After keeping long hair, I learned the importance of using hair oil which is sunnat. One cannot keep long hair without applying oil atleast once a week. Otherwise, man will face severe hair loss. Hairs will be present on eating plate.
i was really inspired by hazarat dharar ibn azwar (RA) . he was known for his long hairs and fighting with his shirt /armour off during battles . and hazrat khuraim (RA) .
I reckon long hair may be beneficial in winters in cities or countries where there is freezing cold like Kashmir. But in summers, I prefer to get hair short because I feel less hot.
Har wo kaam jise nabi alyhissalam pbuh ne Kiya hai wo sunnat nahi hai Jis kaam ko nabi alyhissalam kabhi chodte nahi the wo sunnat hai Misal ke taur pe nabi alyhissalam pbuh khana khate the lekin Kai bar Aisa bhi hota tha k nabi alyhissalam pbuh khana hi nahi kha pate the to wo sunnat nahi hai lekin aap pbuh ka baitnne ka tarika ya khane ke tarike ko kabhi nahi choda to wo sunnat hai
Are bhai ye pbuh or SAW likhna haram Pura darood padho ya sticker download karo ya to phir alaisalam likho Sunnat ka linguistic meaning hota hai tarika Fiqh mai sunnat ka matlab hota hai wo kaam jo nabi alaisalam ne kiya ho Aur ek hoti hai culture sunnat jo nabi alaisalam as a culture kiya ho jaise uth ki sawaari lambe baal Ab ye sab nabi alaisalam as a culture kiya tha esse sawaab nhi milega Ek hoti hai sunnat of ibaadat jaise 12 rakaat sunnat jisse jannat mai ek mahal milega Dadhi color karna nabi alaisalam ki taleem hai Ab na to humme kahi milta hai ki nabi alaisalam ye taleem di ki uth ki sawaari se koi sawaab hai ye as a culture tha
Assalaamu Alaikum. Bhai ji. 2 tariqa hai. Baal ka lelete hain. 1. tariqa pyare Nabi Muhammad saw ne Aisa baal rakha. 2. Dusra Tariqa aur Logone aisa baal rakha. Ab ek Muslim Allah Rasool saw" Ko manne wala kispar amal karega?????
Topi Nahi Amama hai. Jaise aap topi pahen sakte. Waise hi aap amama bhi pahen sakte... 1. Muhammed saw" Ne topi pahena ya amama????? Ab ek muslim kya pahenega. Topi ya amama???? Jawab ekdam saaf hai
Assalamu Alikum sir baal lmby krny waly aksar bury log ho to hm kiu na kren baal lmby. Hm to sunnat ki waja se kr rhy hn. Or sunnat par amal ka sawaab bhi hoga hmy InShaAllah. Or Allah k Nabi صَلَّی اللّٰہ علیہ و آلہ و سلّم ki sunnat hamesha sunnat rehti hy.
Asalam alaikum May Allah bless you with more knowledge, As you mentioned niyah ( intention) is important while following a sunnah that is perfect. Points of contradiction 1. when you say that look if the good people of your time are doing it or not so you will get counted in them or related to them but my question is by whom you should get recognised among them, Do you want to be recognised by the people or by Allah. 2.many muslims sisters started using hijab for the wrong reasons may Allah protect our brothers and sisters. Should we then abandon it as per the people of knowledge and ask them to use the clothes that are prohibited so we won't resemble with them. My dear brother I have a huge respect for you but are we making Islam easy to apply as it was in the time of prophet Mohammad PBUH or we complicate it with things that won't affect the relationship of a person with Allah. If a brother is letting his hair grow and is saying it is sunnah, we only should provide the rulings put down by the prophet of Allah not anyone else. So he would be aware of it. Wallahi we are creating a gap between the youth and Islam just because we are trying to get into their lives from every end and in that chase we are losing them. May Allah grant us all the knowledge that was revealed to the Prophet of Allah and by the prophet of Allah.
Turkish serials mai jo character play Kiya wo koi ordinary logo ke nahi hai wo sare Mujahideen hai kya unke amal Rasoolallallah sallallaho wa Alehi wasallam ke sunnat ke mutabiq nahi thy . Phir Islam kese fela sari duniya mai
@@ghostklaus9033 earing to aj tk kisi Nabi ki Sahabi ki ya kisi b Aalim ki nh suni gai or na hi yh kisi hadees m hain to jaiz to na hui na. Baki ao puch lo kisi sy b. Lekkn yh mardo ki cheez nh h. Earing ring ka maqsad aurton ka zewar pehenna hai or zewar mard par haram h tl ear ring kesy halal hogi.
@MuneebMVP Hadees me jo cheez nahi he iska ye matlab kahan se hoa ke wo Haraam he, Hadees me to cold drink peena bhi nahi ata cold drink to haram nahi he na
Bilkul, ab kisi or ne bola k aa namaz pro hm nai prthe, lekin dusra bnda sath tha to us ne bola chl bai namaz prne chlyn, or bnda uth k chla gya namaz pri, us ne ye to zrur socha k jo mjy keh ra namaz ka to uthna pry ga, lekin jo kaam sunnat frz ha wo kiya gya ha to uska swab ha,
Long Hair ke Saath Beard bhi Rakho Tab Aurato ki Mushabehat me nahi Aainga Or Bhai Ap jo Last mein bolay Aaj ke daur mein Ache log Long hair nahi Rakhte Or gair e Masum Ulama ka beekar fatwa bataye Wo galat hai kyu ki Beard to isis ke Terrorists bhi rakhte Sikh sahab log bhi rakhte Buray to wo log bhi hai to ab hum Beard nahi Rakhna kya unlog rakhe bol ke...
Islaami shakhsiya ho aur lambe baal hon, Is amal par aitraaz nahi hoga, Ab libaas yahudiyon ka aur ghair islaami shakhsiyat us par lambe baal hon Is amal par aitraaz hoga, Yeh amal khilaafe sunnat hoga. Har woh kaam jisko karne par Aap ki taraf ungliyan uthein, ya kisi ko...kisi bhi tarah ki pareshani ho...aisa kaam nahi karna chahiye.
totally disagreed, there are some people who are good and also got long hairs, while there are also people who are not good but got short hairs, so i dont think the logic provided by molvi saab is good enough to believe.
Molana saheb aap galat ho . Kyuke sunnat ka matlab . Dadhi aap ne sunnat me dal dia . Bade baal ko aap ne kahi aur. Aisa kaise ? Almost suhaba b Amal karte the . Lambe balo pe . Lekin gardan ke niche tak. Na ke kamar tak . . Shoulders . Tak .
YOU DIDN'T SAY ABOUT ISLAMI RULES FOR HAIR. SAD VERY SAD. NOW DAY EVERY PEOPLE CUT THEIR HAIR AGAINST HADITH. YOU SHOULD SAY ABOUT ISLAMI RULES FOR HAIR. I WILL KEEP EYE ON YOUR TH-cam .
Aur vo Jo laal da di Rakh k sawala karra na pahale usko bolna bhai a Jo da di ko colour laga na haram hai 😂😂 same to same laal Bandar jaisa dikhra 😂😂😂 aur sunnat k bare me baad me karna pahale usko da di k bare me batana 😅😅😅😂
After keeping long hair, I learned the importance of using hair oil which is sunnat. One cannot keep long hair without applying oil atleast once a week. Otherwise, man will face severe hair loss. Hairs will be present on eating plate.
Ok Dr sahab
@@shaikrehan2457 I am not a doctor. I learned it because I was fond of long hair.
True
What kind of hair oil u use do u shampoo after it
Just starting it, thank for the tips
Absolute right 2:40
Ham musalmaan hain aur rasoole paak ki zindagi ke tareeqae amal par
chalne wale hain.
Sallallahu alayhi wasallam kaho
Mashallah shaikh bahot khub Allah app ko salamat rakkhe ameen
Welll explained...
Me toipc dhund rhi thi kahi nhi mila ... shukriya
Very good message jazakallah khair
Bahut hi accha AP ne explain Kiya ❤❤
Subhanallah very well explained
i was really inspired by hazarat dharar ibn azwar (RA) . he was known for his long hairs and fighting with his shirt /armour off during battles .
and hazrat khuraim (RA) .
I reckon long hair may be beneficial in winters in cities or countries where there is freezing cold like Kashmir. But in summers, I prefer to get hair short because I feel less hot.
Me too
Mashaallah you are very intellectual
Jazakhallh bahut ache se samjaye jazakhallh hu khair
Right ❤❤❤❤❤❤
Har Ek Kaam Nabi Kareem SAW Sunnat hai
Har wo kaam jise nabi alyhissalam pbuh ne Kiya hai wo sunnat nahi hai
Jis kaam ko nabi alyhissalam kabhi chodte nahi the wo sunnat hai
Misal ke taur pe nabi alyhissalam pbuh khana khate the lekin Kai bar Aisa bhi hota tha k nabi alyhissalam pbuh khana hi nahi kha pate the to wo sunnat nahi hai lekin aap pbuh ka baitnne ka tarika ya khane ke tarike ko kabhi nahi choda to wo sunnat hai
Are bhai ye pbuh or SAW likhna haram Pura darood padho ya sticker download karo ya to phir alaisalam likho
Sunnat ka linguistic meaning hota hai tarika
Fiqh mai sunnat ka matlab hota hai wo kaam jo nabi alaisalam ne kiya ho
Aur ek hoti hai culture sunnat jo nabi alaisalam as a culture kiya ho jaise uth ki sawaari lambe baal
Ab ye sab nabi alaisalam as a culture kiya tha esse sawaab nhi milega
Ek hoti hai sunnat of ibaadat jaise 12 rakaat sunnat jisse jannat mai ek mahal milega
Dadhi color karna nabi alaisalam ki taleem hai
Ab na to humme kahi milta hai ki nabi alaisalam ye taleem di ki uth ki sawaari se koi sawaab hai ye as a culture tha
@@userxyz1511 😅😅😅😅
Jazakallah khair, for great information 👍
Nice Speech ❤
Nice movement
@@shakirsayyad7678kis chij ka nice movement?
Assalaamu Alaikum.
Bhai ji.
2 tariqa hai.
Baal ka lelete hain.
1. tariqa pyare Nabi Muhammad saw ne Aisa baal rakha.
2. Dusra Tariqa aur Logone aisa baal rakha.
Ab ek Muslim Allah Rasool saw" Ko manne wala kispar amal karega?????
Very very well explain ❤❤
Acha bayan 👍
Masha Allah
Lambe baal(zulfen) rakhna sunnah aur mardana nishaani hai isi liye hamare nabi(saws) ne rakhi thi warna aap(saws) nahi rakhte the....
Good explanation
Bahut sahi frmaya aapne bhai
Topi Nahi Amama hai. Jaise aap topi pahen sakte. Waise hi aap amama bhi pahen sakte...
1. Muhammed saw" Ne topi pahena ya amama?????
Ab ek muslim kya pahenega. Topi ya amama????
Jawab ekdam saaf hai
Mashallah 👍
Nice explanation ❤
Nice
Asslamo alikum
Assalamu Alikum sir baal lmby krny waly aksar bury log ho to hm kiu na kren baal lmby. Hm to sunnat ki waja se kr rhy hn. Or sunnat par amal ka sawaab bhi hoga hmy InShaAllah. Or Allah k Nabi صَلَّی اللّٰہ علیہ و آلہ و سلّم ki sunnat hamesha sunnat rehti hy.
Nice movement
👀 mashallah
Assalamu Alaikum
Asalam alaikum
May Allah bless you with more knowledge,
As you mentioned niyah ( intention) is important while following a sunnah that is perfect.
Points of contradiction
1. when you say that look if the good people of your time are doing it or not so you will get counted in them or related to them but my question is by whom you should get recognised among them, Do you want to be recognised by the people or by Allah.
2.many muslims sisters started using hijab for the wrong reasons may Allah protect our brothers and sisters. Should we then abandon it as per the people of knowledge and ask them to use the clothes that are prohibited so we won't resemble with them.
My dear brother I have a huge respect for you but are we making Islam easy to apply as it was in the time of prophet Mohammad PBUH or we complicate it with things that won't affect the relationship of a person with Allah.
If a brother is letting his hair grow and is saying it is sunnah, we only should provide the rulings put down by the prophet of Allah not anyone else. So he would be aware of it.
Wallahi we are creating a gap between the youth and Islam just because we are trying to get into their lives from every end and in that chase we are losing them.
May Allah grant us all the knowledge that was revealed to the Prophet of Allah and by the prophet of Allah.
MashaAllah
❤❤ mashaallah
1:26 Agr koi sunnat ki niyyat se lambe baal rakhe to wo mubah hota hai, kya baat boli hai(mtlb sawaab nhi milega) had ho gayi hai yr 😂😂😂😂😂😂😂😂😂
Mashallah 👌💪
U r from were
Jazaak Allah khair❤❤
Coat pant kis ki mushabat h kisko dekh ke pechane jayenge
Aslamualikum warehmatulah wabarkathu mere husband ko b lamby ball hai wo b rubber band lagaty hai jab garmi hoti hai 😢
Lga skty han bs wo rubber band ladies jesa na ho Yani different colors or design me na ho black ho to chaly ga
I checked that hadees that u mentioned but that hadees is zayeef week
Mashallah
Sab k chehre kitne chamak rahe hai. Mashallah.
Lights
Han to chote (small hair rakhna) bhi to fir koi sunnat amal nh hua na ..
Agr lambay sunnat ki niyat ke bagair rakh liya jaye kya wo gunah hai .
Nahi
Mujhe bachpan se bada baal rakhna tha lekin abbu hamesa katwa diye 😢
Turkish serials mai jo character play Kiya wo koi ordinary logo ke nahi hai wo sare Mujahideen hai kya unke amal Rasoolallallah sallallaho wa Alehi wasallam ke sunnat ke mutabiq nahi thy . Phir Islam kese fela sari duniya mai
Don't get inspired by turkish serials.
Ibn e Majah 3631 ye hadees zaaef hai... Jiska aap reference diye starting mein
Yes
Bhai Mera ek sawal h ki jab 4 rakkat namaz padte h to jab hum 2 rakkat ke bad khade hote h to us time rafadeen karna hota h ya nhi? Plz reply jarur de
Jii karna hota hai...jab ham teesri rakat ke liye khare hote haina tab rafadain krna hota hai...aur har rakat mai ruku se pehle aur ruku k baad ..😊
@@ramshaairf4024 shukriya jii
Hair bands lagare
1:10 Koi khuda ka banda is shaks ke hal chaal poochlo
Allah se dua kare aap aur hum bhi
Allah us bande ku taaqat de
Aameen
Agar mai Apna Shauq se Lamba baal Rakhu to kia gunah hoga..
Assalamu Alaykum Wa Rahmatullahi Wa Barakatuh
Agar Koi Sawal Ya Masla Ho To Hume Call Kare
80-5545-5545 (8am to 10pm IST)
Mera khudka bal lambe he ❤❤👈
MASHALLHA thuda khayel rakhe is byan ka us hisab sey ball rakhey tu acha hai bhai
❤
To mardo ke style ki ear rings bhi aati hen to wo kyo permissible nahi hen?
No
@MuneebMVP kya no?
@@ghostklaus9033 earing to aj tk kisi Nabi ki Sahabi ki ya kisi b Aalim ki nh suni gai or na hi yh kisi hadees m hain to jaiz to na hui na. Baki ao puch lo kisi sy b. Lekkn yh mardo ki cheez nh h. Earing ring ka maqsad aurton ka zewar pehenna hai or zewar mard par haram h tl ear ring kesy halal hogi.
@MuneebMVP Hadees me jo cheez nahi he iska ye matlab kahan se hoa ke wo Haraam he, Hadees me to cold drink peena bhi nahi ata cold drink to haram nahi he na
@MuneebMVP mene to aaj tak gold haram he ye suna tha wese to ring bhi jewelry me aati he aur Aap S.A.W to ring pehente the to jewelry kab haraam hoi?
Aap jhubba bhi pahen sakte.
Aap safed kurta paijama pahen sakte.
Aap safed pant shirt pahen sakte.
Ye suit hi pahenna Q????
برے لوگ نماز پڑھنے لگے تو کیا آپ نماز چھوڑ دیں گے ۔آپ کے مطابق برے لوگوں کو کاپی نہیں کرتا ہے
Bilkul, ab kisi or ne bola k aa namaz pro hm nai prthe, lekin dusra bnda sath tha to us ne bola chl bai namaz prne chlyn, or bnda uth k chla gya namaz pri, us ne ye to zrur socha k jo mjy keh ra namaz ka to uthna pry ga, lekin jo kaam sunnat frz ha wo kiya gya ha to uska swab ha,
@@zohaiburrehman3465 thank you, but unable to understand the text.
Aj tw sab fashion mein Baal ( hair) long kar k hairband laga rahe namaz roza nhi karte wo log
Jyadatar log Turkey serials hi dekh kar aisa kar rhe hai
Kya coat paint pahen kar takreer karna sunnat hai
Ab ldko ka hairband Ata hi ni hai to kya lgau
Patle wale ate h or usme kya male or female hoga bro
@@mohdkamran2591 whi to dikkat hai ab kaya lgau ye bol rhe ki lga ni skte ldkiyo wala
@@umairamu1608 lagao bro haram nhi h
Long Hair ke Saath Beard bhi Rakho Tab Aurato ki Mushabehat me nahi Aainga Or Bhai Ap jo Last mein bolay Aaj ke daur mein Ache log Long hair nahi Rakhte Or gair e Masum Ulama ka beekar fatwa bataye Wo galat hai kyu ki Beard to isis ke Terrorists bhi rakhte Sikh sahab log bhi rakhte Buray to wo log bhi hai to ab hum Beard nahi Rakhna kya unlog rakhe bol ke...
Bahut sare Ulema bare baal rakhte hain, to ise sunnat hi samjha ja skta hai
Sidha answer dia kar
Sunnut kiskko kahte hai pehle maloom Karo janab .qauk fail aur taqweeem...samjo aur bayan Karo ..
Qaul fail aur taqweem
Islaami shakhsiya ho aur lambe baal hon,
Is amal par aitraaz nahi hoga,
Ab libaas yahudiyon ka aur ghair islaami shakhsiyat
us par lambe baal hon
Is amal par aitraaz hoga,
Yeh amal khilaafe sunnat hoga.
Har woh kaam jisko karne par
Aap ki taraf ungliyan uthein, ya kisi ko...kisi bhi tarah ki pareshani ho...aisa kaam nahi karna chahiye.
Aapne coat pehan rakha hai wo kisko dekha tha
Aapki audience hamesha same hoti hai aisa kyun ?
Because of same location
totally disagreed, there are some people who are good and also got long hairs, while there are also people who are not good but got short hairs, so i dont think the logic provided by molvi saab is good enough to believe.
Bro you have not listened him properly
He said it depends on your niyat
Chacha ka sawaal hi bache ku taana marne k liye hai.
That's true
Molana saheb aap galat ho . Kyuke sunnat ka matlab . Dadhi aap ne sunnat me dal dia . Bade baal ko aap ne kahi aur. Aisa kaise ? Almost suhaba b Amal karte the . Lambe balo pe . Lekin gardan ke niche tak. Na ke kamar tak . . Shoulders . Tak .
BESAK , BESAK JO TIRKI SEREAL KE PAHTE SE BARE BAAL RAKH RAHA HAY WO SAHE HAY
YOU DIDN'T SAY ABOUT ISLAMI RULES FOR HAIR. SAD VERY SAD. NOW DAY EVERY PEOPLE CUT THEIR HAIR AGAINST HADITH. YOU SHOULD SAY ABOUT ISLAMI RULES FOR HAIR. I WILL KEEP EYE ON YOUR TH-cam .
Bilkul wrong a bai, agr Kaam sunnat se milta ha, wo ap uski niyat se rkho ya wo niyat na ho, agr sunnat k hisab se ha to swab apko hoga bai,
Aur vo Jo laal da di Rakh k sawala karra na pahale usko bolna bhai a Jo da di ko colour laga na haram hai 😂😂 same to same laal Bandar jaisa dikhra 😂😂😂 aur sunnat k bare me baad me karna pahale usko da di k bare me batana 😅😅😅😂
Chacha ke khud ke baal nhi isliye dusro ke dekh kar jaal rahe hai😂
Astagfiruallha har bath ko mazak mat liye karo bhai unka sawal acha hai hame kuch sikhaney ko milra thuda aheteha kare ap bhi
Galt baat bole aap aap ko agar koi glt chez p rokta hai is k Matlb nhe k samne wala jalta hai
😂😂😂😂😂😂 Turkey secren Dek ke Ball Dade kar re
Mashallah
❤❤❤
❤