प्याज की खेती के बारे में वीडियो बनाइए आपके नासिक में प्याज बहुत होता है लेकिन हमारे एमपी में प्याज कम होता है जब हम प्यार करने में पौध लगाना चाहते हैं तो उत्तम है गर्मी की वजह से बहुत तैयार नहीं हो पाती तो क्या प्याज की पौध तैयार करने में भी नेट हरी वाली 50% का प्रयोग किया जा सकता है
bhai mai colour shimla mirch lagane ki koshish kar raha hu abhi paudhe 50 din ke hogaye hai. maine 70% wali shed ne lagai hai. kya vo rehne du ya 50% vali lagau aur mujhe us me kya khad dalna chahiye organic me ye bataye.
Sir Sabjivargi crop leneke liye Jaise ki methi,Dhana ,Chavdiki ki sabji Tinda ..In crop ke liye Konsi net use kare...jo Dhup ke samay me aur barish ke samay me ham ye sabhi sabjivarg ki Kheti kar sake...kupya Margdarshan kare ......🙏🙏
Color of light is important factor in plant growth. White, red, yellow and red light have maximum growth, green have lowest growth, and prefered for shades and lowering light intensity.
Sir mujhe strawberry ke mother plant lagbane hai may June me or temperature 30 se 40 degree rehata hai to sir temperatures maintain ke Liya konsa percentg ka sednet use karna chaie?
Bhai...me odisha se hoon or mera jammen main phool govi, pata givi, baingan, khira , karela ye sare sabjo hota hai . Mujhe kitne parecentage ka shade net lagwana chahiye or iska kya kharcha ayega prati 1000 sqare feet me pls batayen
*Doston kis topic pe video chahiye...??*
Apple ber
Seeds k upar ek vedio banaiy
Top ten private seeds company of India
Or government company, pusa, arka k seeds kaha se le
Is par vedio banaiye
प्याज की खेती के बारे में वीडियो बनाइए आपके नासिक में प्याज बहुत होता है लेकिन हमारे एमपी में प्याज कम होता है जब हम प्यार करने में पौध लगाना चाहते हैं तो उत्तम है गर्मी की वजह से बहुत तैयार नहीं हो पाती तो क्या प्याज की पौध तैयार करने में भी नेट हरी वाली 50% का प्रयोग किया जा सकता है
Agriculter training k bare me Jo part time jakr training le ske
Santosh bhai low tanal paer video banie
भारी बरसात में धनिया खेती के लिऐ कौन सा नेट लगाना चाहिए??
Santosh... Appreciate your enthusiasm and energy to share ideas for common people.
Janakari supar lagi santosh bhai thanks
Very good information and explanation on nets 👍 👍
Jaankari ke lye bahut2 dhanyabad
Thanks sir, नयी नयी जानकारी देने के लिए।
Mast kaam bhava. Mala kahich mahiti navata. Aplya mul aaj kalat ahet hya goshti!!!
This is what i was searching for.
Nice explanation.
Please suggest where to buy good quality.
Very good Santosh ji
Superb👍. Mai kai dino se web me search kar raha tha. thanks
Bhau kadak video zala.
Bahut acchi jankari di
Nice information Brother 🙏🏻🙏🏻
Batanay Bolnay Ka tareeka shandar tha
Santos bhai bahut achchha
Bohut badhia information bhaijii👌🏻
Very nice sir ji
Mai bhi net house bana raha hu sir bt sir combinetion to pta tha nahi to green hi 50/ wala dala hi
Thainks sir
Bhai kya rate Mila shed nett ????
Very good information.
Nice Information Santosh bhai.
very good information and cost effective.
काफी मेहनत करते हो भाई वीडियो में
Very nice information
Very nice presentation. Kya 6ft chaodai wala shed net bhi milta hai?
Good information brother
Wah bhai...... 👌👌👌👌
Santosh sir nimbu nursery ke liye konsa sad nat best rahega
For April may June month?
Bahut achha laga
bhai mai colour shimla mirch lagane ki koshish kar raha hu abhi paudhe 50 din ke hogaye hai. maine 70% wali shed ne lagai hai. kya vo rehne du ya 50% vali lagau aur mujhe us me kya khad dalna chahiye organic me ye bataye.
Brinjal plant me kon sa net lagana chahiye. Please bhai reply kardena.
Thanks for explanation
Nice Explanation...Thanks
खेती के लिए सबसे बेस्ट कितने परसेंट का लगाना चाहिए सर जी
Crop pe anusar depend karta hai sir
Santosh..aluminium ya metal ki jagah bamboo use ho sakta ..to poly house sasta hota..
Bhai house ke upper nurssary tomato ke Lia krna he kon sa acha rhega
Sir Sabjivargi crop leneke liye Jaise ki methi,Dhana ,Chavdiki ki sabji Tinda ..In crop ke liye Konsi net use kare...jo Dhup ke samay me aur barish ke samay me ham ye sabhi sabjivarg ki Kheti kar sake...kupya Margdarshan kare ......🙏🙏
home garden me plant per hm apne green or white dual color ki net laga skte h ya ni 90 % bali bataye please
Mai west bengal sei boliye summer tomato ka konsa shade net best huya
में ठंड के मौसम में करेले की खेती जुगाड़ शेडनेट का उपयोग करना चाहता हूँ
तो कौन सा कलर और % का उपयोग करू??
70
Terrace garden me summer vegetables jaise lauki, kheera, tori karela ke liye konsa net achha rahta hai, 50% ya 70%
Bhai khet ke charo our konsi lgana chahiye vegetable ke liye ...white yaa green or kitne % lgana chiye
Sir garmi me dhaniya ki kheti karni hai to plz kon si net ka sed sahi rahega plz batavo
Mera 35 ×70 fit ka greenhouse banya hai usme konsa net lena chiyye
Good information sir
Jordar
Santosh bhaiya ye lagane se pani ander nhi ata kya
Nice information sir thanks
sirf ghar ke liye lena ho dhup rokne ke liye to Green le ya white ? Mene kuch jagahonpe green bhi dekhe he & white bhi 🤔
Please bhaiya kya net se barish ki Mausam me tomato Kiya jayega
Santosh bhai June me tamatar aur dhaniya lagaane ke liye kaunsa shade net sahi rahega plz reply bhai
Bhiya thand se bachne ke liye net hai kya.
Hi dear bro ,mujhe puchna tha ki narsary ke liye kon sa net acha hh
Chomu net chor bazar ma milta ha bro jamamajid
Santre k liye konsa net use kr skte h...??
Or kr bhi skte h ya nhi ??
Sirl poudhe ko cover krne k liye , kr skte h kya...?
Please update...
Great video
Color of light is important factor in plant growth. White, red, yellow and red light have maximum growth, green have lowest growth, and prefered for shades and lowering light intensity.
Bhai mirchi ki nursery or fasal ke liye konsa net istemal kre
Garmi mai es mai dhaniya uga sakte hai kya
Nursery ke liye konsa net sahi h
Very good
Bhai... Agar hydroponic me use krna he to konsa use kru?
Terrace garden ke lie kaun sa net lena chahiye
Sir kya shednet house ko poly house me convert kar sakte hai ?
Or Kese?
Cost kya hogi ?
1 Acer ke liye
Kr sakte bt problems bahut hai
8085848188 call me
Aap net supply Karte Hain
Nursery k liye Koun sa use kare Santosh bhai
Santosh bhau mastch barka
Tamatar ko winter se bachane k liye konsi net use kare
Bhaut achha
Nice inform
Thank u for information
Agr capsicum me temperature 35 se oopr chla jaye to kon sa shade net use kre. For open field. Kon sa% lgaye
sir plz ye btaye ki baarish ke samay shade net kitna useful h
U r super luking dear 💕❤
So nice video
sir clour vali sadi lagade to chalega
Good morning Santos bhai.
Tomato li crop 40 to 48 degree dhoop hai konsa net lagana hai
Open khet me
Brush cutter ka vedio banaye bhai
Mujhe vegetables farming krni hai (as a gardening hobby) kaun sa colour ka shade net use karu
Vegetable ke liye white colour aur 50% wala
Insect net me bearish ka pani ghusta he kya ? Please batayiye
Bhai veins ko kaise vetically arrange krr skte hain iss parr video bnaye
I'm 1st
Aap kahan se ho santosh bhai?
💚
@@IndianFarmer kahan se ho puch raha hun?
Low tunnel per video banyie
Narsari ke leye kaun sa net lagaye
Santos Bhai dripp irrigation se menti& kotimbir ki fasal kar skate hai plz uski janakari dedo. Thank you
Bhai ji nursery ke liye kitne % lena chiye
Sir green house+ mulching paper se winter maie Chinese cucumber ho jata haie????
Sir Pomigranet(Anar) me bi lga skte h kya... Or kitni % ka acha rhega..mere yha ka tempt. 45 ke aas pas rhta h..pls rply
July me tomato nursery ke liye kitne present ka shade net Accha rahega
Good men
Nice video
Sir mujhe strawberry ke mother plant lagbane hai may June me or temperature 30 se 40 degree rehata hai to sir temperatures maintain ke Liya konsa percentg ka sednet use karna chaie?
Super
Azolla farm k liye kitne percent shade net ki jarurat hoti hai !?
Hello for Coriander cultivation in shade net .. which is best 50 or 70..
Colorful shade net kaha use hoti hai 95% wali??
Kya use ghar me dhoop se bachao k liye use kr skte h??
Bhai...me odisha se hoon or mera jammen main phool govi, pata givi, baingan, khira , karela ye sare sabjo hota hai . Mujhe kitne parecentage ka shade net lagwana chahiye or iska kya kharcha ayega prati 1000 sqare feet me pls batayen
Bhai ji i m from agra m mirch ki kheti karna chahta hu or may k month m nursri k baare m jankari de or kon sa shed net use karu please reply
Nice post
A1 informetion
सर्दी में सब्जी लगाने के लिए कोनसा नेट लगाना चाहिए
Kya Poli house k stakchar par shad nat lga saktay h
Hamare yaha 45 degree temprature jata hai summer m kitne persent ka shade net sahi rhegaa
Sair net house achha hai ya polihouse.