Sir maine job leave kr diay aur 2 members ids the ....maine transfer nhi kiya tha to withdrawal kaise kre..aur kitna amount jama hai wo kaise dekhe pls help
Hi sir form 10 c kya h sabhi jga puch leya h kisi ko pta nahi hai mene 2 company me 8 10 month kam keya h to kya m 3no pement ek sath nikal sakta hu please reply
Form no. 10c Pf me jo Pension contribution share hota hai wo nikalne ka form hota he.. Yadi aap 60 days se jyada job chhodkr hue hai tohi aap wo sara pf contribution form 10c se withdraw kr sakte hai
Bhai maine 19 aur 10c apply kiya tha aur mera 19 settle hoke paisa bhi aa gaya lekin 10c me time lag raha hai under process me dikha raha hai 17 December ko dono apply kiya tha kab tak ayega 10c ka paisa??
Mera company ka contract 6 month ka tha lekin company ka project band hogya to meri job sirf 4 month he hue hey company ke hr ne reliving leetar de deya to mereko pension contribution milega ya nhe bato na
Epfo ki official website se apply ko ap waha se pichle company ka bhi member I'd show karega Umang App se Only present company ka hi member I'd show karega
Koi letter Nahi to nahi milta Hai company left Karne ke 2 month bad date of exit update kene ke bad pension amount nikal sakte hai 6 months ki service honi chahiye
Sir jab 10 saal ho jate hai to ye pension me pesa chala jata hai sara jata hai ya jo pension fund ka hi jata hai kya 10 saal k baad v nikal sakte hai pf ka pesa...?
Sir mane form 19/10c bhra tha par , pension contribution wala paisa nai aya. Aaj bhi wo paisa passbook me dikhta hai.. Kya wo paisa nikal sakta hai kya?
Sir maine apna balance tranfer kiya hai transfer krne k baad maine form 19 se aplly kiya lekin paisa poora nhi nikla tranfer k bd sir 3 se 4000 tk paisa tha lekin only 740 hi nikla ye kyu hua
Sir employee share aur employer share nikalne ke baad sirf pension ka paisa bacha hai kab nikal sakte h please reply me🙏 aur job chore hue 15 din hue h
Sir Mai pahle wala job Resign kr chuka hun or pura paisa nikalna chahta hun to kya Karen,lekin abhi mai Railway m job kr rha hun,to nikal sakta hun n pura paisa
mere passbook me data galat dikha raha previous employer ke liye . amount jo ki employee , employer and pension me milta tha (3450 + 2200 + 1250 ) wo ek specific month k liye sirf do column me dikha raha employee aur employer ( 3450 + 3450) . Ye galti ki wajah se mera pf amount transfer nahi ho raha. iske liye kya karna hoga?
Bhai mujhe 1 company me job karte 9.3 yr ho gaye hai ab maine 2nd company bhi join kar li hai jisme mujhe 1 yr ho gaya to mujhe pahle wali company se all pension amt nikalna hai ur Date of exit mention kar chuka hu ur 2 month pure ho chuke hai date of exit mentin kiye huye to pls bataye kya all pension amt nikal sakta hu ur agar nikal sakta hu to kaise nikale usake liye kaun sa form bhare jisase all pension amt nikal saku pls help urgent.
Mai abhi tk 5 company me Kam kar chuka hu ar last company me maine pension na Kate wo wala option choice kar liye tha ar Maine is company me 2 years Kam Kiya tha ar mai abhi khi naukri ni kar rha. 5 month ho gae Mai 3 bar apply Kiya 10 c ar 19c but Mera koi bi amount ni nikal rha h so please help
Ji ha Only pension Withdrawal Form-10 bhi apply kar do and. Please Note yadi ap 2 se 3 company me job kiye ho to Purane company ka amount present company me transfer Karana hota. Hai Kya Apne transfer kar liye ho na.??
Hello sir mere ko 5 saal 2 month ho gaye hai helth department me m pehle thekedar ke andar ta ab koshal rojgar me hu pension nikal Sakta hu thekedar wali please 🙏🙏🙏🙏 reply sir ji
Sir mera pf ka farm 2018 me online bhraya c us k bad lockdown lag gya mere acount me se paisa wideraw ho gya per mere acount me koi paisa nahi aya iss ka answer hai please bata de sir
Hello Sir Agar Pf me nokri ke 10 Sal ke upar ho gaya ho aur Job Chhod te hai to pension ka pura paisa mil jayega ki 58 Year ki Aayu me pension chalu hoga?
Maine ek he company me 9 year 7 month kaam kiya aur 2016 me resign de diya. 2016 se apna bussiness kar raha hoon. Kya mai pura epf amount aur pension nikal sakta hoon.
जॉब छोड़ने के बाद पीएफ का पेंशन पैसा निकाले थे क्या और , employee share amount.? ब्याज का पैसा employee share amount or employer share amount पर ही EPFO ब्याज देता है ।
बहुत अच्छी जानकारी दी आपने बहुत अच्छी वीडियोबनाई आपने
धन्यवाद सर,,,,,,,❤
❣️
Bahut bahut dhanyavaad sir real knowledge Dene ke liye
🙏🏻😊🤝
Very good details bro....love u bhai
Thankyou so much 🙏🤝
Really work full video bro ❤
🙏🤝
Koi bhi sidha jawab nhi deta
Sir maine job leave kr diay aur 2 members ids the ....maine transfer nhi kiya tha to withdrawal kaise kre..aur kitna amount jama hai wo kaise dekhe pls help
Form 19 and form 10c ko kyese bharna hai, office se yeh kyese
Online bhi apply kr sakte hai
Sir mera pf. 6 month ka jama hua h. M 10c fom bhrke. Teno ke amount nikal skta hu
Hello bhai
Sir mob mes and passbook balance different show ho rha .....passbook m balance 10000 Kam show ho rha hh
एंपलॉयर में 0 पैसा है और एंपलॉयर शेयर में पैसा है कैसे निकाले
Good 👍 👍 👍 👍 👍 👍
Nice video ..... resign dene jobless hone ke baad kitne saal tak pf ke amount per interest milta hain.
Jab tak apka pf amount rahega tab tak interest milta rahega pls Note Only employer share and employee share amount par.
I want to apply for main pension option show nhi hota
Fruitful information 👍
Glad you liked it
Sir pehla company chor ne ke bad dusre main join Kiya 2 machine ho gya abhi kiya Pehle company ka pura paisa nikal sakta hai kiya including pension
Ji Nahi
Koi bhi company me jab chalu Nahi rehna chahiye uske liye
@@MonuMp matlab jab koi bhi company main pf salu nhy rahega tab nikal sakte hai ?
Total sab milake 108000 tha fir 50000 ghar construction ke liye liya ta same 2 days bad Employee 15 rs aur employer 58000 hai to kitna nikal sakunga..
Kya past company quit krne ke bad uska pension share nikalna jaruri hota hai ..agar ha to kaise nikale ??
Plz reply
Ji bilkul Nahi hota hai ap usee present company me transfer kar do 🤝
Meri company date of exit nhi daal rahi h toh kya main pura paisa nikal sakti hu mujhe company resign kiye hue 3 month ho gae h
EPFO official website se ap khud apply kar sakte hai
Sir Maine kal pension 10c form fill Kiya hai our abhi pending nhi dikha rha hai
Ji under process hoga Abhi wait kigiye Aajayega ji time lgta hai 7 to 25 days mixmum lag Jata hai
Sir pension contribution ka pesa nhi nikla h uske liye kya krna pdega
Sir employeer aur pension ek sath withrow krna h tho khonsi form use krna hoga
Use kaise le mera joining 15 December 23 ko huya h plz btaiye
Sir agar company na chhodana ho aur teenon nikalne liye ho sakta hai
Resign nahi dhiya company chodhiya total amount pension amount atha ki nahi sir
Ap online region de sakte ho sir ap pf or pension amount sara amount nikal sakte hai 🤝
@@MonuMp tnq
Hi sir form 10 c kya h sabhi jga puch leya h kisi ko pta nahi hai mene 2 company me 8 10 month kam keya h to kya m 3no pement ek sath nikal sakta hu please reply
Form no. 10c Pf me jo Pension contribution share hota hai wo nikalne ka form hota he.. Yadi aap 60 days se jyada job chhodkr hue hai tohi aap wo sara pf contribution form 10c se withdraw kr sakte hai
Kya mai company me resign karne ke Baad form 19 se pahle form 10c apply kar sakta hu
Ji Nahi rejecte ho Jayega form
Sir 5 saal ho gya hai employer nical sakte hai .plz reply me sir .house contustrin option aa rha
Ji ha bilkul 🤝
Sir employers share ke liye konsa form lagega
Form 19
Interest rate for pension share amount contribution???
Ji Nahi pension amount par koi interest nahi milta Hai
Sir mera tatal balance or adjustment balance 0 dikha rha hai iska kya matlab hua ..plz btaye
Mujhe company chhode 6month se uper hogya mera pura pesa ni niklta h only employee shere nikla h employere share and painsion ni niklta h
Bhai maine 19 aur 10c apply kiya tha aur mera 19 settle hoke paisa bhi aa gaya lekin 10c me time lag raha hai under process me dikha raha hai 17 December ko dono apply kiya tha kab tak ayega 10c ka paisa??
Sir ma ne dlc submit keya hai per dlc status ma reject aarha or remark ma ppo no and a/c no is available in database show ho rha hai
Ye form 19/10 form bina company jaye sara paisa online nikal sakte hai kya?
Ji ha bilkul nikal sakte hai 🤝
Sir continue 6 month rahna hoga ya phir suppose 4 month raha phir 2 month ke baad join kya to kya oo paisa milega
Koi dikkat ni nikal aayega fir bhi
Bhai mene mere pf ka paisa nikala hai jisme 19/10c dono form flip kiya 10-15 days me payment bhi aa gya but pension share nikala hai
Sir meh jab vi construction of house meh employer shear withdraw karne ja raha hu. Mera clame reject kar de raha hei. 68b from insufficient balance
Kitne साल job की है total
Mera company ka contract 6 month ka tha lekin company ka project band hogya to meri job sirf 4 month he hue hey company ke hr ne reliving leetar de deya to mereko pension contribution milega ya nhe bato na
Sir mera UAN number ek hi hai,magar member id do hai,
Umang app se paisa transfer karte samay member id ek bi dikhata hai,kiya karna padega sir
Epfo ki official website se apply ko ap waha se pichle company ka bhi member I'd show karega Umang App se Only present company ka hi member I'd show karega
Sir meri 3 id hai tino me pension hai sab ek sath nikal sakte he kya??
Sir company left krne k bad company se koi letter b milta hai kya....or kya usi k milne k bad pension share nikal skte hai????
Koi letter Nahi to nahi milta Hai company left Karne ke 2 month bad date of exit update kene ke bad pension amount nikal sakte hai 6 months ki service honi chahiye
Date of exit k 2 month pure hone k bad all Pention amt kaise nikale ur kaun sa form bhare pls suggest.
Sir mai company se left ho gaya hu aur dusre company me kam kar raha hu pura paisa nikalne ke liye rejine bharna jaruri hai kya
Haan resign dena padega uske 2 month baad current company ka date of exit jab likha ayega tab nikal skte ho poora paisa
Sir form 19 aur 10c kitne din baad aate hai paise
Batiye
Sir mene 2 month kaam kiya kampani me kiya me pensin ka pesa nikaal saqta hu kiya full and final
Sir jab 10 saal ho jate hai to ye pension me pesa chala jata hai sara jata hai ya jo pension fund ka hi jata hai kya 10 saal k baad v nikal sakte hai pf ka pesa...?
Ji nahi nikal sakte
Sir mane form 19/10c bhra tha par , pension contribution wala paisa nai aya. Aaj bhi wo paisa passbook me dikhta hai.. Kya wo paisa nikal sakta hai kya?
Kya Apne 10C form Aply kiye the Kabhi bhi.?
@@MonuMp haan
Maine transfer kiya tha pf lekin wo withdraw dikh raha hai...aur mere account may bhi nai aya..plzz kich help kar sakte ho
Kon si form Aply kiye the apne
Sir maine apna balance tranfer kiya hai transfer krne k baad maine form 19 se aplly kiya lekin paisa poora nhi nikla tranfer k bd sir 3 se 4000 tk paisa tha lekin only 740 hi nikla ye kyu hua
Kon si company me transfer kiye the. Present company me hi na
Sir Maine 15April 2024 ko job search resign liya hai pf par resign kab fill karun?
Sir employee share aur employer share nikalne ke baad sirf pension ka paisa bacha hai kab nikal sakte h please reply me🙏 aur job chore hue 15 din hue h
Date of exit update hai to Nikal sakte hai Nahi hai to 2 month wait kigiye or date of exit update kr ke Nikal Lena ap
Bhai mene total amount dala lekin mere emloyee share ka payment hi aaya illness dala tha ,ab baki ka payment kese lu ??
Kon si form Aply Kiye the
Pf me kyc nahi hua hai to 2019 me kila tha to pasha kese nikale
Pahle KYC update link Karana hoga fir nikal sakte hai
i think construction of house ke under me employee and employer ka pura pysa nikala ja sakta hai
Ryt but only for one time
@@MonuMp yes
Thanks 🙏🏻 bhaiya
Agar job chhod dene ke bad nikaalo paisa to nikal sakte hain kya sir
Ji ha bilkul
Sir form 19 or form10c apply kiya tha usme se form 19 Settle ho gaya hai aur form 10c nhi huà kya karn ho sakta he reply sir pliz🙏
Thanks for information ❤❤
Your most welcome 🤗❣️🥰
Kya 6 years ke baad company chod ne se pension amount milega ya nahi
Ji ha milti hai
Ye amount on line किस तरह से निकाल सकते है।
Please बताए
Kon Si Employee share ?
Employee and employer share withdrawal already ho chuka hai lekin pension amount rh gya hai use kaise nikale
Job chodne ke bad pension amount Nikal sakte hai
Form -10c Apply kar ke but uske liye 6 months ki service hona Chahiye
Thank You Sir ☺️
Hello sir. Withdrawal amount me Employer n employe dono ka total dalana hai
Advance form 31 only employee share amount dalna
Sir last date dalne ke baad form 19 or 10C kitne time baad apply hoga
Date Of exit update honeke turant bad kar sakte hai apply
@@MonuMpnhi ho raha sir
Only Form 31 show ho Raha
Sir
Mai pahle wala job Resign kr chuka hun or pura paisa nikalna chahta hun to kya Karen,lekin abhi mai Railway m job kr rha hun,to nikal sakta hun n pura paisa
Mera employer or pension nai nikal raha hai balki employee share negative me show ho raha hai
Pan card ki kyc jaruri hoti he paisa nikalne ke liye
Bro Main Bina Resign k Kitna Percent Nikal Sakta hun ? Or Bina Resign k Pension or Employee Share dono nikal paunga ya nhi ?
Only employee share amount jitna hai
Resign dene ke baad hi pension amount nikal sakte hai
Fp ko nekal juke hai pension or employer share bacha hai kaise nikale ga
Job chhodne ke 2 month bad nikal skate hai
Sir I have join the job on 12/07/2024 and left the job on 10/10/2024 so can I withdraw pension contribution right now I am not doing any job.
Same question
Sir ji mera total balance 28000 tha to maine 25,000 rs ki amount dali thi, magar sirf 5000 hi kaise nikle.? Baki paise Q nahi nikle.?
Kon si form Aply Kiye the Apne.??
Employer share nahi nikal raha hai bhai Swift 31 dikha raha hai
Job chodne ke 2 month bad nikal sakte hai
Agar amount employee+employer share+ pension Mila k 60k se 70k k bich hoga to INCOME TAX katega nikalne pe.
Pan card link hai na
@@MonuMp
Ha.
Under pressing aarha 1 weak ho gya abhi tk withdrawal nhi aaya ham ne from 10C / 31 se pura pese nikala kya vo aaye ga ya nhi
Very good information guru ji ❤️☺️
Thankyou ji 🤗😊❤️
Sir
Date of exit galt dal diya hu ab kya karna hai
mere passbook me data galat dikha raha previous employer ke liye . amount jo ki employee , employer and pension me milta tha (3450 + 2200 + 1250 ) wo ek specific month k liye sirf do column me dikha raha employee aur employer ( 3450 + 3450) . Ye galti ki wajah se mera pf amount transfer nahi ho raha. iske liye kya karna hoga?
Sir pension ka pesa job resign karne ke baad hi mil sakta hai or koi vikalp nahi hai pls sir guide me
Ji Nahi
Maine ek hi company me10 saal aur 10 mahine Kaam Kiya hai Lekin usme 3rd party 2 hain to Kay Mai pension amount nikal sakta hu
Thank you sir 😊
Mera 9y2month chal raha hay may ka employer share ko nikal sakti hu
Ji han bilkul
Bhai mujhe 1 company me job karte 9.3 yr ho gaye hai ab maine 2nd company bhi join kar li hai jisme mujhe 1 yr ho gaya to mujhe pahle wali company se all pension amt nikalna hai ur Date of exit mention kar chuka hu ur 2 month pure ho chuke hai date of exit mentin kiye huye to pls bataye kya all pension amt nikal sakta hu ur agar nikal sakta hu to kaise nikale usake liye kaun sa form bhare jisase all pension amt nikal saku pls help urgent.
Pension nahi niklega
Waki sab nikal jayega
Mai abhi tk 5 company me Kam kar chuka hu ar last company me maine pension na Kate wo wala option choice kar liye tha ar Maine is company me 2 years Kam Kiya tha ar mai abhi khi naukri ni kar rha. 5 month ho gae Mai 3 bar apply Kiya 10 c ar 19c but Mera koi bi amount ni nikal rha h so please help
Sir mene company chod diya 1 year hogya hai or mere pension or employee share ka pesa nhi nikl rha hai
To fir ap full in final statement form 19 and 10c Apply kar sakte hai
Hamara account se 2186 cut ta he pf main 1430 jama hora he kny reply me sir please
Bro meri tarf se. Form 10c apply hi nahi ho pa raha umang app pe se 10 mahine ho gye hai company shode ko
Date of exit update kiye
Maine Only PF Withdrawal kiya hai Form 19 select krke to Pension k liye bhi alag se fill krna padega kya abhi?? Yaa baadme bhi nikal skat hai?
Ji ha Only pension Withdrawal Form-10 bhi apply kar do and. Please Note yadi ap 2 se 3 company me job kiye ho to Purane company ka amount present company me transfer Karana hota. Hai Kya Apne transfer kar liye ho na.??
@@MonuMp Ek he company hai ji...
@@MonuMp mera 6 months 28 days hai to pension cover hoga na...??
Hello sir mere ko 5 saal 2 month ho gaye hai helth department me m pehle thekedar ke andar ta ab koshal rojgar me hu pension nikal Sakta hu thekedar wali please 🙏🙏🙏🙏 reply sir ji
Sir mera pf ka farm 2018 me online bhraya c us k bad lockdown lag gya mere acount me se paisa wideraw ho gya per mere acount me koi paisa nahi aya iss ka answer hai please bata de sir
Sir mera pf umang kr dikhayi nhi deta hai
Q kya error Aaraha hai
Sir pension ka paisa mera transfer nai hua jab maine job change kiya to
PF transfer ho gya to Pension bhi transfer ho gya Ji
@MonuMp sir man lo maine apne carrier me 10 company change Kiya to kya mujhe last company me jo pension add hota tha wahi milega bas
Bhai galti se paise form me jadha pd gye or pf hmara 5000 hai or 6000 dl gye riject to nhi hoga
Koi bat Nahi Ji jitna amount Banega utna settled ho Jayega
Mera to reject ho Gaya
Koi baat nahi he bhai jina pesa apka passbook me utnahi ayga Kai tensan nahi he
Reject ho jayega
Sir ager jyada din ho gaya company chore huye jaise 8 ya 9 mahine tab bhi Pura pf nikal sakta hai
3:30 se video start h
Sir mera 65k hai toh agar nikalna ho kitna niklega ?? Pura toh nhi nikalta but kitna nikal jayega
Video me puri jankari di Hai pls pura Video dekhe employee share amount nikal sakte hai 🤝
Please share EPFO website for employee.
Hello Sir
Agar Pf me nokri ke 10 Sal ke upar ho gaya ho aur Job Chhod te hai to pension ka pura paisa mil jayega ki 58 Year ki Aayu me pension chalu hoga?
Ji Pension ka process chalu krna padhega
Bro employer share mein kitna percentage nikal sakte hai🤔
Bo 5yrs service hone ke bad hi nikal sakte hai 🤝
Rules Cheng ho gya hai ji
Maine ek he company me 9 year 7 month kaam kiya aur 2016 me resign de diya. 2016 se apna bussiness kar raha hoon. Kya mai pura epf amount aur pension nikal sakta hoon.
Ji pension amount nahi aayega
Employee or employe share amount nikal sakte hai 🤝
To fir pension ka Paisa kaise nikalega sir@@MonuMp
Sir, mera pension me 26000 show kar raha tha But form 10 C fill krne ke baad aaya only 15001 why ?......plz reply
6 month ke baad apply kar sakte ho woh bhi ek condition pe hoga agar aap 6 months se jyada unemployed ho
@@shivamsharma-yd8dj ok... thanks
Sir mary srvis 11years ho gye h
Sir my employer ka pass nekalna
Chauta hu jo 72000 h to sir y kitna nekl sakta h or kasy form name sir
मैने जॉब छोड़ दिया और 31/03/2022 के बाद मेरे खाते में ब्याज भी अपडेट नही हो रहा, अब मुझे निकलवा लेना चाहिए या रहने दें
जॉब छोड़ने के बाद पीएफ का पेंशन पैसा निकाले थे क्या और , employee share amount.? ब्याज का पैसा employee share amount or employer share amount पर ही EPFO ब्याज देता है ।
@@MonuMp कुछ भी नही निकाला
Pension wala paisa nikalne ke liye minimum or maximum working days kitna hona parega...