Maine new aquarium liya hai isme kya heater lena jaruri hai?? aur kitne din me pani change karna hai??? aur pura pani change karu ?? ya adha pani change karne se hoga ??
@@akhilsinghpatel961 kyaaa😲,,, Aare to bhai dusri fishes ke saath ye kaise reh le rahi hai ,, Flowerhorn to kisi ke saath nahi rehti na ,, hame bhi rakhni hai Flowerhorn - Aap iske bare me kuch Detail dijiye bhai ,,,,!!!!!!🤕
Bro mere pass sendha salt white CLR ka hai wo dalkar kal se heater on karke rakha hoo aaj jaker halka khana diye hai jo fish khaie aur kuch ko alag bowl mai rakhe hai thoda dull hai isi liye mg mai salt +itching लिक्विड डाले है खाना नही दिए है ।कुछ और करना होता है क्या बताऐंगे कृप्या करके मैथड सही है ना ।
Hi boss aap mujhe bata sakte hain maine apne aquarium mae 8 Oscar or arowana fish rakhi hai mujhe lag raha hai unko funges infection ho gaya hai ... Kya aap bata sakte hain kaise thik karun unko or kya healthy food dun unko
Molly fish ke liye hitter li jarurat hai kya? Mere pass 7 Molly fish the lekin hitter nahi tha. Khuch dine vo ek ek mar rahe the. Mai samaj hi nahi pa rahi thi ye kya ho raha hai. Usamese sirf 2 bachi thi. Lekin Aaj maine une me alg tari ka dekha. Vo food nahi le rahi thi ek hi jag par rahana. Muje thoda problem laga to maine humare yaha fish tank ke pass jakar ye problem bataya or video bhi dikha ya. Unhone muje hitter diya jo maine turant ghar aakar tank me 2hour ke liye lagaya bhi. Mai job karti hu. Evening me aakar dekha to Molly fish mari hui thi
Boss olkata me abhi temperature 34C hai aaur mera tank ka water temperature 32C haai so do I need to add heater ? anyway water temperature is above 31C ... I have added Rock Salt ...but how come this will work ?
Sir me 1st time aquarium liya hai or meri do fish mar gai ,ek ko fungus Tha Esa muje laga kya me aapko meri fish ka video bhej sakti hu? Ye Jan na hai e dusri fish ko fungus hai ya nahi
salt vali process 1 week tak lagatar karo and ager koi fish beemar bhi nahi hai fir bhi week me 40 water nikal kar thoda salt add kar diya karo and dhyan rahe jyada salt mat add karna
Sir, I use cement tank, and from yesterday I saw that my fishes gets fungal infection ( mukh k pass jo fin hai, uha sponge type dikh raha hai). How can i treat them
Sir mere pass plastic tank hai. 1.5 fit kai bara ice box usme 3 shark or 2 carp hai. 1 ko fuggl ho gaya hai. Wo uper hi swim kar rahi hai. Rock salt to daal diya. 10 din hua laye ko. Heater 30 per set karke kitne din chalna hai. Or mere pass nsf 360 power filtter hai. So please tell ab kaya karu. Kya ab bakki ko be infection ho jayega.
Ager apke pass doosra tank hai to us fish ho shift kardo ager nai hai to antifungal liquid ka use karo aur har 2 din me 50% aquarium ka water change kar do
Bhai... Mera chichild fish tank hai... Summer season mein bhi heater lagana jaruri hai Kya...? Blue colour ka anti-clorine (Rid-All) dalta hun... Namak kitne time ke baad dalun
भाई मेरे पास 4 इंच का बाउल है और उसमें 2 फिश है तो में केम्पर का 2 दिन पुराना पानी डालता हु ओर थोड़ा सेंधा नमक डालता हु तो ये मेरी फिश के लिए सही तो है ना भाई ये पूछना था आप से
Mai ek chis puchna chara hu k mere fish tank me bohot Sara moly and 1 large size gold fish hai 1 sal se ... Magar mai local fish shop se 6 chota gold fish lake us tank me dea and 1 week k andar andar sab Mar gea and Mera moly fish v mar raha hai avi tak 15 Mar gia har gante me 1 or 2 Mar raha hai uska skin and fin white he ... avi kea karna chihe??? Sir Please reply nahi to Mera sab fish Mar jaiga😶
Thank u very much sir apne meri fishes ko safe kerdiya my bahut kush hu ok from badlapur ( w)
Welcome
Bahot achha laga aap ka video..tnk u..
Tq bro for telling this more important information 👌 😍
Thank u Veri Mach Sar aapko fungal ka batane ke liye Hamari
Brother it's very useful video
Hello
Kya baat hai bohot hi acchi tarike se bataya aapne..thank you.
Thanks
Acha lga apka video, subscribe kar rha hu apka channel
Thanks brother
Very informative and helpful video 😍
Thanks brother
@@akhilsinghpatel961 welcome 😃
@@AquaPetsStudios Bhai slove hogaya hai problem
@@VivekKumar-lz9up which problem?
BHI MERE PAS MOLLY FISH. HE TO. MERE PAS PAVR FILTAR PANCH FILTAR HITAR VGERE KUCH NHI HE TO. MOLLY FISH KA PANI KITNE DIN ME CHENG KARE. 1 BAULME HE.
Mere pass automatic wala hiter hai isse koi problem to nhi hogi please bataiye🙏
No
Good effort brother good information
मे दस साल से मछली पालन रहा हूँ मछली के लिए 24 टेम्प्रेचर ठीक है 32 पे मर जायेंगे
Maine new aquarium liya hai isme kya heater lena jaruri hai?? aur kitne din me pani change karna hai??? aur pura pani change karu ?? ya adha pani change karne se hoga ??
sir banana cichlid ka breed age keya hea ye kitna bada honea k baad breed karta hea. Or ise ka male female keysea findeout karea plz mujea bateyea sir
Bhai garmi me bhi hetar on krna hai kya please comment me batai ye
Yes but temp.jyada mar rakhna
Mere ynha water ka normal temperature 29 degree celcius hai fr heater ki kya jarurat ?
Mai aquarium 26 pr rkhne ke liye ice add krti hun 😢
To kia garmi main b heater lagana jb in ko fungal ho
Thank you bye 😊😊❤️👍
Welcome
Mere Aquareum me hitar hay usca tempareture 28 hay 3fit ka Aquareum me thik hay ya nahi
Theek hai
25 litre ka tank h sir kitna gm rock salt dalun ?
👍👍👍👍👍,,,,,
Bhai ye black & orange colour me ye jo fish h aapke pass jo Flowerhorn jaysi lg rhi h ye kin si fish h 🤕,,??????????
Ye short body flower horn hai
@@akhilsinghpatel961 kyaaa😲,,,
Aare to bhai dusri fishes ke saath ye kaise reh le rahi hai ,, Flowerhorn to kisi ke saath nahi rehti na ,, hame bhi rakhni hai Flowerhorn - Aap iske bare me kuch Detail dijiye bhai ,,,,!!!!!!🤕
Brother short body fish bachapan se rakhe sabhi fish ke sath to rah jaati hai
Sir kya yeh salt home earthing meh use honeh wala salt hai
Haan
Bro mere pass sendha salt white CLR ka hai wo dalkar kal se heater on karke rakha hoo aaj jaker halka khana diye hai jo fish khaie aur kuch ko alag bowl mai rakhe hai thoda dull hai isi liye mg mai salt +itching लिक्विड डाले है खाना नही दिए है ।कुछ और करना होता है क्या बताऐंगे कृप्या करके मैथड सही है ना ।
Kya garmiyon mein bhi heater lagega
yes
Bhai summer me bhi heater laga lu kya ?
jyada garmi ko then heater ki jaroorat nahi hai
@@akhilsinghpatel961 ok
Sir 2feet length 84 liter tank keliye. 300 watt ka heater chalega ?
No bro i have 3ftx1ftx1.5ft tanknand i use 100 watt
Sir red devil female ko Black fungus ha to treatment kya hoga uskA
Hi Sir, jo Sendha namak / Rock salt / khada namak isko marathi mei Jada namak bolte hai. Ye sab same hota hai na ?
Salt dalne ke baad kitne time tak filter band rakhna hai ??
Bhai Oscar fish me ye chalega?
Kya garmi me bhi same process krna h???means heater ka temp. Kitta rakhu..grmi me ...kyuki meri gold fish ko hua h
2 ft ke aquarium me kitna heater ek din me kitne lambe time tak rakh sakte hai?
Mere orange fish he unki puch or sarir thoda black kyo ho raha he kya matlab he or kese thik kare please 🙏🏻 batae
Heater lagane ke baad filter on kar sakte hain???
Ha
Haan uske baad bill bhi Dena hoga 👌👌
@@ashutoshpandey810750 watt hota hai,yaani ki ek bulb,kitna bill aata hai
Hi boss aap mujhe bata sakte hain maine apne aquarium mae 8 Oscar or arowana fish rakhi hai mujhe lag raha hai unko funges infection ho gaya hai ... Kya aap bata sakte hain kaise thik karun unko or kya healthy food dun unko
Khada namak,,or rock salt,,or sindho namak me kya antar he,,kyuki hamare yaha rock salt ko sindha namak bolte he,,or aap ne jo dala ye sea salt he
Sendha namak hi mujhe bhi bataya tha aquarium wale ne.
Ek help chahiye
Sir anti ich dalne se chalega
Pink salt can be used for aquarium?
Salt , fish equariam me dalte samy filter band kyuo Krna chahiye।
Ye aap बताए sir
Sir bas ek bar hi dalna he kya?
Or agar zyada bar dalna he to kitni kitni der bad dalna he?
Or dissolve hone ke bad filter on kar sakte he?
Molly fish ke liye hitter li jarurat hai kya? Mere pass 7 Molly fish the lekin hitter nahi tha. Khuch dine vo ek ek mar rahe the. Mai samaj hi nahi pa rahi thi ye kya ho raha hai. Usamese sirf 2 bachi thi. Lekin Aaj maine une me alg tari ka dekha. Vo food nahi le rahi thi ek hi jag par rahana. Muje thoda problem laga to maine humare yaha fish tank ke pass jakar ye problem bataya or video bhi dikha ya. Unhone muje hitter diya jo maine turant ghar aakar tank me 2hour ke liye lagaya bhi. Mai job karti hu. Evening me aakar dekha to Molly fish mari hui thi
Garmey mey b is treatment key lea water heater zarorey ha
Bhai ek baat btao.... Kya severum (shivram bhi kuch log bolte hai) hardy nature ki hoti hai ya nhi like parrot or oskar
Yes hoti hai
Boss olkata me abhi temperature 34C hai aaur mera tank ka water temperature 32C haai so do I need to add heater ? anyway water temperature is above 31C ... I have added Rock Salt ...but how come this will work ?
Sir me 1st time aquarium liya hai or meri do fish mar gai ,ek ko fungus Tha Esa muje laga kya me aapko meri fish ka video bhej sakti hu? Ye Jan na hai e dusri fish ko fungus hai ya nahi
ho sake barsaat honr ke baad aquarium rakho bcz fish tab tak set ho jayegi
Sir mere pass oxigen filter hai to Kya kare Aur hitter nahi lagaya aur rock solt diya sirf to chalega Kya
Bhai gold fish par applicable hai na ????🙄
Yes
Filter kitna time band rakhna hai after adding rock salt ?
Oxygen on rakhna hai filter 4-5 hour band rakna hai
bhai grmi me bhi hitter lgana hai..
No sirft barsaat aur winter me
Bhai mere tank me 17 fish thi ab sirf 4bachi h 😢 pehle white spot hua mene pani bhi change kiya namak bhi dala kuch nhi hua bhai pls reply kijiye
salt vali process 1 week tak lagatar karo and ager koi fish beemar bhi nahi hai fir bhi week me 40 water nikal kar thoda salt add kar diya karo and dhyan rahe jyada salt mat add karna
White Goldfish ka teil me red lines kiu hotahe... plzz hindi me boliye
Vo unki Nash hota hai jha se blood flow hota hai
Oki thik nahi hota he???
Ye natural hai
Food ko filter off krke diya kro bro
Bowl me white fangus honese kaya kara
Bro namak me to (IODIN) hota he na to kya ye fishes ke liye harmfull to nhi he
Bro rock salt me iodin nai hota but jo ghar me packet me aata hai usme iodin hota hai
Sir, I use cement tank, and from yesterday I saw that my fishes gets fungal infection ( mukh k pass jo fin hai, uha sponge type dikh raha hai).
How can i treat them
Add rock salt brother and provided heater
Ye tarika gold fish k liye bi kr skte h kya sir??
Yes brother aap gold fish me ye tareeka apna sakte ho
@@akhilsinghpatel961 ohk thank you so much sir
rack salt dalne ke bad kitne der bad filter on krna h??
Gold fish ko black spot ho Gaya h bhaiya kase thik karu apni gold fish ko black spot se
Sir mere pass plastic tank hai. 1.5 fit kai bara ice box usme 3 shark or 2 carp hai. 1 ko fuggl ho gaya hai. Wo uper hi swim kar rahi hai. Rock salt to daal diya. 10 din hua laye ko. Heater 30 per set karke kitne din chalna hai. Or mere pass nsf 360 power filtter hai. So please tell ab kaya karu. Kya ab bakki ko be infection ho jayega.
40% water be change kiya. General add ki medicine be daali thi
Ager apke pass doosra tank hai to us fish ho shift kardo ager nai hai to antifungal liquid ka use karo aur har 2 din me 50% aquarium ka water change kar do
@@akhilsinghpatel961 meri do shark ko be fungal hai us per red doot hai. 2 carp add kal hi ki hai
Heater ka pata nahi tha. Aquarium wale to bataya nahi. Ab leke aya hu
Plastic tank mein heater laga skte hai
Mere flowerhorn fish ko cottony white jaisa tail and hand par ho gaya hai kya karu
Same process use karo aap
Summer m hiter on kar skte h kiya
No
Kya garmiyon mein bhi yahi treatment hoti hai
Yes but heater mat lagana
Mera fish ko v ho gaya white spot chota chota kya kare body pr
Sir 1 fit ke tank me kitna dalna hai
4 pease only
👌
Sir mera aquarium 2.5 feet ka h kitna salt lee
Bhai mere paas 3ft aquarium hai isme 3 Oscar fish hai lekin unke skin pr light spot show ho rhe hai toh aap kuch help kr skte hai kya
Sir mere tank me oxegen Wala filter hi oska bhi band karna padega
Main tank me jb sbko white spot ho to is process ke time daily khana daal skte h unhe ??
Bhai... Mera chichild fish tank hai... Summer season mein bhi heater lagana jaruri hai Kya...? Blue colour ka anti-clorine (Rid-All) dalta hun... Namak kitne time ke baad dalun
Nhi only in winters
Sir 🙏
Salt use krne se water bhut ganda ho jata hai, vo filter se bhi clean nhi hota hai, pls Advise than how to clean salty water....!
Rock solt use karo aap
Thanks 🙏
Sir mere fish bhar jyada mat jati h fungal hone k dusre din hi
Bahut medicine use kr di h but fish sat nhi ho paa rhi h
Accha filter use karo and heater bhi
@@akhilsinghpatel961 dono high quality ka use krta hu
Sir mere ek gold fish ek jagah per daithi rhte h Or khtti be nhi h
Aap aquarium ke rid all liquid dalo
@@akhilsinghpatel961 thank you sir
Mere tank me shark fish and milky fish h to unke liye salt use kr skte h kya? Aur rock salt ya aquarium salt use krna h?
Sir aapne filter off kiya tha wo 5 din off he rakha tha kya ??
Filter ko Sirf ek din off rakhna hai and oxygen pump on rakhna hai
@@akhilsinghpatel961 and sir Meri fishes Ek dusre ko kha rahi hain Inka kya treatment karna chaheye Sabhi fishes chichild hai
Tank size kya hai
@@akhilsinghpatel961 3 feet
Nice Voice
Thanks
Sir khada namak ya senda namak sir
Khada namak
thank u bro.. mera Chotha tank hai.. meri fish ko bhi fungus hai maine kitna temp rakhu ?kitna rock salt dalu ?
8 peace rock salt and 30 degree temp. Maintain
@@akhilsinghpatel961 thank you
Sir daily dalna padega rock ya fir ek hi baar
Reply kro yr
भाई मेरे पास 4 इंच का बाउल है और उसमें 2 फिश है तो में केम्पर का 2 दिन पुराना पानी डालता हु ओर थोड़ा सेंधा नमक डालता हु तो ये मेरी फिश के लिए सही तो है ना भाई ये पूछना था आप से
Yes sai hai but water 1 week me 90% change karna hai
@@akhilsinghpatel961 thanks bro aap ki help ke liye
भाई कल मेने बोल का पानी चेन्ज किया जो केम्पर का था ओर थोड़ी सेंधा नमक भी डाला था तो 2 में से एक फिश मर गई क्या गलती कर दी मेने आप बता सकते है क्या
Aap normal supply ya borewell ka water use karo and rock salt use karo
shall we add rock salt everyday until the fish get healed?
Sir my filter and oxygen pump is combined so what I do now?
Bhai shark or tiger barb ke sath kitne oscar fish rkhu
Bhai shark aur oscar fish , ke sath tiger barb nai rakh sakte
Kon see fish me sabse km fungal infection hota he
Please reply
Chhote morey fish jaisey guppies, tetra, widow
Salt dalne ke baad kya kuch din baad pani change karna padega
Sir,Mera 6din mein 8fish mar gaya....kaise ilaj karu
Aquarium water change karo sabse pahle aap 80 percent
Bhai btao.. Fish ko ky. Dena. Cahiye kya. Nhi
Bhai question samjha nai
Bhai is se unke bachon ko takleef toh nhi hogi?
Mai ek chis puchna chara hu k mere fish tank me bohot Sara moly and 1 large size gold fish hai 1 sal se ...
Magar mai local fish shop se 6 chota gold fish lake us tank me dea and 1 week k andar andar sab Mar gea and Mera moly fish v mar raha hai avi tak 15 Mar gia har gante me 1 or 2 Mar raha hai uska skin and fin white he ... avi kea karna chihe??? Sir Please reply nahi to Mera sab fish Mar jaiga😶
Normal salt use kr skte h Kya
Brother rock salt
Bro my fish are dying fast reply how can I treat
Is epsom solt helpful?
Sir lekin fish shop wala bol raha tha ki namak nhi dalna h , main kya karu meri fish ko fungus ho raha h
Sir filter ko kitne time tk band rakhe
4-5 ghante keval air pump bus chalu rakhna
Sir mera Oscar niche let raha h pura aur uske pank red huwe h
ये खड़ा नमक है ? ये दाल सकते या संध्या नमक ?
यदि बिदाउट हिटर ही पानी का टेम्परेचर 30 डिग्री हो पो क्या करे ।
heater lagane ki jaroorat nahi hai
It is very difficult to take care a fish,u have to work on lot of things,difficult for beginners
IAM new subscriber mere fish mar Raha hai kha kare.