नमस्ते भाई साहब आपने बहुत अच्छा तरीका बताया कपयासीटर टेस्ट करने का ईससे हमे अच्छी जानकारी मीली है ऐसेही व्ही डीओ बनाईगा सर जी हम आपके आभारी है धन्यवाद सर जी
Ser aap ke vidieo buhat ache hute hein wo kyu ke aap ka samjana batana buhat acha hai or hum ko samaj jald ata hai or aap mere ostad hu aap se bahut koch sika hai aupar wala aap ki hifazat ache rahein bahut buhat dil se thanks mai uae me hon ❤
Aap ne theek kaha kisi video mein to ye information nahi mili but diploma kerte waqt perha tha ke 2 capacitors parallel mein lgane se us ki capacitance dugni ho jati ha aur series mein jesa k aap ne btaya k voltage double ho jate hein thank you very much good information for us👍💐👈
Aap jaisa koi nahi batata sir you tube me aap nomber 1 hai sir bohot boho dhanyabad sir wo video ka intijar hai jo aapne kahatha lambi video aniwali hai
भाई आपका बहुत बहुत धन्यवाद जो कि आप णे बहुत बढ़िया जानकारी दी है। ये सभी मैने किताब में पढ़ा था किंतु आज आप णे लाइव दिखा दिया फिर से धन्यवाद भाई। भाई सिर्यामिक कन्डेसर भी इस तरह जोड़ सकते हैं क्या?प्लीज रिप्लाय मी।
series capistor formula is equal (1/Ct)=1/(1/c1 + 1/c2 + 1/c3........) es se check kro to series main UF kam ho jaty hen ap keh rhy same rehty hen? 2 same uf jo series main lgane se half UF ho jaty hen
Haan series me agar same value hoga to half ho jayega, aur voltage double capacity ka hoga. Parallel me voltage same rahega aur capacitance value double hoga. aap ka mathematical calculation 💯 percent sahih hai.
Nice video bhai lekin 100uf ka dho capacitor series mein legaye tho uska value 50uf ho jayega eski voltage double ho jayega.parallel connection mein micro farad 200uf ho jayega voltage 25 bhi milega
Aap ne pure video me parallel me uF meter se check karke dikhaya, lekin series me uF meter se aek bar bhi check nahi kiya, agar aek bar bhi dikha dete to mazza aa jati...... Phir bhi video me achha knowledge milla he... Thank you
series capacitor formula is equal (1/Ct)=1/(1/c1 + 1/c2 + 1/c3........) es se check kro to series main *UF* kam ho jaty hen. 2 same *uf* jo series main lgane se half UF ho jaty hen.
Thanks sir ji 100v 4.7uf aur 25v 120uf ko series me jodane par voltage 125v ho jayega lekin uf Kitna ho jayega. Sir ji bahut kuch sikhane ko milta hai apke video se isliye Mai ne comment Kar ke poocha hai.answer jaroor Dena...
👍 information. 1. DC voltage fiilter me 4700uf cap 63v ki jagah par agar 150uf 400v lagaya jaye to kya thik hoga ya nahin. Ripple effect. 2. Polarized cap ko non-polar Karne me calculation aur voltage double hoga. Batao please 3. Diffrent capacitor ko alag alag value calculation batana please Thanks 🙏
नमस्ते भाई साहब आपने बहुत अच्छा तरीका बताया कपयासीटर टेस्ट करने का ईससे हमे अच्छी जानकारी मीली है ऐसेही व्ही डीओ बनाईगा सर जी हम आपके आभारी है धन्यवाद सर जी
Bilkul Naya jankari mili. Aapko bahut bahut dhanyawad.
Thanku sir... .. Bahut dino se.... Dhoondh raha tha... Bahut help hua sir
Ser aap ke vidieo buhat ache hute hein wo kyu ke aap ka samjana batana buhat acha hai or hum ko samaj jald ata hai or aap mere ostad hu aap se bahut koch sika hai aupar wala aap ki hifazat ache rahein bahut buhat dil se thanks mai uae me hon ❤
Bahot easy tarika se samjhaye ho aap.❤❤❤❤❤❤❤❤❤
Keep growing.❤❤❤❤❤❤
मैं 12वीं कक्षा में हूं और यह वीडियो मेरे लिए बहुत जानकारीपूर्ण है। मजा आ गया देख कर, आगे और भी ऐसी वीडियो बनते राहिये गा I🙏
Me bhi
To beta padhai par jyada dhyan de
Maja a gya 😂
Sie aapki vedio bahut achha hota hi ....shukriya
Aap ne theek kaha kisi video mein to ye information nahi mili but diploma kerte waqt perha tha ke 2 capacitors parallel mein lgane se us ki capacitance dugni ho jati ha aur series mein jesa k aap ne btaya k voltage double ho jate hein thank you very much good information for us👍💐👈
Me also agreee🖤
Aap jaisa koi nahi batata sir you tube me aap nomber 1 hai sir bohot boho dhanyabad sir wo video ka intijar hai jo aapne kahatha lambi video aniwali hai
Bhai aapka video bahut helpful rahata hai
Nice bhaiya ......bahut saccha ..... Aapka tarika bahut acCha hai samjhane ja
Wah wah keya jaankari di aap ne maja aagaya❤😊
Nice sir aap achchhe se samjhate hain
Aesi jankàri TH-cam par koi bhi nhi deta hai àap ke mata pita ko parnam hai mery tarph se thanks
Thank you sir
Bhai aap aapni khusi ke liye to comment karne ko kah rahe ho par us par heart bhi do de diya karo
Hamari khusi ke laiye
Jroor milega sir.. 😊.. aajkl ghr ka kaam chl rha h to jyada time nhi mil pata.. .jb bhi koi comment dikh jata h m reply jroor deta hu sir
Bahut acchi jankari sir ji 👍👍
VALUABLE INFORMATION SIRJI.
Ji sir 100%apki video knowledgeable hoti hai
bahot achi video bhai bnate raho hum sikhte rahe
Sar thank you so मुच acchi Tarah Se sikhane Ke Liye acchi tarike Samjhane ke liye dil Se Shukriya❤️❤️😀😀🙏🙏🙏
Sr aap bohot sache hai aur ache se sikhate hai☺☺
Very very help full video sir dil se sukriya apka and you are a best teacher sir
Sir apke sikhane ka tarika bahut hi achha hai
भाई आपका बहुत बहुत धन्यवाद जो कि आप णे बहुत बढ़िया जानकारी दी है।
ये सभी मैने किताब में पढ़ा था किंतु आज आप णे लाइव दिखा दिया फिर से धन्यवाद भाई।
भाई सिर्यामिक कन्डेसर भी इस तरह जोड़ सकते हैं क्या?प्लीज रिप्लाय मी।
Bari bariki se aap samjhatey hain aap ko mera namastey
Good knowledge, thanks.
Nasir (Karachi, Pakistan)
Thank you sar bahut achha achha samjhaya apne
❤ बहुत अच्छी जानकारी देते हो सर आप का बहुत शुक्रिया
किसी और का तो पता नही लेकिन मुझे बहुत तसल्ली मिल जाती है आपकी विडियो देख कर । बहुत ही सुंदर ।
Thank you sir apka knowledge kamal ka hai😊
Thank You Sirji For valueable Knowledge❤
बहुत सुंदर जानकारी... भैया 😊👍
Bahot achhi jankari di sir apane
Sir bahut acha vedio banate ha sir
Ese pehle nahi pata tha
Appka video dhekh ke achha laga
Thanks bhai itne pyar se samjhane k liye
Bahut acha video ram ram sir
सर बढीया इन्फाँरमेशन है. ब्रिज रेक्टिफायर के बारेमे बताये जैसे कम जादा होल्टेज कैसे करे
Love from nepal.. multimeter repairing ka video banao.. mere multimeter ka value different dekhata hai
Wow sir bhout hi acche se explane krte hai app
You are great sir, behtareen vdo.
Very good. Both shokria
Bahot accha tarike se batate hai sir ji धन्यवाद ...💐💐💐
आप अच्छी जानकारी देते हैं
Serie me = voltage duble ho jati hai
Paralal me = micros farade double ho jati hai.
Thank it good experiments for physics concept
Thank you very much for these valuable informations that you share,, I learned a lot,
Good information sir👍👍 Thankyou so much sir😊
Very good sir. I.m.from Assam,.
Bahot achhi jankari di sir apane.
☺️ 👍🏻
Aisehi video resister ke bare isi topic par banaye.
Sir aisa kisi ne nahi samjhaya hai thanks.
Bohot usable video thank you
series capistor formula is equal (1/Ct)=1/(1/c1 + 1/c2 + 1/c3........) es se check kro to series main UF kam ho jaty hen ap keh rhy same rehty hen? 2 same uf jo series main lgane se half UF ho jaty hen
Haan series me agar same value hoga to half ho jayega, aur voltage double capacity ka hoga. Parallel me voltage same rahega aur capacitance value double hoga. aap ka mathematical calculation 💯 percent sahih hai.
Yes you are right. This person give wrong knowledge.
thank you fro this very useful video
God Bless you Brother Jee 😊
Very nice video sir thanks.
Very nice video 📹 sir Jay Shri Ram
Very good information Bhai 👍 thanks
Very2 good .ek request peltier fridge ka mother board kaise banate hain please bataiye
हम यही जानना चाहते थे 💐💐💐💐
Nice video bhai lekin 100uf ka dho capacitor series mein legaye tho uska value 50uf ho jayega eski voltage double ho jayega.parallel connection mein micro farad 200uf ho jayega voltage 25 bhi milega
Aap ne pure video me parallel me uF meter se check karke dikhaya, lekin series me uF meter se aek bar bhi check nahi kiya, agar aek bar bhi dikha dete to mazza aa jati......
Phir bhi video me achha knowledge milla he...
Thank you
series capacitor formula is equal (1/Ct)=1/(1/c1 + 1/c2 + 1/c3........) es se check kro to series main *UF* kam ho jaty hen. 2 same *uf* jo series main lgane se half UF ho jaty hen.
Thanks for extra general knowledge sharing
Hi ,bahut achhi jankari hai.uF half kaise kar sakte hai
सर मुझे आप पर पूरा भरोसा है
बढ़िया जानकारी।
Namaste sar thanks me ye janna jaruri tha mene esha tuk tuk ke charjar me dekha hai sirij ko bana hua
Good knowledge thanks.
Thanks sir ji
100v 4.7uf aur 25v 120uf ko series me jodane par voltage 125v ho jayega lekin uf Kitna ho jayega.
Sir ji bahut kuch sikhane ko milta hai apke video se isliye Mai ne comment
Kar ke poocha hai.answer jaroor Dena...
120 se jyada hoga
Very thanks😃❤ bro
Bahut achha video
Best knoleg. Thank you for - .
Best nowleg sir ji
Thank you
Sir capacitors konsi bhi circuit me pura fat gaya he to kaise pata kare capacitors ki value please🙏 batabo
capacitor हटाने के बाद वहां का वोल्टेज चेक करो.. jitna volt mil ra h .. us se jyada value ka capacitor lga lo
@@TechnoMitra or kitna microfad ka lagaye
Thank you so much nice information
I already use capicitor of different microfarate in parallel in a changer and it works.
गुड नालेज.थैंक्स
No
Thank u nice video 👌😊
Bhai kya dc booster module se 775 motor chala sakte hai kya dc to dc step up module par video banao na bhai
Kabhi kisi ne nhi bataya bhai ji ye thank you
Super super super👌 sir
Sir different uf me series me jodne pr uf bdta he ya jiska jyada he uski value aiygi eh clear kijiye sir
Thanks apki jankari achi thi
Wow sir..❤❤❤❤❤
Thank you for the information
😮 excellent 👌
Sir
Cctv camara ka SMPS repair karna sikhaonge
12v dc. 5amp vala he pura dead condition me aaya hai
Hama apke sath he
Very nice sir Thank U so much sir
Very nice information
amazing and usefully video
Awesome 👍 idiya
Valuable information Sir
Bridge rectifier mein kitne ampere kelia.. Konsa mf ka capacitor use karenge.... Iske lia ek video chahiye... Bro..
Dhanyavaad ☺☺
Radhe Radhe Ji 🌹
Sir ye idea lod vali jgah pe chlega kya???
thanks you for the valuable information sir
👍 information.
1. DC voltage fiilter me 4700uf cap 63v ki jagah par agar 150uf 400v lagaya jaye to kya thik hoga ya nahin. Ripple effect.
2. Polarized cap ko non-polar Karne me calculation aur voltage double hoga. Batao please
3. Diffrent capacitor ko alag alag value calculation batana please
Thanks 🙏
Sir
We read it in HSC
But very useful knowledge
Good work sir 😊🥰
Very nyc information sir