Full Information of CMOS Battery- Whole sale Rate, its Life & Replacement method in Computer

แชร์
ฝัง
  • เผยแพร่เมื่อ 19 ม.ค. 2025

ความคิดเห็น • 51

  • @mohansharma6487
    @mohansharma6487 2 หลายเดือนก่อน

    Thank you

  • @niharmhirani
    @niharmhirani 2 ปีที่แล้ว +1

    Mere se service center wale ne 500 rs liye chnage karne ke Dell laptop me. Muje bhot jyada lag rahe he. Kya iske Rs.500 hone chahiye please reply.

    • @KnowledgeAurGyaan
      @KnowledgeAurGyaan  2 ปีที่แล้ว +2

      Sir ji is cmos battery ki kimat maximum 50 Rs hai aur dusari bat ye laptop me nahi lagti desktop me lagti hai laptop me to ek badi battery lagi hoti hai

    • @niharmhirani
      @niharmhirani 2 ปีที่แล้ว +1

      @@KnowledgeAurGyaan Thank you for the reply sir, Yani muje bewakoof banaya repairing wale ne. Once again Thank you for the reply. I am your new subscriber now.

    • @KnowledgeAurGyaan
      @KnowledgeAurGyaan  2 ปีที่แล้ว +1

      Thank you sir

    • @mdsaifali552
      @mdsaifali552 ปีที่แล้ว

      @@KnowledgeAurGyaan nhi bhai laptop me bhi lagti hai lekin kuch laptop me aisa aur kuch laptop me connector wala lagta hai

    • @KnowledgeAurGyaan
      @KnowledgeAurGyaan  ปีที่แล้ว

      Very good👍

  • @lonewolfe2502
    @lonewolfe2502 5 หลายเดือนก่อน

    Yeh karne se meri problem solve ho gayi. Par yeh cmos utility wala option har baar aata hi rehta hai aur har baar mujhe date and time set karna padta hai.

    • @KnowledgeAurGyaan
      @KnowledgeAurGyaan  5 หลายเดือนก่อน

      अगर CMOS battery सही है तो ऐसा होना नही चाहिए आप बैटरी को बदल कर देखें या बैटरी Socket ko साफ करके देखें

  • @malikhassantaseer1225
    @malikhassantaseer1225 ปีที่แล้ว +1

    Mera computer on hota hai mouse ki light b jalti hai lakin monitor on nahi hota sirf power button wali light on hoti hai

    • @KnowledgeAurGyaan
      @KnowledgeAurGyaan  ปีที่แล้ว

      Sir ji aap ne jo bataya hai usse lag raha hai ki aap ke computer me no display wali kharabi hai isme monitor🖥 ya RAM ya Motherboard kisi ek me kharabi ho sakti hai, aap ram utar ker saf ker ke laga ker dekh lijiye

    • @RakeshThakur-yu7zb
      @RakeshThakur-yu7zb ปีที่แล้ว

      same problem Mera v hota hai. Maine ram v saaf kar liy new ram v change kar diya par problem solve nhi hua.

    • @KnowledgeAurGyaan
      @KnowledgeAurGyaan  ปีที่แล้ว

      Is case me kabhi kabhi SMPS power supply bhi kharab hoti hai ya motherboard me kharabi aa jati hai

  • @gamingwithnumaan
    @gamingwithnumaan ปีที่แล้ว

    Bro my keyboard is not working should I change the battery CMOS and computer is showing error called BOOTMRG

    • @KnowledgeAurGyaan
      @KnowledgeAurGyaan  ปีที่แล้ว

      Keyboard ka cmos battery se kya matlab, agar computer me error aa raha hai to battery hata kar chala kar dekhiye

  • @zuberansari2185
    @zuberansari2185 3 ปีที่แล้ว +1

    Bhai ye konse shop me milega
    Please batao

    • @KnowledgeAurGyaan
      @KnowledgeAurGyaan  3 ปีที่แล้ว +1

      Zuber ye, jo Computer parts bechte hain unke pass ya Computer Machenic ke paas mil

    • @KnowledgeAurGyaan
      @KnowledgeAurGyaan  2 ปีที่แล้ว

      Good , achha bataya Vikash

  • @390LIFE
    @390LIFE 2 ปีที่แล้ว +2

    Bhai meri cmos battery every week down ho jari hai to kya kre 4-5 bar change kr chuka hu 😭😭

    • @KnowledgeAurGyaan
      @KnowledgeAurGyaan  2 ปีที่แล้ว

      Bhai ya to aap ko battery sahi nahi mil rahi ya mother board me koi dikkat hai aap battery dusari dukan se le kar dekhiye

    • @390LIFE
      @390LIFE 2 ปีที่แล้ว

      @@KnowledgeAurGyaan Doracell lagaya me ₹100 rupees ka calculator me 1 year se running he aur pc me 1 week me down date time reset. I think mb me problem he mere pas gigabytes b450 auros elite gaming mb he jindagi barbad ho gya 🥴🥴

    • @KnowledgeAurGyaan
      @KnowledgeAurGyaan  2 ปีที่แล้ว

      Tum kisi Computer repair wale se baat karo aur kisi dusri compani ki battery laga ker dekho

  • @natureshine5117
    @natureshine5117 ปีที่แล้ว

    Sukrr h bhai mene 20₹ ki ek le li

  • @khagendramunda9501
    @khagendramunda9501 7 หลายเดือนก่อน

    Cmos battery holder ka buy link chaiye

    • @KnowledgeAurGyaan
      @KnowledgeAurGyaan  7 หลายเดือนก่อน

      Ye holder computer mother board me laga hota hai, खराब m board se nikal lo

    • @khagendramunda9501
      @khagendramunda9501 7 หลายเดือนก่อน

      @@KnowledgeAurGyaan kharab motherboard kaha milega agar buy link mil jata holder ka to aacha tha

    • @KnowledgeAurGyaan
      @KnowledgeAurGyaan  7 หลายเดือนก่อน

      Google per 🔍search me Likho, cmos battery holder rate, bahut sare mil jayegen

  • @mdsaifali552
    @mdsaifali552 ปีที่แล้ว

    Ye mere yaha rs25 ka 5 aur Duracell ka rs80 ka 5 milta hai wholesale ek patta me 5pcs rahta hai

  • @silence1289
    @silence1289 2 ปีที่แล้ว

    sir kya bios battery dead ho jane pr power on nhi hota he kya ?
    mera power on nhi ho rha he

    • @KnowledgeAurGyaan
      @KnowledgeAurGyaan  2 ปีที่แล้ว

      Aap bios battery ko nikal ker on ker ke dekhe

  • @KamranKhan-uo8yw
    @KamranKhan-uo8yw 2 ปีที่แล้ว

    Ye lagane ke bad bhi nhi chal rha bhai

    • @KnowledgeAurGyaan
      @KnowledgeAurGyaan  2 ปีที่แล้ว

      Kya nahi chal raha

    • @KamranKhan-uo8yw
      @KamranKhan-uo8yw 2 ปีที่แล้ว

      Date time click kr rha hu jab bhi nhi ho rha kya kru bro🙏

    • @KnowledgeAurGyaan
      @KnowledgeAurGyaan  2 ปีที่แล้ว

      Computer agar chal raha hai to date Time niche right me hogi us Per right click karo aur adjest date Time ka option le lo

    • @KamranKhan-uo8yw
      @KamranKhan-uo8yw 2 ปีที่แล้ว

      @@KnowledgeAurGyaan us par hi to click nhi ho rha

    • @KnowledgeAurGyaan
      @KnowledgeAurGyaan  2 ปีที่แล้ว

      Date Time Per mause se right click karo

  • @KamranKhan-uo8yw
    @KamranKhan-uo8yw 2 ปีที่แล้ว

    Mene lagadi

  • @Sunopapaji1234
    @Sunopapaji1234 2 ปีที่แล้ว

    Bhai agar change na kare to ? Me f1 press Kar deta hu to on ho jata hai

    • @KnowledgeAurGyaan
      @KnowledgeAurGyaan  2 ปีที่แล้ว

      Change na kare to koi dikkat nhi hogi bas time aur Date sahi nahi ayege aur her bar f1 dabana padega