Sir sir aapane Samjha to Diya theek se per amount do lena hai na employ ka employ ka aur employer ka donon milakar Abul Le sakte hain na vah nikal sakte hain na aapane vah bataya Nahin Ki PF employer ka aur ka amount add Karke vah donon amount Ham nikal sakte hain Khali pension ka mood Nahin nikal sakte kya aapane clear cut bataya Nahin please ek video bnao aur use per batao ki aapko employ ka employer ka yah do add Karke amount nikal sakte hain
Employee share or employer share amount transfer ho jata hai pension hota hai pr show Nahi karat hai ye status ap EPF member passbok portal se check kar sakte hai

Sir maine purani campni ka pf new campni me transfer kiya he pr show nahi ho raha he current id passbook me
Passbok me update nahi hua hai abhi ish liye Kuch din bad update hoga to show krne Lagega 🤝
Closing balance as on jo likha hai uss date pe utna balance hoga ya jo abhi show ho raha hai wahi final balance hai ?
Abhi jo show kr raha Bo Apka amount Hai
Employer share or pension contribution sab ko nikal sakte he
Company chodne ke 2 month bad..
Agar humne apne last company ka pf transfer Kiya h to wo kaise pta chalega aur uska total balance kaise check hoga
Employee share or employer share amount transfer ho jata hai pension hota hai pr show Nahi karat hai ye status ap EPF member passbok portal se check kar sakte hai
Mane dono company me aksath job kar pahu? Or pf ley saku?
Ha bar aage dikat bhi ho sakta hai nahi bhi ho sakta hai...
Invalid uan or password ata hai jab ki sahi dal raha hu kayun aisa araha ahai bhai bataye please
Ap pf password forgot kiye the kya
Why my 2 month balance july and August not showing in the portal