Bhai acre standard unit hai, jagah jagah ke hisab se change nhi hota hai. 1 acre = 4046 sq mtr. Bhigha alag alag hota hai. Par aapne jo bhigha bataya hai wo 2500 sq mtr ho gaya Apke hisab se to 1 hectare ho gaya plot size, aur 1 hectare me itna production bahot kam hai.
Yes, of-course bro..... But to be honest, it's not easy for everyone.... You have to do hard work with propper planning as per the calculations i have mentioned in the video.
abhi ke samay me ye gnna kesa hai uski video dikhao,aapka calculation galat hai aap galat disha me ja rahe ho is duri pe kisi bhi sthiti me 1 pit me 40 gnne jivit nahi rahege
Bhai sahab... Mae 26oct me ganna bone wala hu... Ring pit se... Isme lagat joda jae to mota mota... Ek bigha me 320 gadha hoga to mtlb 1600 gadhe hae... 1600 * 7 rs to hua 11200 gadha khodne me lagega... Ab khet ki taiyari... Ring pit me do baar cultivate kr diya jae to bhot hae.. 250rs bigha * 5 to hua 1250rs Ab ganna lagega kmsekm 50 Quinta 350*50= 17500 ganna ke.. Ab khad ati hae... Gober khad 3 tali khad to khud ki hogi bhada lagega 400* 3 = 1200rs Ab rasayanik khad jo dalni hae... Urea 3 bori = 900 Potash 1 = 900 Super ssp 3 bori = 1500 Regent = 600 Itna khad lagega... Jisme DAP NHI DALNI NA NPK ab labour 1100 bigha lega 5500 bone ka... Upchar krne ke liye 500 ki dawa Sabko jhod jiya jae to hota hae = 41050 rs lag jaega... Jisne ganna agr apna hae to bij ka paise nhi lagega... Aur ab bone ke baad bs urea aur super ka use kro bs.... N coragen.. Agar coragen mehgi lage to bawestin ka use kro sasti dawa ati hae... Jiske sath ap humic acid aur gebbralic acid ka use kro...
Hello brother I’m from Philippines and I’m a farmer too! I’m amazed of your method I’ll try this on my sugarcane farm
Thankuuu soo much brother ♥️🙏its my pleasure 🌹🤗
Mast h bhai sahab❤️❤️
गन्ने की बुवाई रिंग पिट विधि Part : 1 - th-cam.com/video/vyXgz0h3qSw/w-d-xo.html
Very Nice 👌👌👌
th-cam.com/video/UfUMt3ERZGE/w-d-xo.html
Kya baat h.... superb
Great job.
Thanks!
Nice project
Bhai achaa tarika hai.... Current condition kaisa hai photo aur video dalo
Sure bro...you will see it soon.
1 acere in which eeld which tonnes cayme please answer sir hindi not understand
Best
Thanks brother 💞
Bhai sab main new hun farming main kha se training lun mai... Pls help
Aap chahe to apke district ke uddyan vibhag se free training le skte h..... Othervise TH-cam hi kaafi h.
Ok thanks
Bhai ground nut ko kheti may zyada utpaadan kaise kare
Asambhav....
Hectares me batao 1 acre aapke wahan kitne ares ka hota hai
Ganne ka gud banana hoga kya
Exellent
Thanku brother 💕💞
Thanks for the update .Distance between pits? And rows? Kitna seed laga weight me?
Pit to pit = 4 Feet
Distance b/w rows = 5 Feet
Total = 52 kuntal (including wastage)
"Distance should be measured from center to center only "
@@gaonkisanup42
Thanks brother for your info keep it up.
Feet me kya size hai aapke khet ka! Standard size to 220 feet by 198 feet hota hai.
🙊🙊🙊🙊💯💯💯💯💯💯
Bhai acre standard unit hai, jagah jagah ke hisab se change nhi hota hai. 1 acre = 4046 sq mtr. Bhigha alag alag hota hai. Par aapne jo bhigha bataya hai wo 2500 sq mtr ho gaya
Apke hisab se to 1 hectare ho gaya plot size, aur 1 hectare me itna production bahot kam hai.
Khad Kya dalte ho
👏
Sir 1 hekteyar me 4 beeghe hote h
Chacha jis hisab se aap ganna ki counting kar rhe ho uss hisab se poplar ke पेड़ो ki bhi calculation nhi ho pati hai तोतल
2000 kuntal/acer is possible...??
Kindly rpl Sir...🙏
Yes, of-course bro..... But to be honest, it's not easy for everyone.... You have to do hard work with propper planning as per the calculations i have mentioned in the video.
@@gaonkisanup42 👍
Pit diameter kitna rakha sir aapne?
th-cam.com/video/vyXgz0h3qSw/w-d-xo.html
....Ye video se apke sare Doubt clear ho jayege.
abhi ke samay me ye gnna kesa hai uski video dikhao,aapka calculation galat hai aap galat disha me ja rahe ho is duri pe kisi bhi sthiti me 1 pit me 40 gnne jivit nahi rahege
Bhai harvesting ke samay ganne ko weight Karna.
1000 Square meter = 1 Bigha
2.5 acre = 1 Hectare
Ji Bilkul.... Bigha ka measurement different state me different different hota h brother.
Standard 1 bigha = 2500 Sq.m
तो 1 एकड़ में 4 बीघे कहां से हो गए यह तो 1 हेक्टेयर में 4 बीघे होगे हो गए
@@manojkumaryt9137 bhai up east me 8 biswa ka ek bigha hota hai. isko kaccha bigha bolte hai. Pakka bigha 20 biswa ka hota hai. 1acre=4 kaccha bigha ,1 hectare = 4 pakka bigha
1 ekar=31 bisva
Namaste Bhai Ji, 1 acre ke khet me 1600 Quintal Sugarcane ugaane me total kitna cost aata hai?
1-lac to 1.30 lac......but agar apke pass tractor & sichai ki suvidha h to aap 20-30k Rupee's bacha skte hain
Bhai sahab... Mae 26oct me ganna bone wala hu... Ring pit se...
Isme lagat joda jae to mota mota...
Ek bigha me 320 gadha hoga to mtlb 1600 gadhe hae...
1600 * 7 rs to hua 11200 gadha khodne me lagega...
Ab khet ki taiyari... Ring pit me do baar cultivate kr diya jae to bhot hae.. 250rs bigha * 5 to hua 1250rs
Ab ganna lagega kmsekm 50 Quinta 350*50= 17500 ganna ke..
Ab khad ati hae... Gober khad 3 tali khad to khud ki hogi bhada lagega 400* 3 = 1200rs
Ab rasayanik khad jo dalni hae...
Urea 3 bori = 900
Potash 1 = 900
Super ssp 3 bori = 1500
Regent = 600
Itna khad lagega... Jisme DAP NHI DALNI NA NPK
ab labour 1100 bigha lega 5500 bone ka...
Upchar krne ke liye 500 ki dawa
Sabko jhod jiya jae to hota hae = 41050 rs lag jaega... Jisne ganna agr apna hae to bij ka paise nhi lagega...
Aur ab bone ke baad bs urea aur super ka use kro bs.... N coragen.. Agar coragen mehgi lage to bawestin ka use kro sasti dawa ati hae... Jiske sath ap humic acid aur gebbralic acid ka use kro...
@@ashishkati7751 👍👍👍
Mobile no chiye apka
Aap AAP ka phone number Dena ji. Ya phir AAP ka e mail id dena ji. Shukriya
Sonusingh.fst@gmail.com
@@gaonkisanup42 800kuntal hoga bas esse upar nahi jitna marji ho jor laga lo
Nice project