Dil tod ke Faiz dil jeet lete hain. Revolutionary Faiz ummeed bhi dete hain aur naaraaz bhi hote hain, lover Faiz adaawatein bhi karte hain aur mohabbat bhi. Faiz ki ghazalon ko sunke lagta hi nahi kisi ek insaan ne ye sab likha hai, har ek nazm unique hai. Har ek lafz anmol heera.
Only 24K views ? Its so pity. Poetry in the form of Ghazals are beautiful. To become an intellectual one must appreciate poetry,music,dance,art,culture,nature,geography and history. Faiz is great. Just listen to his poetry, it will definitely enrich one's life. Never try to relate an artist or Poet to its country of Origin since they belong to all people and no particular race or religion.
Reply To Faiz Ahmed Faiz From Samir Salafi💐 Laazim hai ki Tum bhi dekhogey, Woh din jiskaa ke waada hai, Jo lahe mehfuz mein likha hai Jab zulm-o-sitam ke koh-e-garaan, Jab Kufr wa Tagoot ke sarey bharam, Rooi ki tarah udd jaayenge, Hum mehkoomon ke paaon tale, Firon wa Karun ke mehlo taley, jab dharti dhad dhad dhadkegi, Aur ahl-e-hukam ke sar oopar, Batil buton ke Mathey par, Jab bijli kad kad kadkegi, Jab arz-e-khudaa ke kaabe se, Jab Qayenat ke sare sanam, Sab but Girwaye jaayenge, Hum ahl-e-wafa Maumeen e Haram, Hum Tawheed ke Bardare Alam, Masnad pe bithaaey jaayenge. Sab taaj uchaaley jaayenge, Huq walon ke khaimon ke siva, Sab takht giraaey jayyenge. Bas naam rahega Allah kaa, Jo Kahhar bhi hai, Gaffar bhi, Jo Tajalli e Noor hai, Noorun Ala Noor bhi. Utthegaa ‘Aiynall Jabbarun kaa naara, Sir sujud hongey Ahle huq Sabhi, Jo main bhi hoon, aur tum bhi ho, Allhamdu lillah ki Sadayen Or Taqbeer, Jab Ahle Iman Bahisto me pukarey jayengey, Aur raaj karegi Khalq-e-Khuda, Sikka hoga Tawheed ka Muhammadi, Jo mai bhi hoon, aur tum bhi ho. Samir Salafi🍁🍁🍁 Gujarat India
Dil tod ke Faiz dil jeet lete hain. Revolutionary Faiz ummeed bhi dete hain aur naaraaz bhi hote hain, lover Faiz adaawatein bhi karte hain aur mohabbat bhi. Faiz ki ghazalon ko sunke lagta hi nahi kisi ek insaan ne ye sab likha hai, har ek nazm unique hai. Har ek lafz anmol heera.
Only 24K views ? Its so pity. Poetry in the form of Ghazals are beautiful. To become an intellectual one must appreciate poetry,music,dance,art,culture,nature,geography and history. Faiz is great. Just listen to his poetry, it will definitely enrich one's life. Never try to relate an artist or Poet to its country of Origin since they belong to all people and no particular race or religion.
سب تخت گرائے جائیں گے.. بس نام رہے گا اللہ کا..
Faiz sahab ki ghazal hu ya nazm usme Mai ek umeed nazar aati. Allah aap ki maghfirat karre Ameen.
Bol k tere lab azaad hai.
His words, her voice...so bold it escapes every border and goes straight to heart! Love and respect from India!
An united Indo-Pak south Asia. love and only love
Shashi Bhushan subhanAllah buhat achi baat kahi hai apne!!
HUM DEKHENGE brought tears into my eyes..... so heart touching
Lovely Faiz Ahmad Faiz and ghazal
لازم ہے کہ ہم بھی دیکھیں گے. جب ارض خدا کے کعبے سے سب بت اٹھوانے جائیں گے . ہم اہل صفا مردود حرم مسند پہ بٹھائے جائیں گے
Thanks4 putting"wo baat unko nagwar guzri hae".Breathtaking performance
Thnx for this. Love from India. ❤️
Love from India great
A very nice song, so beautifully done by singer Iqbal Bano.
Great words
یہ خواب... کچھ اور پریشاں ہوا جارہا ہے.
Bahut badhya
classic.... hum dekhain gy
...
Reply To
Faiz Ahmed Faiz
From
Samir Salafi💐
Laazim hai ki Tum bhi dekhogey,
Woh din jiskaa ke waada hai,
Jo lahe mehfuz mein likha hai
Jab zulm-o-sitam ke koh-e-garaan,
Jab Kufr wa Tagoot ke sarey bharam,
Rooi ki tarah udd jaayenge,
Hum mehkoomon ke paaon tale,
Firon wa Karun ke mehlo taley,
jab dharti dhad dhad dhadkegi,
Aur ahl-e-hukam ke sar oopar,
Batil buton ke Mathey par,
Jab bijli kad kad kadkegi,
Jab arz-e-khudaa ke kaabe se,
Jab Qayenat ke sare sanam,
Sab but Girwaye jaayenge,
Hum ahl-e-wafa Maumeen e Haram,
Hum Tawheed ke Bardare Alam,
Masnad pe bithaaey jaayenge.
Sab taaj uchaaley jaayenge,
Huq walon ke khaimon ke siva,
Sab takht giraaey jayyenge.
Bas naam rahega Allah kaa,
Jo Kahhar bhi hai, Gaffar bhi,
Jo Tajalli e Noor hai, Noorun Ala Noor bhi.
Utthegaa ‘Aiynall Jabbarun kaa naara,
Sir sujud hongey Ahle huq Sabhi,
Jo main bhi hoon, aur tum bhi ho,
Allhamdu lillah ki Sadayen Or Taqbeer,
Jab Ahle Iman Bahisto me pukarey jayengey,
Aur raaj karegi Khalq-e-Khuda,
Sikka hoga Tawheed ka Muhammadi,
Jo mai bhi hoon, aur tum bhi ho.
Samir Salafi🍁🍁🍁
Gujarat India
Nyc mam
8 up 6
Nice video
waoooo..... what a memorable concert..... iski video nae hai kia???
Distinguished, from India
फ़ख़त
nice poetry keliye mera channel bhi visit kren ek bar zaroor try kren.thank you