Hare Krsna prabhuji pranam, this 3 day series of Katha is very very wonderful nectar prabhuji, such deep is Bhagavatam knowledge that it can be explained by Bhagavata-Bhakta with such such dense nectar and so deep. Some points from this katha are: 1) Iss sansar se paar paane mei humara sabse bada shatru hai ahankar, jab tak ranch-matra bhi humare andar mithya-ahankar rahega, hum Bhagavan ke Goloka ya kisi bhi Vaikuntha Planet mei entry nahi kar paayenge. Ahankar har seva ke sath free mei milta hai, par hume isse fir bhi reject kar dena hai, bcz it is complete waste. 2) Hume svayam kabhi bhi kisiki bhi ninda nahi karni chahiye, aur jo humari ninda kare usse dvesh nahi karna chahiye, kyuki ve to humare paap aur dushkritian kaat raha hai, isliye hume asal mei apni ninda ke vakt vichalit nahi hona chahiye, rather we should think ki ye to Krsna kripa hai, ab dushkritiyan nasht ho rahi hai, ab achhe se Bhajan ho paayega. 3) Ye prabhuji bhot important point btaya ki jab Sunane wala Bhakt rasik hota hai, ve chronological sequence ko follow nahi karta, jaise Shukadev Goswami, Bhagavatam ki shuruat hui Mahabharat ke baad se, aur Mahabharat se pehle ki lila 10th canto ke last mei suna rahe hai, aise hee Vakta jab katha karte hai, tab hume unhe judge nahi karna chahiye, keval jo katha vachak apne prasad se hume ras de rahe hai, uska ras-paan karna chahiye. 4) Srimad Bhagavatam ke 10th canto ke 89th chapter mei jo prasang aata hai jisme Bhagavan Maha-Vishnu ne Brahman ke bache utha liye the, uss prasang aur uski jo commentary di gayi acharyon dwara, usse spasht saabit hota hai ki Vishnu se Krsna nahi aaye, balki Krsna swayam-Bhagavan hai aur unke vistar hai Vishnu, joki apne Anshi ke darshan karne ke liye svayam lambe samay se prateeksha kar rahe the. Aur sath hee isse ye bhi pata lagta hai ki hum svayam apni iccha se Thakurji ka darshan nahi kar skte, jab unki kripa ho tabhi ye sambhav hai, kyuki Krsna Abhigya-svarat hai.
Mere do questions hai prabhuji please clarify karna. Hare Krishna❤❤ 1. Mein ek 12th standard ka student hoon aur chhote bachhon ko tution deta hoon. Mujhe kal janmashtami par tution ki chhutti dekar keval hearing aur chanting karni chahiye pure din yaa phir 1 hour ke liye bachhon ko tution bulakar unke sath Krishna bhagwan ke sweet childhood pastimes share karne chahiye aur Krishna ke bare mein discuss karna chahiye kya sahi rahega? 2. Mere students non veg (even pork bhi) khate hai. Although kal janmashtami par to nahi khayenge to kya mein kal unke mastak par Gopi chandan vaishnav tilak laga sakta hoon. Please margdarshan kijiye ❤❤
🙏🙏🙏🙏🙏Hare Krishna Gurudev Dandawat pranam 🙏🙏🙏🙏
Hera Krishna prabhu ji. 🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🌹🌷⚘️⚘️🌷🌷🌹🌷⚘️⚘️🌷🌷🌹🌹🌷🌷⚘️⚘️🌷🌷🌹🌹🌷⚘️🌷🌷🌹🌹🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙇♀️🙇♀️🙇♀️🙇♀️🙇♀️🙇♀️🙇♀️👨👦
Hare Krishna Prabhuji🙏I really enjoyed all three days of this Bhagavatam series. Pranam🙏🙏🙏
Hara Krishna Prabhuji 🪷🪷🙏🙏
Hara krishna prubuji 🙏😔
Hare Krishna prabhuji dandwat parnam ji
Hare krishna prabhuji..... Dandvat pranaam
Hare krishna 🙏🙏
Hare Krishna prabhuji dandwat prnam from NOIDA
Hare krishna prabhuji 🎉🎉🎉❤🎉🎉🎉🎉
Hare krishna, Prabhu ji..Mesmerizing katha as always
Hare Krishna prabhuji pranam very beautiful lecture 😊
Hare Krsna prabhuji pranam, this 3 day series of Katha is very very wonderful nectar prabhuji, such deep is Bhagavatam knowledge that it can be explained by Bhagavata-Bhakta with such such dense nectar and so deep. Some points from this katha are:
1) Iss sansar se paar paane mei humara sabse bada shatru hai ahankar, jab tak ranch-matra bhi humare andar mithya-ahankar rahega, hum Bhagavan ke Goloka ya kisi bhi Vaikuntha Planet mei entry nahi kar paayenge. Ahankar har seva ke sath free mei milta hai, par hume isse fir bhi reject kar dena hai, bcz it is complete waste.
2) Hume svayam kabhi bhi kisiki bhi ninda nahi karni chahiye, aur jo humari ninda kare usse dvesh nahi karna chahiye, kyuki ve to humare paap aur dushkritian kaat raha hai, isliye hume asal mei apni ninda ke vakt vichalit nahi hona chahiye, rather we should think ki ye to Krsna kripa hai, ab dushkritiyan nasht ho rahi hai, ab achhe se Bhajan ho paayega.
3) Ye prabhuji bhot important point btaya ki jab Sunane wala Bhakt rasik hota hai, ve chronological sequence ko follow nahi karta, jaise Shukadev Goswami, Bhagavatam ki shuruat hui Mahabharat ke baad se, aur Mahabharat se pehle ki lila 10th canto ke last mei suna rahe hai, aise hee Vakta jab katha karte hai, tab hume unhe judge nahi karna chahiye, keval jo katha vachak apne prasad se hume ras de rahe hai, uska ras-paan karna chahiye.
4) Srimad Bhagavatam ke 10th canto ke 89th chapter mei jo prasang aata hai jisme Bhagavan Maha-Vishnu ne Brahman ke bache utha liye the, uss prasang aur uski jo commentary di gayi acharyon dwara, usse spasht saabit hota hai ki Vishnu se Krsna nahi aaye, balki Krsna swayam-Bhagavan hai aur unke vistar hai Vishnu, joki apne Anshi ke darshan karne ke liye svayam lambe samay se prateeksha kar rahe the. Aur sath hee isse ye bhi pata lagta hai ki hum svayam apni iccha se Thakurji ka darshan nahi kar skte, jab unki kripa ho tabhi ye sambhav hai, kyuki Krsna Abhigya-svarat hai.
Thanks for giving details of learning
@@Krishna-TV Hare Krsna prabhuji, ye to prabhuji aapne hee gehre shastron mei utarkar motiyon ko khoja hai, aur aap vo humein daan kar rahe hai🙏🙇♂️
Mere do questions hai prabhuji please clarify karna. Hare Krishna❤❤
1. Mein ek 12th standard ka student hoon aur chhote bachhon ko tution deta hoon. Mujhe kal janmashtami par tution ki chhutti dekar keval hearing aur chanting karni chahiye pure din yaa phir 1 hour ke liye bachhon ko tution bulakar unke sath Krishna bhagwan ke sweet childhood pastimes share karne chahiye aur Krishna ke bare mein discuss karna chahiye kya sahi rahega?
2. Mere students non veg (even pork bhi) khate hai. Although kal janmashtami par to nahi khayenge to kya mein kal unke mastak par Gopi chandan vaishnav tilak laga sakta hoon.
Please margdarshan kijiye ❤❤
Janamshtmi charcha karo
Gopi chandan laga sakte ho
@@Krishna-TV thank you so much prabhuji. Hare Krishna 🙏🙏❤️❤️
Hare Krishna prabhuji Dandvat pranam 🙏💐🥀🌻🌹
Hare Krishna prabhuji dandwat pranam
Hare Krishna prabhuji pranam 🙏
Hare Krishna Prabhu ji 💐 🙏
Hare Krishna 🙏🙏🙏🙏
Hare Krishna prabhuji dandwat pranam 🙏
❤
Hare Krishna Prabhuji 🙏🙏
Hare krishna prabhu ji ❤🙏❤🙏🙏