Anupama | अनुपमा | Episode 180 | Police ne kiya Samar ko arrest!
ฝัง
- เผยแพร่เมื่อ 7 ธ.ค. 2023
- Click here to Subscribe Anupamaa : - / @anupamaastar
Click here to Subscribe Star Plus : / @starplus
About*
------------
Ye kahani hai ek madhyam vargi housewife ki jisne kabhi jeevan mai haar nahi maani. Ek ideal maa, ek agyakari bahu, ek acchi patni, ek pyaari beti - usne har rishta hamesha dil se nibhaya. Par zindagi ko tha kuch aur hi manzoor. Uske pati Vanraj le aaye uski sautan, Kavya aur bikhair diya unka sansaar. Anupama ne ki divorce ke baad dobara se nayi shuruat.
Hazaron utaar chadhav dekhe Anupama ne aur datt kar kiya saamna iss samaj ka. Ek sehmi aur dari hui aurat bann gayi aatmanirbhar aur hoshiyar.
Zindagi ne di ek nayi disha aur dher saara pyaar. Anupama ek misaal hai ke zindagi mai namumkin kuch bhi nahi.
Show Name : Anupama | अनुपमा | Episode 180 | Police ne kiya Samar ko arrest!
#अनुपमा
#anupama
#drama#family
#vanrajshah
#rupaliganguly #sudhanshupandey
#tvshow #tvserial
#indianserial #youtube
#youtubevideo
#episode180
#anupamaofficial
Connect with Our More Channels
Anupama Official - / @anupamaastar
Yeh Rishta Kya Kehlata Hai Official - / @yehrishtakyakehlataahai
Ghum Hai Kisikey Pyaar Meiin Official - / @ghumhaikisikeypyaarmeiin
StarPlus Classics Official - / @starplusclassics
StarPlus Thriller - / @starplusthriller
Anupama | अनुपमा | Episode 180 | Police ne kiya Samar ko arrest!
Anupama's acting 😮 mujhe to Rona a Gaya 😢
Samar jesa beta har maa ko de kas mera viraj bhi bada hokar samar jesa bane ❤❤❤❤
Ye sbse best episode h yrrr iska background song aur samar anupma ka pyar sach khte h ki maa se jyada bete ko koi pyar nhi kr skta koi v nhi ....😢😢😢😢
Samar jaisa beta bhagwan sab ko de
Itna dardnak serial ki situations ha ki rona aata ha maa bete ka pyar dekhkr
Ma ki takat ko Anupama ne aisi acting kiya hei ki👏👍
Maa kitni achi hoti h
Yarrr sach me rona aa gya 🤣🤣🤣🤣🤣🤭🤭
Today you will see the redside of a mother kavyia
I love anupama ❤❤❤
Samer jisa sab ko beta dina❤
Ma is everything ❤
Esha beta sabko de❤❤❤❤
Anupama serial is interesting 😂😊
Sabas anupama👏👏👏👏
❤❤❤❤super Anupama ❤❤
I love ❤️ maa
👏👏👏👍👍👍👍👍
I love Samer ❤
Samar bahut Cate hai yaar ❤❤