@@PakizaAutoEnginiaring mera hydralic 40 ton ka hai connecting pin pulsar150 ka nahi loose horai chota connecting pin loose horai bada connecting rod nahi nikalrai hydralic mechine load nahihorai
@@ankammangeshkumar5675 jo second no ka handle hai uska Jo andar rubber laga Hota Hai wo kharab ho gaya hoga Ya fir jaha se oil Bahar Nikalne ka Rasta hota hai waha par ek spring AUR goli hoti hai usko khol lo spring ko thoda kheech kar Bada kardo
बहुत ही जानकारी देने वाला वीडियो सुपर
Use full information ustad G
Very good video, thank you for the kind information
Hello sir हमे कटींग टूल्स सेट करना एवं धार लगाने का एक विडियो जरूर डाले
@@AjaySharma-gx5fs कुछ दिन और रुको फिर बराबर वीडियो मिलेगा
सर जी एक वीडियो क्रैंक के मेन बैरिंग के ऊपर बनाई जाए कौन सी गाड़ी में कौन से बारिंग लगते हैं
Ok
Hii sir 😊
First like and comment
Krank me lagne vale bearings k no.par video banao konsa bearing kis gadi me lagega please krank shaft me kis gadi me kis no.ka bearing lagega
Ustad G head seat cutting ke size ke bareme vedio banaya all bike
bore karne ke liye konsa sa sand paper lagana chahiye rough and polish ke liye please bataye bhaiya
Polis paper 400 no
Regmal use Karna hai to 120 no
regmal matlab kya bhaiya
bore karne ke liye konsa sand paper lagega
bhaiya cylinder bore karne ke liye konsa sa size ka honning machine lena chahiye hath wala me matlab manual type me
Bhai manual Wala honing same hai drilling Wala jisme ston lagta hai wo 45 mm SE suru hone Wala le
Baja v15 vikrant ma sar konsh Valve guide lagti ha kon si bick ka lag jati ha
Pulsar ka thoda sa pichhe ka hissa katke Laga do
bhaiya lethe wala parts online nahi milta hai kya
Nahi malum hai bhai
Asalamualaikum bhay Mera mobile khrab gogaya tha bhot problem ma tha
Ok no problem Avi Sahi ho gaya
Bhai aap ne apna hydraulic press kitne ka liya tha
80,000
Mera hydralick mechine me pulsar begin pin nahi niklrai please replie me
Aap kya kahna chahte Hain samajh nahi aaya speling sahi likhiye
@@PakizaAutoEnginiaring mera hydralic 40 ton ka hai connecting pin pulsar150 ka nahi loose horai chota connecting pin loose horai bada connecting rod nahi nikalrai hydralic mechine load nahihorai
@@ankammangeshkumar5675 oil Kam ho gaya hoga 2/3 liter oil AUR daal do
@@PakizaAutoEnginiaring oil full daala handle press karnetho loose arai load nahi horai
@@ankammangeshkumar5675 jo second no ka handle hai uska Jo andar rubber laga Hota Hai wo kharab ho gaya hoga
Ya fir jaha se oil Bahar Nikalne ka Rasta hota hai waha par ek spring AUR goli hoti hai usko khol lo spring ko thoda kheech kar Bada kardo
kaha par sop hai
Nepal me
Krank me lagne vale bearings k no.par video banao konsa bearing kis gadi me lagega please krank shaft me kis gadi me kis no.ka bearing lagega
Ok bhai
@@PakizaAutoEnginiaring thank you very much bhaijaan