because one & only Ajay-Atul
Jai Shree Krishna 🙏
Jai shree krishna ❤❤❤❤❤
Jai Shree Krishna 🙏
I always feel god is with me ...krishna is there to protect me....
You are right,he is there ❤
This Mahabharata serial is better than any 10 thousand movies
That's true
Is song m such m kuch toh h jo mujjhe baar baar apni taraf attract kar rha h pta nhi kyu baar baar sunne ka mnn karta h
It's been a decade..But still my fav❣️.. can't believe it was released 10 years ago..Missing watching this show on starplus
Kyu .. akhir kyu krishna ke naam se mere aankho mein aaasu aagyae.. kyu kanha ne kaliyug itna ghor adharmi banaya.. kyu akhir yaha koi bhi charitrvan nahi.. koi bhi dharmatma nahi. 😢 Radhe Radhe
Radha Radhe 🙏
Whenever i listen this music of mahabharat , me my aura got changed instantly ..no words to say thank you to the composer of this song
Ajay atul is music director
Just luv the song and all the characters specially Krishna's character from the bottom of my heart 💓💓💓💓
Me too 🙏
I AM JAIN BUT I REALLY LOVE THIS SONG WHEN I LISTEN THIS MUSIC I FEEL ENERGETIC AND SOME MOTIVATION ALSO............BEST SONG EVER
Jai shree ram 🧡🚩
Jain are also Hindus ! Not apart of it!
Star Bharat me subah 9 baje aata hain dear😊
jain, Hindu ek hi maa ke vai hai , aor wo maa hai Sanatan Dharma, The ancient Dharma ❤ We are indigenous We are indispensable ❤❤
@@orophile4738nahi hum jain hindu jaise pakhandi nahi hai
Krishna ki mahima hai,, last seen shree krishna entry ❤
All being said i think this was the best portrayal of the Mahabharata in any language, it had proper VFX, good actors especially Krishna, that man was born to play that role 👌
आज इस गाने का मतलब समझ में आ रहा है जब इतनी प्रलय आ रही है देश में
I want to see "Mahabharata " again with the same cast. Each and every castv fit each character so well. Jay Shree Krishna.💚
Jai Shree Krishna 🙏
Jay Shree Krishna🙏
Jay Shree Krishna 🚩🙇🙏
Energy flows in body when this song , I listen, nice music
शान्तः प्रयासात्पूर्वं विषमादनन्तरं च।🚩
Vasudev hi Satya hai 🚩🚩🚩
This Music,Actors,BGM,VFX. Are Best Of The Indian Tv Industry ❤
🙏🏻🙏🏻💙💙
Proude to be sanatani❤😊
कास हम भी महाभारत में होते तो कृष्ण भगवान के साक्षात दर्शन कर पाते ❤❤😢
Maybe you were but you don't remember it🤔
This is the only modern making which north & south india liked and enjoyed equally.
Truly powerful and energising!! Can't even explain!!
Jai Shree Krishna Radhe Radhe Hare Krishna ❤❤❤
Jai Shree Krishna 🙏 Radhe Radhe 🙏
This song is in a goosebumps.... 😌❤
Krishna 💙 give me some peace prabhu 🌸... I'm suffering krishna.. Please
ए कथा संग्राम की
विश्व के कल्याण की
धर्म अधर्म आदि-अनंत
सादियो के इतिहास का प्रमाण है" 🔥🕉🚩
Goosebumps overloaded.....
Full Mahabharat epic in one song no words to say 😮💯❤️🔥🤗
😊❤️
Life will be filled with happiness and joy when you realise Lord Krishna is everything and everywhere. He is the world
Jai shree ram ♈ I feel very proud to be a hindu.I can proudly say this is our history..I listen this song everyday
Jai shree ram❤
Jai Shree Ram 🙏
গান টা যখনই শুনি, গায়ের লোম দাঁড়িয়ে যায়, ভিন্ন এক অনিভূতি হয়.
भगवान है क्या नहीं पता नहीं पर ये Music सुनकें भगवान होने का एहसास हुआ 😢❤
এই গানটি আমার অশান্ত মন শান্ত করল ,,, সেই ভগবান এর উপর বিশ্বাস রইলো আমার সব ঠিক করে দেবে ,,,এটা মন থেকেই মানলাম যে আমার মতো কিছু কিছু মানুষ দরকার পরলে মনে করে ভগবান কে কিন্তু এটি ভুল ... আজ থেকে আমি সব সময়ই মনে করবো , আমি আমার বলা সব কথা মানবো এটি তার প্রমাণ । ধন্যবাদ
❤️😇😌
Om Jai HariHara HaraHara Mahadev 🙏🙏🚩🚩❤️❤️ HariHara Om Jai Namo bhaga vate Vasudevaye namaha 🙏🙏🚩🚩❤️❤️ HariHara Om Namah shivaye 🙏🙏🚩🚩❤️❤️ Jai Mata di 🙏🙏🚩🚩❤️❤️
Goosebumps.... Krishna ki mahima h ❤
Krishna ki Mahima hai, Geeta ki garima hai, everything summed up in one awesome line
1:27 goosembumps🔥
Maine aaj tak ye version nahi dekha hai mahabharat ka, par ye gaana anginat baar sunta hu
Goosebumps😭😞Dil khush ho gaya😊
😌
कौन कौन 2025 में सुन रहे हे ❤❤
Kaun kaun 2 January 2025 ko sun raha hai😂😂❤
2025 to abhi aaya v nhi hai abhi hi sun liye tum 2025 ke bdle 😂😂😂
Krishna vande jagathgurum🚩🚩
Kon kon sun ne ke sath sath gata v h 😅
Me😌
हम
Me❤
Bolo sabhi Jai shree krishna , Jai shree krishna
Jai Shree Krishna 🙏
Last krishna scene gave me goosebumps❤❤❤
I listen to this everyday
This is one of my habit now
Plus i'm re-watching this show currently
This song is absolutely very powerful.....energetic....
whenever i listen this song feels goosebumps in body......♥️😍
Wonderful creation 🙏🙏
Ami gorbito ami hindhu.😌🙏hore krishna hare krishna krishna krishna hare hare hare Ram hare Ram Ram Ram hare hare 🙏😌vogoban shree krishna r gan gulo sunle santite mon vore Jai😌🙏❤
I am seriously crying listening this masterpiece 💝
🚩🚩🚩🚩🚩 proud 🚩🚩🚩🚩🚩
Jai ho dharam ka
My lovely krishna smiling
Mahabharat i like this ✨✨
Such a masterpiece it is!!! 🐚☘️
Mahabharat is the truth of life and lyrics of the song says it all!!! 🌍🐚🚩
Hare Krishna!!! 🦚🐚
I just get hit very hard by nostalgia everytime I listen to this💖
Very powerful song
Jai shree krishna
Proud to be HINDU ❤️
Jai Shree Krishna 🙏
I am proud me sanatani Dharm jai shree krishna jai shree kalki 🙏🏻♥️
i listen to this mahabharat gaatha every morning to start my day and boost my energy. Proudly say this is our history 🕉❤
Vastra haran ka vo pal kitna dardnaak hai jo hum soch bhi nhi sakte,.....................................💙💙💙❤💙💙💙💞. ***** jai shree krishna ******🕉
Jai Shree Krishna 🙏
OMG krishna!!
This song gives me goosebumps 😍🙏👀❤
Everytime whenever I listened this song I get goosebumps on High notes..❤
. Jai Shri Krishna .🌼✨
Jai Shree Krishna 🙏
Jai sree Krishna ❤❤❤❤❤
Jai Shree Krishna 🙏❤️
Goosebumps, proud to be a Sanatani 👌🏼👏🙏❤️
🙏❤️
Most popular tv show in Indian history
My salute , after epic ramayan by Ramanand Sagar, this has been the epitome of historical drama.
From editing to mudic to cast and cinematography and many more .
Peopld who were this part of this drama really created something that can't be explained in words
Jitna suno itna Kam h Radhe Radhe 🙏 ❤❤❤
Radhe Radhe 🙏
Ajay-Atul, hats off to your divine music 🎶
No one can beat this song . Goosebumps granted 😌😌
कृष्णा की महिमा है,गीता की गरिमा है। ग्रंथो का ग्रंथ ये महान है।
Jai Radhe Krishna Jai Yashoda maa Jai devki maa Jai Draupadi maa maaf kro 😢
My favourite episode and every character in this show also my favourite
Plz Mahabharat ka episode TH-cam me b dikhaye ab show nhi hota
Bhai hot star pe mil jaoge all episodes sequence se maine aaj complete kr li ❤❤❤❤
Star Bharat par subh 9se 11 bje tk deta h
Hostar app pe hai free main sare episode available
Hitstar pe free full apisode
@@heroes221thanks shreya
If I got selected as prime minister of BHARAT . I will declare this song A NATIONAL PRAYER OF OUR COUNTRY 🙏🏻 .
HARE Krishna 🚩🚩🚩🚩
Jai Shree Krishna 🙏❤️
Goosebumps dey ei gaan ta joto bar suni❤❤hare Krishna 🙏
A fantastic song based on the great Hindu epic 'Mahabharat' serial II .
যতই শুনি ততোই ভালো লাগে,, জয় শ্রী কৃষ্ণ 🙏🙏🙏
Jai Shree Krishna 🙏