Gadi abhi li hai 2 din pahle 12v ki battery hai or mai ak 6v ki battery ot lgana chahta hu kya lag jayega or charger change karna hoga kya please bataye 🙏🙏🙏
@@gopalramprajapatgopalrampr9932 nhi sir aap nhi laga sakte 12 v ke sath 6 v nhi lag sakta .aapko backup jyda chahiye to 12v ka 2 pices battary parallel connection karke laga sakte hai .kyuku apka controller ya to 12v support karta hoga ya fir 6 volt .agar galat calculation me battary lagayenge to controller kharab ho jayega .
सर, इस शानदार वीडियो के लिए धन्यवाद। लेकिन मुझे एक संदेह है। क्या हमें बैटरी को 12V 4.5Ah से 12V 7Ah में अपग्रेड करने के बाद चार्जर बदलने की जरूरत है? कृपया सुझाव दें।
Sir, thanks for the awesome video. But I have a doubt. Do we need to change the charger after we upgrade the battery from 12V 4.5Ah to 12V 7Ah? Please suggest.
7.5 amp ka battary lagaye hai and 15 kg weight hai kids ka to 45 min to 60 min drive kar sakte hai .agar apko 2 wheel drive karna hai to front wheel ka wire disconnect kar dijiyega.
And aap jab new car lo to jarur dekhna 12 v ki battary lagi ho kyuki mere wale car me 6v ki do battary series me laga kar de diya tha wah chaina ka battary tha.
Sir meri jeep ka charger ka Indicator red se green ho jaata hai within seconds. That's why car charge ni ho rhi. At present car bilkul discharge hai. Kya problem ho sakti hai car battery ki ya car charger ki.
Battery full discharge ho Gaya hoga .is liye apke regular charger se charge nhi hoga .battary khol kar kisi battery shop me charge kara kar dekh lijiye.agar battary charge ho gaya to thik nhi to battery replace karna hoga .
Sir mere son ke jeep on he nai ho rhe us ne ye wires jo battery ko connect krte black ko red aur red ko black wire connect kr de thi tu dhuaan nikla tha battery theek hai mene check ke hai
Apne agar black me red and red me black laga diya hoga to Apka car controller short ho Gaya hoga .isliye start nhi ho rha hoga.aap apna controller khol kar kisi electronic shop me ja kar check karwa lijiye ki thik ho payega ki nhi .to apko controller new lena parega
Haa laga sakte hai magar apki car 12v ki hogi tab kyuki aisi car 6v or 12v me aati hai.motercycle ka battery thora kum amp ka hota hai magar aap chala sakte hai.
अच्छा भाई मेरे गांव में दुकान है नहीं मैं बाहर रहता था तो वहीं से कर परचेस की थी अभी उसका एक टायर जो है वह थोड़ा सा फट गया है तो क्या मैं नया डेढ़ लाख की खुद से चेंज कर सकता हूं
@@randheeryadav3660 ya to apki battery charge nhi ho pa rahi thik se ya phir apki battary bahut old laga kar deya hai shop wale ne .pahle battary nikal kar kisi battary shop me check kara le.
@@PankajYadav-qj3xp laga sakte hai magar thora jugad karna hoga .+ - terminal me nut bolt hota hai .or is battery me thumble laga hota hai.usk jugad karna hoga.
Apna car battery check kar lijiye agar 6v hai to charger bhi 6v chahiye and agar 12 v hai to 12v charger mere case me 12 volt battery tha to maine 12 volt 2amp ja charger use kiya.kisi kisi car me 6 v ke 2 battery bhi hota hai.
Sabse pahle start wala switch direct karke dekhe agar start ho gaya to switch replace kar dijiye.na aage check kare main board ne pani gaya hoga.tab to new control unit board change karna hoga
Aap pahle charger check karlo ki thik h ya nhi .agar charger thik hai to apka main controller kharab hoga . Tab apko direct charger ko battery me connect karke charge karna hoga.
भाई कार लिए 4 साल हो गय बहुत अच्छी चलरही थी पर अब मैं उसमें 12 वाट की एक बैटरी आई थी अभी मैं सोच रहा हूं कि 12 वाट की एक और बैटरी लगा दो यानि की 24 वाट होजाएंगे कोई प्रॉब्लम तो नहीं आएगी ना और क्या वह चार्ज चार्ज कर पाएगा 24 वॉट को
Nhi yeh toy car maine apne son ke liye liya hai.apko detail bhej deta hu jo saler deal karta hai isme 88150 22388 ohh baby toy ke name se Amazon & flipkart pe yeh sale karta hai .direct lege baat karke to kuch sasta parega.
! बहुत अच्छा वीडियो बनाया है आपने. 👍👌🙏
🙏

@@gopalramprajapatgopalrampr9932 🙏
@@kingofjugad charger change ki jrurat nhi hogi fir to or charge bhi jyada der tak lgani pdegi kya
@@gopalramprajapatgopalrampr9932 ji nhi charger change karne ki jarurat nhi hai.
सर, इस शानदार वीडियो के लिए धन्यवाद। लेकिन मुझे एक संदेह है। क्या हमें बैटरी को 12V 4.5Ah से 12V 7Ah में अपग्रेड करने के बाद चार्जर बदलने की जरूरत है? कृपया सुझाव दें।
@@miracleplay9821 agar Apka charger badne ki jarurat nhi battary charging time apka increase ho jayega .matlab charge hone me time jyda lagega .
@@miracleplay9821 agar apka charger 2amp hoga to badana parega .pahle battery charge hone me jitna time lagta tha use thora jyda time lagega.
@@miracleplay9821 🙏
Sir, thanks for the awesome video. But I have a doubt. Do we need to change the charger after we upgrade the battery from 12V 4.5Ah to 12V 7Ah? Please suggest.
Sir motor ki direction change karne ke liye motor se wire interchange karne hoge kya ya battery se + or - change karne se ho sakta hai
Iske liye aap two way switch le lijiye jise moter ka power +ve & -ve change ho jayega or app switch push karke backward & forward kar sakte hai
🙏
Good job sar
@@MrLADDIBHANGAL 🙏
CAN WE ADJUST 2 BATTERIES OF 12 V IN THIS THAR...??
Depend on battery size .you can only one 12v 7.5 ah battery use.
Thank u 🙏
Or agar 12 volt 7ah ki do battery ko parallel me lagaye to backup badha sakte h kya,,,
Run time kitna hai ye battery dalne k bad... Ur 4 by 4 jeep hai uski 2 motor band krke 2 par run karna ho to kya krna pendeng
🙏
7.5 amp ka battary lagaye hai and 15 kg weight hai kids ka to 45 min to 60 min drive kar sakte hai .agar apko 2 wheel drive karna hai to front wheel ka wire disconnect kar dijiyega.
Sir agar hum 12volt 3.5 ampere battery ki jaga 12volt 7 ampere laga sakta ha
Ji jarur aap laga sakte hai .maine video me 7.5 amp ka battery lagaya hai .ise apka car ka run Time increase ho jayega.
Sir jab aapne mew li thi to kaisi thi car ki bettry and me new lene wala hu to bettry check kru kya me ? Or kya check krna hota he
Maine jab leya tha battary achi nhi thi jab check wah thik chal rha tha magar backup bahut kharab tha .5-10 min me battery down ho jata tha .
And aap jab new car lo to jarur dekhna 12 v ki battary lagi ho kyuki mere wale car me 6v ki do battary series me laga kar de diya tha wah chaina ka battary tha.
🙏
Sir mujhe ek second milri he 6 months old he
Lena sahi rahega kya or bettry waat check kru kya ki kitne waat ki he
Nice information namaste bhai Mera bache ka car ka controller kaam nhi kar!rha Hai uska video बनाने.
🙏
Jarur banaoga
बहुत सुनदर video है
Thank u 🙏
12V 12ah use kar skte hai kya ?
Kar sakte hai magar check kar lijiyega ki wah battary ka size apke car me fit hoga ki nhi.
🙏
Isme exide ki 12 v battery laga sakte hai kya??
Haa laga sakte hai magar battary ki length 8 inch jyda nhi honi chahiye .kyuki ise bari battary ka space nhi hota .
🙏
Sir meri jeep ka charger ka Indicator red se green ho jaata hai within seconds. That's why car charge ni ho rhi. At present car bilkul discharge hai. Kya problem ho sakti hai car battery ki ya car charger ki.
Battery full discharge ho Gaya hoga .is liye apke regular charger se charge nhi hoga .battary khol kar kisi battery shop me charge kara kar dekh lijiye.agar battary charge ho gaya to thik nhi to battery replace karna hoga .
🙏
Bhai isme battery change kar dhiya lekin car movement nahi hai....
Ise kaise manually oprate karna eak bar bathaooo
Problem kya hai car me start nhi ho rha ya remote kaam nhi kar rha hai ?
🙏
Very helpful
🙏
Meri car mai 2bettry h 6 volt ki to kya usme bike ki 12volt ki bettry lga skte h
Yes
Sir mere son ke jeep on he nai ho rhe us ne ye wires jo battery ko connect krte black ko red aur red ko black wire connect kr de thi tu dhuaan nikla tha battery theek hai mene check ke hai
🙏
Apne agar black me red and red me black laga diya hoga to Apka car controller short ho Gaya hoga .isliye start nhi ho rha hoga.aap apna controller khol kar kisi electronic shop me ja kar check karwa lijiye ki thik ho payega ki nhi .to apko controller new lena parega
@@kingofjugad plz is pe video bnayen
@@talhaashraf6699 ok mein try karuga
Brother kya bike vali battery laga skte h
Haa laga sakte hai magar backup kum hoga .
🙏
Kya hum isme motur cycle ki battery bhi laga sakte h kya please bataye
Haa laga sakte hai magar apki car 12v ki hogi tab kyuki aisi car 6v or 12v me aati hai.motercycle ka battery thora kum amp ka hota hai magar aap chala sakte hai.
Sir FM connection lag nhi rha kese set karai......... Matlab raideo ka FM connection mai nhi aa raha
🙏
Samjha nhi apke baat ko .clear bataye kya karna hai
अच्छा भाई मेरे गांव में दुकान है नहीं मैं बाहर रहता था तो वहीं से कर परचेस की थी अभी उसका एक टायर जो है वह थोड़ा सा फट गया है तो क्या मैं नया डेढ़ लाख की खुद से चेंज कर सकता हूं
@@deshrajsaini45 tyre aap online bhi Kharid sakte hai.
2 din phle li car hai...raat bhar charge b kro to battery jyada nh chalti kya problem ho sakti hai?😊
@@randheeryadav3660 ya to apki battery charge nhi ho pa rahi thik se ya phir apki battary bahut old laga kar deya hai shop wale ne .pahle battary nikal kar kisi battary shop me check kara le.
@@randheeryadav3660 🙏
Kya price h is 12 v battery ka sir
🙏
12 v 7.5 ah battery local price approx Rs 750/- and branded battery Rs 1200/-
Sir one more doubt isme Exide 12v 7ah bike wali battery lga skte h?? Jo 1300 smthing ki aa rhi h
@@PankajYadav-qj3xp laga sakte hai magar thora jugad karna hoga .+ - terminal me nut bolt hota hai .or is battery me thumble laga hota hai.usk jugad karna hoga.
Sir battery kaha se le shopkiper bahut mahngi de raha hai
Aap apni budget ke hisab se battary le .main recommend karuga kisi brand wala battery hi le .kyuki battery life and backup acha rahega .
🙏
Carger kitne volt aur kitne ampier ka chahiye?
Apna car battery check kar lijiye agar 6v hai to charger bhi 6v chahiye and agar 12 v hai to 12v charger mere case me 12 volt battery tha to maine 12 volt 2amp ja charger use kiya.kisi kisi car me 6 v ke 2 battery bhi hota hai.
🙏
👍👍super
🙏
Bike ki battery lga skte hai
🙏
Haa laga sakte hai .
@@kingofjugad or sir charge hogi
@@tandavgaming2720 Haa hoga agar apka car 12v me chalta hoga tab.kyuki aisa wala car 6v and 12 v me aata hai
@@kingofjugad 2 battery lgi huii thi
Mare son ne isko paani se dhul diya yb se on nhi ho rha hai kia kre aur kaise kre .......
🙏
Sabse pahle start wala switch direct karke dekhe agar start ho gaya to switch replace kar dijiye.na aage check kare main board ne pani gaya hoga.tab to new control unit board change karna hoga
Thank you so much problem solved
Sir battery ka price kitna h 12 walt ka or 6 vali ka bhi
🙏
12 v 7.5 ah battery price approx Rs 750- 1200/- and 6v 3.5 ah battery price approx Rs 450-700.aap online bhi purchase kar sakte hai.battery price depend opon battery brand .
Ubi 4 months phly li ha but use ni ki baby bethti ni us me wese h pri
🙏
Kuch Shop wala bahut din purana battary laga kar de dete hai.jiske chalte battary jaldi change karna parta hai.
What is the run time of car?
Depends on what you have chooses a battery pack.12 v 7.5 amp battary easy run car upto 1 hour with single load.
🙏
Battery turant down ho jati he, vapas thodu der rakho to full chalti he or vapas thodu der me utar jati he.
Mere bete ki gari me battery thik h, lekin charge ni ho rha
🙏
Aap pahle charger check karlo ki thik h ya nhi .agar charger thik hai to apka main controller kharab hoga . Tab apko direct charger ko battery me connect karke charge karna hoga.
भाई कार लिए 4 साल हो गय बहुत अच्छी चलरही थी पर अब मैं उसमें 12 वाट की एक बैटरी आई थी अभी मैं सोच रहा हूं कि 12 वाट की एक और बैटरी लगा दो यानि की 24 वाट होजाएंगे कोई प्रॉब्लम तो नहीं आएगी ना और क्या वह चार्ज चार्ज कर पाएगा 24 वॉट को
@@deshrajsaini45 nhi sir do battery lagana hai to parallel connection kijiyega.series me 24v ho jayega tab tab apka controller kharab ho jayega.
@@deshrajsaini45 🙏
@@kingofjugad video use per bhi banaa lijiye
@@deshrajsaini45 ji jarur
बहोत अछी जानकारी दी और कोमेट मे भी अछा रीपलाय दी धन्यवाद
Mere baby ki car start hoti ha but movement ni krti
thanks bro
🙏
Mujhe 12 v battery buy krna he
🙏
Aap online offline purchase kar sakte hai .app local market me kisi battery shop se bhi le sakte hai .12 v 7.5 amp battery le lijiye.
Muhje leni he 12v battery
@@Tasleem5656 app online bhi buy kar sakte ho .
Bhai baby car ki bettri kitne ki aati hain please bataye
Approx Rs 750/- ka in local market
900 mein aate
12 v ki battery bolo battery vala ku
@@actingwalarockstar depend on brand and place price change .you can also buy online .
❤
@@manojpardhi1938 🙏
Sir mujhe apse Kuch pochna hai apka num milega please
Email pe baat kar sakte hai kumarsachinforever@gmail.com
🙏
Gari chalty chalty band ho jati hai apko pata hai Kya waja hai...
@@SyedAli-cs9ru battery issue ho sakta hai
Sir battery ok hai mene check ki hai
Ye car aap hame de sak ta ho kya 🙏 😢