Main aaj hi Silsila-e-Naqshbandiya mein bait hua hu... Aur ye Hazrat ji peer sahab ka bayan sunte waqt badi lazzat haasil ho rhi hai... Ma Sha Allah... Allah Ka Shukr hai....
Peer saheb, bahut taajjub hota hai ki aap deobandi hokar tasawwuf (sufiat) ko maante hain. Zyadatar deobandi tasawwuf ko Nahi maante. Aap deobandi hokar tasawwuf ko maante hain, to phir barelvi aur deobandi me farq kya hua? Barelvi log tasawwuf ki wajah se gumrah hue. Tasawwuf ki wajah se barelvi logo me shirk, biddat, jahalat aur khurafat aaye. Saare barelvi tasawwuf ko sahih maante hain. Phir aap jaisa peer bhi barelvio ki Tarah gumrah aur jaahil hua. Aap khud gumrah hain aur logo ko gumrah Karne ki naajayez koshish Kar rahe hain. Nafs Ka tazkiya jis tarah Allah ke Rasool sallallaho alaihe wasallam ne karwaya usi tarah Karni Chahiye, na ke jis tarah biddati qabarparast sufio ne Kiya aur karwaya. Quran aur sunnat e Rasool sallallaho alaihe wasallam ki itaat me itni taaqat hai ki phir Kisi ki zaroorat Nahi. Allah ke Rasool sallallaho alaihe wasallam ki ittiba ke baad , chisti, qadri, Naqshbandi, suharwardi waghaira peero ki zaroorat hargiz Nahi. Ye peer khud gumrah hain to logo ko kaise hidayat denge? Bhaiyo , sufio peero faqiro, khanqaho ke gaddinashino ki itaat Nahi Karo, balki Allah aur Allah ke Rasool sallallaho alaihe wasallam ki itaat Karo. Allah aur Allah ke Rasool sallallaho alaihe wasallam ki naafarmani Karke Kisi ki bhi taqleed aur itaat Nahi Karo. Allah saare logo ko Deen ki sahih samajh ata farmaye aur Quran aur sunnat e Rasool sallallaho alaihe wasallam ke mutabiq aqida aur aamaal Karne ki taufeeq ata farmaye Aameen
Main dill main bohat khawhish he k main hazrat sb sy baiyt loun lykin mulakat nhi huee, hazzrat sb app k biyanat ny meri zindgi badal kr rakh di he Allah kry k app lambay arsay tk isee tarah tableegh krty rahain........... jazakAllah Masha Allah
Hazrat se mulaqat zaroori nahi hai, aap apne ilaqe mein Hazrat Jee DB k kisi khalifa ko talash karen aur unse bayat kar len. Haqeeqat mein yeh Hazrat Jee DB ki he bayat ho gi
Aur Hazrat Jee DB se milte rehna aur islah karwana aur apne masail discuss karna to namumkin hai, Hazrat k khulafa k paas kam log hotay han to unke liye mumkin bhi hota hai
100 martaba subah sham darood aur istighfar padho Quran Sharif ki tilawat karo Chalte phirte zikr karo Zikr qalbi karo Nek logon ki sohbat me raho ( Allah hum sab ko is par Amal ki toufiq de)AMEEN
Hazrat g Masha Allah Allah Pak apki umr Mai brkat kry apke bayaan apki Allah hmare Dil Mai utaar dy AML ki tofeeq dy or apka saya hmare upr bnaaye rakhy or apki brakt se Allah hmari duaao ko qubul kry
Assalamu alaikum Aapke dars sunti hun meri zindgi ka dhaara badal gaya he allah aapko sehatwali lambi umr ata farmaye aamin...is dars ko sunker mujhe ane shareeke hayaat ki tarafse bohot fikr hogai ....men unko sharminda nahi kerna chahti aur yebhi chahtihun ke unkiis ruhani bimari kailaj bhi hojae ...kya aap ese aamaal bta daltehen jo men unkelie karun aur bad nazri se nijaat pa jaen ...hansi mazaq me is baat ko na uda en ... Jazakallah khair.....
aap ka boht bayan sunti hoin aap sa baat hona chati hoin ya bayan sun ka dil ma kuaish ha Allha muja bhi Allah walo ki sobat naseeb kary aap mary lia dua karin .Allah muja bhi apna rasta ma qubool ker la.Allah aap ko jazay khar or saht ata fermay. Ameen
maaf kijiye,,,,, imaan ki defination jo batayee gayee ke imaan to kahte hi maan lene ko hain,,,,,, us se ye ghulam muttafiq nahin hai,,,,,,, shukria,,,leqin phool ke saath kante hote hi hai,,,,ham phool ko dekhen,,, kaanton ko nahin,,,shukria,,,,
Ju cheez deen say sabit ho us par itna bara lecture dainay ki koi zaroorat nai parti, aap nay aik bhi direct hadeeth ya quran say reference nai dia keh jis say yeh sabit ho keh aap aik banday kai saath apnay aap ku bait kar lu aur us say wazeefay lai lai kar parho. wazeefay zaroor parhnay chahiyay magar yeh ju aik beech mai process add kar dia hai yeh kuch baat hazam nai ho rahi.
bhae app apna id name sahi kro kiya Allah k name k app ka ye id name acha lgta he Astagfarullah Astagfarullah Astagfarullah Astagfarullah Astagfarullah
Too much confusing. If tasawuf is part of Deen it must have been explicitly described in Holy Quran. Prophet Muhammad (saw) and his companions had not practiced any thing that is distantly related to ways of Sufias. It emerged as a result of blending Greeks philosophy with the belief system of Islam. Sufias believe that the meaning of Quran and the divine injunction included in a verse is different for common people and learned man.Every verse has a hidden meaning which only sufise are able to comprehend while the expressed meanings are for the consumption of common Muslims .
Yqinan,,, jab peer sahib ko suntay hain to sukoon milta hai. Haqiqatain bayan kartay hain.
Main aaj hi Silsila-e-Naqshbandiya mein bait hua hu... Aur ye Hazrat ji peer sahab ka bayan sunte waqt badi lazzat haasil ho rhi hai... Ma Sha Allah... Allah Ka Shukr hai....
Peer saheb, bahut taajjub hota hai ki aap deobandi hokar tasawwuf (sufiat) ko maante hain.
Zyadatar deobandi tasawwuf ko Nahi maante. Aap deobandi hokar tasawwuf ko maante hain, to phir barelvi aur deobandi me farq kya hua? Barelvi log tasawwuf ki wajah se gumrah hue. Tasawwuf ki wajah se barelvi logo me shirk, biddat, jahalat aur khurafat aaye.
Saare barelvi tasawwuf ko sahih maante hain.
Phir aap jaisa peer bhi barelvio ki Tarah gumrah aur jaahil hua.
Aap khud gumrah hain aur logo ko gumrah Karne ki naajayez koshish Kar rahe hain.
Nafs Ka tazkiya jis tarah Allah ke Rasool sallallaho alaihe wasallam ne karwaya usi tarah Karni Chahiye, na ke jis tarah biddati qabarparast sufio ne Kiya aur karwaya.
Quran aur sunnat e Rasool sallallaho alaihe wasallam ki itaat me itni taaqat hai ki phir Kisi ki zaroorat Nahi. Allah ke Rasool sallallaho alaihe wasallam ki ittiba ke baad , chisti, qadri, Naqshbandi, suharwardi waghaira peero ki zaroorat hargiz Nahi.
Ye peer khud gumrah hain to logo ko kaise hidayat denge?
Bhaiyo , sufio peero faqiro, khanqaho ke gaddinashino ki itaat Nahi Karo, balki Allah aur Allah ke Rasool sallallaho alaihe wasallam ki itaat Karo. Allah aur Allah ke Rasool sallallaho alaihe wasallam ki naafarmani Karke Kisi ki bhi taqleed aur itaat Nahi Karo.
Allah saare logo ko Deen ki sahih samajh ata farmaye aur Quran aur sunnat e Rasool sallallaho alaihe wasallam ke mutabiq aqida aur aamaal Karne ki taufeeq ata farmaye Aameen
Ap beit ksy huy hn .me ne b per je ke video sun k he hue Hun .
Ap boht ahmaq Han kya ap nai janty k Nabi Pak bad sufia KARAM ne he den KO phelya ha
اللہ رب العزت حضرت جی کی عمر مبارک میں برکت عطا فرماۓآمین ثمَّ آمین
Main dill main bohat khawhish he k main hazrat sb sy baiyt loun lykin mulakat nhi huee, hazzrat sb app k biyanat ny meri zindgi badal kr rakh di he Allah kry k app lambay arsay tk isee tarah tableegh krty rahain........... jazakAllah Masha Allah
Hazrat se mulaqat zaroori nahi hai, aap apne ilaqe mein Hazrat Jee DB k kisi khalifa ko talash karen aur unse bayat kar len. Haqeeqat mein yeh Hazrat Jee DB ki he bayat ho gi
Aur Hazrat Jee DB se milte rehna aur islah karwana aur apne masail discuss karna to namumkin hai, Hazrat k khulafa k paas kam log hotay han to unke liye mumkin bhi hota hai
100 martaba subah sham darood aur istighfar padho
Quran Sharif ki tilawat karo
Chalte phirte zikr karo
Zikr qalbi karo
Nek logon ki sohbat me raho
( Allah hum sab ko is par Amal ki toufiq de)AMEEN
shukria,,,, haqiqat me hi,,,,,, ahmad ki zulfiqar hain jb. muqarrir..... sahab....shukria,,,,
اونچی ٹوپی شیطان کی ہوتی ہے۔شرم کرو صوفی جی۔
shukran,,,shukria,,,,, tasawwuf par buniyadi taqreer,,,,,, shukria,,,,
مجھے پیروں کی باتیں ما فوق العقل لگا کرتی تھیں مگر آپ کے بیان سے کافی فائدہ ہوا ہے اگر ایسا ہی ہے تصوف تو پھر تو اسکو سیکھنا چاہیے
They are specialists of deen.
After Quran and Hadees, do not miss Kashaf-ul-Majoob by Huzoor Data Ganj Bakhash...
Asal mein haqeeqi tassawuf itna nayab ho gaya hai k bas... lekin Alhumdulillah Hazrat Peer Zulfiqar DB k han haqeeqi tassawuf hai
@@InsightKnowlege I want to join
@@InsightKnowlege Rawat Islamabad
Jui❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤🎉🎉🎉🎉🎉🎉🎉
Hazrat g Masha Allah Allah Pak apki umr Mai brkat kry apke bayaan apki Allah hmare Dil Mai utaar dy AML ki tofeeq dy or apka saya hmare upr bnaaye rakhy or apki brakt se Allah hmari duaao ko qubul kry
बहुत कठिन समस्या को अति सरल भाषा मै समझाने की कोशिश की है ईश्वर आपको तन मन से स्वस्थ्य रखे आमीन
very nice bayan specially for people residing in saudi arabia
1. eteqad
2. emaan
3. amaal
4. uqlaq
5. len den
6. ikhlas
7. taqwa
8. suhbat
9. ruh
10. sahat
11. dua
12. tarteeb tarbyat
Mashallah bahu acha bayan hai hafiz sahab ka, Tariq Butt - Sialkot
JAZZAK ALLAH
mashallah
Jazak Allah khier
38:51 Definition of Tassawuf. Very very easy. Amazing
اللہ ہمکو پیر صاحب کے بیانات سے استفادہ نصیب فرماے
MASHA ALLAH
JAZAK ALLAH
Mai tasawwuf ko nahi manta tha
Jb hazrat ke bayan sune tu pata chala tasawwuf se insaan insaan banta hai
I love the Sheikh for the sake of Allah Almighty
جزاك اللهُ
جزأء الله ماشاءالله
ماشاءاللہ
Assalamu alaikum
Aapke dars sunti hun meri zindgi ka dhaara badal gaya he allah aapko sehatwali lambi umr ata farmaye aamin...is dars ko sunker mujhe ane shareeke hayaat ki tarafse bohot fikr hogai ....men unko sharminda nahi kerna chahti aur yebhi chahtihun ke unkiis ruhani bimari kailaj bhi hojae ...kya aap ese aamaal bta daltehen jo men unkelie karun aur bad nazri se nijaat pa jaen ...hansi mazaq me is baat ko na uda en ...
Jazakallah khair.....
Mashaallha 💞💞💞
subhan Allah jazak Allah khier
subuanallh.....
MashaAllah
SUBHAN ALLAH
*Tasawwuf Kya Hai | Tasawwuf ki Haqeeqat | Maulana Makki Al Hijazi*
th-cam.com/video/zYhxJdFnfvs/w-d-xo.html
Masha-Allah
Very useful information for salikeen.
jazak Allah khier
Jazzakallah khair
Very nice
Mashallah
ALLAH AKBER KABIRA
mash Allah
Be shak
ماشاءالله
jzk
21:50 Subhan Allah
🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹
subhanallah
Nagin3 latest episode
what is aqida of tauheed of sufia and ilm e ludnai????
Huzrat mujhy ap.sy rehnumai chahiye
masha allah olmae deoband zindabad
hassan azmi ALLAH KA NAAM HAMESHA CAPITAL MAY LIKHA KAREIN
Masha allah
Nice
subhan Allah,
jazakullah
Saeedullah Saeedullah ja
Thank u
badiya
Assalamu Aleikum Hazrat Ustad Peer Zulfiqar ko kaha Milega hum unse bait karna hai please unse milado baraye meharbani hogi
Ap kaha se ho
aap ka boht bayan sunti hoin aap sa baat hona chati hoin ya bayan sun ka dil ma kuaish ha Allha muja bhi Allah walo ki sobat naseeb kary aap mary lia dua karin .Allah muja bhi apna rasta ma qubool ker la.Allah aap ko jazay khar or saht ata fermay. Ameen
Ap kaha se ho
good
Zikre hae sakune Dil!!!
mere nazdiq TASAWUFF ka matlb SHARIYAT E MUHAMMADI pe ISHQ E MUHAMMADI se amal krna
Kasihf Hussain 8
Bahot pyara jawab diya apne bhai
تصوف کا دین سے کوئی دور کا رشتہ بھی نہیں ہے۔
Tazkiya is an important part of Deen.
anyone can translate in english
Subhan Allah
D.B Ka full form?
Zaid Momin ....my friend..D.B means Daamat Barkaatuhum
45:50
1:06
Hazart app sunni alim hai ya
Deoband ke alim hai
Deobandi Ulema are of course Sunni Ulema.
maaf kijiye,,,,, imaan ki defination jo batayee gayee ke imaan to kahte hi maan lene ko hain,,,,,, us se ye ghulam muttafiq nahin hai,,,,,,, shukria,,,leqin phool ke saath kante hote hi hai,,,,ham phool ko dekhen,,, kaanton ko nahin,,,shukria,,,,
Ju cheez deen say sabit ho us par itna bara lecture dainay ki koi zaroorat nai parti, aap nay aik bhi direct hadeeth ya quran say reference nai dia keh jis say yeh sabit ho keh aap aik banday kai saath apnay aap ku bait kar lu aur us say wazeefay lai lai kar parho. wazeefay zaroor parhnay chahiyay magar yeh ju aik beech mai process add kar dia hai yeh kuch baat hazam nai ho rahi.
Ye tasawf nahi... tasawuf main vahi ka nazool b hota hai
bhae app apna id name sahi kro kiya Allah k name k app ka ye id name acha lgta he Astagfarullah Astagfarullah Astagfarullah Astagfarullah Astagfarullah
***************
Too much confusing. If tasawuf is part of Deen it must have been explicitly described in Holy Quran. Prophet Muhammad (saw) and his companions had not practiced any thing that is distantly related to ways of Sufias. It emerged as a result of blending Greeks philosophy with the belief system of Islam. Sufias believe that the meaning of Quran and the divine injunction included in a verse is different for common people and learned man.Every verse has a hidden meaning which only sufise are able to comprehend while the expressed meanings are for the consumption of common Muslims .
th-cam.com/video/YyA-GqOKPGo/w-d-xo.html
obvious troll is obvious
kahania han sab
Hazrat Sahab gherne ki koshish kr rhe or Masha Allah awaam 🤷🏻♂️
Ghair mussedeqa guftogo
tasuwf is not badat it's kufer
Simon Vampier
wight house ka ya israil ka fatwa hai
Simon Vampier how
Simon Vampier what you know , you don't know anything
Mai tasawwuf ko nahi manta tha
Jb hazrat ke bayan sune tu pata chala tasawwuf se insaan insaan banta hai
mashallah
ماشاءالله
Subhan Allah
Mashallah
SUBHAN ALLAH
Masha allah