सत्यनारायण पूजा विधि स्वयं से कैसे करें।satynarayan puja vidhi।kartik purnima 2022 satynarayan puja
ฝัง
- เผยแพร่เมื่อ 3 พ.ย. 2024
- satynarayan puja vidh।i swayam se kaise karen aur satynarayan Vrat katha se sambandhit kuch jankari dene wali hu ki satynarayan Vrat katha aur pujan vidhi kab karna chahiye . Satyanarayan Puja k liye kya taiyari karni hoti h
your queries-
1.Satyanarayan vrat Katha aur pujan vidhi kab karni chahiye
2.purnima ke din Satyanarayan vrat ki puja kaise karen
#Satyanarayanpuja,#satynarayanvratpujavidhi, #purnimapuja,
बहुत अच्छे से समझाया thanku ji
Bahut Accha useful and Wonderful vdo bahut Accha laga!🌹🔱🌹💐🕉
Jaiho satyanarayanabhagvanki
Nice video
Thank you didi ❤
Radha Radha ji
Jai saty narayan ji ki narayan ji aapko koti koti pranam 🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏
🙏🙏
प्रणाम।
श्री सत्यनारायण भगवान कि जय।
ॐ नमः शिवाय।
Om nme shiway
🕉नमो भगवते वासुदेवाय नमः🙏
Didi ye jo nariyal hai uska krege kya humlog prasad samjh ke kha lege kya di
Dii kya adhik Maas me Satyanarayan pujan karva sakte hai
Bilkul karwa sakte hain..satynarayan puja kabhi mnahi nhi hoti
Didi ham Kanha ji ka seva Puja karte hain kya Anya Devi Devta ka Puja karna jaruri hai
Nahi jaruri
Nice video..
Udhyapan next day karna hai..?
Puja subah karna hai ya sham ko..?
लक्ष्मी माता विष्णु भगवान की फोटो है उसकी पूजा कर सकते हैं दोनों की शेषनाग के साथ खड़ी फोटो है यह सत्यनारायण की पूजा में रख सकते हैं
Ha bilkul kar sakte hain
Radhe Radhe gori se shuhag sindoor kaise lete hi
सत्यनारायण व्रत किस संख्या में रखने चाहिए और इस व्रत की उद्यापन विधि क्या है?🙏
Puja karke khana kha skte hai ?
हां व्रत नही हों तो खा सकते है
Mam hm ramayan ka path kb se shuru kr skte hai
Jo maas parayan hai vha se shuru kre plzzz hme bta
mam aap shankh bajaana jaanti hai??
अगर केले के पते ना मिले तो भी पूजा कर सकते है
Ha ji bilkul ...agr photo bhi na ho to nariyal rakh kar ki ja sakti hain puja satynarayan bahgwaan ka aahawahan karke
Mam satya natayan bhagwan k kitne vrat kre ...enka koi vrat hota h kya aur uddapan kb kre
हर पूर्णिमा को व्रत भी कर सकते हैं
मैडम लक्ष्मी माता के साथ विष्णु भगवान की फोटो सतनारायण में रख सकते हैं
Ha ji bilkul
2 फरवरी को जन्मदिन,15 फरवरी को पत्नी का जन्मदिन,20 जनवरी रामायण पाठ,21 जनवरी तिलक,25 जनवरी को शादी थी तो किस दिन सत्यनारायण पूजा करनी चाहिए
Grihasti shuru karne se pehle yani 25 ko agar shadi h 26 ko vida hogi
Ghar aakar usi din satynarayan katha karte hain...
Ya fir agle hi din yani 27 ko Krna chahiye..
Pati Patni se milne se pehle hi satynarayan katha hoti h iske baad hi milte hain
@@spiritualwoman79 2022 ki baat thi mai har karwana chahta hun to kis di। Kare
Madom sadi karwane ki puri vidhi wala video banayenge kya
Pustake aati h saadi karwane ke mantro ki teerth sthalo me ya kitab ki dukaan me puchiyega
Mai ladki hu shadi krane jati nahi isliye kaise bta paungi
Mam mera 2 kamro ka. Nya mkan bnaya h aur mere dada shsur abhi hal hi me khatm ho gye h unki terhvi ek hafte pahle hi Hui h aur mera nye ghar me pravesh Krna jaruri h kiyuki ham rent me rahte hai h to stynarayn Puja kare ya nhi grah pravesh ke liye aur kya esi tarh khud se kar sakte h
Nahi,khud se na karen grah prawesh koi chhoti baat nhi ..jindgi bhar usme rehna h ghar ki siddhi honi chahiye.. dhang se pandit ji se hi karwayen 🙏
@@spiritualwoman79 thank you mam
Kya ham Bhagwan ka cadachuka huwa mauli dhaga, ka deepak banaki Fir cadasakti kya?
Nhi ..chahen to chhota chadhayen pr dobara nhi upyog hota sirf dhulne wale kapde hote h upyog
@@spiritualwoman79 You gave me Immediately reply! I Appreciate your honesty sis!🙏🇺🇸
Bs aap sbhi ka pyar isi tarah bna rge🙏🙏
Deepak Kumar Yadav
@@spiritualwoman79 6805
Sabse pehle deepak prajwalit krna chahiye
Aachman ke baad hi Deepak prajwalit kiya h maine