Tasawwuf Sufism & Islam By Sahil Adeem

แชร์
ฝัง
  • เผยแพร่เมื่อ 3 ต.ค. 2024
  • Tasawwuf Sufism & Islam By Sahil Adeem
    Sufism is a mystical and spiritual dimension of Islam, focusing on the inward search for a deeper connection with the divine. It emphasizes concepts such as love, unity, and the pursuit of a direct personal experience of God. Sufis use practices like meditation, chanting, and to achieve spiritual enlightenment and a sense of closeness to the divine. It's a diverse and rich tradition with a wide range of practices and beliefs across different cultures and regions.

ความคิดเห็น • 28

  • @zarrinnaseem8890
    @zarrinnaseem8890 ปีที่แล้ว +4

    تصوف میں دل میں کسی کے خلاف کبھی کوٸی شکایت نہیں رہتی۔ سادہ زندگی گزرتی ہے۔۔۔ہر حال میں اللہ کا شکر ادا کرتے ہیں۔۔۔

    • @muhammedmubashir3808
      @muhammedmubashir3808 10 หลายเดือนก่อน

      worth reading 😊

    • @NaveedAhmad-oy9qn
      @NaveedAhmad-oy9qn 7 หลายเดือนก่อน +1

      Right simple zindge r AllAH ko raze Krne me Zendge guzrty Hy hr Kam AllAH ko raze Krne k lye hota

    • @akmalsaleembaig
      @akmalsaleembaig 26 วันที่ผ่านมา

      Mai asal mai apki bat ko detail mai smjhna chahta hu. Aik taraf wo cheez ha jo Nabi ly k ay hain aur sari dunia ko us par amal ka hukm dia. That is called shariyat. Wo shariyat jo Allah ny insan k liy bheji ha.
      Dosri taraf ha Tareeqay jiska Allah rasool ki taraf sy tasawur bhi maloom nahi ha. Jabky kch log apny tajurbaat, apny wajadd, apny spiritual experiences ko paish kr k lafzo ka tana baana bunn k aik tasweer banaty hain us mai shayri, kalaam aur kuch achi achi misaalo sy us tasveer mai rang bahrti ha. Aur usky bad wo tasawuraat paish krta ha tasawuf jo na deen mai kahi fit ho sakty hain na hi aqli tor par.
      Chalo sari baten aik taraf, Allah ki bheji hui shariyat aur usky rasool ka laya hua qanoon (shariyat) asi cheez ha sahil bhai k mutabik jis mai rehty huy tasawuf pori tarah practice nai ho sakta.
      Ham wesy musalman hny k naaty shukr adaa krty hain k asi cheez (tasawuf) k sharr dy Allah ny mehffooz rakha ha.
      Ap zara is par Roshni dalen please

    • @Ak54-qm4tu
      @Ak54-qm4tu 21 วันที่ผ่านมา

      Sufism is against Islam , there are people against Sufism , and they are right.

  • @mukhtiarahmedmukhtiarahmed8807
    @mukhtiarahmedmukhtiarahmed8807 ปีที่แล้ว

    ماشاءاللہ ماشاءاللہ اللہ پاک آپ کو سلامت رکھے صحت تندرستی آعلی زندگی عطا فرمائے آمین

  • @deebaparveen6010
    @deebaparveen6010 ปีที่แล้ว

    JazakAllah khairen kasira May Allah swt reward you abundantly goodness ❤

  • @saeedatariq8042
    @saeedatariq8042 ปีที่แล้ว

    Jazak Allah khair

  • @pradeepasudani123
    @pradeepasudani123 6 หลายเดือนก่อน +1

    Video quality is very poor

  • @ArifbajwaArif
    @ArifbajwaArif ปีที่แล้ว

    Voice sahi nai ati .

  • @AttitudGirl-j8w
    @AttitudGirl-j8w 3 หลายเดือนก่อน +1

    Tasffuf ALLAH k rasol saw ka rasta nhe

  • @noorimran4916
    @noorimran4916 ปีที่แล้ว +3

    Aik sahil h or humari la elmi ki tofani lahryn swal bn kr us par barsh parti hn. Sahil kbhi nidhal lgta h. Kbhi bat krty hoay wo direct Allah say ja jurrta h. Lykin jis rasty ki justju wo humy bta rha h. Usay hum ikhtiar nhi krty. Swalon k teer usay humari deen say dori or serah say laelmi ka sabot hn. Kinara bhara h pochny walon ka. Bus apny apko khushki pay khrry dykh rhy hn. Or sahil aik. Shayd kbhi lgra hoga usay k sahol ki geeli mitti pay jb wo qadam ba qadam apny deen ko lay k agy chal rha h to humari misal asi h k jb wo pechy murr k dykhta hoga to koe to hoga sahil ka kiara. Lykin wahn shayd koe qadm na mily. Sahil aik he q h???? Hum sb q nhi. Akhir hum swalon k jwab q nhi tlash krty.??

    • @SaifUllah-go5wd
      @SaifUllah-go5wd ปีที่แล้ว +1

      Bhai english mai bol lo. Roman Urdu apki samjh ae bahar hai 😢😂

    • @SaifUllah-go5wd
      @SaifUllah-go5wd ปีที่แล้ว

      se*

  • @rittamary5546
    @rittamary5546 ปีที่แล้ว +1

    Tasawuf in real sense is tazkiya e nafs

    • @akmalsaleembaig
      @akmalsaleembaig 26 วันที่ผ่านมา

      Mai asal mai apki bat ko detail mai smjhna chahta hu. Aik taraf wo cheez ha jo Nabi ly k ay hain aur sari dunia ko us par amal ka hukm dia. That is called shariyat. Wo shariyat jo Allah ny insan k liy bheji ha.
      Dosri taraf ha Tareeqay jiska Allah rasool ki taraf sy tasawur bhi maloom nahi ha. Jabky kch log apny tajurbaat, apny wajadd, apny spiritual experiences ko paish kr k lafzo ka tana baana bunn k aik tasweer banaty hain us mai shayri, kalaam aur kuch achi achi misaalo sy us tasveer mai rang bahrti ha. Aur usky bad wo tasawuraat paish krta ha tasawuf jo na deen mai kahi fit ho sakty hain na hi aqli tor par.
      Chalo sari baten aik taraf, Allah ki bheji hui shariyat aur usky rasool ka laya hua qanoon (shariyat) asi cheez ha sahil bhai k mutabik jis mai rehty huy tasawuf pori tarah practice nai ho sakta.
      Ham wesy musalman hny k naaty shukr adaa krty hain k asi cheez (tasawuf) k sharr dy Allah ny mehffooz rakha ha.
      Ap zara is par Roshni dalen please

  • @asadjamal5850
    @asadjamal5850 26 วันที่ผ่านมา

    Sahil has become Jordan Peterson of Pakistan. Never gives a complete answer to anything. Leaves so much uncertainty to his answers. May be for lack of complete understanding or persecution by fanatics or fear of establishment or love of it. But he is at best JP of Pk.

    • @aishasarwar174
      @aishasarwar174 5 วันที่ผ่านมา

      Please don't compare Sahil Adeem to JP. I hate Jordan Peterson. JP's talks are mostly meaningless linguistic gymnastics. JP is the best in talking impressively with saying anything meaningful. Sahil Adeem is not at all like JP the shallow hypocrite.
      Sahil is honest and straightforward person and he gives factual and logical answers.

  • @amjadkhanniazi3865
    @amjadkhanniazi3865 ปีที่แล้ว

    Hy

  • @Harf-e-Rast
    @Harf-e-Rast หลายเดือนก่อน

    ساحل صاحب کی گفتگو میں بہت سے جھول اور نقائص ہیں، ساحل عدیم صاحب کھڑکی کے دوسری طرف پھنسے ہوئے ہیں، اسی لیئے سمجھ نہیں پا رہے۔

  • @detoxiii
    @detoxiii 5 หลายเดือนก่อน

    jahilo mere sahaba pr tuhmat lagatay ho kahan likha hay k hazart Ali Garmio may sardi k kpray pehntay thay? kaha taleem di huzoorﷺ nay tasawuf ki? tum log Allah k nabi se bhi bara model lana chahtay ho?

  • @shakur4648
    @shakur4648 6 หลายเดือนก่อน +1

    Don't speak about something you do not know or inherit yourself

  • @azizgakhar3083
    @azizgakhar3083 ปีที่แล้ว

    تصوف میں لوگ اس مقام پر پہنچ جاتے ہیں' جہاں شریعت پہ عمل ضروری نہیں ہوتا

    • @aunsoomro2005
      @aunsoomro2005 10 หลายเดือนก่อน

      Tu baki ?

    • @rehmannbhaii
      @rehmannbhaii 5 หลายเดือนก่อน +1

      Sastay nashay na karo

    • @azizgakhar3083
      @azizgakhar3083 5 หลายเดือนก่อน

      @@rehmannbhaii me kuch logo sy contact me hon jo kashaf me bht awla maqaaam rakhty hn. wo baat sirf ALLAH ki karty hn aur shirk ki sakhti sy nafi karty hn but kuch chezein shariat wali un ky baqool un ko mana hn

    • @akmalsaleembaig
      @akmalsaleembaig 26 วันที่ผ่านมา

      ​@@rehmannbhaii To yar jugten na mar bhai mehngy waly krwaa na aa k. Bata dy yara k kesy galat ha?