Mahindra Alfa front wheel se ghut ghut sound ko kaise solve kare? All work in one video👍🤗

แชร์
ฝัง
  • เผยแพร่เมื่อ 17 พ.ย. 2024

ความคิดเห็น • 26

  • @debashisnaskar2767
    @debashisnaskar2767 11 หลายเดือนก่อน +1

    Good job sir

  • @bondhuerickshawservices7857
    @bondhuerickshawservices7857 11 หลายเดือนก่อน

    Nice 👍

  • @goutampaul724
    @goutampaul724 หลายเดือนก่อน

    Dada Treo gari ka same video chahiye parts nunber ke sath....

  • @goutampaul724
    @goutampaul724 2 หลายเดือนก่อน

    Treo gari ka same video dijiye...

  • @bhupensutradhar1181
    @bhupensutradhar1181 8 หลายเดือนก่อน

    Yaari ka video banao

    • @akasherickshawtech
      @akasherickshawtech  8 หลายเดือนก่อน +1

      Yaari ka bohut Sara video is channel per Diya hua hai

  • @saddammomin3081
    @saddammomin3081 28 วันที่ผ่านมา

    Hendel khich ta hai dan dike iska video piliss banaye

  • @subhojitsaha-xo9ch
    @subhojitsaha-xo9ch 11 หลายเดือนก่อน +1

    Bhaiya niddle bearing ka size Kiya hai ?

    • @akasherickshawtech
      @akasherickshawtech  11 หลายเดือนก่อน

      TEXPIN company ka hoga to DL 230. Or NRB COMPANY ka DL 2320

  • @puranpuri5164
    @puranpuri5164 9 หลายเดือนก่อน

    Ek baat batao bhai Mahindra ka Maine Alfa front tyre jaam ho jata hai break Marne per Reema bhi garm ho jata hai jyada is per video banana hai aapko

    • @akasherickshawtech
      @akasherickshawtech  9 หลายเดือนก่อน

      Dekhiae Mahindra Alfa ka yah Jo problem hai iska men reason hota hai jo break casing Hai vah casing agar jam rahata Hai tab Aisa problem hota hai aur brake shoe liner ke andar agar acche se movement nahin Karega tab jakar yah jam ho jata hai.
      Mahindra front brake related mera ek video hai aap jakar vah video ko dekh sakte ho aur vaisa karke aapko break setting karna hoga tab aapka yah Jo problem hai yah solve ho jaega

  • @travelwithraman9575
    @travelwithraman9575 หลายเดือนก่อน

    Sir bearing size safat size kya h

    • @akasherickshawtech
      @akasherickshawtech  21 วันที่ผ่านมา

      Shaft size same hota hai. Alfa modle. Or bearing nm dl230

  • @aslamakela2489
    @aslamakela2489 11 หลายเดือนก่อน

    Bhai Maine lithium battery mein gadi liye he 48 volt 102 ah battery he aur usmein charger 16 ampere ka Diya hai ab yah bataiye charger kitne empier ka lagna chahie mileage Kitna hona chahie usmein please bhai riply

    • @akasherickshawtech
      @akasherickshawtech  11 หลายเดือนก่อน

      Lithium battery ke liye charger 16 ampere theek hai. Jyada empier charger hone se lithium battery cell kharab ho jaega.

    • @aslamakela2489
      @aslamakela2489 11 หลายเดือนก่อน

      BHAI 102 EMPIER KA LITHIUM BATTERY LIYA HUN AUR USKA MILEAGE 80 SE 100 KIMI DE RAHA HAI 3 DIN PAHLE LIYA HUN BHAI PLEASE BATAIYE KYA PROBLEM HO SAKTE HAIN CITY GREEN NAYA GADI HAI MOTOR CONTROLLER 1150 KA HAI BHAI PLEASE REPLY

  • @MukiburRahman-j2x
    @MukiburRahman-j2x 2 หลายเดือนก่อน

    Nedle baring thik hain phir v sound nikal raha hain

    • @akasherickshawtech
      @akasherickshawtech  หลายเดือนก่อน

      To fir front Excel ko aapko change karna hoga

  • @aakashkatiyar3062
    @aakashkatiyar3062 10 หลายเดือนก่อน

    Bhai Bering ka kya price hai

  • @fullyoffroad
    @fullyoffroad 11 หลายเดือนก่อน +1

    Sir ek baat bataiye ye jo e alfa mini rickshaw ki speed or initial pickup dusre company ke rickshaw se kaam kyun hai...
    Aur kya isse controller change karne se badha sakte hain please tell

    • @akasherickshawtech
      @akasherickshawtech  11 หลายเดือนก่อน +1

      Ji han badega. cy original 55 ya 50 ampere 24 tube wala controller lagane se speed increase hoga

    • @fullyoffroad
      @fullyoffroad 11 หลายเดือนก่อน

      @@akasherickshawtech e alfa mini mein konsa controlled laga hua hai

  • @STATUSKING-yq1ut
    @STATUSKING-yq1ut 6 หลายเดือนก่อน

    Supe ka number dijea