@@sarthakahuja9695 aur transformer ke ampire hamesha perfect dc me hi napte hai ac me napke sahi se kabhi nahi pata kar payega sabse jayada knowledge ki jaroorat tujhe hi hai agar tuje jayada hi knowledge hai to bata transistors aur MOSFET me Kiya antar hai
Thoda inch tape ka use karna sikh lo dost😂 0 se start kar ke 4 inch saaf dikh raha hai fir bhi 3 inch aur 2 inch ko jabardasti 3 inch bana diya🤣
Thanks for sharing, I have to learn all those things that I don't know.
😂
Karect bola bhai
😊👍
3.6 inch
Sir mere Clarion 200w ka dj box rha uska trunsfromer troidol hai 34 0 34 kiya usiki amp bata sakte ho likha nai hai
5Ampere
200w board ke liya trunsfromer sahi hai
Ji
@@sandyyoutuber2665 ok
Ji
Sir ye Toshiba 5200 MOSFET me chal sakta hai kya 🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏
Or kaisa performance rahega sir please 🙏🙏🙏🙏🙏
Main class ab main use karta hu 200 watt se 300watt tak board main bariya kaam karega.
@@sandyyoutuber2665 sir esi 5200 MOSFET me 10" 10" ke 135mm magnet 4 speaker chal sakte hain kya 🙏🙏🙏🙏🙏🙏
Ye transformer maximum output 300watt deta hai ..
@@sandyyoutuber2665130 watts rms only in this transformer. Checked ✔
500Watt amplifier hai chalega kya
30 0 30 uski input voltage hai
Yes..but its alluminium
@@sandyyoutuber2665 aluminum kya fark padega use ke doran
Jaldi kharab hota hai ..long time run karne par ..jal jaata hai ...copper ka transformer best..
Bhai 30 0 30 10 amp transform lagaya fir bhi bass nahi a jaise bajna chahiye vase nahi bajraha hai kya karu
Apka amplifier konsa hai
Bhai maximum kitna ampear nikalkar deta hai please reply
8
Thanks brother for your reply but abhi apka thik chal rha hai ya kharab ho gya
@@yamansinha9338 perfect chal raha hai ...
Isse inverter bna skte hai kya?
Nehi bhai ..
Sir yeh transformer copper hai ?
No its alluminium and performance is too good.
Sir ye aache se work karta hai ise amozen se le sakte hai
Iss price main copper mil jayega apko ...ye alluminium ka hai jaldi kharab ho jayega garam hoke .. contact kijiye 8348221110
Mv culuction ke transformer ke ampire to sahi se map nahi paye pata nahi namak mirchi se thodi na ampire napte hai aur ampire DC banake napo 😂😂😂😂😂😂
Thanks for commenting ☺️
Bhai phir tujhe kuch ni pata namak usme load ka kaam kar raha tha jao pehle thoda knowledge le lo
@@sarthakahuja9695 sahi bola brother 🙏
@@sarthakahuja9695 baccha pahle ye knowledge ki jarurat tujhe hai
@@sarthakahuja9695 aur transformer ke ampire hamesha perfect dc me hi napte hai ac me napke sahi se kabhi nahi pata kar payega sabse jayada knowledge ki jaroorat tujhe hi hai agar tuje jayada hi knowledge hai to bata transistors aur MOSFET me Kiya antar hai
Transpormar ki Data kese nikhlea
Good work Sir👍
Thanks 🙏
Abhi Tak chal raha hai kya
Ha transformer sehi hai chal raha hai par alluminium hai isiliye heat hota hai agar ap 3hrs continue chaloge tab..
Amp kitna hai bhai?
8 max
Sir shree transform connection kaise hoga eke vedieo banao
Ok
Luckytech transformer Maine Liya tha.but 8 month ke baad apne aap khraab ho Gaya.burn bhi nahi hua tha.apne aap hi Band ho Gaya.bad product
Mera to sehi chal raha hai sir ..
Aluminium wires solder nahi pakadta hai isliye load padane per kabhi bhi contact kamjor ho jata hai
Sir রিয়েল অ্যাম্পিয়ার কত 🤔🤔
7 to 8
tep pakdane nahin aata video kyon banatahe
Aise he achha lagta hai ...👍
Sab kuchh galat bol Diya vai😂😅
Tape pakar na bhi nehi ata😢
3.5inch ko 4.5 bata rahi ho😅
Ha sir ..seekh raha hu ....dheere dheere ho jayega ... thanks 🙏
Inchi tape Sahi se use karna Sikh lo Bhai.
Ji bhai ... 👍🙏 Thanks
हमेशा कॉपर he use उपयोग कro
Nehi mila bhai isiliye..
@@sandyyoutuber2665 okk sir
Stupid breandh 3 Inch?
Sir, i am learning ... sorry for any mistake 🙏
Kitana bhi heavy hai hai to aluminium na
Yes but quality is good
First view
Thanks
5 amp se jyada nahi hai
Ok
5A Se zyada ho hi nahi Sakta