Site par mansa devi and chandi devi dono ki booking dikha ra hai . But first i want to cover only mansa devi temple. Booking ke itne options bhi ni dikha ra site pr. What to do?
hello mam & sir i am rohit from delhi chander vihar se...actually hmne aana h waha haridwar me so 5 april ya 6 april agar aaye toh jada rush toh nhi milega na ? or meerut express kaisa h hum first time ayenge waha se
Meerut Expressway Best route hai haridwar aane ke liye or aap 5 ya 6 April ko agar aa rahe ho to aapko jyada rush nahi milega kyoki wo working days hai, haridwar me weekend par jyada rush hota hai...
Ok tahnku ji..one more question s dhramshala me room asani se mil jata hai na aur kitne der ka stya hota hai...jaise hum saturday ko dophar me le to sunday ko kab khali karna hoga plzzz bata dijiye
Yes bro, voice over recording hai thoda uppar niche ho sakta hai agar orignal recording dalte to piche ka bhut shor aata mic ke bad bhi bhut shor tha isilye voice over recording karna pada....
Jai maa mansa devi...🙏 bhut bhut dhanyad aapka, humare ghar baithe darsan kara diye....
Jai mata Di ❤❤🎉🎉
Achhi lagi video
Jai mata di🙏 you gave a good briefing...
Great information
Jai Mansa Devi Jii 🙏🙏❤️❤️
Jai मनसा देवी मैया
🙏
How much time it will take for to and fro journey by ropeway.?
Kya dig ko le Jaa sakte hai ropeway mei। Pls guide kare
Yeh 145 one way hai ya phir isske return bhi included hai
& ek or bat thi total kitna time lgta h meerut express se haridwar tk ?
Delhi Akshardham Temple se aapko thik 3.30 hrs lagenge or baki time apka apne ghar se akshardham tak jo lagega...
Agar time slot ki timing se late ho gai to online tickt valid hoga ya cancel ho jygaa
Excellent n very helpful
Thank you 😊
145 jo ticket price hai wo aane jane ka hai ya ek taraf ka hai
Mandir mein darshan ke kitna time lgta hai?
Good information..thanku
Thank you..😊 & Hope you have subscribed our channel, and Follow us on Instagram too...🙏🏻 For DM's
instagram.com/mohittrishaverma
Site par mansa devi and chandi devi dono ki booking dikha ra hai . But first i want to cover only mansa devi temple. Booking ke itne options bhi ni dikha ra site pr. What to do?
Jai mata di
hello mam & sir i am rohit from delhi chander vihar se...actually hmne aana h waha haridwar me so 5 april ya 6 april agar aaye toh jada rush toh nhi milega na ? or meerut express kaisa h hum first time ayenge waha se
Meerut Expressway Best route hai haridwar aane ke liye or aap 5 ya 6 April ko agar aa rahe ho to aapko jyada rush nahi milega kyoki wo working days hai, haridwar me weekend par jyada rush hota hai...
@@MohitTrishaVerma okay thanks.......& apki video dekh kar bhot acha lga really nice ......
aane jaane ki eak hi ticket hoti hai mam ya aaane jaane ki alag alag ticket book krni pdti hai plz help??
Ek hi ticket hoti hai aane jane ki
Ek hi ticket hoti hai aane jane ki
Thanku ji
HEART PATIENT CAN GO BY UDHAN KHATOLA ????? OR NOT
Subscribed👍👍👍😊
Mam uran khatola me up and down ka alag alag tiket hota hai kya aur mere 4, aur 6.50 saal ke 2 bachhe hai unka tiket kitna hoga.?
Up down ka ek hi ticket hota hai or aapke baccho ke liye Rs. 72 per child ticket hoga for mansa devi
Ok tahnku ji..one more question s dhramshala me room asani se mil jata hai na aur kitne der ka stya hota hai...jaise hum saturday ko dophar me le to sunday ko kab khali karna hoga plzzz bata dijiye
Haan asani se mil jata hai or agar aap dopahar ko lenge to agle din subah 10 se 12 baje tak khali karna hota hai
Mujhe y puchna tha y jo udn khatola h ek trf se h ya dono trf se
Dono taraf se..
Mam seedhi k alawa paidal walo k liye plain rasta h kya . Koi bta rha tha h pls confirm
Haan ji hai..
Mam temple open and close time?
Summer:- 4 AM to 10 PM
Winter:- 5 AM to 9 PM
Thanks mam
आपने अच्छी वीडियो बनाई और आप आराम से
Tickets charged 2 site ka hota hai ya 1 side ka
2 side ka
Ana & jana dono ka na madam ji
Haan dono side ka ek hi ticket hota hai
Voice kaha ja rahe h mooh kaha ja raha h
Yes bro, voice over recording hai thoda uppar niche ho sakta hai agar orignal recording dalte to piche ka bhut shor aata mic ke bad bhi bhut shor tha isilye voice over recording karna pada....
Isko statue kyun Bol diya😅
Mansa devi temple kei pass agar hum apni car sei aayei tho parking available hai??
No, it is not a motor road.
May be no..
Bread pakoda chup kyu khda hai
Darshan toh dikhaye nahi. No like for you. Jaaay mata di 🙏
Darshan ke samay humne camera use karna sahi nahi samjha, isliye andar ki video nahi dhikha paye.....Jai mata di🙏🙏
Right😊