Mam plzz suggest me abhi mere 16 vrat ho chuke h kya iss samay me udhhapan kar skti hu abhi ganesh mahotsava chal rha h inn dino udhyapan kr skti hu ya chhor du
Radhe Radhe didi 🙏 didi pooja karte samay ful or vastr chdate samay ful samprpyami vastr samprpayami bolna chaiye kya 2) or 16 somvar puran ho or muhart na nikle to kya kare 3) yh pooja har gurvar ko choki lagani hai kya ki ek hi bar choki par virajaman kar ke 16 somvar tk rakhna hai ya har guravar lagani hai 🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏 please didi aap humai bataiye aap par hi nirbhar hai hum 🙏🙏🙏 please didi bataiye
Apko guruwar karna h y somwar!?? Chauki har bar lga kar utha di jati h.har bar visarjan vidhi karni hoti h jab Deepak shant ho jata h tab.. visarjit kar skate ho Ha pushpam ,navedyam dhupam, deepam smaarpayami bola jata g
@@spiritualwoman79 gurwar karna hai didi galtise somvar likh diye sorry . 16 gurwar Karna hai agar udyapan ke din muhrat na ho to Aage ke guravar upavas karna hai kya udyapan ka muhart milne tk 🙏
Mokshda ekadashi me karen achha hota h.. Baki shukl paksh ki h . ekadashi kar sakte hain.. Par fir bhi bda vrat h yeh ak bar karmkand karane wale pandit se muhurt jarur puchna chahiye
Phale se meri mom Thursday ka varat ki thi ,or udhyapan nhi ki thi,mere sath kya udhyapan kar sakti hai ,kya uske liye kore cloth kharidna padega ,or Puja me kya kya lagege bata dijiye ya video banye
Kore kapde jaruri nhi pr wo dhule hi kisi se chhue na ho puja k kapde Kar sakti hain apke sath or unka sankalp alag hoga uddyapan ka Samagri ka bhi video diya hua h playlist me dekhen
Mam agr hum kud uyadpan kre to jo saman h use pandit ko Thursday udayapan wale din hi dena h ya fir Friday ko plzzz reply mam vry urgent or udayapan wale din v vrt rkhna h kia
Baki sb kisi din bhi pahucha sakte hain koi dikkat nhi par agar bhojan wo usi din kar len to achha hota ya fir Sukha anaj hi de dete.. Vrat uddyapan ki puja tak rkahna h uddyapan puja ke baad gaay brhaman aadi ko khila kar vrat khol lena h pura anaj kha k lehsun pyaj na ho bas Ak aur video h uddyapan jankari ka usko bhul dekhen
NAMASTE .DIDI. MERA PRASHNA YE HE KI GURUVAR VRAT UDHYAPAN AUR NAVRATRI KANYA PUJAN EK SATH AYA HE TO KAYA KARE GURUVAR VRAT KARE YA KANYA PUJAN KE BAD MA KA PRASAD GRAHAN KARE AGAR GURUVAR KARTE HE TO MA KA PRASAD CHUT JATA HE AUR MA KA PRASAD GRAHAN KARTE HE TO GURUVAR VRAT CHUT JATA HE KRIPYA MARGDARSAN KARE..
@@spiritualwoman79 thank u dii mai aaj aaj mai udhyapan ki hu aur saam me namak wali bojan ki hu thank you so much reply for me 🙏🙏🤗🤗mera v udhapan safal ho dii 🙏🙏
Didi meri mam bhut din pahle guru Bart kithi or udapn nhi ki or mere satha udapn karna chahti hai didi meri mam udapn kar sakti hai. Didi usko udapn karne ke liy
Plz pandit ji se muhurt puch ke hi uddyapan.kare muhurt ke liye ptra dekhna padta h.. jiske liye samay nhi nikal paungi Aur kela bahar bhi ho to chalega.. Sirf panch upachar se Nadar puja ke baad bhi kele ki puja karen to chalega
Mam mera 31 march ko 17 hoga..... 24 march ko 16 vrat pure Ho jayege .... Kya humara 31 march me udyapan krna sahi hai... Shubh rahega... Plz bataye 🙏🙏
Mem kal udhyapan kru to kya kal me namak wala भोजन kha sakti hu kya ब्राह्मण jimane ke bad havan bhi karugi kyoki kal me 9 devi ko bhi khana khilaugi ripaly mem🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏
Wo kya h mera देवउठनी akadshi ke bad ka विचार tha udhyapan ka pr kya h mere चातुर्मास chal rhe h to me कार्तिक me dale nhi khaugi or ak or bat hki दीपावली bhi गुरुवार ki hor us din अमावस्या bhi h to me अमावस्या ko सिर्फ़ गेहू khati hu iashliy koi dikat to nhi hna mem udhyapan me plz help me kya aapke what's no de sakte ho kya 🙏🙏🙏🙏🙏🙏
Didi mne galti se krishn paksh me vrt suru krdiye the .....mne 7 vrt krne ka snklp liya tha ....fir jb 8 va vrt aaya tb krishn paksh lg rha tha or Kartik mhine bhi to udhyapan nhi kiya .....to mne 11 krliye ......ab m udhyapan kr skti hu na pls didi Rply or mera trika gdbd tha pr thik h na koi dikt to nhi h na
Didi Mein ek Student Hu Jo Medical exam Dene wala Hu next year.To Didi kya aap Kripa Kar ke Saraswati Mata ka koi Vrat ya upay batla Sakti Hain jisko mein Saal Bhar Kar paau aur jisme jyada Vidhi na ho..Didi mujhe hostel mein rhna prega to please aap aasan Vidhi batlayega.Aapko mein APNI badi Didi maanta Hu isliye reply aawashya kriyega.
Shivpuran ke samupurn panch bar path karne se har manokaamna puri ho sakti hai.. video aayega is par Baki sarswati ji ki puja jaldi hi koshish krungi bnane ki..
Shivpuran me baki aur kuch nhi karna..padhna h bramahachary rkahna h..bs lehsun pyaj ho ske to na kahye jb tak path chle..jb tak apke path pure honge itne jldi manokaamna puri hogi
Maine 16 guruwar ka sankalp liya tha...jo pura ho gaya hai...kal yani 2 sep ko udyapan karna tha...but period aa gaya hai.....mujhe kya karna chahiye...reply plz
Meri salah se to devuthni ekadashi ke baad yani kartik me aap uddyapan karen ab bhle hi 16 ho gye hain baki pandit ji se muhurt jarur puch lijiyega.. Is bar to aap period me kisi haalat me nahi kar sakti hain..
Jisme puja ke liye baithe hain..us ko uthakar thoda pani dale aur us pani ko mathe par lgakar hi puja chhode Muhurt k liye calender kafi time tk check krna pdta h dekho agar samy milta h to..
mam mere 16 fast pure ho gye ab 17 agle guruvar 24 tarik ko HOga to m agle guruvar ko udhayapan kar Sakti Hu ..udhayan Karna Sahi rahega 24 tarik ko subh Murat h udhayapan Karne Ka ya Nahi
Bhut achhi jaankari di appne bhut bhut dhaynwad mam 🙏🙏
आभार। radhey radhey hare Krishna
Kya period me rakh sakte hai or wo varth gina jaye ga
Didi gour mata or supari wale ganeshji ka kya kre
Jal me visarjit ya pandit ji ke smaan me rakh k de dete hain
Bahut hi achhe se poozan vidhi btaya didi apne... Impressed ur Explainetion
Thank you so much..
Di ky kal ka din udyapn k liye sahi h
Kal janmashtami 2023 ko udypan kr skte h kya
Ha ji
Pitrpaksh main guruvar vrt ka udyapan kre
Nhi.. devuthni ekadashi ke baad hi Karen ab..bhle ginti badhne den.. ginti badhne se nuksaan nhi h
Gurwar 11krke udyaapn kr skte he kya ji please jldi reply dena ji
Mai ane wale guruwar m krna chati hu
Udayapan m namak ka khana khaye ya without namak
नमक के साथ बिना लहसुन प्याज का पूरा भोजन
Mam plzz suggest me abhi mere 16 vrat ho chuke h kya iss samay me udhhapan kar skti hu abhi ganesh mahotsava chal rha h inn dino udhyapan kr skti hu ya chhor du
Kar sakte han..abhi
Fir pitr paksh chlne lgega tb nhi karte
udyapan din me ya raat me ? kab karna chahiye???
Din me hi
Mem kya kchi mumfali ke dane kha sakte he guruvar ke varat me
Ha
Dhanyavaad 🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻
Agr laung laga ho to udhyaapan kr skte h ya nhi
Nahi abhi malmàas me nahi
Radhe Radhe didi 🙏 didi pooja karte samay ful or vastr chdate samay ful samprpyami vastr samprpayami bolna chaiye kya 2) or 16 somvar puran ho or muhart na nikle to kya kare 3) yh pooja har gurvar ko choki lagani hai kya ki ek hi bar choki par virajaman kar ke 16 somvar tk rakhna hai ya har guravar lagani hai 🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏 please didi aap humai bataiye aap par hi nirbhar hai hum 🙏🙏🙏 please didi bataiye
Apko guruwar karna h y somwar!??
Chauki har bar lga kar utha di jati h.har bar visarjan vidhi karni hoti h
jab Deepak shant ho jata h tab.. visarjit kar skate ho
Ha pushpam ,navedyam dhupam, deepam smaarpayami bola jata g
@@spiritualwoman79 gurwar karna hai didi galtise somvar likh diye sorry . 16 gurwar Karna hai agar udyapan ke din muhrat na ho to Aage ke guravar upavas karna hai kya udyapan ka muhart milne tk 🙏
Kya udyapan ke badh hum har guruvar Katha padhke kele ke ped me jal desakte hai bina vrat kiye bhi please reply
Bilkul bilkul puja hmesha ki ja skti h koi mnahi nhi .katha bhi padh sakte hajn bin vrat k bhi
Us din vrat rkha jata h ki nhi
mam amabasya ki parwa ko udyapan kr skte hai
Nhi
@@spiritualwoman79 🙏🏻🙏🏻
Om nmo bhagwate vashudevyae
Guruvaar ka udyapan krne k baad kya khana chaiye?
Namak wala bina lehsun pyaj ka pura bhojan
Kya 29 june ekadashi ko vrt ka udhyapan kr skte hai??
Mokshda ekadashi me karen achha hota h..
Baki shukl paksh ki h . ekadashi kar sakte hain..
Par fir bhi bda vrat h yeh ak bar karmkand karane wale pandit se muhurt jarur puchna chahiye
Kya kal m udyapan Kar Sakti hu
Nahi abhi nhi holi k baad hi thik hoga
Didi guruvar vrat k sham ko period ho jay to usko manege
Ha manenge
Udhyapan kal kr skty hai ….pls reply
Ha ji
@@spiritualwoman79 thnku ❤️
Mam jo besan k laddu h jo udayapan m bhog lgyage unhe ghr Wale ko de skte h ya nhi ya fir pandit g ko hi Dene h plzzz
Prasad sbko dene k baad jo bche pndit ji ko ya gaay ko
Phale se meri mom Thursday ka varat ki thi ,or udhyapan nhi ki thi,mere sath kya udhyapan kar sakti hai ,kya uske liye kore cloth kharidna padega ,or Puja me kya kya lagege bata dijiye ya video banye
Kore kapde jaruri nhi pr wo dhule hi kisi se chhue na ho puja k kapde
Kar sakti hain apke sath or unka sankalp alag hoga uddyapan ka
Samagri ka bhi video diya hua h playlist me dekhen
Didi dhule hi kisi se chhue na ho ka matalab didi
Didi dhule hi kisi se chhue na ho ka matalab
Didi 6,10,,2022ke guru bar ka muhurat kaesi hai.
Didi guru Bart suru ki thi to nariyal nhi liy the to kya udyapan me rkha sakti hu
Namaste Di mai ghar me puja krti hu or kele ka ped bahar hai udyapan ke din kele ki puja kb karu. Please bataiye.
Uddyapan ki puja ke turant baad ya pehle kar len fi puja karne baithe
@@spiritualwoman79 thank you Di...🥰
Bahut acchi tarah se btaya hai , lekin insbke baal pan k patte aur aam k patte ka kya krna hai
Visarjan
Karna h paan k patte pandit ji ko jydatar de diye jate hain nhi to visarjit
Sona ka bhi daan kr skte h kya
Ha ji bilkul
Nice info in video👍
Mam kya mai Diwali wale din udayapan kr skti hu muhurat ho to
Nhi ab devuthani ekadashi ho jane dijiye
Mam aaj kre to kya hoga
Mam agr hum kud uyadpan kre to jo saman h use pandit ko Thursday udayapan wale din hi dena h ya fir Friday ko plzzz reply mam vry urgent or udayapan wale din v vrt rkhna h kia
Baki sb kisi din bhi pahucha sakte hain koi dikkat nhi par agar bhojan wo usi din kar len to achha hota ya fir Sukha anaj hi de dete..
Vrat uddyapan ki puja tak rkahna h uddyapan puja ke baad gaay brhaman aadi ko khila kar vrat khol lena h pura anaj kha k lehsun pyaj na ho bas
Ak aur video h uddyapan jankari ka usko bhul dekhen
Mam jo vrt k start m nariyal rakha ta humne to udyapan m use pandit ko dena h ya fir kud kha lena h kirpa btaye
Usko pandit ji ko de den ya visarjit kar den. Fodna nhi h
Pandit ji chahe jo karen nariyal ka
Didi bahr kela ka ped bahr ho to vha kaise vha par unda pan kaese karege video send kijiye didi agla guru bar ka muhurt kaesa hai didi
Anadar hi puja karen baad me
Bahar kele ki alag se panch upchar se kr aaye
Didi gurwaar km se km kitne krke utdyaapn kr skte please jldi reply dena didi ji
16
Didi 11nhi kr skte he kya ji
Gurwaar ke vrt
Mam hm abhi se utha sakte hai ye vrat
Ha abhi shukl paksh hi chal rha h utha sakte hain..4 July se pehle utha len
Didi agr kus nhi milega to ham kya kre didi bataey
Ful se puja karen
Ok
16 ke bad udhayapan krte h ya 16 me kr sakte h
17 ve me uddyapan
Thanku di
Mujhe kal udeyapn krni hai dii plz btta do kaise kru jneu bhi chdhna chiy mai jneu li nhi hu kaise kru smjh nhi aa rhi hai
Kachha sut ko 6 feri lga ke..hldi lga ke chlda dijiyega..janeu jaisa bna k thik
@@spiritualwoman79 ok dii thankyou so much
@@spiritualwoman79 di fast pure day rhena hai n
Nhi uddyapan ke baad bina pyaj lehsun ka pura bhojan aap kr sakte hain kiya jata h..
@@spiritualwoman79 di jo guri ganesh ko asthapit ki hu udeyapn ke time tho guri ganesh ko udeyapn baad kha rkhi plz btta do di plz reply me
Kayo
Mere 11guruvar ho Gaye h.. kal se holla ashtak lag rahe h..
Bhagwan vishnu pe chadaye hue chana dal gud munnake kya kartey hai ho puja k dusre din. Pls bataye.
Mam kya 7 April 2022 ko vrt ka udhyapan kr skte hai please btaiye mam🙏
Ha man mujhe b btaye Kya navratri m uddyapan kar sakte h Kya ...
17 March 2022 ko udayapan kr sakte h
Mam aaj mere 16guruvar hai lekin mere periods aaye hue hai to mai udyapann kb kru
Ak aur vrat kar lena..pehle q ki period wala count mat karna fir next me uddyapan karna
@@spiritualwoman79 jis din udayapan krenge us din bhi fast rakhna hoga
17 me shub muhart ni h to fast rakhana h ki ni 16 pure hone par bhi
Shubh muhurat 17 ve me na ho to jb tak shubh muhurat na ho tab tak vrat aur jyda sankhya bdha lena chahiye
3 March 2022 ko kr sakte h
Thank you so much.very nice video.om namah bhagwate vashudevaye namah 🙏🙏
🙏🙏 radhey radhey hare Krishna
Didi agar muze bich me gav jana pde toh kya me wha puja vrat kr skti hu plz rly
Ha ji
Jo saman chadai woh sab pandit ji ko dan dena hai mam
Ha ji..
Brhaman ko hi brihaspati dev ka bahv kar ke mankar puje aur daan dakshina bhojan karwayen
Mam maine udhapan kiya or pooja bhi ki per jo saman daan krna tha wo sabaine alag pack kr liya tha to usko sparsh nhi kraya bhagwan ko kya galat
Nhi koi dikkat nhi dete samay ya jb bhi aapne kharidte smay chhua ho ab bhav count hota h..Kia bhav se de rhe hain wo sweekar usi tarah ho jata h
NAMASTE .DIDI. MERA PRASHNA YE HE KI GURUVAR VRAT UDHYAPAN AUR NAVRATRI KANYA PUJAN EK SATH AYA HE TO KAYA KARE GURUVAR VRAT KARE YA KANYA PUJAN KE BAD MA KA PRASAD GRAHAN KARE AGAR GURUVAR KARTE HE TO MA KA PRASAD CHUT JATA HE AUR MA KA PRASAD GRAHAN KARTE HE TO GURUVAR VRAT CHUT JATA HE KRIPYA MARGDARSAN KARE..
Uddyapan mat karo
Uddyapan 27 April k bad hi karna
Kanya pujan ke baad raat ko prsaad khana guruwar me genhu ka aata khya jata h..to guruvar vrat pura mana jayega
JI THIK HE UDHYAPAN 27APRIL KE BAD KARENGE ...AAP KA BAHOT BAHOT DHANYAVAD
@@spiritualwoman79 PAR AAP BAT SAKTI HE TO KONSA GURUVAR UTTAM RAHEGA
Mem m guruvaar ke vart start Krna chahti hu toh kb se Start kr skti hu
15 January ke baad hi karna
Ap se kuch puchhe h
गुरुवार के दिन यात्रा पर जाना पड़े तो क्या करना
Mobile par katha sun len kisi mandir me laddu chdha aayen vishnu ji ko krishn raam ji ko
Hamare paas photo nahi h visno bagvan ki kela ka ped h to kya usse kar sakte h
लड्डू गोपाल हों छोटी सी ही फ़ोटो ले लें
फिर आह्वान कर लें
woman abhi time bta sakti acha h kya guruvar ka udhapan kare
woman btao abi kar sakte h guruvar ka udhapan kar sakte h
Mere gyan ke anusaar Devsahyani ekadashi ke baad bhi krna chahiye..abhi baki pandit ji se puch ke len
woman krashnpach mai kar sakte h udhapan ya sukalpach mai hi kare please Ripley
Hlo dii mai aaj udhapan ki hu aur khane me norml namak use hota h n
Normal namak ka pura bhojan kar sakte hain
@@spiritualwoman79 thank u dii mai aaj aaj mai udhyapan ki hu aur saam me namak wali bojan ki hu thank you so much reply for me 🙏🙏🤗🤗mera v udhapan safal ho dii 🙏🙏
@@spiritualwoman79 aap bahut achi Ho dii aapne mera her massage ka reply di aur meri her tensions dur kr Di 😊😘🙏🙏
Didi meri mam bhut din pahle guru Bart kithi or udapn nhi ki or mere satha udapn karna chahti hai didi meri mam udapn kar sakti hai. Didi usko udapn karne ke liy
Plz pandit ji se muhurt puch ke hi uddyapan.kare muhurt ke liye ptra dekhna padta h.. jiske liye samay nhi nikal paungi
Aur kela bahar bhi ho to chalega..
Sirf panch upachar se Nadar puja ke baad bhi kele ki puja karen to chalega
Mam mera 31 march ko 17 hoga.....
24 march ko 16 vrat pure Ho jayege ....
Kya humara 31 march me udyapan krna sahi hai... Shubh rahega... Plz bataye 🙏🙏
Maam havan samgri me kya hota ye to bola nhi
Kali til jitna bhi len uska aadha jau len jau ka aadha chawal
Milkar ghee panchmeva aadi mila ke hawan karen
Aap se kuch puchna h
mam kya hum first baar vrat kiye h to 2 3 baar mera kapda pahna hua tha to kya wahi pahan kar puja kar sakte h plz bataye
Yes pehn skte h
Di udyapan ke liye 24 june ko subh muhurt hy ya nhi
Badhiya muhurt h jrur kren
Thnku di❤️
1 July ko udyapan kar sakte hai kya hum???
Hii di 🙏 kya hum udhyapan ke din pandit g ko metha bhojan karana chahiye ya namak wala or khud ko bhi karna chahiye
Dono ko namak wala khana h puja k baad
Khane me aapne nrml namak jo hm khate h whi use hota h n
Mam.kya hm.agle guruwar ko udhyapan kr skte h
Date 3/02/2022 ko udhyapan kr sakte h
guruvar ke vart me kannya ya ladke kilaye jate hae
Brhman ladke khilaye ja sakte hain
gurdwara vrat kasya karta hi
Mem kal udhyapan kru to kya kal me namak wala भोजन kha sakti hu kya ब्राह्मण jimane ke bad havan bhi karugi kyoki kal me 9 devi ko bhi khana khilaugi ripaly mem🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏
Ha uddyapan ke baad bhojan kar skate h namak wala pura pr lehsun pyaj na ho
@@spiritualwoman79 thank you thank you aap meri सारी समस्याओं ka समाधान karti ho thanks didi 🙏🙏🙏🙏😘😘
Sab log कंफ्यूज karte h koi khata udhyapan wale din kha nhi skte
Wo kya h mera देवउठनी akadshi ke bad ka विचार tha udhyapan ka pr kya h mere चातुर्मास chal rhe h to me कार्तिक me dale nhi khaugi or ak or bat hki दीपावली bhi गुरुवार ki hor us din अमावस्या bhi h to me अमावस्या ko सिर्फ़ गेहू khati hu iashliy koi dikat to nhi hna mem udhyapan me plz help me kya aapke what's no de sakte ho kya 🙏🙏🙏🙏🙏🙏
Udyapan krne ka sagi date bataiye sep oct me koi hai to
Kheer bna kar khila sakte h
Udhayapn me bad Kele Ka ped Mandir m rakh Kar aa Sakte h
16 guruwar vrat k bad shubh muhurt na ho to vrat continue rkhna h ya chhod dena h Or shubh muhurt me pooja krna h please reply
Didi mne galti se krishn paksh me vrt suru krdiye the .....mne 7 vrt krne ka snklp liya tha ....fir jb 8 va vrt aaya tb krishn paksh lg rha tha or Kartik mhine bhi to udhyapan nhi kiya .....to mne 11 krliye ......ab m udhyapan kr skti hu na pls didi Rply or mera trika gdbd tha pr thik h na koi dikt to nhi h na
Di vrat ke dauran maas machhli ka sevan kr sakte hai
Jb tak pure vrat nhi pure ho jate kam se kam utne din kisi bhi din nhi kr sakte
Kya Mai udhyapan krne k agle guruvR s phir s vrat start kr skti hu
Bilkul..kar sakti hain..par ab devuthni ekadashi ke baad vrat uthaiyega tb muhurt achha rahegaa
Didi Mein ek Student Hu Jo Medical exam Dene wala Hu next year.To Didi kya aap Kripa Kar ke Saraswati Mata ka koi Vrat ya upay batla Sakti Hain jisko mein Saal Bhar Kar paau aur jisme jyada Vidhi na ho..Didi mujhe hostel mein rhna prega to please aap aasan Vidhi batlayega.Aapko mein APNI badi Didi maanta Hu isliye reply aawashya kriyega.
Shivpuran ke samupurn panch bar path karne se har manokaamna puri ho sakti hai.. video aayega is par
Baki sarswati ji ki puja jaldi hi koshish krungi bnane ki..
Shivpuran me baki aur kuch nhi karna..padhna h bramahachary rkahna h..bs lehsun pyaj ho ske to na kahye jb tak path chle..jb tak apke path pure honge itne jldi manokaamna puri hogi
Mam agar guruwar ka vrat Krishna paksh me kar lete hai toh kya kare ??? Acha hai ya nhi
Di ap muhrat bta dijiye n ki mai fr se ye vrat start kr sku
24 जून सही है
@@spiritualwoman79 ty di
Maim mene koi sankalp Ni Kiya tha ..... mujhe vrihaspati vrat krte 8sal hogya h ..... mujhe Kya krna chaiye
Kosha ke alawa dhob ya hari gass lesakhte hai kya
Hari ghas to nhi le skte ful ya dub ke skte hai
Udyapan subah kare ya bad me.
Maine 16 guruwar ka sankalp liya tha...jo pura ho gaya hai...kal yani 2 sep ko udyapan karna tha...but period aa gaya hai.....mujhe kya karna chahiye...reply plz
Meri salah se to devuthni ekadashi ke baad yani kartik me aap uddyapan karen ab bhle hi 16 ho gye hain baki pandit ji se muhurt jarur puch lijiyega..
Is bar to aap period me kisi haalat me nahi kar sakti hain..
Tab kya devuthhni ekadashi tak fast rakhna hoga
16September 2021ko udayapan kar sakte hai Kya?
Di 12 tarik ko udyapan kar sakte hai h kya
Our di jo apne last m bole aasan ke niche ka jal bo samj nhi pai di m
Please🙏🙏🙏🙏🙏 riplay me
Jisme puja ke liye baithe hain..us ko uthakar thoda pani dale aur us pani ko mathe par lgakar hi puja chhode
Muhurt k liye calender kafi time tk check krna pdta h dekho agar samy milta h to..
Thanks🙏🙏 di
Hawan kisse karna hai mean wo plate me kya hai gudh hai kya ya koi aur plz reply soon..
Hawan samagri h wo
जौ और तिल लें और थोड़ा सा चावल दो कर साफ कर लें फिर इच्छा हो तो मेवा डालें
और हवन के समय घी मिला लें..
Ek Ladki udyapan kesi kare
Vishnu bhagvaan ki murti par chaval nahi cadaye jate hai
Hlo Di mai kl udhyapan kr rhi hu but mujhe nariyal nhi mila bahut mai dhudhi to koi problem to nhi h n plz reply dii
4 ko means Thursday ko laxmipujan aur woh mera last gurwar hain to me friday ko udyapan kar du kya kyu ki woh bhi shubh din hain padwe ka din
Rajesh ji🥀💘🌴 yadav
mam mere 16 fast pure ho gye ab 17 agle guruvar 24 tarik ko HOga to m agle guruvar ko udhayapan kar Sakti Hu ..udhayan Karna Sahi rahega 24 tarik ko subh Murat h udhayapan Karne Ka ya Nahi
Didi humne udyapan bhi Kiya hai Ho Gaya Mera plz di bataiye plz jaldi se
Mera 17 va guruwar vat savitri wale din padraha hai..kya mai udyapan kr sakti hu.
Pandit ji se muhurt clear kar lijiye..
Mere hisab se nhi thik rahega q k sury grahan h
kal udyapan kr skte h kya mam?
Nhi devuthni ekadashi ke baad karen
Chana ka daal aor gur ko pandit ko dedege
Aur please didi bataiye Vishnu Bhagvaan aur Ganesh Bhagvaan ko jo vashtra arpit krenge vo kya krenge?
Pandit ko daan
व्रत शुरू करने मे जिस नारियल की पूजा करने के लिए कहा था उसका फिर ab क्या करें?????
Usko daan karen ya visarjan
..fod k khana nhi h..
Didi kya aap bta skte hain..ki ye aane wala guruwar udayapan k ley subhe hai?? Pls btaye
24 जून ज्यादा सही है 24 को ही करें शुभ मुहूर्त है
didi mera baby chota 4 month ka hai to upvas kaise rakhu
Fal kha liya kro..achhi tarah se dophar me aur dudh... Dosh nhi rahega jb bchha h to
Ya fir uddyapan krna pdega apko .agar vrat chl rha h to