Inverter for Home Luminous Shakti Charge | Fast Charging Inverter | Home UPS | Best Inverter

แชร์
ฝัง
  • เผยแพร่เมื่อ 27 ต.ค. 2024

ความคิดเห็น • 51

  • @umenderkumar2017
    @umenderkumar2017 2 ปีที่แล้ว +2

    Well explained

    • @DilipORG
      @DilipORG  2 ปีที่แล้ว +2

      @Umender Kumar Thank You My Dear ❤️😊🤗

  • @ShubhamKumar-qz7xv
    @ShubhamKumar-qz7xv 9 หลายเดือนก่อน

    Same inverter hai Mera pass v syd 12 years + old hai. Aur avi tak maximum 150 or 160 mah ka hi battery use kiya hun...but ab 220 ya 240 mah ka battery lene ka soch rha hun...but mujhe maloom nahi mera inverter kitna maximum mah wale battery ko charge kr sakta hai..... But apka Shakti charger 1000 hai aur mera luminous Shakti charger 900 hai.

    • @DilipORG
      @DilipORG  9 หลายเดือนก่อน

      @ShubhamKumar-qz7xv Aap 150ah Se lekar 250ah tak ki battery use kar sakte hain jitna Ampere jayada hoga utna hi backup time jayada milega. Me bhi 250ah use kar rahe hai.

  • @mayankchaurasia2663
    @mayankchaurasia2663 ปีที่แล้ว

    Hello brother..
    Mera ups 1100 wala hai iska cooling fan kharab ho gya hai kya aap bata sakte hai isme kitne volt aur kitne amp ka fan lagega

    • @DilipORG
      @DilipORG  ปีที่แล้ว +1

      @mayankchaurasia2663 Inverter Cooling Fan. Fan Input Voltage: 12V Fan Max Current: 0.25A Fan RPM: 2500RPM
      Body Material: Plastic Fan Dimensions: 3" inch (80 x 80 x 25mm)
      ₹70.00

    • @mayankchaurasia2663
      @mayankchaurasia2663 ปีที่แล้ว

      @@DilipORG thanks a lot brother.🙏
      Bhai ye online mil jayega kya?

    • @DilipORG
      @DilipORG  ปีที่แล้ว

      @mayankchaurasia2663 Aap Koi Bhi e-commerce ki side se purchase kar sake jaise ki Flipkart Amazon etc ki site per available hai vah aapko 60 Se lekar 70 rupaye ke bich Mein mil jaega.

  • @anuragpandey4947
    @anuragpandey4947 ปีที่แล้ว

    Solar panel ka use kar sakte hai kya isme

    • @DilipORG
      @DilipORG  ปีที่แล้ว

      @anuragpandey4947 Nahi Bhai

    • @gtvishal2521
      @gtvishal2521 หลายเดือนก่อน

      Use mppt solar charge controller to charge battery and use with inverter

  • @AshishSingh-pf1vp
    @AshishSingh-pf1vp หลายเดือนก่อน

    Mera ye charger Battery charge nhi kar raha. Light On Off ho rahi bas.

  • @pankajchouhan9408
    @pankajchouhan9408 ปีที่แล้ว

    band ho jati h na ya battery our charge hoti

    • @DilipORG
      @DilipORG  ปีที่แล้ว

      @Pankajchouhan9408 Battery charging "BABD" Ho jati hai.

  • @gudidevi6552
    @gudidevi6552 ปีที่แล้ว

    Kya ye 240ah battery support krta hai

    • @DilipORG
      @DilipORG  ปีที่แล้ว

      @Gudidevi "Yes"

  • @satendersingh297
    @satendersingh297 5 หลายเดือนก่อน

    1700watt inverter 24v ka hota hai kya

    • @DilipORG
      @DilipORG  5 หลายเดือนก่อน

      @satendersingh297 Jee 24V

  • @foodmenu3744
    @foodmenu3744 3 หลายเดือนก่อน

    Kya inverter ka button on rakhna h

    • @DilipORG
      @DilipORG  2 หลายเดือนก่อน

      @foodmenu3744 "Yes"

  • @pankajchouhan9408
    @pankajchouhan9408 ปีที่แล้ว

    Battery full charge hone par Atuo charge hona band ho jati h kiya

    • @DilipORG
      @DilipORG  ปีที่แล้ว +1

      @Pankajchouhan9408 "Jee" Bhai

    • @pankajchouhan9408
      @pankajchouhan9408 ปีที่แล้ว

      @@DilipORG band ho jati h na ya battery our charge hoti h

    • @DilipORG
      @DilipORG  ปีที่แล้ว

      @Pankajchouhan9408 Battery Charging Indicator Off Hone per Battery charging "BAND" Ho jata hai.

  • @RamSharma-ly8xr
    @RamSharma-ly8xr ปีที่แล้ว

    Sir mere paas bhi ye hiinvetar hii but charge ing nhi dika raha

    • @DilipORG
      @DilipORG  ปีที่แล้ว

      @RamSharma-ly8xr inverter ki charging indicator nahi show ho raha hai iska matlab aapka battery charge nahi ho raha hai aap battery ki jo wire Lage Hain + or - ek bar use check kar lijiye.

  • @crezyrk2096
    @crezyrk2096 2 ปีที่แล้ว

    Sir isse kitna battery charge kr skte h

    • @DilipORG
      @DilipORG  2 ปีที่แล้ว

      @Food My Mood 12V 1Battery Support

  • @abhijitsinha2402
    @abhijitsinha2402 6 หลายเดือนก่อน

    Battery sel wala option blinking ho raha hey

    • @DilipORG
      @DilipORG  6 หลายเดือนก่อน

      @abhijitsinha2402 kya aap puchhna chahte hai me samjha nahi.

  • @irfanahmed4597
    @irfanahmed4597 ปีที่แล้ว

    Any time high charjing kese krenge

    • @DilipORG
      @DilipORG  ปีที่แล้ว

      Irfan Ahmed anytime high charging ke liye aapko ek bar Apne inverter Mein switch ko set kar dijiye iske bad Mein Hota rahega Jaise aapka battery Full charge ho jaega to charging karna band kar dega.

  • @SunilYadav-uy9nk
    @SunilYadav-uy9nk 2 ปีที่แล้ว +1

    Mera inverter mein charging smart ki wali light बार-बार jal rahi Jo men switch ke Bagal mein hai

    • @DilipORG
      @DilipORG  2 ปีที่แล้ว

      @Sunil Yadav Kya Same Model hai

    • @RoyalEnfield551
      @RoyalEnfield551 ปีที่แล้ว

      @@DilipORG mere paas same modle he...usme charjing light blinking krti rhti he...mains ke paas he wo...lagatar on nhi rhi he...

    • @DilipORG
      @DilipORG  ปีที่แล้ว +1

      @Royal Enfield Jab tak battery 🔋 Full charge nahi hoga tab tak charging light blinking hota rahega.

    • @RoyalEnfield551
      @RoyalEnfield551 ปีที่แล้ว

      @@DilipORG sir mere paas luminas ki 150 amp ki tall(ऊँची) tubalar battry he full charjing hone par kitne volte bana legi...
      13 yaa 13.5 ya 14 volte

    • @DilipORG
      @DilipORG  ปีที่แล้ว

      @Royal Enfield ek bar aap inverter Ke piche mein battery charging selection switch ko check kariye aap aur 1. Battery charging selection switch ko aap Tubular mood per rakhen aur 2. Battery selection me Tubular battery AMP ko select kariye aur fir battery Full charge hone me kitna time lag raha hai wo bhi check kariye.

  • @sandipgaikwadto8716
    @sandipgaikwadto8716 ปีที่แล้ว

    Charging selection green led continue on

    • @DilipORG
      @DilipORG  ปีที่แล้ว

      @Sandip Gaikwad to charging selection ka indicator anytime on rahega sath hi indicator ka color aap per depend karta hai ki aap kitne Ah ki battery per set kiye Hain. Battery selection indicator mein three color aapko uska light dekhne ko milega.

  • @RamSharma-ly8xr
    @RamSharma-ly8xr ปีที่แล้ว

    Jo smart charg likha hii vo light nahi dika raha

    • @DilipORG
      @DilipORG  ปีที่แล้ว

      @RamSharma-ly8xr inverter ka smart charging indicator nahi show raha hai to aap inverter ki jo piche ka jo battery selection switch Hai vah ek bar check kar lijiye sath hi battery mein jo tar Laga Hai use ek bar khol ke ya sahi se check kar lijiye ki proper vah laga hai ya nahi.

  • @irfanahmed4597
    @irfanahmed4597 ปีที่แล้ว

    High charjing kese krenge

    • @DilipORG
      @DilipORG  ปีที่แล้ว

      @Irfan Ahmed fast charging ke liye sabse pahle aapko battery selection karna padega ki aapka battery tubular hai ya flat hai ya local battery hai jo battery Ho wah selection Kariye iske bad second number mein fast charging ke liye jitne Ah ki battery ko aapka utane Ah per uska switch ko rakhiye.

  • @jadavvipul3954
    @jadavvipul3954 5 หลายเดือนก่อน

    Ye sine wave he

    • @DilipORG
      @DilipORG  5 หลายเดือนก่อน

      @jadavvipul3954 Nahi Jee Ye "Square Wave" Hai

  • @sandipgaikwadto8716
    @sandipgaikwadto8716 ปีที่แล้ว

    CHG SEL
    GREEN LED LIGHT ON
    BATT SEL OFF
    SHAKTI CHARGE 1100

    • @DilipORG
      @DilipORG  ปีที่แล้ว

      @Sandip Gaikwad to charging selection ka light bhi aapko Three colour mein dekhne ko milega Jo अलग-अलग charging mod per aapko yah color change dekhne ko milega sath hi battery selection ka bhi three colour light aapko dekhne ko milega Jo अलग-अलग color ka battery ki Ah per nirbhar karta hai.

    • @sandipgaikwadto8716
      @sandipgaikwadto8716 ปีที่แล้ว

      Battery low

  • @RamSharma-ly8xr
    @RamSharma-ly8xr ปีที่แล้ว

    Please bataye

    • @DilipORG
      @DilipORG  ปีที่แล้ว

      @RamSharma-ly8xr Jee Kya Puchhna Chahte Hai.