Hare Krishna prabhu ji dhandwat pranam Ati sundar katha pehli baar suna ki bhrughu muni ji le laat marne par prabhu ji ne unse prakshalan ke jal ka paan karne ki icha vyakt ki
Hare Krishna prabhuji pranam. It's really wonderful to know the presence of Krishna in 8 types of material. Krishna appears only because of the level of devotion and with chanting of hare Krishna maha mantra. Aham bhakta paradhina kewal Vishnu/Krishna hi bolte hai aur dusre koi bhi nahi bol sakte kyu ki bhagwan bhakta vatsal hai. Thank you prabhuji very such detailed preaching.
Hare Krishna Prabhu ji 🙏 Aap Krishn Leela itne fun se sunate hai but main sun ke hasti bhi hu aur roti bhi hu😢😢 Bcz Krishn Leela imagine karke Katha jeeti hu 🙏🙏🙌
Hare Krsna prabhuji pranam, bhot sundar katha prabhuji. Some points are: 1) Mandir mei pravesh karte hee sabse pehle dehleez pe pranam karna chahiye, kyuki vaha Bhakto ki charan-raj hai, aur Bhakt pada-dhuli mahabala hai jo Bhakti pradan karne mei saksham hai, isliye isse avashya pranam karna chahiye. 2) Shastro mei shravan kia hai ki Bhagavan ke vahan Garud ki Gati to mann se bhi tez hai, aur Bhagavan to Garud se bhi fast hai, fir Bhagavan itna time hone pe bhi humare paas kyu nahi aate? Kyuki hum apne mann mei hee Thakurji ko na hee laa rahe hai, aur na hee laana chah rahe hai, kyuki jis din humne ye chaha ki Thakurji humare mann mei aaye, turant usse pehle hee Thakurji prakat ho jaayenge. 3) Jaise Udaipur ki jo Rajkumari thi, jo Srinathji ko Udaipur lana chah rahi thi, unko 1 second ka doubt hua ki Thakurji chal rahe hai peeche-peeche ke nahi, aur tabhi Thakurji waha ruk gaye, isliye bhot zaroori hai ki hum Thakurji par, Hare-Krsna chanting par, Gurujan par kabhi bhi thoda sa bhi doubt na karein, kyuki Thakurji ne Gita mei kaha hai Sanshayatma Vinashyati. 4) Thakurji apni priya Bhakt Udaipur ki Rajkumari ki pukar par apna Ghar Vraj-Dham chodhkar Udaipur aane ke liye ready ho gaye, aur jab ve Nath-dwara mei sthapit ho gaye tab Vraj-wasiyo ki pukar pe ve vaapas Vraj ko laut gaye, isliye pratidin unki Mangal arati Nath-dwara mei hoti hai aur Shayan-arati Vraj mei, yaani Thakurji apni Bhakto ki pukar pe apna sthan chodhkar bhi aate hai, aise hee ye hume dekhna hai ki humme kya kami hai, aaj tak humne Thakurji ko mann se kabhi bulaya hee nahi, varna vastavik pukar se to Thakurji apna Dham tak chodhkar aate hai, jiske baare mei Purano mei btaya gaya hai ki Vrindavanam-parityajam-ekam-padam-nagacchati. 5) Bhagavan ka Charitra itna sundar hai aur itni sundar seekh dene wala hai, Bhakto ka, Brahmano ka samman karna hume swayam Bhagavan ke udharan se seekhna chahiye, jaise jab Sudama ji Bhagavan Dwarkadhish ke yaha aaye, tab Bhagavan ne unko apne uss palang pe bithaya jaha ve Rukmini ji ke sath vishram karte the, unka charan Abhishek kia, usko poore mahal mei chidhka, svayam bhi uska paan kiya aur Bhagavan ki Bharyaon ne bhi uska paan kia, aise hee Bhrigu Muni ne jab lila mei sahyog dene ke liye unki chhaati pe pair maara, Bhagavan turant uthke kshama maange aur tanik bhi krodh nahi kia, yaha tqk ki unhone kaha ki aapke charan meri chhaati par sparsh hone se ab ye Lakshmi ke nivas ka uttam sthan ban gaya hai, aur Bhagavan ne kaha ki aapke charan se mai shuddh ho gaya hu, yaani kisi bhi avastha mei hume Bhagavan ke Bhakto par krodhit nahi hona chahiye, chahe jitni hee provoking situation ho jaaye, aur hume unko Bhagavan ke saman aadar karna chahiye(saksadharitvena samasta shastrair). 6) Jaise Bhookhe ko bhojan ka pehla nivala khaane se hee achha lagne lagta hai, aise hee Bhakti ko shuru karne se hee hume anand ki anubhuti hone lagegi, sansaar ko Bhogne ki bhookh kam hone lagegi, aur jaise jaise ye badhta jaayega, vaise vaise hee aur tushti hone lagegi aur anand ka bhi vardhan hota rahega aur jis din anand se bhar jaayenge, tab sansar se 100% real vairagya aa jaayega, aur drishti se svayam ka Bhog khtm ho jaayega, har samay yahi dikhega ki pratyek vastu Krsna ke Bhog ke liye hai.
Radhe🙏🙏 Radhe🙏🙏
Hare Krishna Pranam Prabhuji 🙇🙏
Hare Krishna Hare Krishna Krishna Krishna Hare Hare Hare Ram Hare Ram Ram Ram Hare Hare
🙏🙏🙏🙏Hare Krishna Gurudev Dandawat pranam 🙏🙏🙏🙏🙏
Hera Krishna prabhu ji. 🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🌹🌷⚘️🌷🌷🌹🌷🌷⚘️🌷🌹🌹🌷🌹🌷🌷🌷🌷🌷🌹🌹🌹🌷⚘️🌷🌷🌹🌹🌷⚘️🌷🌷🌹🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙇♀️🙇♀️🙇♀️🙇♀️🙇♀️🙇♀️🙇♀️
हरे कृष्ण प्रभूजी🌹🙏🙏🙏🙏🙏
पूर्ण ज्ञान सुध रूप से
मेरी जितनी भी प्रश्न था उन सबका समाधान हुआ प्रभुजी
Harekrishna prabhuji pranaam 🙏🙏
Hare Krishna Prabhu 🙏🙏🙏🙏
Hare Krishna prabhu ji dhandwat pranam
Ati sundar katha pehli baar suna ki bhrughu muni ji le laat marne par prabhu ji ne unse prakshalan ke jal ka paan karne ki icha vyakt ki
Hara Krishna Hara Krishna Krishna Krishna Hare Hare Hare Rama Hara Rama Rama Rama Hara Hara 🪷🙏🪷🙏
Hare krishna prabhuji sader pranaam 🙏♥️🙏
हरे कृष्ण प्रभू जी
निलेश कोल्हे
वाशी नवी मुंबई
Prashant Mukund Prabhu ji ki Jaya 🪷🙏🏽🪷🙏🏽🪷🙏🏽
Hare Krishna prabhuji panchang pranam 🙏🙏🙏🙏
Hare Krishna Pr Ji Pranam 🙏
Hare krishna prabhuji pranam 🙏
जय जय कृष्ण लीला जितनी बार सुनो उतनी बार ही आनंद आता है❤ हरि बोल 🎉
Hare krishna गुरु जि ❤❤🙏🙏
Hare krishn Prabhuji 🙏🏻
Your kathaas are always best Prabhu ji,,, THANK YOU SO MUCH❤️❤️🌷🌷🙏🏻🙏🏻🙇🏻♀️🙇🏻♀️
Hare Krishna prabhuji pranam. It's really wonderful to know the presence of Krishna in 8 types of material. Krishna appears only because of the level of devotion and with chanting of hare Krishna maha mantra.
Aham bhakta paradhina kewal Vishnu/Krishna hi bolte hai aur dusre koi bhi nahi bol sakte kyu ki bhagwan bhakta vatsal hai. Thank you prabhuji very such detailed preaching.
Thanks prabhuji for clarification of Plasterof persis key vigraha key liye
Hare Krishna Prabhu ji Thanku so much apney Ashtang aur Bhagwan ke bhakti kaise karni chiya bhut achchey se btaya hai.❤❤
Hare Krishna Prabhu ji Sadar pranam 🙏🙏🙌
I ❤ Krishna Lila🙏🙏
भगवान् के विग्रह के बारे में अच्छा ज्ञान दिया है
Dhanyawad
Hare Krishna Prabhu ji 🙏
Aap Krishn Leela itne fun se sunate hai but main sun ke hasti bhi hu aur roti bhi hu😢😢
Bcz Krishn Leela imagine karke Katha jeeti hu 🙏🙏🙌
Dhanyawad
Hare Krsna prabhuji pranam, bhot sundar katha prabhuji. Some points are:
1) Mandir mei pravesh karte hee sabse pehle dehleez pe pranam karna chahiye, kyuki vaha Bhakto ki charan-raj hai, aur Bhakt pada-dhuli mahabala hai jo Bhakti pradan karne mei saksham hai, isliye isse avashya pranam karna chahiye.
2) Shastro mei shravan kia hai ki Bhagavan ke vahan Garud ki Gati to mann se bhi tez hai, aur Bhagavan to Garud se bhi fast hai, fir Bhagavan itna time hone pe bhi humare paas kyu nahi aate? Kyuki hum apne mann mei hee Thakurji ko na hee laa rahe hai, aur na hee laana chah rahe hai, kyuki jis din humne ye chaha ki Thakurji humare mann mei aaye, turant usse pehle hee Thakurji prakat ho jaayenge.
3) Jaise Udaipur ki jo Rajkumari thi, jo Srinathji ko Udaipur lana chah rahi thi, unko 1 second ka doubt hua ki Thakurji chal rahe hai peeche-peeche ke nahi, aur tabhi Thakurji waha ruk gaye, isliye bhot zaroori hai ki hum Thakurji par, Hare-Krsna chanting par, Gurujan par kabhi bhi thoda sa bhi doubt na karein, kyuki Thakurji ne Gita mei kaha hai Sanshayatma Vinashyati.
4) Thakurji apni priya Bhakt Udaipur ki Rajkumari ki pukar par apna Ghar Vraj-Dham chodhkar Udaipur aane ke liye ready ho gaye, aur jab ve Nath-dwara mei sthapit ho gaye tab Vraj-wasiyo ki pukar pe ve vaapas Vraj ko laut gaye, isliye pratidin unki Mangal arati Nath-dwara mei hoti hai aur Shayan-arati Vraj mei, yaani Thakurji apni Bhakto ki pukar pe apna sthan chodhkar bhi aate hai, aise hee ye hume dekhna hai ki humme kya kami hai, aaj tak humne Thakurji ko mann se kabhi bulaya hee nahi, varna vastavik pukar se to Thakurji apna Dham tak chodhkar aate hai, jiske baare mei Purano mei btaya gaya hai ki Vrindavanam-parityajam-ekam-padam-nagacchati.
5) Bhagavan ka Charitra itna sundar hai aur itni sundar seekh dene wala hai, Bhakto ka, Brahmano ka samman karna hume swayam Bhagavan ke udharan se seekhna chahiye, jaise jab Sudama ji Bhagavan Dwarkadhish ke yaha aaye, tab Bhagavan ne unko apne uss palang pe bithaya jaha ve Rukmini ji ke sath vishram karte the, unka charan Abhishek kia, usko poore mahal mei chidhka, svayam bhi uska paan kiya aur Bhagavan ki Bharyaon ne bhi uska paan kia, aise hee Bhrigu Muni ne jab lila mei sahyog dene ke liye unki chhaati pe pair maara, Bhagavan turant uthke kshama maange aur tanik bhi krodh nahi kia, yaha tqk ki unhone kaha ki aapke charan meri chhaati par sparsh hone se ab ye Lakshmi ke nivas ka uttam sthan ban gaya hai, aur Bhagavan ne kaha ki aapke charan se mai shuddh ho gaya hu, yaani kisi bhi avastha mei hume Bhagavan ke Bhakto par krodhit nahi hona chahiye, chahe jitni hee provoking situation ho jaaye, aur hume unko Bhagavan ke saman aadar karna chahiye(saksadharitvena samasta shastrair).
6) Jaise Bhookhe ko bhojan ka pehla nivala khaane se hee achha lagne lagta hai, aise hee Bhakti ko shuru karne se hee hume anand ki anubhuti hone lagegi, sansaar ko Bhogne ki bhookh kam hone lagegi, aur jaise jaise ye badhta jaayega, vaise vaise hee aur tushti hone lagegi aur anand ka bhi vardhan hota rahega aur jis din anand se bhar jaayenge, tab sansar se 100% real vairagya aa jaayega, aur drishti se svayam ka Bhog khtm ho jaayega, har samay yahi dikhega ki pratyek vastu Krsna ke Bhog ke liye hai.
Hare Krishna Prabhu ji. Raipur wali 3 diwas ki katha upload nahi hui hai. Kab tak hogi.
It's there only in playlist
Agar aap kripa kare to aap link bhej de badi kripa hogi. Mehne search kiya to confuse ho gaya
Hare Krishna prabhuji pranam 🙇🏼♀️🙇🏼♀️
Hare Krishna prabhuji dandwat pranam
Hare Krishna prabhuji Dandvat pranam 🙏
Hare Krishna Prabhu ji 🙏🏼🌺🙏🏼
Hare krishan Prabhu ji🙏🙏
Hare Krishna Prabhu ji 🪷💐🙏🪷
Hara krishna prubuji 🙏🌹
Hare Krishna prabhu ji panchang parnaam 🙏
Hare Krishna prabhuji dandwat parnam ji
Hare Krishna 🙏
Hare Krishna prabhuji 🙏🙏🙏
Hare Krishna 🙏🙏
Hare Krishna Prabhuji🙏